Re: sawal: what is the turtle trading system forex indicator?
Forex main trading kay liye mukhtalif kisam ki strategies ka istemal kia jata hay. Isi tarah turtle trading strategy ka bhi istemal kia jata hay. Forex main har trader ka apna trading style hota hay. Jis waja say trading strategy main mazeed modification a jati hayn. Jab keh aik he trade kay liye kai traders same trend aur security main multi strategies use karty hain. Aur achi trading karty huye behter earning bhi karty hain.
Turtle trading strategy basically bet say mansoob hay. Yani is main jab ham ye daikhty hain keh price breakout kay bad up jati hay to buy karty hain jab keh down any kay bad foran sell ki trade lagaty hain. Aksar hamari strategy fail bhi ho jati hay yehi waja hay keh isko bet kaha jata hay.
Is say hamain kafi achi earning ho jati hay jab price kafi low jaye aur trader achi trade karty huye position ko hold kiye rakhy yahan tak keh usko yahan say bahut acha profit mil jaye. Laikin ye strategy tamam securities main useful nai ho sakti. Ye un he securities main useful hoti hay jo low volatile hon ta keh fast prive fluctuation na ho aur trader is say faida uthaty huye achi earning mumkin bana saky.
Turtle trading strategy kay pichy yehi idea hay keh trend hamara friend hay jab tak ham trend kay mutabiq aur trend ko follow karty huye trade karain. Laikin is main ab ye bhi nai hay keh hm bar bar trade change karain balkeh hamain chahiye keh indicators ka use karty huye proper risk management karain yani stop loss bhi use karain aur trend ka momentum aur strength bhi jan'ny ki koshish karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим