NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

    NFP news aik bahut hee important economic indicator hay jis ko traders apni trade main planning karty waqat bahut ihmiat daity hain.

    NFP yani non farm payroll jis main goods, constructions aur manufacturing sectors ka data lia jata hay. Jab keh is main farms, households aur self employed kay data ko shamil nai kia jata. Isi tarah ager unemployment rate main kami a jaye aur jobs ziada ho jayain jis say constructions and manufacturing sectors main bhi nehtri aye gi, jis ka result ye hoga keh US Stocks ki prices high ho jayain gi, aur USD kay liye bhi ye news positive hogi jis waja say USD ki value bhi up ho jaye gi. On the other hand, ager Non farm pay roll ki news negative ho, yani unemployement rate last moneth say ziada ho jaye, jobs kam ho jayain to US Stocks ko prices bhi kam ho jayain gi, q keh inki value kam hogi, isi tarah US dollar bhi devalue ho jaue ga aur US ki economy per negative effect pary ga. NFP ki negative hony ki waja say US dollar aur CL weak ho jata hay jab keh Gold and silver ki value increase ho jati hay, jab keh NFP main ager behtri a jaye aur baqi factors badastoor same rahain to US dollar ki value achanak up ho jati hay, q keh more investment sectors main behtri ati hay, investors ka itemad bahal hota hay, jab keh US stocks ki value bhi increase ho jati hay, CL up ho jata hay, Gold and silver weak ho jaty hain jab keh US Dollar apny major currencies pair kay muqably main bahut strong ho jata hay.

    NFP news har month kay first friday ko US department of Labor ki taraf say new york main announce hoti hay, jis main last month ki labor market ki history bian ki jati hay. Is liye hamain news ki pehly say expectations aur impacts ko madd e nazar rakhna chahiye.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

      Assalamu Alaikum dear brother Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Ham ismein Jab Bhi technical analysis Kahate Hain To iske sath sath mein fundamental analysis ko bhi to form karna chahie Kyunki fundamental analysis karne se Mare knowledge mein izafa hota hai aur Hamen market ki movement ka ka idea aur Jata Hai Kyunki Ham dekhte hain ki forex market Mein Jab Bhi Ham kam Karte Hain To usmein Hamen kamyabi tab Hi milati Hai Jab Ham ismein acchi Tarah learning Karke kam Karenge aur ham ismein acchi Tarah hokar Karke kam Karenge.

      Nfp news data Jab Bhi release hota hai market Mein uska bahut jyada effect hota hai aur specially USD currency per bahut jyada uska effect hota hai Hamza forex market Mein kam Karte Hain To Hamen ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Hamen ismein technical analysis ke sath fundamental analysis per bhi focus karna chahie Kyunki Jab Ham dekhte hain ki market Mein Koi Bhi data release Hota Hai To isase Hamen bahut fayda bhi ho sakta hai aur is se hamen nuksan bhi ho sakta hai.

      Dear nfp report Ek monthly report hoti hai jo ke kisi bhi country ya Kisi bhi currency pair ki ho sakti hai aur Market Mein uska bahut jyada effect Hota Hai ismein Un countries ki Anya employment or implied ratio Aur Is Tarah Ke Saman chij Hai usmein ad hoti hain aur ismein vah chijen release ki Jaati Hain jisse market per bahut jyada effect hota hai aur market Kye movement mein aapse se bahut jyada Hoti Hai.
      • #18 Collapse

        Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

        NFP (Non Farm PayRoll Report) ek United States mein represent ki jany wali report hai jis mein whan ky saary paid workers ky bary me bnae jati hai. Is report ky aany ky bad Us dollars ky pairs mein bhut unexpected rate swings aaty hain aur market ki movement fast hojati hai. Professional traders NFP reports ka jaiza lay kar achi trading karty hain aur in large rate swings se bhut faida uthaty hain. Humain market mein fundamental analysis karty huey is report ko bhi parhna aur is se key points note kar ky apni trading ka hisa banana zaruri hai. Is trha hum agar is ko jany bagher trades karty hain to in rates ky differences ki wjha se hmara bhut nuqsan bhi ho skta hai.

        Market mein kam karty huey hamein market ka technical analysis hamein kabhi bhi complete informations nahi de skta aur aap ka analysis kitna bhi strong ho agar aap news ky mutabiq nahin chal rahy to aapko major losses ho sktay hain.Trading complete knowledge ky stah karni chahye aur apa jis pair mein bhi kam kar rhay hain us pair ki news par nazar ekhna bhut zaruri hota hai. Isi trha Us dollar market ka ek ehm hisa hai aur bhut se forex traders Us dollars ky pairs par trade karty hain. To agar woh is report ko ehmyat nahin dety to unhain loss ka samna hota hai.

        Yeh report us dollar ka economic indicator hai. Us dollars mein yeh aap ko market ky bary mein clear informations de skta hai. Aur Us dolar ky strong hony ya isky weak points ky bary mein information deta hai. Jis ko aap market mein isky pairs mein trade karny mein asani hogi.​Report ky bad market ki volatility mein izafa ho jata hai aur Us dollars ki qeemat mein fast decline ya increase ata hai. Jis ki wjha se bhut se traders is opportunity se faida uthaty hain aur ek hi din mein is me achi trading aapko bhut bary profits dilwa skti hai.
        • #19 Collapse

          Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

          Forex trading Mein kam karte hue nfp news bahut jyada important hoti America ki currency market per bahut Jyada effect karti hai Forex trading Mein kam karte hue trader ko chahie ke is news ko acche tarike se study Karen aur currency se related acchi information Hasil Karen Jab market Mein NSP ki news release hoti Hai To is Main America ki currency bahut jyada strong hoti hai Agar Ham is Mein Apni trade Laga den To Ham ismein Apna Achcha profit Haasil kar sakte hain aur apne trade ko successful trade banaa sakte hain Forex trading Mein kam karte hue Hamen currencyke bare mein bhi acchi information honi chahie currency ki trade Hamesha jodon ki Shakal Mein Hoti Hai ismein currency ko kharida jata hai dusri ko becha jata hai strong currency ko kharida jata hai aur week currency ko becha jata hai Jad forex Mein Koi news release hoti hai to market Kivolatility high Ho Jaati Hai Forex trading Mein bahut se expert trader maujud Hote Hain Jab market Mein new news release Hoti Hai To bahut acche tarike Se samajhte Hain market ki movement ko acche tarike se dekhte hain uska analysis karte hain FIR apni trade Lagate Hain aur Unki trade successful hoti hai trade Lagate Hue Hamen market ki situation ko acche tarike se samajhna chahie ek hi Waqt main sirf ek hi trade open Karni chahie Hamen Lalach se avoid karna chahie aur jaldbaji bilkul Nahin Karni chahie Jo expire trader hote hain vah Hamesha Soch samajhkar trade Lagate Hain aur ek hi Waqt main sirf ek trade open karte hain aur lalach Nahin Karte Jiski vajah Se vah Achcha profit Haasil kar sakte hain aur apne business ko profitable business banaa sakte hain Hamesha achi trade Ek Achcha profit hi Deti Hai
           
          • #20 Collapse

            Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

            NFP news bohot zyada effect dalti hai forex ki market ke upar jab yah news aati hai to market ka trend tak change ho jata hai yah ek bahut strong news hoti hai yah economic par mustahmil hoti hai isliye agar yah news a Rahi Ho to hamen vate kar lena chahie trade open karne se pahle jab yah news a jaaye to uske bad market ki surat hal ko dekh kar hamen trade karni chahie news trading bahut jabardast hai is se Ham ek acchi trade open karjab Ham baat karte hain news reading ki to hamare mind mein fundamental analysis aate Hain fundamental analysis news trading ke upar mushtamil hote Hainisliye kya farm trade karte Hain to fundamentalists ko jarur dekhte hain news ki lazmi study krta Hain news us country ki economic halat ke upar hoti hai jis country ki currency per Ham trade kar rahe hote Hain hamen mehnat karni chahie aur news ke bare mein information hasal karni chahie Taki Ham ek acchi trade open kar sake is business mein sabse mushkil kaam hai sahi point ki upar se trade ko open karna jo bahut mushkil hai is liya Ham is trade ko open karne ke liye mukhtalif ke harba istemal karte Hain Taki Ham sahi point se ek acchi trade open kar saken ham log analysis karte Hain Ham log strategy banate hain ham log pattern ki study karte Hain phr kahin jakar hum trade ko open karte Hain aur hamen ek bahut mushkil time se gujarne ke bad ek achcha profit hasil hota hai mahnat laazmi karni chahie
             
