Hedging stretigy yeah hoti hai ky ap same time main both directions main same lot size sy trades open ker lety hain aur jab aik trade profit main chali jati hai tou usy close ker dia jata hai aur loss wali ko profit main jany tak continue kia jata hai jab woh bhi profit main chali jati hai tou dono profits ko calculate kerny per acha profit hasil kia ja sakta hai yahan main hedging sy related apni stretigy share ker raha hun ky apko agar lag raha ho ky market up ya down ja sakti hai tou same direction main ap trade open ker lain aur usky against bhi half lot size sy aik trade open ker lain agar tou bary lot size wali profit main close hoti hai tou jo loss main continue ho us ky against aik aur half lot size ki trade open ker lain aur aesa tab tak continue kerty rehain jab tak smallest lot size wali bhi profit main nehi chali jati tou jab total profit calculate kerain gy tou woh sufficient quantity main hoga.
Loss jab aapko hona suru ho jaay aur aap ko lag raha hay kay market aap kay against kafi zayda jaay ge to aap ka jo order laga hota ha usi kay mokhalif utni he lot ka order laga dety hain aur jab market stable hoti hay aur market ke position clear ho jaati hay to aap profit wali trade close kar kay loss wali ko profit ya zero loss pe close karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим