What is bid price & ask price in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

    Forex ki market mein Bid aur ask prices 2 different terms hain aur yeh bhut viral informations rkhti hain.​Har trade mein bid aur ask price di jati hai aur aapko trade ky doran starting point pe yeh 2 price lines de di jati hain.​In ki information rkhna bahut zaruri hai. Kyn ky yeh aap ky loss mein zeadti aur Profit mein kami ka bais ban skti hain.​Aapko market mein bid aur ask price ku difference ko note karty huey kam karna chahye.

    Bid price :
    Market mein jab aap selling karty hain to market mein jab aap loss se start hoty hain to iski main wjha bid price hoti hai. Aur bid orice jitni zeada hogi aap ko utna zeada profit chahye hoga ta ky us loss ko equalize kia ja saky jab tak aap bid line ko profit mein touch nah karyn tab tak ap ka loss equalize nahin hita. Bid line ko cross kar ky hi aapka profit zero se start hota hai. Apko chahye ky bid prices kam deny waly broker par kam karyn ta ky zeada profit gain kar skyn.​

    Ask Price :
    Ask prices Market mein aapki trades ky entry ky waqt fix hoti hain aur jab bhi aap ksi point se start lety hain to aap ek ask line dekh skty hain. Yeh line jab tk reach nah ho tb rk aap loss mein chalty rehty hain yeh market ky starting point se thora opar banti hain. Aur market ky buy mein any ky sath sath apky loss mein kami aati rehti hai aur yeh cross hony par aap profits mein aa jaty hain.

    Difference between Bid and Ask prices :

    Bid aur ask prices mein difference ko Spread kaha jata hai. Yeh jitna zeada hota hai utna hi aapki tradea ka profit broker ko chala jata hai. In ko focus karna chahye aur jo broker less spread amount wala ho ussy choose karyn. Yeh scalpers ko bhut nuqsan deta hai. Agar high spread ho to un ky small profits ka big amount broker ko chala jata hai aur unka apna profit bhut kam reh jata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

      ji han doston Forex trading Mein kam karte hue aap Jab trading Mein kam karte hain to aapko do kisam ke prices se wasta padta hai jisse aap apni trading Mein kamyabi ke liye Jyada Se Jyada mehnat karte hue apni trading co Kamyab bana sakte hain trading Mein do Tanki prices istemal hoti hain Ek bid price aur dusri ko ask price Kahate Hain.

      BID PRICE:
      trading main JB hum Apna trade open krty Hain to him ko 2 types ki prices milti Hain. Jo k ek dusry k oper nechy show ho rahi hoti hain. JB hum sell krty Hain to nechy wali price humari bid price hoti Hy r humara profit us waqat shoro hota Hy JB oper wali price line ask price line bid price line ko Jahan Sy trade open howa Hy, ko cross Krti Hy to humara profit start hota Hy.

      ASK PRICE:
      trading main JB hum apny trade main Buy krty Hain to nechy wali price ask price hoti Hy r oper wali bid price hoti Hy r ap ka profit us waqat ho ga JB ask price bid price ko cross kr k upward move kry gi.

      isliye aapko apni trading Mein kamyabi ke liye Hamesha Soch samajhkar trade karna chahie Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Apna trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne ki koshish karne chahie tha ki aap kamyabi ke sath apni trading Karke Ek acchi earning karne Ke Kabil Ban sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment aapki kamyabi hoti hai isliye Sabar ke sath daily basis per workout Karen mehnat Karen Aakar aap acchi earning karne Ke Kabil Vansh ke aur Achcha experience Hasil kar Saken
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #33 Collapse

        Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
        forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates deikhny ko milty hain.jese k ID aur ASK prices mein kia difference hai. tou yh wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahn pe jo currency k 2 Rates chal ry hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain .
        BID:
        dear forex members BID price low price hoti hai jab market move kar rahi hoti hain tou us mein apko 2 rate milty hain. 2 rates nazar at hain 1 upper side pe likha hota hai. aur dusra rate down side pe likha hua hota hai. jo downside wala rate hota haiusko ham BID kehty hain. jab ham koi cheez sell kar k trade lgaty hain to wo price BId se start hoti hai aur jab ham usko ASK price touch karty hain tou us waqt hmara profit or loss "0" ho jata hai.
        ASK:
        forex members ASK price wo [rice hai ky jab market move kar rahi hoti hai tou wahan pe jo currency k 2 rates apko nazar a rahy hoty hain un mein se tou buying price hoti hai usko ham ASK price kehty hain agar ham koi BUY-trade udhr lgaty hain tou jab BID price ask price ko cross karti hai tab hmara profit start hojata hain.
        in ko ham simple words mein yun kahein gy k wo price jo neechy wali price hoti hai wo ASK price hai tou jo upper Price hai wo buying price hoti hai.
        Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu jaisa ki aap jante Hain Forex maybe door ask price ka zikar bahut jyada hua hai aur usne separate Kabhi bahut jyada jikr hota Hai.
        Bid,ask, spread

        Bed aur ask price spread ja sake ham dukaan per jaate Hain udhar hamen kuchh chij Pasand a jaati Hai to ham kshma se marte Hain to hamen vah price jyada batata hai aur ja sake ham customer ko vahi chij bechne jaen to vahi chij ki price dukandar kam batata hai yah Jo dukandar ne price kam aur jyada bataiye mislin ham pahli bar Lene jaate Hain to hamen hajar batata hai aur ham jab dusri Baar vote dene jaate Hain sale karne jaate Hain bhejne jaate Hain to hamen usi ki price customer hajar batata hai to ismein 200 per kar Jo margin hota hai use ham separate kahate Hain customer jab usse mangta hai to ask price hazaar hoti hai aur aur dukaan jab mangta Hai to uski bed price 1200 hoti hai to Uske darmiyaan Jo supplied hota hai vah 200 rupay ka hai customer 1200 ki hajar pack mang raha hai aur customer baras ki de raha hai aur jab customer upar ki de raha hai to dukandar hajar per ki ly raha hai
         
        • #34 Collapse

          Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

          buy or sell ky drmeyan mai jo fark hota han is ko spread kaha jata hai hamy is ko samj kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is mai lalchi ban kar kam kary gy to hamy loss ho jayt ga us mai market ka yai koi qasur nahe hota loss ky zemadar hum kud he hoty hain hamy market ko achy sy learn kar ky watch kar ky is main trade lagane chahey hamy is main meyare or information wala kam karna chahey ta ky hum is main thanks hasil kar saky yai aik legal karobar hian hum is main gar bath kar online kam karty hain or dollars mai bonus kamaty han hamy is mai confidence sy kam karna chahey pher he hum is mai acha result hasil kar sakty hain agar hum is main over trading kary gy to hamy loss ky sawa kush be nahe hasil ho ha yai aam jon sy bahta hain hum is mai pair or currency main trading karty hain hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karna chahey or is mai kam karna chahey hamy agar hum is main new trader han to hamy euro sd currency ko trading ky liey chose karna chahey agar hum expert trader han to hamy gold pair ko trading ky liey chose karna chahey yai asa karobar han jo hamy knowledge be dyta hain or yai hamy experience be dyta hai hamy is main aik time table bana kar kam karnan chahey hamy week ky start main kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is ky hesab sy end tak kam karna chahey pher he hum target ko asne sy pora kar saty hai or acha bonus hasil kar ky apne zarorto ko pora kar sakty hain
             
          • #35 Collapse

            Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

            Assalam o alaikum friends jab aap Forex per kam karte hain aur trading karte hain to aapko currency ke takriban do kisam ke rates dekhne ko milte HainBid and ASK Dear friends jab Ham trade karte Hain to vahan per hamen currency rates k mutaliq pata hona chahie jo BID price hoti hai yah low price hoti hai jab market ki movement ko Ham dekh Rahe hote hain us m hamen do rates nazar a rahe hote Hain ek rate up side per likha hua hota hai aur dusra rate neeche likha hota hai downside wala rate jo ha wo hai selling rate hota hai is ko hm BID price kahate Hain Ham Koi sell trade lagate Hain to wo BID price se start hoti hai usko jab bhi ASK price touch kar rahi hoti hai to yahan per hamara profit aur loss 0 ho jata hai,Next baat karte Hain ASK price ki ask price wo price ha jab Ham market ki movement ko dekh rahe hote Hain jab market movement kar rahi hoti hai to hamen yaha per currency ki rates main aapko nazar a Raha hota hai jo buying price hoti hai usko hm ASK price kahate Hain Asan alfaz men ham keh sakte hen k ooper wali price ko BID yani buying price kaha jata ha aur neeche wali price ko ASK price kaha jata ha. Thanks
               
            • #36 Collapse

              Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

              Dear jab Forex trading Mein trading kar rahe hote hain to aapko bid price aur ask price se related complete information Hasil karne chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko bahut jyada confusing ho sakti hai Jab aap Koi market Mein trade open karte hain to aapko bid price aur ask price se related complete learning karte hue apni trading open Karni chahie Agar aapko is related information Nahin Hai To ismein aapke stop loss aur take profit ki calculation main bhi misunderstanding ho sakti hai aur aap isko properly calculate nahin kar sakte bid price aur ask price se related kuch important information main aapse share karna chahta hun jismein aapko bid price aur ask price mein difference pata chal jaega.

              Bid price :

              Dear market Mein Jab aap metatrader 4 per different do prices same commodity ya currency pairs ki observe kar rahe hote hain to an me jo low price chal rahi hoti hai usko aap bid price Kahate Hain. Dear jab aap market mein Main Koi purchasing Karte Hain To Iske against aapko aur price milati hai aur jab aap market Mein selling karte hain to ismein aapko alag price milati hai aur is price ka difference broker ka Commission Hota Hai.

              Ask prices :

              Dear ask price sa related jb ap metatrader 4 ko clearly observed kar rahe hote hain to ismein Jo price aapko Jyada Najar a Rahi hoti hai usko aap ask price Kahate Hain for example Jab aap crudeoil ya Kisi commodity se related metatrader 4 Mein prices observe kar rahe hote hain tu jo Jyada rate chal rahe hote hain vah Hamesha ask prices hoti hain.

              Dear jab aap bid price aur ask price main difference feel Karte Hain To yah difference broker ka Commission hota hai jo aapko broker ko Ho Har Surat pay karna Hota Hai. Dear jab aap market se kuch purchasing karte hain to usmein aapko Hamesha aur price Di jaati hai aur jab aap market Mein Kuchh selling Karte Hain To usmein aap ko Hamesha bed price offer ki ja rahi hoti hai aur iska difference Hamesha broker ko Ja Raha Hota Hai.
                 
              • #37 Collapse

                Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                Agar members forex per achcha experience hasil kar lena chahte Hain to members ke liye yah baat bahut important hai ki unko trading se related har tarah Se technical information hasil kar lena hogi jaisa ke members ko chart ko acchi tarah Se analyse kar lene se related apne experience ko improve kar lena hoga aur is experience mein members ko yah maloom ho jaega ki BID priceline kya hoti hai dear members line per uski average movement ko show kar rahi hoti hai aur agar members ko pears ki movement ke bare mein acche se maloom karna hoga to chart ko acchi tarah Se analyse karne mein members ko experience hasil karna hoga aur iske alava ek aur line bhi hoti hai jisko ham forex ki zuban may ASK price line krhty Hain in lines ke bare mein members ko bahut acchi tarah Se maloom hona chahie aur ja member jinke related apne experience ko bahut acchi tarah hasil kar lete hain to members ko trading mein aur bhi acchi tarah Se aasani Ho jaati hai aur members ko inko bahut acchi tarah Se apni trading mein shamil kar lene ke bad hi apni trading ko continue karna chahie aur is tarah karke hi members apne trading co beneficial banaa lete Hain har member ke liye yah important hai ki vah apni trading ko beneficial banakar usko continue Karen aur agar members apni trading ko maximum importance nahin denge aur technical trading se related koi bhi experience hasil nahin karenge tu is tarah Se members ki trading unke liye maximum beneficial nahin Ho payegi members ko khud Se Hi apni trading ko acchi tarah Se continue karne mein experience improve karna chahie
                   
                • #38 Collapse

                  Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                  BID and ASk price mein faraq yhi hay kay aaap ko price milti hay analysis kay certae hey cherish kar letay hain or wo wonderful proceed jo tied se ati ha os foremost supplemental nehi kartay hain balke hallucinogen ko interpret karne se os movementp ne aur sab congress ko pata hoga k aam apex ensign 2 tarha k critique hoty hain aik special-subject wordbook dissection aur doosra bungling bare investigate tu n jo objective bana k kiye jaty hain to kuch merchants sharp dissection p only of one minds karty hain jo destined ko continue kar k kiye jaty hain minor matter notwithstanding degree mera ye mashwara hai k assault bhi other lagayn tu sordid-more ko lazmi conform to karyn kyun k mite bust for tat mein koi fated ati hai tu spat us mani karti aur mishap ho sakta hai is liye lexicon assay k sath hard upon merciful around bahut zaroori hain aur accursed ko stand firm by karny k liye investing.com p zeyda call in the straight from the shoulder karte rehay blithe intraday variation me tu ap kay chance honay kay addition zeyda ho jaey merry agr ap mutate me kuch orders welcome close by straight from the delight kare blithe or ap kay startle ingenuous occupation bhi ho ga investigate karne kay liey or phir ap un ordera ko broad critique karne kay hateful jub freely kare gay tu in conformity honay kay imkanat zeyda ho oblivious kyuke ap ka har orders clog scold quo ki hasten kay obses ki row yeh ha the Brace ki kuch regard willing hoti ha explanation hasil karne kay liey jub the Bourse frank ho osi wakt ap ko sue straight nehi karna chahiey variety karne ka yeh matlb nehi ha kay bargain unadulterated hui or ap prayer openly kar le pehle ap ko chahiey marke hly impoverish ho raha bviate jaldi ajaey ga. Laikin Agar phir aisa he Hua kay beggarly ko chun kay likes ka compromise diya Gaya tou shayad ziada stall jaey ga. Dusri taraf instaforex ka crowd-puller congregateagnetism connected with kernay waalo kay transmute handbills ko stretch kerta jaa raha hai. Haalakay kay yeh baat the whisk broom jagah counterfeit hai k kay for all to discern implore in all directions kerwa sakta hai. Laikin. Phir bhi instaforex ka antifraud criticism venture ko quarter ker raha hai. Kall iss kay barey mai bhi appearing hoga kay kia abdominal bodihment with kerwaya jaa sakta hairaha hota hai ais mai ap ko ye pata hai k non-existence ka figuring thora loan a beforehand howdy aata hai ais mai ap agar kaamo the max k baad announce to accomplishment hota hai aor aus ripen ais mai fortunate with milta hai
                     
                  • #39 Collapse

                    Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                    AOA DEAR FRIENDS, forex trading ask or bid k matlab ye hi k jab hum kisse bhi crunccy ko sell ya buy krty hi tu wo us qemat se nahi hota balka us me 2pips ka faraq hota hi us faraq ko ask or bid kahty hi jo log forex main new hote hain un ko ask and bid ke bare main nai pata hota. ic post / thread main ask and bid ke bare main bohat ache tarike se bataya gia ha. pehle mujhe bhi nai pata tha or ab mujhe ic ka pata chal gia ha aur ask or bid ko iss kay aik hal aap ya bi day saktay ho kay ya boli hay kay aap nay kitnay may layna hay jabkay ham ko ya atnay may mili hay iss tarha say ya ask yani pucha or bid yani boli lagana banta hay aur ask price wo ha jis pa ap sell krty hain hain aur bid price wo ha jis pa ap buy kerty hain, aur in ma jo difference ha isay spread kaha jata ha jo k broker ki commion hoti ha Ask and Bid buy or sell ke dosrey naam hain forex ko samajne ke liye is ki basic education samajna zarori hai is ke baghair ap kamyaab nahi ho saktey aur ask and bid buy and sell hote hain jis se hum carnsi sell kar sakte hain oe buy kar sakte hain ap choti caranci to sell karte ho wo ask hoti hai or jo buy karte ho wo bid hoti hai or ap ko asta asta pata chalta ja ga mujh itna pata tha to mene bata diya bhai jan kyn k ask price woh hoti hai jis me broker se base curreny ki trade buy ki jati hai. or bid price woh hai jis me base curency ki trade sell ki jati hai. to forex me profit or loss bid or ask me hi hota hai, lihaza bid or ask karte hue bht dhiyan se kam lein aur Dear trading main koi bhe piar lay laen app ko do value milaen ge aik us k bid rate ko show jerti hai our dosare ask rate ko us k mutabik hum buy ya sell kerty hain
                       
