Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging sy apny loss ko pora Kerna.
    Hedging stretigy yeah hoti hai ky ap same time main both directions main same lot size sy trades open ker lety hain aur jab aik trade profit main chali jati hai tou usy close ker dia jata hai aur loss wali ko profit main jany tak continue kia jata hai jab woh bhi profit main chali jati hai tou dono profits ko calculate kerny per acha profit hasil kia ja sakta hai yahan main hedging sy related apni stretigy share ker raha hun ky apko agar lag raha ho ky market up ya down ja sakti hai tou same direction main ap trade open ker lain aur usky against bhi half lot size sy aik trade open ker lain agar tou bary lot size wali profit main close hoti hai tou jo loss main continue ho us ky against aik aur half lot size ki trade open ker lain aur aesa tab tak continue kerty rehain jab tak smallest lot size wali bhi profit main nehi chali jati tou jab total profit calculate kerain gy tou woh sufficient quantity main hoga.

    Loss jab aapko hona suru ho jaay aur aap ko lag raha hay kay market aap kay against kafi zayda jaay ge to aap ka jo order laga hota ha usi kay mokhalif utni he lot ka order laga dety hain aur jab market stable hoti hay aur market ke position clear ho jaati hay to aap profit wali trade close kar kay loss wali ko profit ya zero loss pe close karty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

    Hedging aik trading strategy hai jis ma hum same pair ya instrument py same lot ki 2 trades lgaty hain jo aps ma opposite hoti hain mean buy aor sell ki trade lga dety hain pehly trade jub profit ma ati hai wo close kr den phr dosri trade ko reverse ma profit ma aty he close kr den lkn yeh strategy har waqat kamyab nhi hai jub market range ky andr phansi hui ho tb yeh strategy kamyab rehti hai wrna trend ma market py yeh strategy nhi use krni chye.
    hedging trading mein aik tareeqa hota he jo keh trader istemal kr ke trading mein losses ko control krne ke koshish krta he hedging is ko kehte hien agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata he ya overall hmein kuch profit ho rha hota he to hm buy ka order bhe close kr dete hein aur dosre bat jo scalping method he us mein zyada risk hota he aur scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta he ya phr trader ko boht zyada loss ka samna krna pr jata he.

    Hedge trading strategy ko loss ko recover karny aur mazeed loss se bachny key ley use kia jata hay, same pair me buy aur sell order ko hedge trading strategy kehty hey hedge trading strategy ko agar right time me use na kia jaye to es ka nuksan ye hay key jo trade profit me ho wo be loss me ja sakta hay, agar planing key sath hedge trading strategy ko use kia jaye aur support and resistance level se buy aur sell orders place kar dey jaye to loss ki recovery asani se ho sakti hay aur hamy dono orders me profit ho sakta hay magar 1 order ko right time me close karna bahot hi zarori hay.
    agar market continue one direction main move kerti hain tou hedging sy bahot bary loss sy bacha ja sakta hai but iska nuqsan yeah hai ky jab tak hedging continue rehti hai tou spread wala loss bhi pura nehi ho sakta aur jab ham profit wali ko kisi point per close ker dety hain tou yeah pata nehi hota ky market kitni aur movement kery gi same direction main so jab tak market reverse move nehi kerti tou loss ka darr hi laga rehta hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

      Dear forex members , ap ne bahut informative post share ki hay k hedging kar ke ham apne loss ko recover kar sakte hen forex mein hedging ka matlab hai k agar ap ne buy ki trade lagai hai or market sell ki taraf move hona shoro ho gai hai ap ka account loss men aa jata hai loss ko recover karny k liye ap sell ki trade laga kar apny acoount ko hedging pe laga dety hain is sy jitna ap ko loss hota hai buy ki trade mein itna hi profit sell ki trade mei hota hai lakin iss ke liye ap ke pas experience ka hona bahut zaroori hai aur experience learning se increase hota hai jitni ap ki learning achi ho gi utni he ap ki trade bhi profitable ho gi ham apni trading strategy ke mutabiq kerty rehty hain to hamara loss bhi recover ho jata hai jab loss ko recover kerne ky liye ap trading strategy ko change kerty hain to phir hamain loss recover nehi hota balke loss aur zyada increase ho jata hai aksar aise main account wash bhi ho jata hai lakin hedging ka use kar ke ham loss se bach sakte hen. Thanks
      • #4 Collapse

        Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

        Hedging Forex trading Mein Ek Aisi strategy hai jismein aap ek hi time Mein Do trade Laga sakte hain Ek Buy Main Aur Ek Sell Mein is se ye hota hai ki aapka account wash Nahin Hota aur agar aap ko market se related experience Ho ki market Mein is level Tak movement karni hai to vahan per aap TP lagakar na sirf Apne account ko save kar sakte hain balke aik acha profit bhi gain kar sakte hain haging karne ke liye aapko Forex trading se related ek Achcha knowledg Hona chahie Jo ke forex trading se related Ek Achy experience ho to aap easily hadging karte hue market se acha profit bhi le sakte hain aur apne account ko bhi save kar sakte hain basically hadging Ham tab Karte Hain Jab Hamen kisi trade mein loss ho raha ho aur apne loss ko recover karne ke liye Ham hedging karte hain jisse Hamara account wash hone se bacha jata hai aur ham market ko judge karte hue easily profitBhi le sakte hain aur apne account ko bhi save Rakh sakte hain hadging se related main aapko Thodi Si information share karta hun ke market Mein Kisi Ki hadging karte hue Apne account kose save Rakh sakte hain aur kaise is Ek Achcha profit bana sakte hain

        Jab aapki koi trade bahut jyada loss mein ho aur aap ko is Baat Ka Dar Ho ke aapka account wash Ho Jaega To aap vahan per hedging karne aging Mein yah hota hai ki aap Usi large size ki opposite rate ko open kar dete Hain jisse aapki Ek Dedh Sal mein aur ek trade Bhai Mein open Hoti Hai Jab market t umarj specific point per jaapi Kaun per Hoti Hai To vahan per aap apni 1 TM close kar de aur Market ke liye bus Aane per aap aap apni dusri trade se na sirf Apne account ko sev Rakh sakte hain balki knitted se kachra pad Arthi Utha sakte hain gym karte hue aapko market ki movements related information honi chahie iske sath sath aapko indicator se related bhi experience Hona chahie agar aap nicotra Kochi se chat karte hue hai gym karte hain to aapko market se bahut Achcha fayda mil sakta hai hi nahin karte hue aapko market se related information honi chahie Jitna aap information ke sath Hi Din Karenge Nahin aapko Achcha fayda milega Bina information knowledge ke Kabhi block market se related Kisi Tarah Ki ki working na Karen aur na hi Bina information ke Kabhi hygiene Karen Ghar aap market Kyon main Kuchh kiye Bina Sajan Karenge to usse aapko account mukmmal Pass Ho Sakta Hai Duniya Ko Khush rakhne ke liye Hamesha market analysis lain fundamental analysis and technical analysis lene ke bad kaise karen tabhi aapko se kachra fayda mil sakta hai aur aap apne account ko sev rakhte Hue Ek Achcha profit gain kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

          Ji dear forex market main trading kay liye hedging strategy bhi aik manasib strategy hay jab keh kuch traders multiple trading strategies use kar sakty hain. In strategies kay zariye trader ki yehi struggle hoti hay keh woh is market say some earning kar lay. Trader chahy jitna bhi muhtat q na ho phir bhi usko kabhi na kabhi loss ho jata hay. Is liye yahan say loss say koi nai bach sakta aur na he is talakh haqeeqat ko koi jhutla sakta hay.

          How to manage loss through hedging.
          Hedging ak aisi strategy hay jis main aik he pair main same lot size ka use karty huye buy aur sell ki positions open ki jati hayn. Kuch traders same time main donon order place kar laity hain jo keh hedging strategy per belive karty hain jab keh some traders majboori main hedging ko use karty hain. Very strange, majboori say murad hay keh jab trader sometime buy ka order place karta hay to market uski favour main nai jati jis waja say iski loss hona shuru ho jata hay. Youn trader dusri side main sell ka order place kar daita hay aur jab market mazeed down jati hay to woh sell wali trade ko profit main close kar kay market kay wapas any ka wait karta hay. Ager to market isky starting point per a ker stick ho jaye to well and good, but ager market again sell main jana shuru ho jaye to trader again sell ka order place kar daita hay and again some profit lay laita hay. Youn iski buy ki trade to loss main show ho rahi hoti hay but trader is tarah itni earning kar laita hay keh ya to buy waly order ko big loss ki bajaye some loss main close kar daita hay ya phir isi tarah isko 00 position main close karta hay, even some times traders is technique say net profit bhi earn kar laity hain.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

