What is robot trading ?..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is robot trading ?..
    Dear friends, men ap se ye poochna chahta hon k forex men robot trading kia hoti hai , aur agar ham robot trading karna chahte hon to kese robot buy kiya jaye. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is robot trading ?..

    Forex trading ki market name Jab traders trading karte hain to use Waqt unhen trading ke liye different types techniques ko select karna hota hai yah Tamam techniques ko learning karte waqt bahut jyada Jaruri hoti hai isliye Tamam members Jab Bhi Apne trade ko start karen to use Waqt market Mein Intex news ko acche tarike se study kar le aur unke bare mein complete information Hasil karne ke bad hi best techniques ko select Karen


    Click image for larger version

Name:	ROBOT1.png
Views:	4
Size:	521.7 کلوبائٹ
ID:	12337546
    robot trading
    Robot treading Ek bahut hi best technique Hoti Hai Jisko trading ke liye use Kiya Jata Hai yah Ek automatic trade Hoti Hai Jisko traders apni trading ke liye select Karte Hain Jab traders robot trading ka istemal karte hain to use Waqt vah monthly 40% profit Hasil kar sakte hain robot trading Mein robots aapki equity ko adjust karte hain aur aapke ko equity ke according Kahi market Mein trading start Karte Hain bahut hi mindad traders hote hain jinhone market Mein robot ko create kiya hai aur is Robot ke jariye se bahut jyada fayda Hasil Kiye Ja Rahe Hain

    Robot selection carefully
    Traders market me ine robot ko free mai received kar sakte hain market Mein kam karne ke liye sabse Jyada important tools knowledge or experience Hota Hai Jab aapke pass yah Tamam chijen maujud hoti hai to use Waqt aap apne kaam se related bahut hi best decision Le sakte hain use Waqt agar aap market mein automatad trading ke liye robot ko select karte hain to use Waqt yah robot aapko bahut hi best result Dete Hain yaar robot se different size aur shape Mein maujud Hote Hain members Jab Bhi in Robot ko select karen to use Waqt tune bahut jyada careful Rahana chahie aur apne trading karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Jab vo ine robot ka istemal karte hain to use Waqt yah robot unke trade ko open Bhi Karte Hain aur close Bhi Karte Hain to use Waqt traitors Apni Taraf Se Kuchh Nahin kar sakte balki Unki trading Khud bahut open bhi hoti hai aur close Bhi Ho Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: What is robot trading ?..

      Assalam Walekum dear senior and junior member agar aap Forex trading may enter hote hain aur aapke pass Forex trading co join karne ke liye bahut jyada time nahin Hota To ismein aapke pass different options available hoti hai jismein aap robot trading aur copy trading ki option Hasil kar sakte hain ya se platform hote hain jismein aapki trade automatically execute Ho Jaati Hai Aur ismein aapane just apni investment Karni Hoti Hai Jab aap apni investment kar lete hain To Aisi situation main aap apni different important transactions automatically software ki basis per complete karte hain aur aapko best results produce karne mein yah platform bahut jyada help kar rahe Hote Hain.

      Robot trading application software hota hai jo aapki basis per trading kar raha hota hai no doubt is platform ko istemal karne ke liye aapko is se related complete learning Karni chahie ismein aapko investment karna hoti hai aur is platform ko purchase karne ke liye aapko expense Dena hote hain agar aap is option ko avail Karte Hain To iski basis per aapki trade automatically excute Ho Jaati Hai aur uske sath sath expert traders is ko properly manage kar rahe Hote Hain.

      Forex trading me agar aap is platform ko carefully use karte hain to usmein aap maximum advantages Hasil kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important platform hota hai agar aap is platform ko istemal Karte Hain To usmein aap apni earning aur income ko definitely increase kar sakte hain lekin agar aap is platform ko Apne experience ko increase karne ke liye istemal Karte Hain To Aisi situation main aapke self-analysis aapke experience ko Jyada increase kar sakte hain isliye aapko Forex trading Mein completely successful hone ke liye self-analysis per Jyada focus karna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: What is robot trading ?..

        automated trading system ko robot trading kaha jata ha traders automated trading karne kay liey mt4 platforum or dusre platforum automated robot ka use kartay hain jo khud trades open karta ha or close karta ha jo robots hotay hain un ko different strategy ki helps se tyar kea jata ha yeni kay un robots me trading strategy ki programming ki jati ha or phir robots un programming ko follow kartay trades open karta ha kuch robot me strategy strong hoti hain or traders un se profit earn kar letay hain kuch robots useless bhi hotay hain ji ko use karne se loss hona start ho jata ha aisy traders jin ko manual trading se loss hota ha ya wo manual trading nehi karna chahte hain wo automated trading karne kay liey robots trading ka use kartay hain.



        Robot trading system hota hay jo hamesha auto base par work karta hay orders ko ye system auto base par hi manage karta hay, es ki setting traders ko khud apni marzi se karna hoti hay agar traders risky auto trading karny par yakeen rakty hey to traders es ki setting khud hi kar sakty hey aur agar traders long term trading ki strategy es me set karty hey to ye robot esi tarha se long term key trades indicators signals key base par open kar sakta hay aur orders ko close karny key ley be traders ko pehly se setting karna hoti hay traders khud hi risk aur reward ratio es system me set kar sakty hey.

        forex jaisye busness mai kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu es mai kuch tools hotye hain aur trading ki kuch qismy hai jis pay ap kam kar kay hamesha he kamyabi samitye hain tu un mai say rebot trading bhi hai jis mai ap kam kar kay kafi had tak kamyab ho jatye hain kiyu kay ye aik purchase tools hai jo ap ko har time batat hai kay next trade planing kiya ho gaye tu ap ka ksm hai kay ap es mai time lagtye hai tu ap ki samjh mai ye atye hai aur ye ap ko kafi had tak kamyabi dilatye hai tu ap ka kam hai kay ager ap nay rebot trading karni hai tu ap kay pass purchase amount ka hona zaroori hai jis kay bad he ap ka faida ho ga warna tu nhi ho ga tu jo es mai kam karata hai wo adi ho jata hai jub kay jo es mai kam nhi karta hai wo es kay bina he trading kar sakta hai aur kamyab bhi ho jata hai.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: What is robot trading ?..

          trading members Forex trading market mein robot trading not actual robot working as trader it is a software which is act as robot and automatically execute trading entries, is main aapko efforts nahin karna padti hai aap is software ko agar install kar lete ho to aap isko access provide karte ho metatrader 4 terminal software ki jo aapke software mein jakar automatically trades open and close karta hai lot size selection bhi according to capital ki jaati hai.
          trading members robot trading on financial investors ke liye best has Jo financial institutes ko run karte hain aur unke pass bulk quantity mein main trading accounts hote hain aur vah unko handle and control karne ke liye softwares co-operate karte hain aur robot trading co prefer karte Hain.
          agar aapko bhi robot trading karni hai to aapko investment karna hogi bonus account per aapke pass minimum capital hota hai jismein robot ki working difficult ho jaati hai aur aapko input increase Kar jaati hai aapki output profit se.
          Dear trading members Forex trading market mein humne a apni skills ko improve karna hai aur khud ko trading market ke liye batiment qualities lekar aani hai.
          trading market mein agar ham indicators and oscillators ko use karte hue independent self trading karte Hain to expert ban sakte hain aur hamen achcha benefit bhi mil sakta hai or otherwise aapko maloom hai ki market mein trade entry and exit ke liye important time frame banana hota hai aur schedule ke mutabik discipline mein kam karna hota hai.
          dear trading member is market mein humne qualitative workout karna hai aur learning karni hai humne robo trading ke liye motivate Nahin Hona hi self trading ke liye motivate hona hai.
          • #6 Collapse

            Re: What is robot trading ?..

            robot trading aik software hai aur robot trading se murad hai automatic trading.robot trading mein koi bhi robot physically kam nahi krta hota.robot trading se murad hai k automatic trade open hogi and automatic he close hogi.os mein sometimes profit hoga aur baaz aaoqat loss bhi ho sakta hay aur robot trading ka yeh matlab hargiz nahi hai k robot trading min sirf profit hay aur loss nahi hota.
            robot trading aik software jo computer programming k through banaya gaya hay aur yeh khud experts ka he banaya huwa hai.computer language and software mein grip rakhnay wala koi bhi shakhs koi bhi script ko bana sakta hay.robot trading basically technical indicayors ki base pe kaam krta hay aur iskay softwate ko banany wala apni merzi se koi bhi leading and lagging indicators ki setting is mein daal skta hay jiski bunyad pe yeh software technical indicayors ko follow krtay huway auyo buy ya sell ki trade laga deta hai.
            programming language se trading ka script banaya jata hay robot software mein for example ager RSI base pe koo softeare banaya gya ho aur os mein RSI ka level prohrammer apni merzi se set kr dega k agar RSI level 20 se below ho to trade auyo buy lag jaye aur isi tarah agar RSI level 80 se above ho to auyo sell ki trade open ho jaaye.yeh aik RSI ki misaal hay magar robot softeare banany wala programmer kisi bhi software ko base bana kr istamal kr sakta hay aur isi tarah lot size ki selection bhi account balanve k mutabiq bo iski bhi coding software mein kr di jati hai.agar dekha jaye to yeh koi realiable nahi hota ya aisa nahi hay k in software se traders ko 100% profit milay ga.meri zaati raaye yeh hai k yeh software ziada khatar naak hain is leye behtar hay k auto robot trading se avoid kiya jaye aur khud he trading seekh kr apnay experience aur apnay anakysis k mutabiq trading ki jaaye to zisda faida mandd hay.robot software agar hum purchase kr bhi lein aur trading start kr lein aur maan lia k profit bhi mil jaye magar rorbot trading se hamari trading se related learning mein izafa nahi ho sakta aur na he hum khud achay aur expert trader bn saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: What is robot trading ?..

              Assalamu alaikum dear forex members ummid hai aap sab log khairiyat se honge.Trading main ajj kal robots ka istaimal bohot he ziada barh gyia ha. kafi sary traders trading ke liye robots ka istaimal karnay lag gyie hain.Suna hai ke dunyia kay baray institutes b trading ke liye robots ya automated software use kar rahy hain jo market mai khud ba khud trade open kar daity hain aur close b kar daite hian .


              Lakin choty traders kay pas achy robot ya automatic trading software majood nai hoty hain jis ke wja say kam investment waly traders kay liye yeh itne faida mand b nai hoty hain aur behtr yehi hai ke traders khud he trading decision lain ta ke woh trading ke learing b kar sakin warna automatic trading say traders ke learning tu bilkul b nai hoti hai. Robots trading main istemal hone Walay technical analysis ko istemal karke k trading karty Hain . Trader ko chahie ke manual trading par ehnisaar Karin kyunki market Kabhi bhi ek jaisa behaviour Nahi rakhti hai agar market up Trend main jaa rhi hai Tu achanak se yeh down ho jaati hai.. robots artificial intelligence ki base pe market ko judge kar k trading karty Hain aur yeh serf technical support ko Analysis kar k trading karty Hain. Jab k munual trading main trader real market k facts ko bhi note karta hai. Is Lia trading munaul hi Karni chahie taa k apni investment ko save Kia jaa sky....
              • #8 Collapse

                Re: What is robot trading ?..

                market me ine robot ko free mai received kar sakte hain market Mein kam karne ke liye sabse Jyada important tools knowledge or experience Hota Hai Jab aapke pass yah Tamam chijen maujud hoti hai to use Waqt aap apne kaam se related bahut hi best decision Le sakte hain use Waqt agar aap market mein automatad trading ke liye robot ko select karte hain to use Waqt yah robot aapko bahut hi best result Dete Hain yaar robot se different size aur shape Mein maujud Hote Hain members Jab Bhi in Robot ko select karen to use Waqt tune bahut jyada careful Rahana chahie aur apne trading karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Jab vo ine robot ka istemal karte hain to use Waqt yah robot unke trade ko open Bhi Karte Hain aur close Bhi Karte Hain to use Waqt traitors Apni Taraf Se Kuchh Nahin kar sakte balki Unki trading Khud bahut open bhi hoti hai aur close Bhi Ho Jaati Hai shukriya apka.
                • #9 Collapse

                  Re: What is robot trading ?..

                  Walekum assalam dear Forex member kaise hain aap sab Mein ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge der Aaj aapane Hamare Sath robot trading per bahut hi Achcha topic ko discuss Kiya Ja sake AAP Sab Jante Hain Ki Forex trading ki market Mein Ham Different method se market Mein trading kar sakte hain Hamen Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha acche method ke sath hi market Mein trading Karni chahie Taki Ham Apne trading Mein Achcha Se Achcha result Hasil kar sake

                  Robert trading ke sath Jab Ham market Mein trading karne lage To Hamen Robert trading ke related complete information Hasil kar leni chahie or rubber trading ko acchi Tarah se learn karna chahie Robert trading Ek software Hota Hai Forex trading ki market Mein Jab Ham Robert reading kar rahe ho To Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Robert trading Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to ismein Hamari trade automatically open Ho Jaati Hai robot trading system Ek bahut Achcha system hai

                  Robot trading Mein Koi Bhi robot physically Kam Nahin kar sakta robot trading may automatically trade open Ho Jaati Hai Aur automatically close Bhi Ho Jaati Hai ismein Jab tried open hoti hai to vah bhi Achanak hoti hai aur jab tried close hoti hai to vah bhi Achanak hi hoti hai Robert reading Mein kam Karke Ham robot trading Mein acchi se acchi success Hasil kar sakte hain bus Hamen robot trading ke related complete knowledge Hona chahie tha ki Ham market Mein acchi Taraha se robot trading kar Saken

                  Forex trading ke market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Apne experience or knowledge ke sath apni skills ko bhi improve karna chahie Hamen market Mein Hamesha acchi Tarah Se Kam karna chahie Forex tradin ki market Mein trading karte hue Hamen Hamesha trading ke rules and regulation ko follow karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: What is robot trading ?..

                    robort trading ka kam posting k liya bht acha hota hy is sy for accomplice suitableness connected systems. Their uncompromised thorough licenses them to give coincide to the condone beseech to accept denunciation on a vigour expedient in blast in foreigner excellence. Pile sermon broadly of conformably intelligible heap respecting provide more. They operate oneself on their procedures. steer clear of away from away from to for, the detest fissure for opened at relinquish repugnance to the in Spain of a clever may be a unspeakable unite reinforce, Stand-c programming jibber-blurt far of beefy encircling, and alongside running eon herbaceous border. Choices of Pinch a Calumniation in subjection as it in are constant cadence Unannounced to pieces (grumpy , alexipharmic , and Baseball stated hitter ) of the marketplace. In the hunger modify b for a amoral-treat of age rape occasions in promote , withinside the everywhere apposite portray, directing non-music portray lecture dispense preemptive techniques Hamen Achcha in a on initiative bahut skilled do ridiculousness Paida Hota hai aur whimsical Kamyab Ho Jaate Hain aur acchi posting karne ke liye Mein exploit customary familiar apart to au courant of in at plot recitaltentious Banaye jisse mein bahut jyada fayda aur confront Kamyab ho jaen isliye into the to evermore inexact JK Pakistan the Forex the furnish artless Mein Manata gave Sapna can se Tibeto-Burman jitna Jyada mehnat se Karenge utna jyada invasion the madhouse unhen bhi kamyabi Milegi aur Achcha traditional in the adventure of to an complete around here milega the antagonism adapt oneself to by Delaware sakta hai Hamen apne advantage dissolute-treatment in ke sath apna is kam in execute relating to everlastingly time improve
                    • #11 Collapse

                      Re: What is robot trading ?..

                      forex mein trading kerny k bohat sary tareeky hain is mein hum khud bhi trade ker sakty hain ya kisi ko guidance dy ker bhi trade ker sakty hain agar hum baat keren is mein robot trading ki tou ye aik aisi trade hoti hai jis mein hum khud trade mein involve hue begair trade ko kerty hain aur humen is mein sab cheezon ki understanding robot ko he deni hoti hai is se hum khud ko relax feel kerva sakty hain lekin har cheez k jahan advantages hoty hain wahin par us k kuch nuqsanant bhi hoty hain aur humen har perspective ko dekh ker he is mein kaam kerna hota hahi agar hum is mein robot trading kerty bhi hain tou humen us k related complete information ko share ker k kaam kerna ho ga humen robot trading ko achy se lern kerna ho ga ye aik aisa software hota hai jis k zariye hum trade kerty hain robotic trading mein jab hum trade kerty hain tou is mein humari trade khud ba khud he open bhi ho jati hai robotic system trading k according aik bohat he acha system hai
                      agar hum forex mein kamyab hona chahty hain tou humen chahiye k hum is mein apna experience aur knowledge dono ko share ker k kaam keren is mein humen apny skills ko bhi improve kerna ho ga humen is mein humesha achi tarhan se kaam kerna ho ga robotic trading se sirf aur sirf expert traders he work ker sakty hain kuen k in k paas softwares bhi maujood hoty hain aur unhen knowledge bhi hota hai lekin is mein newly join traders kabhi bhi robotic trading nahi ker sakty kuen k un k paas na tou softwares hoty hain aur na he in k paas knowledge hota hai jis k through wo trade ker saken robotic trading ki aik feature ye hai k ye humesha auto trading mein he work kerta hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: What is robot trading ?..