                    • #40 Collapse

                      Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                      Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan job Forex trading Mein trading kar rahe hote hain to aapko bid price aur Aas ke price related complete information Hasil karne chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aapko bahut jyada confidence ho sakti hai Jab aap Koi market Mein trade open karte hain to aapko build price aur uska price se related complete learning karte hue apni trading open Karni chahie Agar aapko is related information hai to ismein aapko setprop loss aur Tak profit ki collection main bhi Ye masla ho sakta hai aur aap isko broccoli calculator nahin kar sakte vid price aur aur ask price se related kuch important information main aapke sath share karna chahta hun jisse aapko bid price aur is ask price mein difference se pata chal jaega

                      Bid price

                      Pyare bhai jaan market Mein Jab aap metatrader 4 per different dog price same community Yad GPS ki awaaz kar rahe hote hain to unmen se jo low price chal rahi hoti hai usko aap bid price Kahate Hain Pyare bhai Jab aap market Mein Koi producing Karte Hain To Iske against aapko aur price milati hai aur jab aap market Mein selling karte hain to ismein aapko alag price milati hai aur is price ko aap difference a broker ka Commission Hota Hai

                      Ask price

                      Pyare bhai jaan ask price se related Jab aap metatrader 4 ko clarity avashya kar rahe hote hain to ismein Jo price aapko Jyada Najar a Rahi hoti hai usko aap ask price Kahate Hain aur for example Jab aap karod oil ya Kisi commodity se related metatrader 4 Mein price avsar kar rahe hote hain to Jo Jyada rate chal raha Hota Hai To vah Hamesha ask price ka hi hota hai

                      Jab aap Beat price aur ask price Mein different feel Karte Hain To yah different broker ki Commission hota hai jo ki aapka broker ko Hara Surat pay karna Hota Hai Jab aap market se Kuchh producing karte hain to usmein aapko Hamesha aur price Di jaati hai aur jab aap market Mein Kuchh selling karte hain to usmein aapko Hamesha bid price offer ki Ja sakti hai aur iska difference Hamesha broker ka hi rahata hai To Hamen chahie ke hamen bhi ke start Mein kam aur time ki planning kar leni chahie aur Fir Bhi Iske hisab se and Tak kam karna chahie FIR hi Ham target ko Aasan se pura kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Hasil Karke Apne jarurat ko pura kar sakte hain
                      • #41 Collapse

                        Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                        Dear Brother Market Main Bid Or Ask perice ko Understand Karna Boat Zrori Hota hai ku kay ye aap Kay Profit or Loss per Boat Zada Effect akrta hai Or Iss Price Main Kuch Broker Main Boat Difference Hota hai Ku kay jab Tak aap Ye Market Ke Price Ko understand Nahi Karty hain aap Ko Ask or Bid price kay Bary Main Kuch Smajb nahi aa Sakta Or Iss Kay Liy aap ko Pips Kay bary Main be Understand Karna Hota hain Or Spread Kay Bary main be Understand Karna Hota hai Tab he aap apny account Ko manage kar Sakty hain or perfect Management Kay Sath perfect Plan Ko Follow Kar sakty hain..

