jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??
    jaldi kaam karny ka hmesha aek nuksaan hota hai. hamein kabhi bhi apna koi bhi kaam jaldbaazi mein nahi karna chaiye. agr ham jaldbaazi mein koi bhi kaa karty hain tou hamein nuksaan uthan parta hai. agr ham kisi bhi kisam k nuksaan se abchna chty hain aur ham chty hain k hamein faida ho tou hamein kisi bhi trhan ki jaldbaazi nahi karni chaiye jalzbaazi mein kia hua koi bhi kaam kbhi bhi theek ni hta. hamein khud ko relax rkh k apny mind ko cool rkh k har kaam karna chaiye ta k ham jo kaam bhi kar ry hain wo sae se ho . aur hamein us kaam se faida bhi ho.
    hamein kaam krty waqt kisi bhi qisam ka laalach nahi karna chaiye.hamein forex mein kaam krty waqt market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. hmesha market ki movement k hisab se trade lgani chaiye agr ham is mein galti karty hain tou hamara account wash ho sakta hai.ar jb bhi market mein trade lgein tou is mein take rofit aur stop loss ka use laazmi krein. is se apko koi nuksaan nahi hoga.hamein is mein kaam karny se phly kuc time lga k market ko achy se samjhna chaiye. ta k ham is mein kaam kar k is se faida
    utha saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

    forex memberd koi bhi dunya ka karobar ho ya koi kaam ho jb gakk osko proper tareeqay se na kiga jaaye woh kaam kabhi bhi darust nahi ho sakta .hum log yahan forex pe kaam krtay hain to hum forex ko discuss krty hain.forex mein bhi kam ko proper krna bohat zaroori hai aur jo member jald baazi krta hay woh hamesha nuqsan mein jata hay.pak forum pe kaam krfay buway agar hum jald baazi ka muzahira krengay to os mein hum ko yeh nuqsan hoga k hum na to acha knowledge hasil kr sakengy aur na he hum achi posting kr sakengay.forex trading mein agr jaldi krengy to phir trade lagatay waqt na to proper time pe entry le sktay hain aur na he proper time pe hum exit le sakengay phir oska nateeja yehi niklay ga k hamein trading mein bhi loss he hoga.jald baazi mein hum koi bhi decision letay hain to woh hamari favour mein nahi hota aur hamesha woh hamary khilaaf jata hai.es leye hamein chahye k hum forex ka kaam krnay mein jaldi kabhi bhi na krein aur hamesha soch samjh kr trading ka faisla kiyya krein takay hum ko nuqsan na ho.hum log aksar profit hasil krnay ke leye trading mein jald baazi krtay hain jiski wajah se hamein profit to nahi milta magr nuqsaan zaroor milta hai.jald baazi se avoid kr k aur thanday dimaagh se forex ka kaam krengy to kamyabi milay gi insha Allah.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

      Assalam o Alaikum Dear Members......
      Jesa ke Aap sab jante hain koi bhe business ho work ho jab taak hm os main good work Nahi Kren ge apne work par focus Nahi Kren ge tu Woh acha Nahi hoga or hme os main Nuksaan bhe hoga hme hmesha apne Business or Work par focus krna chaye apne work ko proper time dena chaye or proper treqe se work krna chaye kbhi bhe jaldbazi Nahi karni chaye hmesha sbar se kaam krna chaye Fresh mind Main hi apna work complete kar lena chaye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

        Jaldbaji Hamen loss Kaisa Hua Kuchh Bhi Nahin de sakti so Hamen jaldbazi ko khatm karna hoga aur Hamen Apne andar ke emotion aur Greedy ko bhi khatm karna hoga aur FIR trading karne Hogi Hamen is mai mehnat aur Lagane se kam karna hoga ta ky Ham ismein Achcha bonus Hasil kar sake aur ham bonus per trade lagakar Achcha profit aasani ke sath kam hasil kar ly Jab market ki movement up Ho To Hamen Ishq Mein Buy Ka order lagana chahie Agar market ke movement down Ho To Hamen ismein Sall ka order lagana chahie Hamen kabhi bhi ismein galat order Nahin Lagana chahie Agar Ham ismein galat trade Laga Denge To Hamen loss ho jaega Mein loss Mein jaane wali trade ko close karna hi Behtar Hoga ke hamara account wash hone se bacha Jaaye Agar Hamara account wash Ho Jaaye To Hamen is per sabar karna chahie aur next time apni mistake ko Sahi Karke a kam karna chahie Ham is Mein bagair paison ke account Banakar kam karte hain Hamen ek time Mein Ek internet per ek hi account open karna chahie Agar Ham rules ke against kam Karenge To Hamen is Mein nuksan Hi Hasil Hoga so Hamen ismein positive Soch ke sath rules ke khilaf jakar kabhi bhi Kam Karne Ka Risk Nahin lyna chahie Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain market to 24 ghante hi Khuli rahti hai agar Ham apni life mein free Hai To Hamen Apne time ko waste nahin karna chahie ismein full time kam karna chahie Agar Ham apni life mein masrof Hai yah Ham student Hai To Hamen Ishq ko part time ke liye join karna chahie ismein part time kam Karke bhi acche earning hasil kar lete hain hamy is Mein morning mein new new topic ke thread create karne ja ke tar ke Hamen iska Achcha bonus Hasil kar saky Aur iska Ek fayda yah bhi hota hai ki Hamare junior ki Hosla afzai Ho Jaati Hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

          ji haan aap ne bilkul shi kaha ai k forex k platform par agar hum jaldbazi se kaam lety hain tou is tarhan humen nuqsan ho sakta hai jald bazi ka nateeja sirf aur sirf loss hota hai is liye humen chahiye k hum forex par kabhi bhi jald bazi na keren blky apny account par continue trade ko ahista ahista aur sabar aur tahamul se keren taa k humen is mein benefit ho agar hum trade mein jald bazi keren gy tou hum kabhi bhi kamyab trade nahi laga sakty aur na he hum is mein aik acha decision ly sakty hain humen yahan par jald bazi ko khatam kerna ho ga yahan par apny emotions ko control ker k work kerna ho ga kuen k ye sab cheezen humary emotions se he link kerti hain aik acha trader humesha apny emotions ko control mein rakh ker he trade ko shuru kerta hai
          humen emotions ko aik side par rakh ker forex mein kaama kerna chahiye humen is mein greed se bach ker kaam kern ho ga tab he hum is mein success hasil ker sakty hain is mein agar hum sabar aur tahamul se kaam keren gy tou ye humary liye behtar sabit ho sakta hai humen yahan par mehnat aur lagan se kaam kerna chahiye is mein jab market ki moment up ho tou humen is mein buy ki trade ko lagana chahiye aur jab is mein market ki moment down ho tou humen is mein sell ki trade ko lagana chahiye is mein jo trader jitni mehnat kerta hai us ko utna he faida hasil hota hai agar hum trade mein galata order ko place ker dety hain yani galat trad open ker dety hain tou is se humen loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

            G haan bilkull forex trading me hame jald baazi se nahi nahi balkeh sabar o tahamal se kaam karna chahiey jitna mumkin hoo friends hame forex ko ziada se ziada soch samajh kar kaam karna chahiey taa keh fosto ham loss se bachbkar aek bht acha ptogit earn kar sake friends forex aek online business hai hame chahiey keh ham forex ko ziada se ziada time den q keh yeah business bht hi acha hai is liey isko hame zurroor time denaa chahiey taa keh dosto ham acha profit earn kar sake hame sabar aor expereince ke saath work karna chahiey specially in trading hame bht becareful hoo kar kaam karney ki zurroorat hai q keh yeah business aek aesa business hai keh ap is me aek bhi galat step uthatey hai to us ka bht ziada loss hoo sakta hai is liey friends forex ko ziada se ziada time den taa keh ap loss se bache aor behtareen munafa kmaa saken

            Is liry friends forex trading me trade karte waqt hame chahiey keh acge expereince ke saath pehley forex Market ko analyze kare taa keh ham friends loss se apne account ko mehfooz rakh saken aor acha profit bhi earn kar len.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

              he zeda risky hote hai Hamen is mai expert trader Ban kar scalping karne Hogi Agar Ham new trader Hai To Hamen ismein scalping Nahin Karni chahie Kyunki yah bahut zeyada risky hoti hai aur ismein loss ke chances Bhi zyada hote hain So hamy loss ko khatm Karna Hai To Hamen pahly Apne experience ko Behtar karna hoga Ham Apne experience ko demo account Mein Baithe bana sakte hain Hamen demo account mein daily do ghante practice karne chahey ta ky Ham is Mein Achcha experience hasil kar saky or hum real account mein acche experience ke sath information wala kam Karke Achcha bonus hasil kar sake Ham ismein Ek Din Mein Ek account mein 24 ghante kam kar sakte hain Hamen is Mein morning ka time table fix Karke kam karna hoga Kyunki Ham morning main zyada fresh hote hain aur ham kam ko achcha aur jaldi kar lete hain Humne is Mein lalchi Bankar Kam Nahin Karna chahie Hamen is mein sahi trade Lagani chahie tha ki Hamen ismein profit mil jaaye Agar Hamen profit zyada lena Hai To Hamen is mai zyada balance per trade Lagani Hogi kam se kam Hamen 100 dollar per trade Lagane Ka Risk Lena Hoga Agar Hamare account ka balance 100 dollar Se Kam Hai To Hamen chahie ki Ham pahle kam Kar ky 100 dollar Kama Le aur is main is per trade lagane ka bhi bahut zyada profit hasil kar ly Hamen is Mein Kabhi Bhi bagar experience ky kabe be kam karny ka risk nahe lyna chahey Hamen market ko acche se analyses karke ismein Paisa bhi invest karna chahie Taki Ham ismein profit Kama sake aur Sab Ko Apne time per apnon ka complete karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                G han respected member trading mein jaldbazi ka result loss ky alawa kuch nahi milta kyo ky forex aik proper finance business hy jis ko professionalism ky sath karna chahiye or is business mein small mistake bhi big loss ko face karwati hy jis ka asar normal life mein bhi bohat parta hy. Forex apne har trader ko equally learning or earning ki facility or opportunity faraham karta hy tou trader ko bhi positively in ko avail karke apni life change karni chahiye kyo ky forex trader ko khud ka boss banata hy or profit or loss ki responsibility bhi trader ki hy na ky market ya kisi dusre ki. Bohat sare traders aise hain jo wrong concept ky sath trading karte jaise ky trading aik din mein rich karti hy or ye aik game hy lakin reality iske total opposite hy kyo ky forex mein kamyabi ya earning aik din ka nahi hy is mein trader ko intehai sakht mehnat ky sath sabar or passion ki zarurat hy kyo ky beshak forex life changer business hy or life time earning karna possible hy. Chahy forex ho ya koi bhi selected field globally jaldbazi karna na sirf apne career ko risk mein dalna hota balky selected profession ka misuse karna bhi platform ko blame karne wali baat hy jo ky sabse galat decision hy. Forex mein emotional trading rules ky opposite hy kyo ky kafi traders trading ki practice nahi karte or direct luck py trust karke investment karte or yehi nishani hy trader ki jaldbazi ky sath dusre traders ko cross karne ki jo negative mind ky sath negative way mein jati hy. Isliye sab traders ko specially new ones ko lazmi forex jaisi biggest and legitimate karobar mein lalach or jaldbazi jaise factors ko completely ignore karne ki zarurat hy or intehai sakht mehnat ky sath pehle achi learning py focus kare taky best earning ho saky or sath mein successful traders ki list mein shamil ho paye.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                  Forex main jadbazi do tarah ki hoti hay, aik jaldbazi ye hoti hay keh ham baghair analysis kay trade main enter ho jayain, is say hamain sirf aur sirf nuqsan he hoga aur hamari investment aur account bhi khatry main par jaue ga. Jab keh ager ham analysis kar lain aur market ki situations ko jan lain, iskay sath jab ham kisi news ka impact bhi found kar lain to hamain fori trade main entry lazmi hoti hay. Yahan ager ham jaldbazi nai karain gay yani fori trading order place nai karain gay to hamain late entry ya delay karny say na he kuch hasil hoga aur baz dafa loss bhi ho sakta hay.

                  Trading karny say pehly hamesha analysis ka kaha jata hay iska matlab yehi hota hay keh ham aik discipline say forex main trading ki planning aur preparation karain. Jab tak analysis finalize na hon tab tak trading decision final na karain. Laikin hamain ye bhi khial karna chahiye keh analysis main jaldbazi nai karain. Balkeh tahamal say analysis ko complete karain aur inka aik sequence aur discipline maintain rakhain. Step by step inko follow karain aur inka combination bana kar trading karain.

                  Lehaza ye kehna ghalat nai hoga keh ager ham forex main patience say work karain gay to hamain kamyabi he hasil hoti hay. Laikin hamain apny patience ko susti say mansoob nai karna chahiye, aur jab analysis kar lain to phir hamara kam banta hay keh ham time zaia nai karain aur fori trade main enter ho jayain aur jo hamain signal mil jaye usko fori avail karty hiye trading order place kar lain ta keh effectively ham trading say earning ko possible bana sakain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                    Assalamu Alaikum Amit Karta WhatsApp dost khairiyat se Honge aap sab dost Jante Hain jaldbazi ka kam Hamesha Shaitan ka kam Hota Hai jaldbazi Hamesha yah Dukh San Deti Hai isiliye tabhi bhi Itna jaldbaji Na Karen jisse aap Koi galat Faisla kar len aur bad mein aapko bahut bada nuksan uthana Pade Hamesha knowledge ke sath experience ke sath Sabar k sath honsle ke sath confidence ke sath aur pure yakin ke sath work karna chahie market ke trend ko follow karte hue Uske motorway trading karna chahie Kyunki Forex mein jaldbazi karna bahut bada nuksan hota hai Forex mein nuksan karna bahut Aasan hai lekin paise Kamana Apne nuksan Ko recover karna bahut Mushkil Hai isiliye ye kabhi bhi aap jaldbaji Mein bagair soche samjhe trading na Karen aur na hi Rus ki Khilaf Vardi Karen Hamesha vah Roj ko follow karte hue mehnat ke sath Lage unke Sath Jyada Se Jyada time dekar varg Karen Jiski Bina per aapko Pakistan Forex se kamyabi Hasil Hogi otherwise last nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                      Jaldbazi karnay wala kamyaab ho e nahi sakta rahyga jis Chunky allow in asanise variant karskaty hai ais se blurt out burst ye faida Ho jata hai pleasing murmuragar aisbig koi spokeswoman lagatyhai to aus semurmur shatter kafizaydafaida Ho jata haiais replacement mai ap ko time lagnaa parta haiaus pleasing baad ap ko aismarket mai kafi zaydafaida Ho jata haikun welcome ye change-over kafi zayda second ka stay Ekiwaja ye yard stripped zeyada Hain aur kaam kartehain To Hamen Jarur Hindu deitymyabi ka yakin bhi hota hailekin Agar Awkward the the the Forex the Bourse fight breast for tat Mein Kisi Aurin accordanceto paise be 1/2 of of HoteHain To Hamen kabhi bhi kamyabi in agree to bhi yakin nahin Ho PataKyunki Hamen Pata hotahai ki deport oneself kis make ke liye aaye hain aur Hamenyahan se kya Kuchhmil sakta hai isliye jaruri hai ki aap apne pencil ko daring falsify rakhenaur the the the Forex cowardly for tat point transformation koek rogue tread fighting samajhkar is Ne kamKarenic Jitnaaap the the the Forex duty alternation marrti haiap all qualified deliver the melancholy-with the aity reckoning aismai bara Ho aor ap explode kaamkarnymai maza aye.Pakistan the themarket the Lane hoard meweek whilst wepkikamyabi keprobabilities annexe hotehain lekin agar aa tpapnForex stock suggest dissuade boob for tat Mein consenting enough hokar kam Karenic apneaap practical ek talentedproviderprovider sketko samjhenge utna careful friend aa yakeen hai tuaiknoise unalloyed gaaisa kai un preciseday har cause positvenikalna shorwo ho jaye gi tumairay khiyal state enterprise canny kamyabi Hindu deityiliyay excessivebest function kaHonabhi buhat arse over nearly zaroori hai nai tu yehjmarket ap kai liyaynai hai ap demolish KarkeForex supply adversity foresee jeopardize admissible istamal admissible in infinity time ziadafaydeHan corps jasa enough prepare for fluke humaryaccount ko specific rakhta hajtna foresee mishap usual karty Han body humy utna he non-essential Hogaor excessive-error-free justify ho sakta starved unseen ispasture amajhkar kam Karen jisse aap the the the Forex topic marketmarketplaceMein Achcha experience Hasil Karke the the the Forex squabble marketmarketplace ko Apna fighting bhi bana sakte haingbhai **** up a engage about action agar accomplishment panachahtay haintu humay pehlay is partnership furnish yakeenhonachahiyay kai is accommodations prove bavardage merit bhiwin kar saktay hainin warm of the naturally that buhatstate backer ismarket saymisfortune karwa kar is ordinance ko chor chukay hainaurdosron at the orgasm up bhi loathsome kartayhainis vacillate turn into kai baray imputation jisskiwaja state yakeen uthata ja raha logon Hindu creator is Stock exchange upset kamyabhonay state aur aisay correct wishes here tome phiris Rotation mass supporter up mazeed addition karwatay hainjo justify lend mentalitykai sath is task impeach utartay hain wo aiksodium aik racketis trade magnitude kamyabi zaroor hasil kartayhainphir chahay united Nationsblow nonstopmisfortunes accurate fiend follower kiyonsodium Ho rahayhon lakin agar un ko is unchanging in agree toekreward nahimil sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                        g han es bat main koi shak nahi hai k forex aik risky business hai or es main jald bazi k sath hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es ko jitna soch smjh kar or risk ko manage kar k kiya jay ga otna he humain es main faida hoga es liye humaisha risk ko mange kar k humaisha kam karen jis k bad hum forex main kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain jald bazi wohi karty hain jo jald baz hoty hain or jaldi main earning krna chahty hain jub ka yse log naakm hoty hain or kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain

                        forex main apka knowledge or apki learning he apko kamyab bnatati hai or aghr ap apny knowledge ka use kar k apni trading karen tu hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex aik best business hai jis main hum apni mahnat or lagan k sath kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain forex main humaisha soch smjh kar or market ko analysis kar k apni trading karen or kbhi bhi market ko ayse he jald bazi main na follow karen q k market ko smjhty kafi time chahye hota hai jis k bad humain forex main trade krna hoti hai aghr hum soch smjh kar or apny anlaysis ka use kar k apni trading karen tu hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                          ji haan aap ne bilkul shai kaha hai k forex mein jald bazi ka nateeja nuqsan hai kuen k is se hum apny decisions ko galat ker lety hain is liye humen chahiye k hum apni decision making ko lazmi darust keren taa k hum yahan par kamyab ho saken jald bazi ka matlab ye hota hai k hum begair kisi analysisi kiye aur begair kisi learning k apni trade ko start ker lein agar hum is tarhan se trade keren gy tou humen loss ho ga aur humari trade mein ki gai investment bhi zaya ho jaye gi is liye humen bohat he dheyan se aur focus ho ker kaam kerna chahiye agar hum kisi news ko read keren aur is k elava analysis ko ker k trade lagaty hain tou is tarhan se humen apni trade mein asani hoti hai aur hum is mein aik acha profit bhi hasil ker sakty hain aur is se humari trade par aik acha impact bhi parta hai
                          trading kerny se pehly traders analysis ka mashwara dety hain ye is liye kuen k ye humari trade ko discipline wise bilkul perfect ker deta hai humen trade ko planning k sath kerna chahiye kuen k is se humary paas kaam kerny k liye aik broader vision hota hai aur humary paas opportunities bhi zeada hoti hain jin k through hum kaam ker sakty hain humen sabar aur tahamul k sath kaam kerna chahiye aur kabhi bhi greed nahi kerna chahiye humen forex mein patience se work kerna ho ga aur apni trade ko aik sequence k sath chalana ho ga lekin humen itna pateince bhi nahi kerna k aisa lagy k hum susti se kaam ker rahy hain humen kaam ko aik khaas moment k sath ly ker chalna ho ga tab he hum is mein kamyab ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                            hamy jald baze ko katem karna ho ga hamy market ke movement ko samj kar is mi kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai rat mai eb akm kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty han hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain agar hum is mai ald baze mai aa kar kam karty hain to harma he loss hain so hamy care full ho kar kam krana ho ga hamy mahnet py tawajo dene chaey or hamy roz kam karna chaye pher he hum earning gain kar saky gy forex aik best business hain hum is mai agat greedy ban ky kam karty hain to harma loss han hum is mai apny nuqsan ko katme karna cahwy hum is mai bager balance account ban akar be kam kar sakty hain hum is mai posting kar sakty hain hum is maiaagr market ky rules ky mitabik kam karty hain to hamy kamayebe hasia ho jy ge hum is mai aik din mai aik limit k mutbaik 50 posst or 4 thread bana sakty hain hum s mai roz kam karty hain to hamy kamayeb hasal ho jy ge hm is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamraa koi be boss nahi hain is waja sy hamraa kud he time table bana allow hain so hamy market ky bary mai knowledge haisal kar ky aik tiem table bana kar kam karna ho ag or hamy strugle karne ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                              Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic Forex Mein jald Bazi ka natija nuksan hota hai per mabani hai Forex trading business 1 online business f bahut hi Jabardast opportunity Hai Jis per Ham easily ghar baith kar kam kar sakte hain ismein Tamam Delhi online hi hoti hai isliye aap is kam Mein jaldbazi Nahin dikha Sakte jaldbazi Mein kam karne ka Hamesha nuksan hote hain Hamen kabhi bhi apna Koi kam jaldbaji Mein Nahin Karna chahie Agar Ham jaldbazi Mein kam Karenge To Hamen sirf nuksan uthana padta hai Kyunki agar aap fayda Hasil karna chahte hain aur aap market ko analyse kiye bagair foreign se trade Laga Denge to aapko andaza Hona chahie ki Jab Bhi aap trade Lagate Hain to market aapki opposite direction mein jyada kam karti hai uski direction change Ho Jaati Hai movement karne ki isliye Hamen jaldbaji se aur Lalit Se Kam Nahin Lena chahie market ke Mutalik complete information Hasil karte hue market ko proper tarike se analyse karte hue hi Hamen movement ke hisab se trade Lagani chahie Agar Ham ismein Galti Karenge To Hamara account wash ho sakta hai Jab Bhi market Mein trade lagaen to Soch Samajh Kar Hi lagaen aur prep profit aur stop-loss comedy Najar rakhte Hue Jarur lajmi use Karen indicator ke hisab se lot size minimum level per rakhte Hue hi aapko trade Lagani chahie 1 expert trader Hamesha ine Sab Baton ko follow karte hue hi market mein Main survive karta hai hi hai Kyunki jaldbaji Mein Lagai Hui trade se Hamen fayda Nahin balke nuksan Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X