What is robot trading ?.. - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

What is robot trading ?..

21-11-2020, 01:07 PM

Hassamkhalid

Hassamkhalid

جونیئر ممبر

Re: What is robot trading ?..

forex mein trading kerny k bohat sary tareeky hain is mein hum khud bhi trade ker sakty hain ya kisi ko guidance dy ker bhi trade ker sakty hain agar hum baat keren is mein robot trading ki tou ye aik aisi trade hoti hai jis mein hum khud trade mein involve hue begair trade ko kerty hain aur humen is mein sab cheezon ki understanding robot ko he deni hoti hai is se hum khud ko relax feel kerva sakty hain lekin har cheez k jahan advantages hoty hain wahin par us k kuch nuqsanant bhi hoty hain aur humen har perspective ko dekh ker he is mein kaam kerna hota hahi agar hum is mein robot trading kerty bhi hain tou humen us k related complete information ko share ker k kaam kerna ho ga humen robot trading ko achy se lern kerna ho ga ye aik aisa software hota hai jis k zariye hum trade kerty hain robotic trading mein jab hum trade kerty hain tou is mein humari trade khud ba khud he open bhi ho jati hai robotic system trading k according aik bohat he acha system hai
agar hum forex mein kamyab hona chahty hain tou humen chahiye k hum is mein apna experience aur knowledge dono ko share ker k kaam keren is mein humen apny skills ko bhi improve kerna ho ga humen is mein humesha achi tarhan se kaam kerna ho ga robotic trading se sirf aur sirf expert traders he work ker sakty hain kuen k in k paas softwares bhi maujood hoty hain aur unhen knowledge bhi hota hai lekin is mein newly join traders kabhi bhi robotic trading nahi ker sakty kuen k un k paas na tou softwares hoty hain aur na he in k paas knowledge hota hai jis k through wo trade ker saken robotic trading ki aik feature ye hai k ye humesha auto trading mein he work kerta hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    23-11-2020, 02:17 PM

    intazar

    intazar

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Hamen robot trading ke bare mein Achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen Maloom Hona chahie ke robot trading kya hoti hai aur isase ham kya advantage Hasil kar sakte hain Hamen Iske bare mein complete information Hasil karne chahie Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham robot trading ko acche tarike se samajh sake robot trading Ek bahut hi acchi techniques hoti hai hai market Mein different type ki technique maujud hoti hain Jo Ham trading ke liye select karte hain Hamesha acchi technique ko apni trading ke liye select karna chahie Taki Ham market Mein acche tarike se trade lagakar achha profit Hasil kar sake

    Jab Hamara trading karne lage To Hamen bahut hi careful hun ka trading Karni chahie Kyunki robat trading Mein Hamari trade open Bhi Ho Jaati Hai Aur close Bhi Ho Jaati Hai are trading different size aur shape Mein maujud hoti hai robot trading mein automatic trade open Ho Jaati Hai automatically trade close Bhi Ho Jaati Hai robot trading mein automatic system Hota Hai market Mein different method maujud hote hain Hame in method ko acche tarike se samajhna chahie market Mein trading ki bi different types maujud Hoti Hai Hamen type ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie

    Hamen market Mein trade Lagate Hue active hokar trade Lagani chahie market analysis acche tarike se karna chahie aur Market ke rules or regulations ko acche tarike se follow karna chahie tha ki Ham market acche tarike se trade Laga sake market ki movement change hoty rahti hai market ke moment Kabhi pahunch gaya tha fast Ho Jaati Hai Aur market ke movement abhi slow Ho Jaati Hai To Hamen market ke mobile ko acche tarike se samajhna chahie Hamen trading ke bare mein bhi achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen demo account per practis Karni chahie is se ham trading ke bare mein experience or knowledge Hasil kar sakte hain aur Market Mein trade Laga sakte hain per market Se Achcha result Hasil kar sakte hain Agar Ham market Mein acche tarike se trade lagayenge to market Hamen Hamesha acche advantage provide karti hai agar Ham successful Hona Chahte Hain To Hamen market Mein Hamesha fresh mind ke sath kam karna chahie aur Market ko bhi acche tarike se samajhna chahie Agar market Hamare favour Mein Ho To Main Market Mein trade Lagani chahie Agar market Hamare favour Mein Na Ho To Main Market Mein trade Nahin Lagani chahie
  • 23-11-2020, 02:32 PM

    Mateen083

    Mateen083

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aap saab khariyat sa hon ga

    introduction of Robots trading

    Robot trading ka aesa method hai jis main human interference nahin hota hai balka es main robot trading kartay hain

    r is main robot khud se programming kay wajah se analysis kartay hain aur essi behalf pay woh trading kartay hain aur es main human ko kisi bhi qisam ki mudakhlat karnay ki zaroorat nahin hoti bai q ke ea main saara kaam robot khud kartay rehtay hain.

    es liye yeah method kaafi zyafs besthai aur maximum large investment waalay traders is ko istimaal kar kay ws se faida haasil karta han es kay sath hamain es main yeah bhi option mil sakta hai keh es main ham log es main jab bhi es main program fwwd kartay hain to es main laaz. i tor par apny bhi analysis as ko feed kar saktay hain jis se hamain kaafi ziyadah benefit mil sakta hain lekin es kay liye zaroori hain keh es kaam main ham logo ko jab ka hi bhi ap i trading market main enter karni ho to es main feeding kar saktay hain.

    robot trading ke kam Ka Tarika

    Iske kam Ka Tarika Karya hota hai ki Hamen Apne real trading account ke sath is account ko ya nahin robot trading Ko attach karna hota hai aur isko Tej karne ke sath sath Hamen Iske bare mein complete information bhi different resources se Hasil Karni Hoti Hai Kyunki Jab Bhi Iske bare mein basic information hamare pass Hogi To Ham Itna Jyada best quality ka robot select Karke use automation trading Kar Na Sakenge

    Ismein Jab Ham Sara data-field kar lete hain to yah Uske bad self trading Shuru kar deta hai aur yah analysis aur different tools ka cooperation for guidelines are Sarkar Khet market Mein Se Hamare liye trading karta rahata hai aur Hamen bahut jyada Panipat mil sakta hai Kyon Tere ismein mixing mein maximum trading profit taking your Hamare resulted in account ko bahut jyada increase forest wrong kar Sakenge



    robot trading ke benefits faaiday

    Is reading Mein Hamesha Vishesh Jyada benefit ke liye Aasan Ho sakega Jab kabhi bhi trading ki market ke bare mein analysis hamare pass available Nahin Honge to ismein fudco se Mal Ka Ke Ham market mein ek strong entry kar Sakenge aur Market ke bare mein different analysis karne ke liye Ham robot car iski guidelines follow karke Ek acchi trading kar Sakenge

    Iske alava Hamen different strategies ke bare mein bhi Ek Jaise confirmation provide Karega Jis ko istemal karke Ham trading ke liye ek Achcha Idea aur kaun se apps Le Sakenge Jo Hamen market mn different method se Hasil karne ke liye bahut zyada basic information ki jarurat hoti ha tab e hum is mn asani sa kamyab ho sakta han
  • 23-11-2020, 03:26 PM

    Micky1212

    Micky1212

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Hello Everyone,
    Sir ap ne aj buhat hi sawal kiya hai k robot trading kya hai.Aksar logon ko is k bary main nahin pata hai main ap ko btata chlon k ye ak forex ki technique hai jis main auto trading hoti hai jis main har trader apne hisab se management tayar kar k dete hain jis ke tahat ye trading hoti hai

    Trader hazrat jab bhi trade karte hain wo buhat sari techniques aur analysis aur planning bna kar trading karte hain is main jab wo trade karte hain tou wo har achi technique hasil karna chahte hai jis se un ko faida ho ske.

    Robot trading ak achi technique hai jis main kam kar k hum apne capital ka 30 to 40 percent tak daily profit eaern kar skte hain is main robots trading jo hoti hai wo apki equaity ko maintain karne k liye ki jati hai.Buhat se trader market main aese hote hai jo auto trade yani robot trade karte hain wo apni planning k hisab se is ko set kar dete hain trading auto hota rahta hai.

    Hamari commnity main buhat se robrt hain yanio ager main simple alfaz main kahon k acoount management wale hote hain ap ager robot trading karna chahte hain tou ap ko chahiye experiance person ko chose kiya jaye ta k wo ap ko profit k sath sath ap ka acount ko bhi safe rakhen.

    Ager ap is method ko use karna chahte hain tou ap ko wo person chose karna chahiye jo ap ko isw ka banifit detta ho warna kisi galat stretigy pe loss na kar bethe.
  • 23-11-2020, 04:32 PM

    iamusama

    iamusama

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    ASSLAM o Allaikum! Robot trading aik software application hai jo hamari trading krny main madad deti hai jab ham trade manage kr rhy hty hai hum agar issy activate kdien tw yh hamari trades khd e manage krdeta ha aur hamy trade manage nhi krni prhti yh khd e sary faisly leleta ha.
    Istrah ham agar kahien busy hjain tw hum Robot Trading start krskty hain aur apny kaam bhi krskty hain istrah hum bekhof hokr trade krskty hainhamy pata hta hai hamai trade loss main nani jayegi aur hamara profit hoga bshak minimum ho par yeh loss nahi hny dega
    Behtar yehi hai ky ham forex tradibng khd e krien kyuynki yeh hmsaha loss sy bch k chlta hai lekin hamy aksar ata hta hai k trade thri c loss main jaa k profit main chali jayegi aur ham waot krky thry sy loss k bad bht zyada profit ly sakty hai lekn robot hmesha loss sy bchny k chakr main hamara zyada profit bhi nahi krny deta istrh minimum profit e ho pata hai.
  • 23-11-2020, 10:09 PM

    Muhammad-ummi

    Muhammad-ummi

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Introduction
    Dear friends AGR AP BHT ziada busy hony Kia Jahan y forex ko ziada time nhi Dy skty ya forex py BHT ziada active nhi reh skty to hmary pas robot ka option b mojod hota ha or ismy hmy khud sy sirf Investment krni prti ha.

    Robot trading ko use krny ka treeka
    Robot trading ko use krny k liye robot trading ko ACCOUnt trading k satha attach krna prta ha or sath sath hmy isky Bary me information b gain krni hoti han agar hmary pas isky barye ziada Information or knowledge hoga to hum ziada achy robot ki selection KR k automatic trading krskty Han.

    Robot trading advantages
    1)iska SB sy bra advantage yeh ha k isky zrye hum trading KR k apni earning or profit ko improve krskty Han.

    Disadvantage
    1)ROBot trading ka disadvantage yeh ha k is me hum apna experience increase nhi krskty hmy apna experience increase krny k lye self analysis ki zrort hoti ha.
  • 24-11-2020, 07:06 PM

    ab8989

    ab8989

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Yes. Forex trading ma ham munual way sy trade to kar sakty hain but es k sath sath ham robotic trading ko b apni trades ko manage karny k lae use kar sakty hain. Manual trading ma trader apni sari trades khud he open karty hain or khud he close karty hain. Manual trading k lae trader ko market analysis b khud he karna hota hai. So es ka benefit ye hai k trader ko market ko samajny ma bhot help melti hai or es sy uski learning or earning bhot increase ho jati hai.

    Robotic trading meaning and its importance. Forex trading ma kuch pre programed applications use hoti hai jo auto sy trade ko open karti hai or close karti hai. Ye pre programed application best hain kiu k ye market analysis b trader k lae karti hai. Ye experts ny banae hoty hain es lae trade ma enko lazmi importance deni chahe. Jis trader ko busy routine hoti hai ya jo trader ik sy zayada account sy trade karna chahta hai wo robotic trading ko achy sy use kary to acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

    Advantages of robotic trades. Robotic trading ka ik or advantage b hai or wo ye hai k trader ko jb loss hota hai to wo emotional ho jaty hain or es sy trader ki performance disturb ho jati hai but ko robots jb trades ko open karyn or unko loss ho jae to wo trader ki tarha emotional ni hoty jis sy benefit ye hota hai k enki performance disturb ni hoti or wo apni trades ko achy tareeky sy carry kar sakty hain. So agr kisi trader k pass ik sy zayada account hon to unko trade open karny k lae robots ko zarur use kar lena chahe. Es sy enka account safe b rehta hai or wo kam time utilize kar k acha profit hasil karny ma kamyab b ho sakty hain. Asa karny sy wo kam time ko use karty hoye achy profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.
  • 24-11-2020, 07:15 PM

    Arbabsaood

    Arbabsaood

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Robot trading Ek Aisi trading Ki Kasam Hai jismein robots Hamari trade Le baten bhi hain unko unko close Bhi Karte Hain aur boss ki madad se Ham apni trade Laga sakte hain aur robot Se khareed Abhi Ja sakte hain bahut sari companies hai jo Apne trading reports said Karti Hain aap aur boss khareed kar Apne A trade Laga sakte hain aur bahut Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain ya robots technical analysis bahut acche tarike se karte hain aur technical analysis ki base per trade Lagate Hain aur robot Ki Ladai Ho trade se bahut Achcha Prasad bhi deti Hain agar aap Chahte Hain ki aap ka Achcha profit ho aur aapko loss ka Samna Kabhi Na Karna Pade to aap robot ki madad se trading kar sakte hain aur yah aapki perfect trading ho sakti hai aap Kisi bhi robot ko khareed sakte hain usko apni Marji se train bhi kar sakte hain lekin jo companies ki se to bahut hote hain vah automatically trained hote hain aap phone mein kuch aur Bhi add karna Chahe to kar sakte hain ya bahut acchi technique hai aur aap is technique ka fayda Utha sakte hain Inka nuksan yah hai ki yah bahut expensive hote hain aur Agar aapka trading balance Kam Hai To fir aapko robot kharidne ka koi Koi fayda Nahin Hota isase behtar hai ki aap khud hi trade Laga Le lekin agar aap Bade level per trading karna chahte hain to Fir report ki madad se trade kar sakte hain aur bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain
  • 25-11-2020, 09:39 AM

    tahirismail

    tahirismail

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work aur trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie jisse forex mein hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye aur ache work ke liye experience our knowledge ko increased karna chahie kyunki forex mein ache work our achi trading ke liye achi learning ka hona bahut zaruri hai jiski wajah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein ham apni learning ko increase karne ke liye daily basis par demo account ko use karen aur zyada zyada demo account per practice karni chahie aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading money management ke sath karni chahie aur forex main hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein trading achi planning ke sath karni chahie aur forex main hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain.
  • 03-12-2020, 10:12 PM

    Zeeshan1994

    Zeeshan1994

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin ya baar main app sa sun raha hop ya reboot treading kia ha ya humary kis kam aa sakthy ha iss him.ko kohi fadha bhi ha ya nai orr bhai abi post Karin dakthy hain who kia khata han Kis bhai ko chahiye achy wala auto robot,
    mere pas aik aisa auto robot hy jo buy aur sell aik sath krta hy,monthly retrn 50% deta hy,price only 30$ hy ap doston k liye sirf,waise iski price 150$ hy,
    jis bhai ko chahiye,coments me apna email dn aur phr payment krn perfect money me,paymen k bad robot apko send kr dia jaye ap k email addres pe,aur isko istimal krny ka tariqa b send kia jaye ga.
    Jo phr jaldi krn aj hi hamary se auto robot buy krn aur smart earning start krn.
  • 08-12-2020, 11:46 AM

    Ramzanqadir

    Ramzanqadir

    جونیئر ممبر

    Re: What is robot trading ?..

    Assalamu Alaikum dear friends aapane question Kiya Hai ki hai rebort trading kya hai friend rebort trading Ek machine hai jo automatic aapki trade ko open kar deti hai lekin aapke liye mufeed Nahin Hai Kyunki Jo rebort trading hoti hy vah Khud bahut trading karti hai isase aapko loss ho sakta hai agar aap lost Se Bachana Chahte Hain aapko chahie ki aap Hamesha Ho do market ko analyse Karen aur uske bad aap trading open Karen Jab aap Aisa Karenge to aap ek accha profit Hasil karne a sakte hain isliye Hamen chahie kya bahut market ko analyse karne ka experience Hasil Karen Jitna Jyada hamare pass Achcha experience or knowledge Hoga utna hi Yahan acche trading kar Sakenge hai
  • X