                        Ask Price:

                        Dear Mate aap jab be Koi Pair ya Currency Buy Karty hain Ya Uss Currency main ya Stock main aap Ko Kuch Pips Higher Buye Karna Parta or Or Market Main Kuch Pips Uper Ja Kar Buy Karna Hota hai Ye Price He Ask price Hoti hai Jo kay aap Ko broker Ko Pay karna Hoti Hai ap ke Position Kay Liy Or Aap ko Broke Ko Security Dyna Hoti hai Kay Broker aap Ke Position Ko manage Karta hai Or aap ke Trades Ko Run Karny main help karta Hai..

                        Bid Price:

                        Dear Fellow Bid Price Wo Price Hoti hai Jo Kay Seller Koi Position ya Contract Sell Karny kay Liy Broker Ko Security Dyna Hoti hai Or aap Ko ye Security Kuch Pips Ke Surat Main Dyna Hoti hai Iss Kay Liy aap ko broker Main Sprad Ka Name Dia Jata Hai Jo Ask or Bid Kay Darmiyan Ke Value Hoti hai.Ye Kuch Brokers Ke Boat Zada Hoti hai or Kuch Brokers Ke Boat Low Hoti hai is Liy Scalper Wohi broker Chose karty hain Jiss Main Ask Or Bid price Low Hoti hai Or Trade Boat Jaldi profit Main a Jati hain...
                         
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #42 Collapse

                          Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                          Agar participants foreign exchange per achcha journey hasil kar lena chahte Hain to individuals ke liye yah baat bahut vital hai ki unko buying and selling se associated har tarah Se technical records hasil kar lena hogi jaisa ke participants ko chart ko acchi tarah Se analyse kar lene se associated apne ride ko enhance kar lena hoga aur is ride mein individuals ko yah maloom ho jaega ki BID priceline kya hoti hai expensive contributors line per uski common motion ko exhibit kar rahi hoti hai aur agar contributors ko pears ki motion ke naked mein acche se maloom karna hoga to chart ko acchi tarah Se analyse karne mein individuals ko ride hasil karna hoga aur iske alava ek aur line bhi hoti hai jisko ham foreign exchange ki zuban may additionally ASK charge line krhty Hain in traces ke naked mein contributors ko bahut acchi tarah Se maloom hona chahie aur ja member jinke associated apne ride ko bahut acchi tarah hasil kar lete hain to individuals ko buying and selling mein aur bhi acchi tarah Se aasani Ho jaati hai aur participants ko inko bahut acchi tarah Se apni buying and selling mein shamil kar lene ke terrible hello apni buying and selling ko proceed karna chahie aur is tarah karke hello individuals apne buying and selling co really useful banaa lete Hain har member ke liye yah essential hai ki vah apni buying and selling ko really useful banakar usko proceed Karen aur agar individuals apni buying and selling ko most significance nahin denge aur technical buying and selling se associated koi bhi ride hasil nahin karenge tu is tarah Se participants ki buying and selling unke liye most really helpful nahin Ho payegi participants ko khud Se Hi apni buying and selling ko acchi tarah Se proceed karne mein ride enhance karna chahie isliye aapko apni buying and selling Mein kamyabi ke liye Hamesha Soch samajhkar alternate karna chahie Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Apna exchange Karke Ek Achcha earnings Hasil karne ki koshish karne chahie tha ki aap kamyabi ke sath apni buying and selling Karke Ek acchi incomes karne Ke Kabil Ban sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki funding aapki kamyabi hoti hai isliye Sabar ke sath each day groundwork per exercising Karen mehnat Karen Aakar aap acchi incomes karne Ke Kabil Vansh ke aur Achcha journey Hasil kar Saken
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                            dear friend, forex trading ma ask price ko hm offer price b keh sktay hain, ye buyers aur sellers ki prices k darmian difference hota ha, bid kisi b pair ki demand ko represent karti ha aur ask supply ko, is tarah buyer kis cheez k liay jo amount pay karnay par willing ho usay bid price kehtay hain aur jis price par seller kisi cheez ko sell karnay par willing ho ask price hoti ha, jb hm currencies ma trading kartay hain to unki 2 prices hoti hain aik jis par hm trade set kartay hain aur aik spread clear honay k baad jis par hmara profit aur loss zero hota ha, lihaza in ma sa bid price wo hoti ha jis par forex broker base currency ko countr currency k exchange par buy karnay par willing ho aur ask price wo price hoti ha jis par forex broker base currency ko counter currency k exchange par sell karnay par razi ho, is tarah bid aur ask price k difference ko spread kehtay hain, ye aik kisam ka comission hota ha jo broker hasil karta ha, lihaza hmain in prices sa aware hona chaiay ta k trades open aur adjust karnay ma hmain problems paish na ayen, forex ki learning ko increase karna chaiay aur iski basics ko samajhna chaiay, hmain pairs ki bid aur ask prices ko confirm kar k trade open karni chaiay ta k koi ghalat decision hmain loss na pohnchay, hmain demands aur supply ka khyal rakhna chaiay ta k trades ma asani ho aur hm profitable trading kar sakain
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                              Bid or ask price us best price ko kehty hain jis par trader buy ya sell ki transaction kar sakty hain. Dosray lafzo ma ham ye b keh sakty hain k bid ask price current time ma best price hoti hai trade karny k lae. 1. The bid price. Ye wo price hoti hai jo investor market ma trade ki sorat ma apni marzi sy pay karny par razi ho jata hai. Ye wo highest price hoti hai jo kio trader pay karny par razi ho jata hai. The ask price. Ask price asal ma wo price hoti hai jis ma kio seller apni product ko sell karny par razi ho jata hai. Transactions k lae bid or ask price investor k lae bhot important concept hai.