            Assalam walekum Pyare bhai jaan headbang heading trading cricket kar Hai Jisne Humse imperia instrument Paise mload Ki do trade jagate Hain Jo aapas Mein option hoti hai aur Main boy aur sal ke train Laga Dete Hain aur pahle trade job profit Mein Aati Hai vah close kar dena FIR dusre trade Kora Mein profit Mein aate hi close kar Dun lekin yatrika Har Waqt kam Yad Nahin Hoti Jab market range ke andar fansi Hui Hai To tab yah tarike Khar Kamyab rahti hai aur Varna train mein market per yah tarike Kar Bhi use Karni chahie aur hand ki training Mein Ek Tarika hota hai jo K traders istemal Karke trading Mein loss ko control karne ke liye koshish karte hain aur had Nahin isko Kahate Hain ki agar Ham ne koi kiya hai aur kuchh der bad Dekha Hai To boy order bahut hi jyada loss main ja raha hai aur Hamen samajh Nahin a Raha market ko Sahi Trend ke To Ham Arrow use ko send use lot size ko sale order Laga Dete Hain To is taraf se Ham loss ko control karte hain aur jab sale wala order bahut hi jyada profit main a Jata Hai To fir sale ko pahle close kar dete hain aur fir market ke trend ka vate karte hain aur jab Hamare order boy wala profit main a Jata Hai yah avar all Hamen Kuchh profit ho raha Hota Hai To Humko Boy ka order bhi close kar dete hain aur dusre Baat Jo ke scaling method hi usmein use Jyada risk hota hai aur scalping aur hanging donon alag alag method hote hain aur scalping karna Har Trigger ke bus ki baat nahin hai isliye scalping Ka Tarika Jyada istemal Mein Nahin Dena chahie Kyunki scalping method Mein short trying main Jyada risk lot lagakar trader profit on kar lete hain ya FIR trailer ko bahut jyada loss ka Samna karna pad jata hai

            Hanging trading tarike kar close ko cover karne aur Masjid lost se bachne ke liye use Kiya Jata Hai simple boy aur sale order handling training ke kar Kahate Hain aur heading trading tarike kar Ko Agar right time hai use na kiya jaaye to iska nuksan yah yah hai ki jo trade profit mein ho vah loss Mein Ja sakti hai agar planning ke sath handling training tarike kar ka use kiya jaaye aur support and resistance level se boy aur sale order + kar dena Jaaye to loss ki recovery aasani se ho sakti hai aur Hamen donon order Mein profit Ho Sakta Hai Magar Ek orders ko right time mein close karna bahut hi Jaruri hota hai agar market connection One Direction Mein vah Karti Hai To heading se bahut bade log se bacha Ja sakta hai aur why is ka nuksan ya hota hai ki jab tak hand contact rahti hai to subgrade wala dost bhi pura Nahin ho sakta aur jab ham pahne feet wali Ko Kisi point per close kar dete Hain To yah pata chal jata hai ki market Kitni aur movement Karegi same decoration Mein Se Jab tak ka market Vatsal move nahin karti to loss kar den Hi Lag rahata hai
            • #7 Collapse

              Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

              Assalamu Alaikum Forex trading main different important strategies hoti hai jismein aap apni different important analysis ko complete Karke Forex trading Mein success hone ke liye different important decision making karte hain Ek bahut hi famous aur important Forex trading strategy Jisko aap hedging strategy ka naam Dete Hain agar aap is per completely focused Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut hi acche results to reduce karne mein help mil sakti hai.

              Dear market mein agar aap hedging strategy ko properly learn karte hain to ismein aapko 2 different major divisions mil sakti hai Sabse pahle aap Aisi situation Mein kaise kar sakte hain Jab aap ek hi currency pair yah ek hi commodity per same time per purchasing or selling same lot se kar rahe hote hain is technique ko aap hedging strategy ka naam Dete Hain lekin sometime aap different currency pairs aur different commodities per unke negative correlation ki basis per trading Karte Hain To is technique ko bhi aap hedging strategy ka naam Dete Hain aur same time a different currency pairs aur commodities per trading Karke Apne profit ko increase karne ke liye koshish kar rahe Hote Hain.

              Dear Forex trading market me agar aap hedging strategy ko proper learn karte hain aur isko properly apni trading per apply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki account ki safety bhi maintain ho sakti hai isliye aapko koshish Karni chahie agar aap Forex trading Mein completely success Hona Chahte Hain To aapko bahut careful hokar is technique ko study karna hoga aur is se related apni analysis complete karna Honge aur apni advantages ko increase karna hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                Assalamu Alaikum Aaj Ham Forex trading ki market ki about Apna knowledge aapke sath share Karen game press se trading ka business Ek online business hai ya online business bahut jyada famous ho chuka hai Aur Forex trading ki market earning Hasil karne ka best platform bhi ban chuki hai is best platform mein bahut se log kam kar rahe hain aur ismein kam Karke acchi earning bhi Hasil kar rahe hain Forex trading ki market mein jo members kam Karte Hain To unhen Apne kam ko start karne se pahle market Kochi tarike se understand kar lena chahie Uske bad yah Apna Kam Shuru karna chahie

                Trading strategy

                Forex trading ki market Mein different types ki trading strategies hoti hai ya trading strategy use Waqt istemal ki Jaati Hai Jab traders market Mein Apne trading start karte hain yah trading start karte waqt bahut jyada importance rakhte hain aur Tamam traders ki trade ke liye bahut jyada profitable bhi sabit hoti hai isliye Tamam members market Mein in different types ki trading strategies ke between difference ko acche tarike se confirm kar le Taki vah market Mein best trading strategy ko Apne trading ke liye select kar sake

                Hedging trading strategy

                Market Mein hedging strategy Ek bahut hi special aur important trading strategy Hoti Hai Jisko trading ke liye use Kiya jata hai aur isko trading Mein use kar case Kesariya se acche benefits abhi Hasil kar liye Jaate Hain hedging trading strategy Kesariya se aap market ki direction koshish tarike se confirm Karke market ki use direction ne apni trade open kar sakte hain Kyunki hedging trading strategy aapko use direction se related bahut hi acche signals provide Karti Hai yah signals aapki trade karte waqt bahut jyada help karte hain in signals ke jariye se aap rate open kar sakte hain aur Market Mein Apne trade ke jariya Se Achcha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                  Han je forex trading ma loss ko manage karny k lae bhot sart trader different techniques ko use karty hain. Jin trader k pass acha capital hota hai wo loss ko recover karny k lae mazeed trades open kar lety hain. But jin trader k pass acha capital ni hota wo loss ko recover karny k lae hamesa hedging technique ko use karty hain. Es topic ma ham hedging technique ko further explain karyn gy.

                  Hedging technique meaning. Forex trading ma jb trader ka account wash hony ki nobat ah jati hai to wo running trade k volume k barbaer but opposite ik or trade ko open kar lety hain. Jis ki waja sy trader ka profit or loss freeze ho jata hai. Hedging sy trader na serf loss ko recover kar sakty hain balky account ko wash hony sy b bacha sakta hai. Trader k lae hedging jetni important hai etna he dehedging b bhot importance ki hamil hai. Kiu k trader agr dehedging achy time par ni kary ga to hedging ka kio benefit ni ho sakta. Forex trading ma hedging ma wo he kamyab hota hai jo market analysis ma master hota hai.

                  Hedging technique for recovery of loss. Jo trader achy analysis ni kar pata wo kbi hedging ko achy sy use ni kar sakta. Forex trading ma kahe trader hedging karny ma kamyab ho jaty hain but wo aksar dehedging karny ma nakam ho jaty hain kiu k wo market ko achy sy analyze ni kar paty. Forex ma market ki analysis ma achi learning hasil ho jae to trader ko hedging strategy ko use karny ko nobat he ni ati. So trader ko pehle market k analysis ko learn kary or phr he trade ma enter hony ki khosis kary warna trader ko kio benefit ni ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                    AOA Forex trading Mein success hone ke liye different important decision making karte hain Ek bahut hi famous aur important Forex trading strategy Jisko aap hedging strategy ka naam Dete Hain agar aap is per completely focused Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut hi acche results to reduce karne mein help mil sakti hai.

                    Dear market mein agar aap hedging strategy ko properly learn karte hain to ismein aapko 2 different major divisions mil sakti hai Sabse pahle aap Aisi situation Mein kaise kar sakte hain Jab aap ek hi currency pair yah ek hi commodity per same time per purchasing or selling same lot se kar rahe hote hain is technique ko aap hedging strategy ka naam Dete Hain lekin sometime aap different currency pairs aur different commodities per unke negative correlation ki basis per trading Karte Hain To is technique ko bhi aap hedging strategy ka naam Dete Hain aur same time a different currency pairs aur commodities per trading Karke Apne profit ko increase karne ke liye koshish kar rahe Hote Hain.

                    Dear Forex trading market me agar aap hedging strategy ko proper learn karte hain aur isko properly apni trading per apply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki account ki safety bhi maintain ho sakti hai isliye aapko koshish Karni chahie agar aap Forex trading Mein completely success Hona Chahte Hain To aapko bahut careful hokar is technique ko study karna hoga aur is se related apni analysis complete karna Honge aur apni advantages ko increase karna hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                      Hamen Apne experience gain kr ky Forex mai kam karna chahie free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Forex Ek International aur Kabhi Khatam na hone wala business hai Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kitni bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham Nahin Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi yah Ek Aisa business hai jo Hamen learning bhi deta hai aur Hamen acchi earning bhi deta hai
                      Dear Forex trading market me agar aap hedging strategy ko proper learn karte hain aur isko properly apni trading per apply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki account ki safety bhi maintain ho sakti hai isliye aapko koshish Karni chahie agar aap Forex trading Mein completely success Hona Chahte Hain To aapko bahut careful hokar is technique ko study karna hoga aur is se related apni analysis complete karna Honge aur apni advantages ko increase karna hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                        Walaikum salam dear member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Forex trading ke Business mein different type ki strategy majud Hoti Hai yah strategy Hamare liye bahut jyada important hoti hai isliye Hamen market mein maujd Tamam strategy ko acchi Tarah understand karna chahie Ham Apne trading ke liye sirf ek hi strategy ko select kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Apne trading ke liye best strategy ko hi select Karen best strategy ke sath Jab Ham market Mein trading Karte Hain To Hamen Apne trading Mein Achcha Se Achcha profit hi Milta Hai Forex trading the market Mein strategy ko bahut jyada important Si Jaati Hai

                        Hedging strategy Ek bahut hi acchi strategy Hai hedging strategy market mein bahut important role play Karti Hai Hamen hedging strategy ko apni trading Mein istemal karne se pahle strategy K related complete knowledge hassil kar lena chahie because without knowledge ke Agar Ham hedging strategy ke sath market Mein trading Karenge Tu Is Tarah Se Hamen Apne trading Mein launch ho sakta hai Hamen hedging strategy ko acchi Tara Se learn karna chahie Jab Ham hedging strategy ko acchi Tarah Se learn Karte Hain To Hamen ismein Achcha advantage Milta Hai in strategy ke sath Sat ham Forex trading ke market Mein currency pair aur commodity per bhi market Mein Apne trading start kar sakte hain hedging strategy ke through hem market ki condition ko acchi Tarah se samajh sakte hain

                        Hedging strategy Forex trading ke market main Ek popular strategy hai bahut se trader is strategy ko istemal karke market Mein trading Karte Hain Tony Apne trading Mein Hamesha Achcha benefit hi Milta Hai ye strategy market ke related bahut hi acche signal trader ko provide karti hai isliye trader ko chahie Ky Vo Iske signal ko acchi Tarah se follow Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                          dear friends hedging k aasan meaning yeh hai k jis tarah kisi bhi field ya kisi cheez ko boundary wall laga kr secure krna.trading mein hedging strategy aik aisi strategy hay jis se traders apna nuqsan ko rok detay hain takay nuqsan ziada increase na ho.misal k tor pe koi trader trade open krta hay aur woh apni trade mein stop loss ka istamal nahi krta aur woh trade osky against chali jati hai aur nuqsan continue barhta hay aur situation aisi create ho jati hai k yeh idea ho jaye k abhi market mazeed loss de gi aur loss trader ki brdasht se barhta ja raha ho to aisi sourat mein hedging pokicy ko apnaya jata hai.forex mein ham double sided hedging kr skty hain iska matkab hum aik he trade ko sell aur buy kr skty hain.
                          agr aik trade ko buy kiya huwa ho aur oska loss musalsal barh raha ho to same lot size mein osi k against sell ki trade laga denay se os trade ka loss osi point pe ruk jaye ga aur phir chahy market up jaye ya fown jaye nuqsan mein farq nahi parray ga na to km hoga aur na ziada hoga is tarah trader apnay loss ko block kr letay hain aur phir jaisay koi acha chance milay ya market ka trend confirm ho to do mein se aik trade ko close kr deya jata hai.

                          benefite of hedging strategy.
                          agr account swap free ho to apny loss ko hedging strategy k teht lock kiya ja sakta hay aur account ko wash honay se bachaya ja sakta hai.

                          disadvantage of hedging strategy.
                          ​jin traders ka swap account ho to unko hedging stdategy ko long period k leye apply nahi krna chahye q k agr long period k leye apply kiya jaye to broker apna swap trader k account se minus krta rahay ga aur swap ki shakkal mein trader k acciunt ko loss hota rahay ga.sometimes to aisa bhi ho sakta hay agr hedging strategy ko kai din k leye laga deya jaye aur swap cut hota rahay to account wipe bhi ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                            forex market online form hai jismein trading karne ke liye motor leaf ke some key strategies istemal hoti hai istemal hone Wali 1 strategy hedging bhi hai.dear hedging aik aisi trading strategy hai k ais mai apka account bahot hi jaldi growth hota hai aor ais mai zayda tar ap ko profit hota hai.Hedging ki 3 types mujhy pata hai.Hedging k zarye loss Cover karnaDear freinds jaisy ap ko pata hai k hum mai se kuch traders hoty hai k wo trades laga dety hai aor aus k sath stop loss ni lagaty aor jab aun ki traded kafi loss mai chali jati hai to wo aulti aik bari lot se trade laga dety hai aor jab wo mazeed opposite jati hai to loss kam hota hai jis se aun ka account ka loss khatam ho jata hai.Hedging k zarye ProfitDear friends ap ne dekha ho ga k kuch log kaam hi sirf hedging par karty hai mean wo aik order jab lagaty hai to aus k sath hi wo pending order place kar dety hai aor jab market wo order autha leti hai to wo aor order pending mai laga dety hai aisy hi order lagaty jaty hai aor phir market jis taraf niklti hai wo profit mai trades close kr dety hain.Hedging k zarye Account bachanaDear kuch log hai jab un k account par bari lots lag jati hai aor market un k opposite jati hai to wo agar apna account hedge na kary to un ka account wash ho sakta hai ais liay wo same lot se account ko hedge kr dety hai aor ja b ye baad wali trade profit mai aati hai to ais ka stop loss entry point par laga dety hai jis se aun ka account safe ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hedging sy apny loss ko pora Kerna.

                              trading mein aik tareeqa hota he jo keh trader istemal kr ke trading mein losses ko control krne ke koshish krta he hedging is ko kehte hien agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata he ya overall hmein kuch profit ho rha hota he to hm buy ka order bhe close kr dete hein aur dosre bat jo scalping method he us mein zyada risk hota he aur scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta he ya phr trader ko boht zyada loss ka samna krna pr jata he.trading ki market Mein different types ki trading strategies hoti hai ya trading strategy use Waqt istemal ki Jaati Hai Jab traders market Mein Apne trading start karte hain yah trading start karte waqt bahut jyada importance rakhte hain aur Tamam traders ki trade ke liye bahut jyada profitable bhi sabit hoti hai isliye Tamam members market Mein in different types ki trading strategies ke between difference ko acche tarike se confirm kar le Taki vah market Mein best trading strategy ko Apne trading ke liye select kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X