jaldi kaam karny ka hmesha aek nuksaan hota hai. hamein kabhi bhi apna koi bhi kaam jaldbaazi mein nahi karna chaiye. agr ham jaldbaazi mein koi bhi kaa karty hain tou hamein nuksaan uthan parta hai. agr ham kisi bhi kisam k nuksaan se abchna chty hain aur ham chty hain k hamein faida ho tou hamein kisi bhi trhan ki jaldbaazi nahi karni chaiye jalzbaazi mein kia hua koi bhi kaam kbhi bhi theek ni hta. hamein khud ko relax rkh k apny mind ko cool rkh k har kaam karna chaiye ta k ham jo kaam bhi kar ry hain wo sae se ho . aur hamein us kaam se faida bhi ho.
hamein kaam krty waqt kisi bhi qisam ka laalach nahi karna chaiye.hamein forex mein kaam krty waqt market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. hmesha market ki movement k hisab se trade lgani chaiye agr ham is mein galti karty hain tou hamara account wash ho sakta hai.ar jb bhi market mein trade lgein tou is mein take rofit aur stop loss ka use laazmi krein. is se apko koi nuksaan nahi hoga.hamein is mein kaam karny se phly kuc time lga k market ko achy se samjhna chaiye. ta k ham is mein kaam kar k is se faida
utha saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим