jaiza : currency k strong hony ka reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : currency k strong hony ka reason
    Forex trading mein kuch currencies bohat strong hoti hai or ye is wajah se k wo well developed countries ki currencies hoti hain in countries ka current account deficient hota hi ni hai yani k unki imports un ki exports sy bohat kam hoti hai is k ilawa un countries mein job producing rate bohat high hota hai aur unka inflation rate b bohat kam hota hai aisi countries ki currencies stable or unka interest rate kabhi kabhi change kiya jata hai jab aap Kisi country ki economic conditions ko carefully study kerty Hain tou yeh bohat hi important role play kar rahi hoti hai aur kisi country ki currency per bohat zeada negatively or positively affected ho rahi hai
    is liye aap ko humesha currency ki value calculate kerny k liye US country ki economic conditions ko bhi carefully study kerna chahiye Political stability bohat he important role play kerti hai aur kisi country ki currency ko strong karny ky liye bohat hi important hoti hai agar Kisi country ki politicians perfect hain to wo currency ko strong karny mein bohat ziyada help ho sakti hai is liye aapko political condition se related bhi properly updated rehna chahiye aur jab aap Kisi specific country ki currency ko calculate kar rahy hoty hain tou is mein political stability ko bhi include karna chahiye is k sath humen kisi country ki GDP par bhi focus kerna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

    Dear Forex me currency strong hony me central banks ki policies Hoti hen kisi bhi country ko ap dekh ley aus mai agar kisi tarha ki production ho rahe hai aor wo ye cheazy export kar raha hota hai ya aus country mai koi natural resorses hai jis ki waja se wo other countries se paisy le sakta hai to ais waja se currency ki value up ho gi agar ap ne her cheaz kisi aor se leni hai aor ap k pass kuch bhi ni hai to aus mai ye hai k ap ko apny country se paisa bahir dena pary ga aor aus k baad ap ko aor currency banany k liay koi gold wagera zarort ho ga jis ki waja se ap ki currency ki value down hoti jaye gi ais liay ap ko chyae k ap ne jab bhi koi cheaz leni hai wo aisi ley jis se ap k country ki currency ki value down na ho, agar hum local cheazy zayda use kary to ais se humry apny country ki currency ki value zayda ho sakti hai. currency stron ho ya weak ho aus k hisab se hum market mai trade lagaty hai agar ap ko ye pata chal raha ho k ais time kon si currency weak ho rahe hai to ap aus par asani se kaam kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai, ais k liay diffrent sites bhi hai jo ap ko bata rahe hoti hai k market mai kon si currency ais time weak hai aor kon si strong hai magar aus mai ap ko bar bar site visit karni parti hai ais k aj kal indicator aye hoye hai jin par ap ko asani se chart k oper hi pata chal raha hota hai k kon si currency weak ho rahe hai aor ais time hum ko kis currency par trade karni chaye ta k hum ko aus par faida ho jaye, ais mai ye faida hai k ap ko time frame k hisab se batya ja raha hota hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

      Kisi bhi mulk ki currency ki strong hone ya weak hone k inhisar us mulk k bohut sare fundamental anasir se musalik hoti hai. Fundamental anasir mulk ki GDPs, Economical situations, social situations, peace situations (terrorism and war problems) aur akher me us mulk ki siasi situation (political situation) ka bara hi ziada amal wa dakhal hota hai. Financial market bohut hi in cheezon se asar andaz hoti hai. Agar hum is ko globally len to bhi ye aik bara aham issue hen jese Corona virus problem, America China trade war, Iran America oil war aur insurgencies America aur Russia k darmeyan,. Jab ye sare environmental anasir hamare GDPs pe asar andaz hote hen to is se hamara bohut hi ziada loss hota hai.
      Kisi bhi mulk ki currencies us waqat bohut hi ziada mutasir hoti hai jab us mulk ki baramdat daramdat se ziada ho jati hai to is se market me bara impact bora parta hai. Market me mulki currency ki demand ki bawajaye dollars ya dosri strong currency ki demand me izafa hota hai jis se market me mulki currency ki value down hona shoro hoti haia ur ziada tar mulki currency bohut hi ziada down ho jati hai. Jab mulki daramdat kam ho gi baramdat ki nesbat to is se market me beroni currency ka flow mulk k andar ziada hoga aur market me apni currency power me ayegi to js se market me apni currency pe pressure kam hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

