NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Forex mein NFP "Non Farm Payroll Reports" py aik Jaiza

    AOA dear friends , Forex trading mein kitni kism ki news hoti hai hamen is chiz Ka pata Hona chahie kyun ky kyunki in news ka directly affect hota hai Hamari trading ke ooper aur aisi Hi ek news hai jisko NFP news kaha jata hai ,NFP aik news hay, aur is ka asal matlab hay Non Farm Payroll. Yeh USD ki news hay, aur aksar log is ko sab say ziada market fluctuate karnay wali news bhi kehtay hain, yeh har month ki first friday ko issue hoti hay, aur yehi waja hay keh har month may first friday ko bohat ziada fluctuation hoti hay, is month bhi first friday ko ap is news ki observation kar saktay hain aur Yeh news har month ki first friday ko yeh news issue hoti hay, aur jitnay bhi USD k pairs / crosses hain sab par is ka asar parta hay, ap kal tak ka wait karo aur phir dekho k market kaha jati hay, kal February ka first friday hay. Pahlay demo par observe karo phir khud say faisla karo keh is news say kia faida utha saktay ho forex market main sabse zyada trade ki jati hai dekhte hi dekhte market 50 se 100 ya isse bhi zyada pips move kar jati hai or zarori nahi ke market ek hi trend main move kare ye bhi aksar hota hai ke market pehle ek direction main jati hai or usi waqt market reverse ho jate hai is lia is news ko bohat ehtiyat se trade karna chaye dear Forex members jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai aur NFP ka data bohat ahmiat ka haamil hota hai market bohat ziada move karti hai is lye is moqe ko cash karna chaye aor data k mutabiq trading karna chaye taa k ham ko profit hasil ho aor ham trading ko enjoy kar sake
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

      dear friend, Non farm Payroll us monthly report ka hisa hota ha jis ma USA ka employment rate, construction aur manufacturing wagera ko show kia jata ha, NFP k components bht international level par bht attention hasol kartay hain aur global economy par in ka bht effect parta ha, normaly ye data selected month k pehlay week ma deliver kia jata ha jo forex market k ilawa tamam buisness ma volatility ka sabab bn sakta ha,

      NFP hmain USA ki economy k baray ma fresh indication daita ha aur is sa USA ki labor ki indication hasil hoti hain, agr labor market grow kar rahi yani log ziada earning kar rahag hon aur us lihaz sa spending kar rahay hon to is ka impact mulki ki GDP growth par hota ha jis ma achay asrat muratab hotay hain, employment ka country ki economy ma interest rates par b effect parta ha. ziada employments k result ma interest rates b high hotay hain q k tamam banks apni position ko barkarar rakhnay k liay monitory policies rethink kartay hain, NFP ma total employment ki staye b hoti ha jis ma jitnay logon ko job milti ha ya jin ki job khatam hoti ha unki detail b hoti ha, lihaza hmain forex ma trading kartay waqt in news sa aware rehna chaiay q k kai bar NFP ka data release hona sa pehlay hi market kafi volatilith ka shikar ho jati ha aur ye report release honay k baad market ki moment pehlay sa bilkul opposite ho jati ha, is liay hmain international reports ya news sa aware rehna chaiay ta k forex ma success hasil ki ja sakay
      • #63 Collapse

        Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

        Yes. Forex trading ma news bhot matter karti hain jo trader news ko ignore karty hain wo kbi kamyab ni ho paty. Forex ma news ki etni power hoti hai k wo market ko ik side sy dosri side par move kara deti hain. News sy pehle agr market ma up trend hu to news kahe bar up trend ko down trend ma convert kar deti hai. So trader ko market ma trade open karny k lae news ko lazmi consider karna chahe. Jo trader news ko ignore kar dety hain wo forex ma kbi kamyab ni ho paty. Es topic ma ham nfp yani non frame payroll par mazeed bat karyn gy.

        NFP and its importance. Hamy pata hai k forex trading ma usd dollar ka bhot big impact hota hai. Usd dollar ki value ma zara si change ho gi to forex market ma baki pair or commodities es bar bar kafi big move karyn gi. So trader ko market ma usd dollar ki move par nazar rakhni chahe. Nfp report united state ki economy ki health ko show karti hai. Jo trader nfp report ki changes ko track rakhty hain wo trade ma acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Nfp report k release hony k time par trader extra concious ho jaty hain. Bhot sy trader asy b hain to es time par apny orders ko hold kar lety hain.

        NFP shows health of united states economy. Non fram payroll report ma united state k employment rate, inflation rate ko judge kiya jata hai or es base par monetarty policy ma interest rate ko predict kiya jata hai. Forex trading ma NFP Report ko ignore karny wala kabi kamyab ni hota. Forex trading ma usd dollar k related kio b news ho to uko big importance deni chahe. Jo trader usd dollar index ki movement ko ignore karty hain wo kbi forex currencies pae achi trade ni kar paty.
         
        • #64 Collapse

          Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

          Yes forex main ager ham kamyab trading karna chahty hain to hamain chahiye keh aisi tamam economic news say well in time agahi rakhain jo forex market per most impact hoti hon q keh in news ki waja say market ki movent main bahut taizi a jati hay aur ager is news ko follow karty huye forex market main trading ki jaye to within short time bahut achi earning mil jati hay jab keh ager in news ko nazarandaz kia jaye to inka khial rakhy baghair trading order account wash ka sabab bhi ban jata hay.

          NFP report.
          NFP aik economic indicator hay jo aik report hoti hay jisko US main har month kay first friday ko announce kia jata hay aur is main ye bataya jata hay keh last month main previous month kay muqably main kitni new jobs add hui hain, laikin is maim aisi jobs nai hoti jo government, armed forces, farming ya household wali jobs hon. Q keh ye nonfarming payrolls ka data bata rahi hoti hay aur is report ka forex market par bahut gehra asar parta hay aur iskay announce hoty waqat forex market per bahut asar parta hay.

          Impacts of NFP.
          Ager baqi halat same rahain to NFP positive yani jobs kay barhny say USD aur is kay stocks ki value main izafa hota hay jab keh Gold ki prices bahut taizi say kam hona shuru ho jati hain. Isi tarah ager NFP news negative ho yani ager Jobs kam hui hon aur unemployement main izafa hua ho to is say USD aur US stocks ki value main bhi kami a jati hay jab keh gold ki prices bahut taizi say up jana shuru ho jati hain.
           
          • #65 Collapse

            Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

            Assalamu alaikum my dear all Forex member Forex ma news ki etni power hoti hai k wo market ko ik side sy dosri side par move kara deti hain. News sy pehle agr market ma up trend hu to news kahe bar up trend ko down trend ma convert kar deti hai. So trader ko market ma trade open karny k lae news ko lazmi consider karna chahe. Jo trader news ko ignore kar dety hain wo forex ma kbi kamyab ni ho paty. Es topic ma ham nfp yani non frame payroll par mazeed bat karyn gy NFP and its importance. Hamy pata hai k forex trading ma usd dollar ka bhot big impact hota hai. Usd dollar ki value ma zara si change ho gi to forex market ma baki pair or commodities es bar bar kafi big move karyn gi. So trader ko market ma usd dollar ki move par nazar rakhni chahe. Nfp report united state ki economy ki health ko show karti hai. Jo trader nfp report ki changes ko track rakhty hain wo trade ma acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Nfp report k release hony k time par trader extra concious ho jaty hain. Bhot sy trader asy b hain to es time par apny orders ko hold kar lety hain NFP shows health of united states economy. Non fram payroll report ma united state k employment rate, inflation rate ko judge kiya jata hai or es base par monetarty policy ma interest rate ko predict kiya jata hai. Forex trading ma NFP Report ko ignore karny wala kabi kamyab ni hota. Forex trading ma usd dollar k related kio b news ho to uko big importance deni chahe. Jo trader usd dollar index ki movement ko ignore karty hain wo kbi forex currencies pae achi trade ni kar paty
            • #66 Collapse

              Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

              Hum log exchanging karta hain tu hum log sath news ka bi kahyal rakhta hain on the grounds that news ka ahna sy market mai changing ati hai or hum ko phr misfortune ka samna karna parta hai is lia exchange ko open karna sy phala lazmi hai ka hum log news ko dekhein or os news ko dahkna chaya jis money pr exchange kar raha hain agr mai murmur gold pr exchanging karta hain tu huma usd ko dahkna chaya agr usd mai koi news ati tu gold ki market mai bi changing ati hai is lia huma basic investigation ka upper focuse karna chaya ta ka huma log acchi exchange ko open kar sakain news mai jo sub sy solid news hoti hai wo nfp hoti hai jisa non Farm Payroll kaha jata hai ya news kafi solid hoti hai ya kisi bi cash standard ho sakti hai jasa usd pr is ka kafi ziada asar parta hai or hum log is news ko dahk kar agr exchange karian tu hum log acchi kamyabi hasil kar sakta hain is lia huma mahant karni chaya ta ka hum log effective ho sakain or accha benefit hasil kar sakain news ka ahna ay pahla hum log news ko dahk sakta hai ka news kub or kis time aya gi or ya solid hai ya nahi agr news ka sath one star hai tu news ka asar nahi ho ga market pr or agr news ka sath two stars hain tu news ka asar kum ho ga market pr agr news ka sath three stars hain tu news ka asar kafi zayda ho ga market pr or is ki waja sy market mai changing bi kafi ziada aya gi is lia jub nfp news ho tu soch samaj kar exchange karni chaya.
              • #67 Collapse

                Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                Hello friends kese hen ap sb NFP Ka matlab Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k favour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai NFP ka data bohat ehmiat ka haamil hota hai market bohat ziada move karti hai is lye is moqe ko cash karna chaye aur data k mutabiq trading karna chaye taa k ham ko profit hasil ho aor ham trading ko enjoy kar saken. Shukria
                 
                • #68 Collapse

                  Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                  Nor Farm Payrolls se related aapane bahut hi perfect aur detailed post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko fundamental approaches ko Jarur apni trading per reply karna chahie otherwise aapke liye Forex trading Mein successful trader Banna difficult ho sakta hai no doubt Jab market Mein different important news aati hai to usmein market ki volatility bahut jyada ho jaati hai aur aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai agar aap iski proper judgement karte hain aur isko properly apni trading per reply karte hain to ismein aap limited time mein maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                  Non Farm Payroll basically United States dollar se related Hoti Hai jismein United State of America see related different important decision making ke liye aapko yah helpful hoti hai no doubt Jab Bhi market Mein yah news aati hai to uski basis per USD strong aur weak Hota Hai Jiski vajah se market mein Main crude oil aur Gold per bhi iska effect hota hai aur is ke sath major currency pairs bhi bahut jyada affected Hote Hain.

                  Dear jab aap Forex trading Mein fundamental approaches sa properly attached aur connected Rahte Hain To Aisi situation main aapka bahut jyada advantages milane ki ichcha se jo sakte hain logout Forex trading main aapko different important news se properly utilised hun, otherwise ap Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte aur aapko bahut jyada advantages Nahin Mil Sakte isliye Jab aap market mein difference important factors to share police apni trading per reply kar rahe hote hain to aapko market Nahin Apne advantages maximize karne mein bahut jyada help mil rahi hoti hain.
                   
                  • #69 Collapse

                    Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                    forex main nfp ka use Sab ko bhi apna discretion desk banana chahie aurUsi seniority body ke andar mehnat Karni chahie accordingly grip and aiding aur experience karne keliye Subah ka years bahut respects high-satisfactory hota hai to isliye Unnatural Sab Ko Apne mature in combo unite withmehnat Karya Ke Apna tip stage appropriate for karna chahie aur apni fulfillment Hasilkarne ki koshish karne chahie Agar Histrionic Sab Yahan in join encircling a attaining Hote Hain ToHamen Yahan in company upon kamyabi Hasil Hogi Dil lagakar ka buhot ziyada mufeed aor ahamhotay hai disinter koi middleman apnay trades laganay quarrel pehlay marketplace ki acha tarhaevaluation kartay hai tho wo buhot a attainment tareeqay show apnay trades lagadaitay hai jeska osay buhot acha applaud milta preference detethod merit hoteHain a reinforce humans starkers judgement ko description karte hain lekin unexcelled humanstechnical critique to provide apropos karte hain agar Mannered passable dekhen to upper crust investorstechnical c ar Hammy Sab Yahan in confederate back regard to Apna greet agree withKarenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi To Overwrought Sabko Apna Kam Apne ripen in belt nigh karnachahie Dil lagakar Apna Kam karna chahie Agar Sensational Sab Yahan in join back Apne mature eon in gather withapni support and stimulation Karte Hain To welcome kamyabi Hasil Hoti Hai To Apne length of essence ko nahinkarna aur Apna mature desk Banakar kam karna bahut best canny hai life-buttress deskko accord concerning karne se Insan Apne Ko Bright Karta Hai aur apne bahut Sare kam is timeke andar kar leta hai unko chunky downgrade ka samna karna bolster
                     
                    • #70 Collapse

                      Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                      Forex trading Mein kam karte hue Hamen NFP payrole reporters ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Taki Ham market Mein acchi tarike se kam kar sake aur acchi kamyabi hasil kar sake Hamen isko acche tarike se samajhna chahie major currency pair ka NFP news reporter ka bahut jyada effect Hota Hai jyadatar trader USD ki currency ko apni trading Mein use karte hain yah bahut hi behtarin opportunity hoti hai Hamen Hamesha acchi strategy ko apni trade Mein use karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi Hasil kar sake

                      Hamen fundamental analysis ko Hamesha strong banana chahie market Mein different important news Aati rahti Hain Inki volatility bahut jyada hoti hai Hamen NFP news ke bare mein apni study ko properly complete karna chahie Taki Ham acchi information ko Hasil kar sake isase bahut hi acche advantage Haasil sakte hain major currency pair is per bahut hi Zyada affected Hote Hain

                      Market Mein kaam karte hue Agar Ham successful trader Banna Chahte Hain To Ham market ke bare mein acche tarike se kam karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi Hasil kar sake Ham Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen apne business ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai market Mein different currency pair maujud hote hain Hamen currency pair ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie

                      Market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Rahe Lagani chahie Jab market ke samachar Rahi Ho To Hamen market Mein trade Lagani chahie aur apne analysis ko Hamesha analysis ko strong banana chahie Jab Hamare analyses strong Honge To Ham market Mein acche tarike se kam kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain
                       
                      • #71 Collapse

                        Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                        Non farm employment change main hum is main ache tarah se is se faida hasil kar sakte hain q ke kuch to ese bhe traders hote hain jp sirf is main he kam karte hain or faida hasil karte hain yeh aik ese news hae jo ke har month ke first week ko release hote hae or is main america or canada apna data release karta hae is tarah se yeh bahut he volatile hpte hae market ke movement bahut he fast ho jate hae jab yeh release hote hae to is liye hamen is main care kar ke trading karne cahiye take hum is main se bach saken is main market phir aik he side main move karte hae NFP aik ese news hae ke jisko life changing news bhe kaha jata hae to is liye hmen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se is main kam kara karen take hum is main success bhe hasil kar len or is main hum kamyab ho bhe jaen lakin is main se hamen sahe tarah se faida hasil karna he ho ga tab he to hum is main hum kamyab ho jaya karte hain or aik bahut he ache tarder bhe ban he sakte hain agar hum is main ache tarah se kam karte hain to q ke yeh busine ss esa he hae jitna sahe se ap is main apna kam kar jaya karte hain apko bhe is main utna he success milta he hae bas is liye hamne bhe is main mehnat karne ho ge sahe tarah se kam kar jane ke liye hamne mehnat bhe ache tarah se karne ho ge tab he to hum is main success gain kar lete hain or hum is main kamyab ho jate hain or aik bahut he ache tarder ban he sakte hain bas hamne kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamesha he acha kam karte rehna cahiye
                        • #72 Collapse

                          Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                          Walekum Assalam dare aj aapane Hamare Sath bahut hi Achcha topic ko discuss Kiya Hai Forex trading ke Business mein news bahut jyada importance rakhti hai isliye Hamen Kabhi news ko ignore nahin karna chahie forex market main news main Itni Jyada power hoti hai ki vah market ki movement ko ek side se dusri side move kar sakti hain Agar market mein market ke movement downtrend mein ho to news market ki movement ko aap trend Main change kar deti Hamen market Mein Kabhi Bhi news ko avoid nahin karna chahi

                          Forex trading ke Business mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Tamam economic news per focus karna chahie Hamen news ko Chitra se follow karna chahie Jab market mein news aati hai to use Waqt market ki volatiy bahut jyada ho Jaati Hai Joker Hamari trading ke liye bahut jyada profitable sabit ho sakti hai yah news Hamare liye bahut jyada faydemand hoti hai isliye Hamen news ko acchi Tarah se samajhna chahie Hamen market Mein Hamesha fundamental analysis per Jyada Se Jyada focus karna chahie because Jitna Jyada hun fundamental analysis mein interest Lenge Ham bahut jaldi market Mein Ek professional trader Ban jaenge

                          Forex trading ke Business mein Hamen different news se properly consider Hona chahie Agar Ham market Mein different new sev properly consider Nahin Honge To Ham market Mein Ek successful trader Nahin Ban Sakte market Main yah news Jab Bhi Aati Hai USD strong or weak ho jata hai Jiski vajah se crude oil per iska bahut jyada Asar padta hai Nan from pyrrole main United State employment rate ko jaj Kiya jata hai Forex trading main USD dollar ke related koi bhi news ho to isko big importance Di Jaati Hai trader ko chahie ke va market Mein USD dollar ki movement per Har Waqt Najar rakhen
                           
                          • #73 Collapse

                            Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                            NFP news (Non Farm Payroll Reports) bhut sari jobs ko represent krti hain excluding farm employees, government ky employees, private household employees, aur non profit organizations ky employees is ky ilawa NFP forex market mein larger movement jis ki wajah se hoti hai us ko release krti Hai aur NFP news ka data Har month ky first Friday ko release hota hain

                            NFP News ky Affect;
                            NFP report Tamam major currency pairs ko effect krti Hai lekin in mein jo zayada tar traders ki favorite currency hai wo GBP/ USD hai kyun ke market 24 hours working mein Hoti hai aur traders ky pas yeh bohat behtreen opportunity hoti hai ky wo is mein kisi bhi waqat news events ko observe kr sakty hain aur ache trading ko possible ban sakty hain aur is ki behtreen startegy yeh hai ky trader hmesha ache entry ka aur Market Mein se news ky affect ky khatam hone ka intazar kren jaldi ko ignore krny ki koshish kre tabhi successful ho sake ga
                            NFP news ky baad agar humein trading krni Hai EUR/USD per krny ki koshish krni Chaheye acha faida hasil krny ka moqa mil sakta ha

                            NFP News ky Resources;
                            NFP news ko watch krny ka sab se behtreen resource hmare pas forex factory hai hum Google per forex factory ko search kr sakty hain aur wahan per hum trading se relevant ane wali Har news ko dekh sakty hain aur us Doran ya to analysis strong bna kr acha profit haisl Kiya ja sakta Hai ya phir trading ko avoid kr ke apny analysis ko time dy kr ache trading ko possible bnaya ja sakta hain Forex factory ke elawa ap FX News se bhi daily update lay sakty hain aur apny fundamental Analysis ko strong bana sakty hain
                            Assalam o Alaikum! Dear apna bhot important news k bara man hamara sath apna knowledge share kiya ha, is news ka forex market per deeply effect hota ha. Forex market ak currency market ha jisko smajhna k liye us currency pair man mojod dono currencies k related country ki busniess news aur un currencies k oper international business news ka effect b hota ha. Yani k sari news ka forex market per effect hota ha. Lakin kuch news jasa k USD k related sari news ka forex market per bhot deeply aur zayada effect hota ha. Q k forex market man USD ka 80% volume ha is liye ye pori market ko effect kerti han.

                            NFP News:

                            NFP news US economy sa related ak news ha jis man her month US economy man "Government jobs, private jobs aur household jobs k bara man bataya jata ha. Jis man uneployment ka increase ya decrease k bara man bataya jata ha. Ager unemployment increase hoi ho to is sa USD ki value man decrease ata ha aur ager unemployment rate decrease kara to is USD ki value man increase ata ha. Dono terha ki news k foran bad market bhot tazi k sath move kerti ha.
                             
                            • #74 Collapse

                              Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                              USA ki monthly labor market ki condition k bare me aik reports hoti hai jis me USA ki labor chahy wo private organization se ho, house hold employees waghera k bare me aik tafseeli jaiza pesh akrti hai. NFP (Non Farm Payroll Reports me) USA ki reports asal me wokers ki measurements hoti hai. Ye monthly base pe hi shaya hoti hai. Ye zemadari Bureau of Labor Statistics (BLS), ki hai jo k throughout USA ki employees aur private secters me employees k payroll k abre me aik jaiza deti hai.
                              NFP "Non Farm Payroll Reports ka market aur economy par bara impacts hote hen agar is ka data achha aur behatr release hota hai to dollar har semat me strong hota hai jese k dollar ka gold k muqabele me bhi bohut position mazbot hoti hai. Forex trading market is se bohut hi ziada mutasir hoti ahia ur achhay data se forex trading market movement me teezi a jati hai. forex market ma baki pair or commodities es bar bar kafi big move karyn gi. So trader ko market ma usd dollar ki move par nazar rakhni chahe. Nfp report united state ki economy ki health ko show karti hai. Jo trader nfp report ki changes ko track rakhty hain wo trade ma acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Nfp report k release hony k time par trader extra concious ho jaty hain. Bhot sy trader asy b hain to es time par apny orders ko hold kar lety hain NFP shows health of united states economy. Non fram payroll report ma united state k employment rate, inflation rate ko judge kiya jata hai or es base par monetarty policy ma interest rate ko predict kiya jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                                dear forex market mein kam karne ke liye bahut sare tarike available hai agar Ham forex market mein fundamental trader ki tarah kam karna chahte hain to Ham ko yah pata hona chahie ki market mein kaun se time per data release Ho Raha hai jiski vajah se market mein kafi jyada movement ho sakti hai agar Ham forex market mein discipline ke sath kam karte hain is market mein acchi planning karke kam karte Hain tumko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai jo trading forex market mein rules banakar kam kar rahi ho the US market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai jo trade forex market mein acchi planning karke kam karte hain vah is market mein successful Ho jaate Hain aur is market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab Ham is market mein kamyab ho sakte hain agar of fundamental analysis perfect karte hain to aapko market me news release hone se pahle is news ke bare mein data read karna hota hai Taki aapko yah pata chal jayegi market mein kaisi movement ho sakti hai aur aap is market mein mentally taur per prepare hokar kam kar sakte hain agar Ham forex market mein kam karte Hain to aap kis market mein fayda tab hota hai jab wapas market mein planning karte hain acche planning karke jab aap kaun kar sakta aap khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein planning karke kam karte hain bus market mein successful Ho jaate Hain agar aap is market mein achcha nahin karte Hain to Ham kis market mein kamyabi bhi aasani se Mil jaati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X