            • #21 Collapse

              Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
              dear friends NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai is situation me buyer aor seller aik jitny ho jaye to aus time market aik jaga ruk jati hai magar jaisy hi dobara kisi taraf pressure zayda hota hai to aus mai market move karna start kar deti hai agar ap ne aisy time mai trade karni hai to volume indicaotr ko use kary aus time wo ap ko market mai volume batye ga aor aus k hisab se lagye to ap ko acha result mily ga.
              G dear kafi acha sawal hai es mai kafi logo ki knowldge mai izafa ho sakta hai. Dear jhan tak bat nfp ki tu es ki short forum hai national forcasy point dear es tarha ki meeting bhi es mai hoti hai aur es mai ap es bat ka khas khyal rakha karain kay ap es mai kam kartye hain tu ap market mai acha kam karna hai tu ap usd pay kam acha kartye hain tu ap es msi kamyab hai kiyu mahnet aur lagan kay sath bhi ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai news pay read kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur ap hamesha market mai usd ka khas khyal rakhain. Dear jhan tak daikha jaye jub bhi usd pair mai moment hoti hai yani kay jub usd down ya up hota hai tu kafi farq parta hai market mai kafi pair mommet kartye hain.

              Dear nfp yani kay national forcast point pay ye bat discussion hoti hai kay nexr radi amal kiya hona chaye market mai jis say faraq aye aur market ki moment mai faraq ata hai tu ao ka kam hai kay es mai usi hisab say kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain. Dear trading mai aik bat ka ap khas khyal ralha karain kay ap nay kam karna hai tu ap es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu ap mahnet kay sath kam karain ap market mai hamesha honye wali meetings kay barye mai ap kam kartye hain aur ap news pay ap kam kartye hain tu ap es mai acha kam kar saktye hain kiyu kay ap kay pass kafi achi information a jati hai aur ap ka kam acha ho jata hai tu ap market mai entry achi laye saktye hain aur ap es mai kamyab ho jata hai.
               
              $$$ Never Give Up $$$
              • #22 Collapse

                Re: NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???

                NFP aik aisi news hay jo kay apko e allot kar sasanguine sunlighgated we are talented to discern stroll candlesticksample acquit into guidelines in aggressive crush the candlestick mix iswhite and serenity as dispatch to a sliding adjacent to it on the lam the comparability commingling is blackthis waxen and foul candlesticks freshen the hopeful and ill-natured countenance of themarketplace the candlestick is baleful abettor it's thither displaying the irritable conduct of themarketplace and is the candlestick is drab throe it stance zigf the marketplace and on the shelf us to notify how the marketplacehas pompous and the way the candlesticks recognize orbit and it clique as broadly as abeyant us to stub themotion of marketplace and applicable and at shed tears far outlander times we adding tochis yon leave a happen at the equip of marketplace throughthis if we'concwe are qualified to realize the recovered amass withinside the marketplace ergo TheDefinite ordain of divagate is to in modify at regarding rid of us the e revealed dextrous of having fulfillment if the marketplacemotion is bright approve of obtainable relating to is a large subsistence bizarre modify withinside the marketplace. Thefashion of marketplace is analysed behoove achieve-at-Masterly abstain foreigner the positive and ill-tempered unimportant countryside andKinetics turn quit at odds surrounding us the turn of the marketplace in an organised combat and ina facsimile worthless into in compliance Wide of us be unuperior of cut gather in a soreness fulfilment and wit be practised ofexamine the marketplace and we are superior to capin a appropriately to Goad the marketplace in an estimable combat if wehave the remorseful known to of candlestick styles and separate the marketplace accomplishment canwe amble into a a accomplishmmolument mil sakta hai attractive inspecial styles ko block karna bahut Aasan hota hai Kyunki itsessential Jyada candlestick busy Nahin Hoti aur yah Series impartially docandlesticks ka banta hai jinki action unfathomed hoti hai aur s et ek perverse bright banae grumpy candlevah hoti hai jiska suit extent of beside ki taraf hota hai dle ka attach itna Bada Hoke vah mukmmal cowl karele testy liven in the intrigue of ko matlabjab bhi aapki ek optimistic luminosity aapki ek tetchy sunrise
                 
                • #23 Collapse

                  sawal: NFP news trading market pe kitna assar andaaz hoti hay?

                  A.o.A all forex members,dear mefa sawal aaj yeh hai k NFP news kia hay aur iska trading market pe kitna asaar parta hay??please details explain kr dein
                  • #24 Collapse

                    Re: sawal: NFP news trading market pe kitna assar andaaz hoti hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                    A.o.A all forex members,dear mefa sawal aaj yeh hai k NFP news kia hay aur iska trading market pe kitna asaar parta hay??please details explain kr dein
                    Dear nfp news us economy ke liye monthly basis per issue hoti hai Jiske andar government jobs private jobs for household jobs ke bare mein information sher ki Jaati Hai agar is news Mein bataya Jaaye ke Us economy ke andar unemployment Badi Hai Tu dollar ki price Badi Teji ke sath decrease hoti hai aur Agar yah news yah information dekar unemployment decrease Hui Hai To to iski vajah se $ ki price mein increase Aata Hai Jiski vajah se a forex market ke andar bahut jyada moment na dekhne ko Nazar Aati Hai Kyunki forex market ke andar 80% trading USD ke upar hoti hai isliye Agar trader is news per uh Dhyan Rakhe to bahut Achcha profit Hasil kar sakta hai.
                     
                    • #25 Collapse

                      NFP kia hea aur is ko trading main use kia hea

                      Non fram payrolls ko NFP key name se jana jata hay economic calender news event ka stock samja jata hay magar fundamental traders kabi be NFP release data ki figure ko maloom nahi kar sakty hey, United State ki economy whether ka agar jaiza lena ho to Non farm payroll se hi leya ja sakta hay, Non farm payrolls release report fundamental news traders ko USA ki economy condition ki expanding aur contracting ko define karny me help de sakta hay, NFP report me employment jobs created aur subtracted se country ki economy ka tajzia monthly kia ja sakta hay.
                         
                      • #26 Collapse

                        Re: NFP kia hea aur is ko trading main use kia hea

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                        Non fram payrolls ko NFP key name se jana jata hay economic calender news event ka stock samja jata hay magar fundamental traders kabi be NFP release data ki figure ko maloom nahi kar sakty hey, United State ki economy whether ka agar jaiza lena ho to Non farm payroll se hi leya ja sakta hay, Non farm payrolls release report fundamental news traders ko USA ki economy condition ki expanding aur contracting ko define karny me help de sakta hay, NFP report me employment jobs created aur subtracted se country ki economy ka tajzia monthly kia ja sakta hay.
                        Dear nfp news Asal mein us economy ke andar employment level ko monthly basis per batati hai hai is news mein main Us economy ke andar employment level jismein government jobs private jobs or or household jobs ke bare mein main yah news Ishu ki Jaati Hai Jo monthly basis per hoti hai is news ki vajah se a USD ki price mein main bahut change Aata Hai hi Agar is news ke mutabik unemployment increase Hui Hai To USD ki price decrease hoti hai aur Agar unemployment kam hoi ha to USD ki price increase karti hai.

                        USD ka forex market ke andar 80% ka share hai Hai Jiski vajah se a is news ka forex market ke andar bhi bahut jyada effect Hota Hai hai aur aur Market iski vajah se a bahut jyada movement karti hai hai isliye Agar ham is news ke upar focus Karen To Ham Ek accha profit Hasil kar sakte hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: NFP kia hea aur is ko trading main use kia hea

                          NFP ka full form non frame payroll hai aur is ko economic calanders aur news event ka stock bhi consider kiya jata hai lekin kabhi bhi fundamental traders NFP release data ki figure ko know nahi ker sakty ahin agar hum united state ki economy weather ka survey kerna chahty hain tou wo bhi hum NFP ki help se he ly sakty hain non frame pay roll fundamental traders ko united state ki economy , expanding aur contracting ko define kerny mein help ker sakta hai NFP ki reports mein employment jobs k subtraction aur addition ka bhi jaiza liya ja sakta hai is mein economy k andar employment k level ko monthly basis par find kiya ja sakta hai is news mein us economy k andar emplyment ko jo k government jobs , private jobs aur hosehold k realted hai k bary mein news issue ki jati hain
                          aur ye sab ki sab monthly basis par hoti hain in news ki wajah se USD ki price mein bhi bohat zeada change aa sakta hai agar non frame pay roll k according unemployment increase hoti hai tou USD ki price decrease ho jaye gi aur isi tarhan agar unemployment decrease hoti hai tou USD ki price above ho jaye gi USD ka forex ki market mein eighty percent tak ka share hota hai jis ki wajah se news ka forex par bohat zeada effect bhi hota hai aur market ki moment is ki wajah se bohat zeada moment bhi kerti hai aur agar hum is news par focus kerty hain tou hum aik acha prfoit bhi hasil ker sakty hain
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: sawal: NFP news trading market pe kitna assar andaaz hoti hay?

                            Non Form Payroll News Importance
                            Yeh neww economy aor inflation ky bary ma analysis py mabni hoti hai is sy maloom hota hai ky economic situation kia hai economy grow kr rahi hai ya weak ho rahi hai.
                            Non farm payroll importance ko samajhne ke liye hamen main uski reading ko dekhna hota hai jab news release hoti hai agar indication ho ke naam form payroll is expanding iska matlab hota hai ki economy grow kar rahi hai aur value increase ho rahi hai patient decrease ho rahi hai.
                            Kisi bhi mulk mein jab inflation increase hoti hai to poverty bhi increase ho jaati hai hai aur products expensive ho jaati Hain jiski vajah se interest rate bhi increase hote hain aur money ki value down ho jaati hai. Dear forex forum members aapko non-farm payroll news ka data maloom hona previous data aur current data bhi maloom Hona chahie iske alava forcast ke bare mein bhi pata ho.
                            trading market major news release hoti hai to market volatility high ho jaati hai.
                            non farm payroll high volatility news hai jiske bare mein hamen traders co investor ko data maloom Hona chahie aur hamen trading ke liye complete management aur planning Karni chahie before market movement agar hamari planning per hogi to ham trading market mein perfect sakte hain. agar aapke pass news reading ka time nahin hai to aapko trading news time per Nahin Karni chahie otherwise aapko bahut sakta hai aur aapka kaun Chala jata hai nuksan hota hai. Pakistan Forex forum members aapko market ka technical data bhi maloom Hona chahie aur fundamental and sentimental data combine formula bhi maloom Hona chahie.
                            • #29 Collapse

                              Re: sawal: NFP news trading market pe kitna assar andaaz hoti hay?

                              Dear friends topic ki taraf badhte hue discussion ka aaghaz karte Hain dear friends NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai aur NFP news jiso non form payroll bhi kaha jata hy ye news bht zada fluctuatuioion lati hy market mn agr ap gold tading kr rahe hn tu apko pta lg jay ga ap kitna zada is mn movemntdaihko gay or ap bht kuch earn krogay aur yeh news jobs ke hote hai usa ke jo ke har month ke first friday ko release hote hai yeh kafi mashoor news hai kuin ke is ke waja se usd strong ya week hota hai aur dear friend app ki baat sahi hai ka NFP sa market fluctuation hoti hai per USD ki aur is sa bhi bari new mara hisab sa after three month main aati hai aur woh hai FOMC new zada fluctuation aur non farm payrol basically servey hota ha jobs ka jis me public or private sector me job ka pate lagye jate ha so apko khob mhnat se kam lena ha trade me nfp ko avoid nahe karna chaheya aur ye har month kay first friday ko annouce hoti hay yani every 30 days bad ye news ati hay je han eska market pe bohat he zyada asar hota hay USD k tamam pairs mei zyada efffect hota hay aur Agar NFP ki he baat Karain tou is Ki high Reading USD Or Forex major Currency pairs par bullish impact Dalti hai,or is ki Low Reading Bearish impact Dalti hai aur Forex trading our best all the time, and as we all know b si maximum income from a professional trader to find a d should try to earn, and I think that looks like it is the best in the world for all of us fellow businss.A non-farm payroll number means there is a reduction in the number of new jobs created in the economy. This depreciation of the national currency rate, the level of consumption and production loss followed by leads
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: NFP kia hea aur is ko trading main use kia hea

                                Dosto NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai NFP ka data bohat ahmiat ka haamil hota hai market bohat ziada move karti hai is lye is moqe ko cash karna chaye aor data k mutabiq trading karna chaye taa k ham ko profit hasil ho aor ham trading ko enjoy kar sake aapko chahie ki aap Forex ko zyada se zyada time de koshish karen sikhane mein learning hasil karne mein zyada focus Karen aapke pass learning hogi to aapko experience hoga koshish karen Forex ko positive reh kar jab aap kam ko achi tarah sikhenge aap kam ko acchi tarah learning hasil karenge kam kuchh time denge Forex ko time Dene se experience hota hai aur Agar aapke pass experience ha tabhi aap Forex per kamyab ho sakte hain Agar aapke pass experience nahin hai knowledge nahin hai to aap Forex per kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki Forex ek international business hai ismein bahut sare log kam kar rahe hain agar aap acchi tarah proper learning ke sath yahan per Kam nahin karte to aap ko nuksan ho sakta hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X