        Han je forex trading ma ham currency par trade karty hain so hamy ye pata hona chahe k kon si currency strong hai or kon si weak hai. Trader ko agr kisi currency ki strength ka ya weakness ka pata chal jae to wo es knowledge ko correlation ki base par other currencies ko read kar sakty hain or na serf acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain balky apny account ko b bacha pany ma kamyab ho jaty hain. Es topic ma ham currency ki strength ko further explain karyn gy.

        Factors which makes currency strong. Jis country ki economic condition achi ho gi or to exports zayada hon gi or imports kam ho gi to es country ma foreign reserve to zayada aye ga to es waja sy uski country ki currency day by day strong hoti jaye gi. Secondly jb kisi country ma employment rate or inflation rate control k andar hota hai to ye currency b strong ho gi or es par kisi kisam ka kio pressure ni ho ga. Trader forex trading ma pairs par trade karty hain wo ik currency ko buy karty hain to esk badlay ma enko second currency ko sell karna hota hai. Es ka matlab hai k ham currency correlation ki help sy acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain.

        Correlation postive hoti hai jb en ma direct relation hota hai or correlation negative hoti hai jb en ma negative relation hota hai. So trader ko currency correlation ki help sy acha profit hasil karny ma help mel sakti hai. Jo trader currencies ki achi knowledge hasil ni kar sakta wo acha profit hasil karny ma kamyab b ni ho sakty. So trader ko currency correlation ko trade opening ma lazmi understand karna chahe. Es sy trader ko kamyab hony k chances zayada ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

          Dear Kisi bhi country me currency kay strong hony Kay leay us country Kay financial tasks hoty hen jis me ham GDP rate banks policies wagera shamil Hoti hen hai k ais mai koi aisi waja ho jis ki waja se wo currency strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai to aus ki waja se hum ais market mai trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai kun k ais market mai dekha jaye to ais market mai hum ko learning ki bahot hi zayda zarort hai magar ais mai hum ko thora bahot time lag jata hai aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hain tu ap tab tak bahtr trading nahi kar skty hain jub tak apki trading ki education bahtr nahi hoti hai es liye apko chahye k apni trading ediucation ko achi trha fulfil karenq k jub apko forex k bary main knowlege hota hai tu ap apni trading ko bhi achi trha kar skty hain jis main ap apni trdaing main loss ko bhi mange kar skty hain risk ko bhi manage kar skty hain sath main apki trading main profit bhi tab he earn kar skty hain tu apko cahhye k ap apni trdaing main apni leraning par dehan den jub ap learning par dehan dety hain tab ap apni trading main loss ko kam or profot ko barha skty hain forex aik world wide Kia jaany wala dunya ka sab sy bara busienss Hy is me kafi factors involved hen jis me best profit deny wala busienss Hy is me without education key na to ham Forex business ka knowledge hasil karny me kamyabi hasil kar sakty hey aur na hi hamary ley market analysis karny me kesi kisam ki asani ho sakti hay, higher education key base par Forex financial business ko understand karna be easy ho jata hay aur sath me news ko understand kana be traders key ley bilkul be difficult nahi lagta hay, education Forex business key har step ko easy bana sakta hay market mai bhi dekha gia hai k ais market mai bhi kamyab hony k liay hum ko education ki zarort hai kun k jab hum ne fundamental par kaam karna hai to hum ko ais mai hum ko study karna parta hy.
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

            Assalamu Alaikum dear jab aap Kisi bhi country ki currency ko carefully study Karte Hain To ismein Iske strengthen Aur Bhi Kyunki Kuchh important reasons ho sakti hai Jin ki basis per aap apne country ki currency ko easily calculate kar sakte hain dear jab aap Kisi bhi country ki currency ki strengthen hone ki different reasons study Karte Hain To ismein following important factors bahut jyada important role play kar sakte hain.

            Gross Domestic Product :

            Dear agar aap Kisi bhi country ki strengthen ki sabse main reasons find out Karte Hain To Aisi situation main Gross Domestic Product se milane wali income ismein bahut hi important role play kar rahi hoti hai dear Agar aapke country ki GDP bahut jyada Hoti Hai To Aisi situation Mein Aapki currency bahut jyada satrong ho sakti hai aur iski against Agar aapki Ki GDP ki income Kam Hai To Aisi situation mein aap ki currency week aur hi hoti hai.

            Political Instability :

            Dear political instability bhi bahut hi important role play kar sakti hai aur kisi bhi country ki currency power ko strong Aur bhi kar sakti hai isliye Jab aap Kisi country ki currency ko properly calculate kar rahe Hote Hain To Aise situation Mein political instability ko bhi Jarur Apne mind Mein focus karna chahie.

            Economical Stability :

            Economic stability aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai specially Jab aap apni country ki currency se related apni learning complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut hi important aur carefully ho ko Soch samajhkar apply karna hota hai Kyunki Jab aap economical stability ko focus Karte Hain To yah aapki currency ko strong aur bhi karne mein bahut border toll per kar sakti hai.

            Demand and Supply :

            Dear Jab Kisi country ki currency ki demand Jyada Hoti Hai To Aisi situation main bhi aur country ki currency bahut jyada strong ho sakti Hai Iski against Agar aapki currency ki demand kam hoti hai To Aisi situation main uski strengthen kam ho sakti hai aur vah bhi ko sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

              Walekum Assalam der member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Har Mulk ki currency ek dusre se different Hoti Hai Kisi Mulk ki currency bahut jyada week Hoti Hai To Kisi Mulk ki currency bahut jyada c strong hoti hai currency ke strong hone ki vajah Kisi Mulk Par depend karti hai America ki currency bahut jyada satrong hoti hai America ki strong currency America ki Mashyat per depend karti hai Jab Ja financial crisis Kisi country Mein Hote Hain To Aisi situation Main Har Mulk ki currency bahut jyada week Ho Jaati Hai financial crisis Ka Asar currency per bahut jyada padta hai

              Aur Agar Kisi country ki politician acchi hoti hai to vah currency ko strong hone mein bahut jyada help Deti Hai trader ko Hamesha political condition se confirm Rahana chahie Forex trading ki market Mein political instability bhi bahut important role play karti hai aur yah Kisi country ki power ko bahut jyada chhatron kar sakti hai isliye Hamen political instability per bahut jyada focus karna chahie political instability ki help se Ham currency ko bahut jyada scitron kar sakte hain

              Forex trading ki market Mein trading karne ke liye currency pair ka istemal Kiya Jata Hai Hamen Hamesha strong currency ke sath market Mein trading Karni chahie Agar Ham week currency ke sath market Mein trading Karenge Tu Is Tarah Se Hamen apni trading Mein loss ho sakta hai currency pair ki selection karna Har EK trader ke liye bahut jyada important hote hain because currency pair Ki selection ki madad se Ham market Mein acchi Tarah Se trading kar sakte hain aur apni trading Mein Achcha Se Achcha result Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                Forex trading ki market Mein currency pairs Par lan Din kiye Jaate Hain ine currency pair ki trading Hamesha jodon Ki Surat Mein ki jaati hai aur in currency pairs ki strongness aur weakness ko Dekhte Hue he in currency pairs ko trading ke liye select Kiya Jata Hai market mein bahut se currency taiyar Hote Hain Jo ki ek dusre se bahut jyada different hote hain jinki price Ek dusre ke opposite hoti hai ine ki price same Nahin Hoti market Mein Jab member apni running start karen to use Waqt unhen market Mein currency pairs ko acche tarike se study kar lena chahie

                Market mein bahut se currency pair strong bhi hote hain inke strongness ko Dekhte Hue traders Jab unko apni trading ke liye select karte hain to use Waqt Nahin Kesariya se apne trading ko profitable trading banaa sakte hain market Mein maujud Tamam currency pairs different countries se linked Hote Hain Jab different type ki countries Koi factors affect karte hain ya FIR Unki account mein change hoti hai ya FIR election hote hain to in Tamam chijon ke in currency pairs per bhi bahut jyada impact padhte Hain Jiski vajah se Unki prices Mein changing a Jaate Hain

                Jab Kisi country ke account me per negative effect padte hain to use Waqt currency pairs ki strongness bhi week Ho Jaati Hai uski strongness ki price bahut jyada change Ho Jaati Hai Aur is currency ke strong hone ke reason bhi an country se related Hote Hain Jab an country ke positive effect padhte hain to use Waqt inke positive effect in currency pair per padhne ki vajah se in currency pairs quickness bahut jyada stronger Aati Hai Ya FIR strong's Aur Bhi Jyada strong Ho Jaati Hai Jiski vajah se vah currency pairs trading karne ke liye bahut hi profitable currency pairs kahlata Hai is currency pairs trading Karke market Mein acche profit Hasil Kiya Ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                  country mai koi natural resorses hai jis ki waja se wo other countries se paisy le sakta hai to ais waja se currency ki value up ho gi agar ap ne her cheaz kisi aor se leni hai aor ap k pass kuch bhi ni hai to aus mai ye hai k ap ko apny country se paisa bahir dena pary ga aor aus k baad ap ko aor currency banany k liay koi gold wagera zarort ho ga jis ki waja se ap ki currency ki value down hoti jaye gi ais liay ap ko chyae k ap ne jab bhi koi cheaz leni hai wo aisi ley jis se ap k country ki currency ki value down na ho, agar hum local cheazy zayda use kary to ais se humry apny country ki currency ki value zayda ho sakti hai. currency stron ho ya weak ho aus k hisab se hum market mai trade lagaty hai agar ap ko ye pata chal raha ho k ais time kon si currency weak ho rahe hai to ap aus par asani se kaam kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai, ais k liay diffrent sites bhi hai jo ap ko bata rahe hoti hai k market mai kon si currency ais time weak hai aor kon si strong hai magar aus mai ap ko bar bar site visit karni parti hai ais k aj kal indicator aye hoye hai jin par ap ko asani se chart k oper hi pata chal raha hota hai k kon si currency weak ho rahe hai aor ais time hum ko kis currency par trade karni chaye ta k hum ko aus par faida ho jaye, ais mai ye faida hai k ap ko time frame k hisab se batya ja raha hota hai political condition se related bhi properly updated rehna chahiye aur jab aap Kisi specific country ki currency ko calculate kar rahy hoty hain tou is mein political stability ko bhi include karna chahiye is k sath humen kisi country ki GDP par bhi focus kerna chahiye shut iya apka.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                    currency key strong hona us key country key economic condition ko zarhir karta hay aur agar US dollar down ja raha hay to es ka matlab hay key ya to political crises hony ki waja se US dollar weak ho raha hay ya USA ki economy hi etni weak ho chuki hay key US dollar musalsal hi down ja raha hay, agar news par hamari nazar ho to hamy har country ki economy par focus karna chaye jes me ham trading kar rahye hoty hey.currency ka up down hona laga rehta hai yeah us milk ki economy ki condition PR depond karta hai aur USD k very kar nain say gold bhi very karta hai q k gold musalsal up ja raha hai to is k peechay bhi USD k musalsal down janain ki wajah ho skati hai is liye jub bhi ksii curruncy PR trading kar nain lagain to sub say pehlay isko news k abray main knowledge gain kar nain k koi news nan ho is curruncy say related agar kisi milk ki news aati hai aur woh bht bad hoti hai to us milk ki currency bht buried tarah effect hoti hai jiski bht gehra assar hota hai aur woh curruncy mujh k bal girti hai.employment create hoti ha aur economy strong ho jati ha, jis se dollar ki price barh jati ha. Lekin agar stock market weak perform kar rahi ha, to investors ka trust kam ho jata ha aur wo dollar nikalwa kar Gold ki soorat mein saving kar letay hain, jis se dollar ki price weak ho jati ha. Economic data mein Nfp, Unemployment rate, Interest rate etc ko bhi dekhna important ha.