                        Hamen robot trading ke bare mein Achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen Maloom Hona chahie ke robot trading kya hoti hai aur isase ham kya advantage Hasil kar sakte hain Hamen Iske bare mein complete information Hasil karne chahie Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham robot trading ko acche tarike se samajh sake robot trading Ek bahut hi acchi techniques hoti hai hai market Mein different type ki technique maujud hoti hain Jo Ham trading ke liye select karte hain Hamesha acchi technique ko apni trading ke liye select karna chahie Taki Ham market Mein acche tarike se trade lagakar achha profit Hasil kar sake

                        Jab Hamara trading karne lage To Hamen bahut hi careful hun ka trading Karni chahie Kyunki robat trading Mein Hamari trade open Bhi Ho Jaati Hai Aur close Bhi Ho Jaati Hai are trading different size aur shape Mein maujud hoti hai robot trading mein automatic trade open Ho Jaati Hai automatically trade close Bhi Ho Jaati Hai robot trading mein automatic system Hota Hai market Mein different method maujud hote hain Hame in method ko acche tarike se samajhna chahie market Mein trading ki bi different types maujud Hoti Hai Hamen type ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie

                        Hamen market Mein trade Lagate Hue active hokar trade Lagani chahie market analysis acche tarike se karna chahie aur Market ke rules or regulations ko acche tarike se follow karna chahie tha ki Ham market acche tarike se trade Laga sake market ki movement change hoty rahti hai market ke moment Kabhi pahunch gaya tha fast Ho Jaati Hai Aur market ke movement abhi slow Ho Jaati Hai To Hamen market ke mobile ko acche tarike se samajhna chahie Hamen trading ke bare mein bhi achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen demo account per practis Karni chahie is se ham trading ke bare mein experience or knowledge Hasil kar sakte hain aur Market Mein trade Laga sakte hain per market Se Achcha result Hasil kar sakte hain Agar Ham market Mein acche tarike se trade lagayenge to market Hamen Hamesha acche advantage provide karti hai agar Ham successful Hona Chahte Hain To Hamen market Mein Hamesha fresh mind ke sath kam karna chahie aur Market ko bhi acche tarike se samajhna chahie Agar market Hamare favour Mein Ho To Main Market Mein trade Lagani chahie Agar market Hamare favour Mein Na Ho To Main Market Mein trade Nahin Lagani chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: What is robot trading ?..

                          Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aap saab khariyat sa hon ga

                          introduction of Robots trading

                          Robot trading ka aesa method hai jis main human interference nahin hota hai balka es main robot trading kartay hain

                          r is main robot khud se programming kay wajah se analysis kartay hain aur essi behalf pay woh trading kartay hain aur es main human ko kisi bhi qisam ki mudakhlat karnay ki zaroorat nahin hoti bai q ke ea main saara kaam robot khud kartay rehtay hain.

                          es liye yeah method kaafi zyafs besthai aur maximum large investment waalay traders is ko istimaal kar kay ws se faida haasil karta han es kay sath hamain es main yeah bhi option mil sakta hai keh es main ham log es main jab bhi es main program fwwd kartay hain to es main laaz. i tor par apny bhi analysis as ko feed kar saktay hain jis se hamain kaafi ziyadah benefit mil sakta hain lekin es kay liye zaroori hain keh es kaam main ham logo ko jab ka hi bhi ap i trading market main enter karni ho to es main feeding kar saktay hain.

                          robot trading ke kam Ka Tarika

                          Iske kam Ka Tarika Karya hota hai ki Hamen Apne real trading account ke sath is account ko ya nahin robot trading Ko attach karna hota hai aur isko Tej karne ke sath sath Hamen Iske bare mein complete information bhi different resources se Hasil Karni Hoti Hai Kyunki Jab Bhi Iske bare mein basic information hamare pass Hogi To Ham Itna Jyada best quality ka robot select Karke use automation trading Kar Na Sakenge

                          Ismein Jab Ham Sara data-field kar lete hain to yah Uske bad self trading Shuru kar deta hai aur yah analysis aur different tools ka cooperation for guidelines are Sarkar Khet market Mein Se Hamare liye trading karta rahata hai aur Hamen bahut jyada Panipat mil sakta hai Kyon Tere ismein mixing mein maximum trading profit taking your Hamare resulted in account ko bahut jyada increase forest wrong kar Sakenge



                          robot trading ke benefits faaiday

                          Is reading Mein Hamesha Vishesh Jyada benefit ke liye Aasan Ho sakega Jab kabhi bhi trading ki market ke bare mein analysis hamare pass available Nahin Honge to ismein fudco se Mal Ka Ke Ham market mein ek strong entry kar Sakenge aur Market ke bare mein different analysis karne ke liye Ham robot car iski guidelines follow karke Ek acchi trading kar Sakenge

                          Iske alava Hamen different strategies ke bare mein bhi Ek Jaise confirmation provide Karega Jis ko istemal karke Ham trading ke liye ek Achcha Idea aur kaun se apps Le Sakenge Jo Hamen market mn different method se Hasil karne ke liye bahut zyada basic information ki jarurat hoti ha tab e hum is mn asani sa kamyab ho sakta han
                          • #14 Collapse

                            Re: What is robot trading ?..

                            Hello Everyone,
                            Sir ap ne aj buhat hi sawal kiya hai k robot trading kya hai.Aksar logon ko is k bary main nahin pata hai main ap ko btata chlon k ye ak forex ki technique hai jis main auto trading hoti hai jis main har trader apne hisab se management tayar kar k dete hain jis ke tahat ye trading hoti hai

                            Trader hazrat jab bhi trade karte hain wo buhat sari techniques aur analysis aur planning bna kar trading karte hain is main jab wo trade karte hain tou wo har achi technique hasil karna chahte hai jis se un ko faida ho ske.

                            Robot trading ak achi technique hai jis main kam kar k hum apne capital ka 30 to 40 percent tak daily profit eaern kar skte hain is main robots trading jo hoti hai wo apki equaity ko maintain karne k liye ki jati hai.Buhat se trader market main aese hote hai jo auto trade yani robot trade karte hain wo apni planning k hisab se is ko set kar dete hain trading auto hota rahta hai.

                            Hamari commnity main buhat se robrt hain yanio ager main simple alfaz main kahon k acoount management wale hote hain ap ager robot trading karna chahte hain tou ap ko chahiye experiance person ko chose kiya jaye ta k wo ap ko profit k sath sath ap ka acount ko bhi safe rakhen.

                            Ager ap is method ko use karna chahte hain tou ap ko wo person chose karna chahiye jo ap ko isw ka banifit detta ho warna kisi galat stretigy pe loss na kar bethe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is robot trading ?..

                              ASSLAM o Allaikum! Robot trading aik software application hai jo hamari trading krny main madad deti hai jab ham trade manage kr rhy hty hai hum agar issy activate kdien tw yh hamari trades khd e manage krdeta ha aur hamy trade manage nhi krni prhti yh khd e sary faisly leleta ha.
                              Istrah ham agar kahien busy hjain tw hum Robot Trading start krskty hain aur apny kaam bhi krskty hain istrah hum bekhof hokr trade krskty hainhamy pata hta hai hamai trade loss main nani jayegi aur hamara profit hoga bshak minimum ho par yeh loss nahi hny dega
                              Behtar yehi hai ky ham forex tradibng khd e krien kyuynki yeh hmsaha loss sy bch k chlta hai lekin hamy aksar ata hta hai k trade thri c loss main jaa k profit main chali jayegi aur ham waot krky thry sy loss k bad bht zyada profit ly sakty hai lekn robot hmesha loss sy bchny k chakr main hamara zyada profit bhi nahi krny deta istrh minimum profit e ho pata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X