                    Purchasing power priority Ek Aisi theory hoti hai ki Jis ko market Mein exchange rates ko suggest karne ke liye istemal Kiya jata hai different countries ke purchasing power sem Nahin Ho table ke Ek dusre se different Hote Hain different types ke currency pairs ki purchasing power aur different price ko confirm karna bahut jyada Jaruri Hota Hai suppose a pounds and dollars exchange rates yah hai pond 1 Jab Ke dollar2 hi a n ki price kese difference ko aap purchasing power parity ke jariye se clear kar sakte ha.


                    forex trading ma market ko move ki aik valid reason chye hoti haimarket ma bahot sari news hain ji market kk bahot zeyada affect krti hain agr market koi bhi news position positive hi to currency strong hoti hai related countries ki aor jub market ma kisi bhi country ki news negative ay to market ma us currency ki value down ho jati hai,market ma politics ki positive negative situation bahot bara affcet dalti hai market py opportunities opposition aor govt ki misconceptions ki waja sy bhi bahot msla bnta hai mulk ki economic growth down ho jati hai jesa ky Pakistan ma politics ka hal hai, interanion political issues whan ki econmic par boht asar arkhty hain q k ayse issues kisi bhi molk ki currency ko up or down kar skty hain or jub politcs main kisi bhi trha ki koi bari new ati hai tu forex trading market par bhi boht gehara asar parhta hai esi liye hmain har trha ki news ko naazr main rahna parhta hai q k achanak aysi koi bhi news a jay tu wo market k up or down hony ka sabab banty hain es liye hmain apni trading main har os factors ko mind main rakhna chahyye or har trha ki news ko upadate rakhty howe trading karni chahye ta k hmain loss na ho or hmain market ka bhi pata rahy k ab yah move kar skti hai k nahi.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                      Assalam Walekum dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Jab Ham ismein koi bhi currency pair per kam Karte Hain To sabse pahle Hamen ismein strong analysis ki jarurat hoti hai aur Iske bad Ham apni trade open karte hain dear forex market Mein Ham Jab kam kar rahe hote hain to Kisi bhi currency per Jab aap kam karte hain to aapko ismein yah Pata Hona chahie ke currency per Jab aap kam karte hain to ismein different currency pairs Hote Hain Jis per aap apni trade kar rahe hote hain Agar Kisi Ek currency key values from Hoti Hai To definitely Uske against jo bhi currency hoti hai usko down Hona Hota hy.

                      Dear Jab Kisi bhi country ki economy strong Hoti Hai To definitely uski currency ki value 20 Jyada strong ho rahi Hoti Hai Iske behind ya reason hoti hai aur jab Ham dekhte hain ki economic news a Rahi hoti hai aur economic calendar Ko Jab aap market Mein follow karte hain aur uske mutabik ka pakka technical analysis ke sath sath fundamental analysis ko follow karte hain aur technical analysis ke sath fundamental analysis Karke trade karte hain to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai Kyunki market mein aane wali news se aap trade kar sakte hain aur aap usse fayda Hasil kar sakte hain.

                      Dear Jab Kisi bhi country ke account me strong hoti hai ya FIR usmein Gross Domestic Product song ho rahi Hoti Hai To ismein Ham dekhte hain ki use country ki value Jyada badh Rahi hoti hai aur uske entry ki currency Jyada strong ho rahi Hoti Hai Jiski vajah se Ham Agar use per kam Karte Hain To Hamen ismein fayda hota hai aur ham Dekh Rahe Hote Hain Ki Uske against jo bhi currencies hoti hain vah down Hona start Ho Jaati Hai ismein Jab Ham trading karte hain to Forex trading Mein Ham dekhte hain ki different currency pairs Hote Hain Jis per Ham trade Karke answer profit Le sakte hain dear trading Mein Jab tak aapke pass experience or knowledge Nahin Hoga aapko fayda Nahin ho sakta.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                        Salam umeed krta hun k sabhi members theek hoon gy khariyat o afiyaat se hoon gy memebrs dekhein market mein bahut se money pair solid bhi hote hain inke strongness ko dekhty Hue brokers Jab unko apni exchanging ke liye select karte hain to utilize waqt nahin Kesariya se apne exchanging ko beneficial exchanging banaa sakte hain market mein moojood tamam cash sets various nations se connected hote Hain Jab diverse sort ki nations Koi factors influence karte hain ya phir unki account mein change hoti hai ya phir political decision hote hain to in tamam cheezon ke in money sets per bhi bahut ziyaada sway padhte Hain Jiski vajah se Unki costs Mein changing a Jaate hain hit kisi nation ke account me per negative impact padte hain to utilize waqt money sets ki strongness bhi week Ho Jaati Hai uski strongness ki cost bahut jyada change ho jaati hai oor is cash ke solid sharpen ke reason bhi a nation se related Hote Hain Jab a nation ke constructive outcome padhte hain to utilize Waqt inke beneficial outcome in cash pair per padhne ki vajah se in cash sets snappiness bahut jyada more grounded aati hai Ya phir solid's orr bhi ziyada solid Ho Jaati Hai Jiski vajah se wo money sets exchanging karne ke liye bahut hey productive cash sets kahlata Hai is cash sets exchanging Karke market Mein acche benefit Hasil Kiya Ja sakta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                          Kisi Bhi Ek currency pair ka strong Hona Aur Bhi khona usse country ke account me ret par depend karta hai agar Kisi country ke internal affairs acche Hain Jani ke Mul ki halat acche Hain To fir usse mulachi currency bhi acche tarike se move Karegi aur highly volatile currency Hogi lekin Agar Kisi ladke aur Samaj Ki Halat theek Nahin Hai To fir uska direct impact currency ki movement per bhi Hota Hai Kisi bhi Mulk ki currency use hisab Mein Munh Karti Hai Jis Tarah Ke is Mulk ki economy Mahu karti hai agar Ek Mulakat economy improve Ho Rahi Ho To fir vah Apne currency pairs ke sath bahut acche tarike se trade karta hai aur dusre currency pairs ke sath match bhi karta hai aur descend bhi karta Hai To ine Sab chijon Ka depend currency ke internal affairs per hota hai agar Ek country ke internal affairs hi acche Nahin Hai To fir vah Hamesha acchi trading nahin kar sakta news bhi currency ki movement per bahut interest karti hai agar news I hai aur uska competency ke pair pair effect hota hai to iska matlab Yahi Hoga Ki news high-impact hai aur hai impact news ka Hamesha currency pair per bahut Achcha impact hota hai aur traders ke liye yah bahut Achcha mauka hota hai ki vah is news ko Dekhte Hue trader kar Achcha profit Hasil Karen bahut Shukriya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : currency k strong hony ka reason

                            es ke waja jo hi vho ya hi kh es amin aaj ka market j hi es ke koi bhe kse ko bhe khuch bhe ni sakh lag rhe hi kh kia ho rha hi kia ni ho rha hi to to ya baat jo hi ham ko bht he achasa souch samjh akr he karni he ho hoti hi to sooo ager apa sbhe es main kamyb he hona he chahty hain to os ka lia ya kaam jo hota hi ahmr alia bht he importat=nt he hota =a hi lalakna aj akl ji tan bhe tradaer vho jb ebh market ko dakh rhy hoty ahin kh ya market jo jihi down he arhy ho ttoa sa mian sll ka elawa our khcuh ebh ni akr rhy hain to so es lai ham sb ko chaye akh ham jitan bhe kaam jo hi akr rhy hai vho souch samjh akr he es main bht he long trm ka lia aja ka jitna bhe trader hian vho kia kar rhy ahin vho ya souch rh7 hain kh ham naan es ko sell kar ka ham an es amin bht h acha sa prifit jo hi nikal heh lain ag to so es lia ham bae abr kh rhy hia kh ya jo bhe ham kaam jo hi akr rhy ahin ya bilkul acha sa ni kar rjhy ahin to ya baat he acha sa faida he kil he ata hi to ya baat jo bhe hoti hi vho kia hoit hi ya hoti hi kh es ka zaria ham jo bhe jitan beh ham kaam karty he rehty hain vh asa wasa kam kbhe bhe na karain ya baat hamra lia bilkul acha asa ni hoit hii to es lia ham abr abr kehty he rehthty ahin kh ya kaam jo hia sa main bilkul avha sa ni hota hi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X