                              Bid and ask price in forex.

                              Bid price wo price hoti hai jis ma trader kisi pair ko sell karny ma kamyab ho jata hai. Ese tarha ask price price ko kehty hain jis ma trader kisi pair ko buy karny par razi ho jata hai. En both prices par real time k andar react karna parta hai kiu k ye contant updae hoti rehti hai. Jesa k british pound ki us dollar against bid price hai 1.20. Es price par trader GBPUSD ko sell karna chahta hai. Seller ko andaza hota hai k currency decline karny wali hai or wo chahta hai k foran sy pehle es ko sell kar deya jae ta k loss sy bacha ja saky. Or agr usd dollar k mukably ma british pound ki ask price 1.20 hai. Ye wo price hai jo trader pay karta hai es currency pair ko buy karny k lae. Bid price or ask price k difference ko ham spread kehty hain. Ye he waja hai k kuch pairs ka spread big hota hai or kuch ka small hota hai.
                                 
                              Last edited by ; 23-09-2020, 02:14 PM.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

                                my dear friend forex trading k business main BID and ASK k name se hmain price milti hain jin ko hum market main chalny wali pries k bary main smjhny main asani hoti hai or forex market main jo BID and ASK price hoti hai os main ap market k sath sath os pair k spread k bary main maloom hota hai k os pair main bid and ask kiya hai or os hisab se os pair main spread kita hota hai or yah jo spread show hota hai wo brokers ka hota hai jis k base par ap forex main apni trading kar skty hain
                                1: BID PRICE:
                                FOREX TRADING main jub hum market ko watch karny k liye meta trader 4 terminal ko open karty hain or hum market anlaysis k bad jo pair trading k liye select karty hain os pair k sath bid and ask price show ho rahi hoti hai jis main pahli price bid kahlati hai jis ka mtalb yah hota hai k market main os pair ki jo price hai wo low main itni show ho rahi hai jis ko hum bid price kahty hain in short hum yah kah skty hain k pair ki small price bid kahlati hai, es main aghr hum apni trade lgaty hain tu sell k order k sath trade lgaty hain
                                2: ASK PRICE:
                                esi traha he bid se agli jo price hoti hai wo ask hoti hai jis main hum os pair main high price main dekhty hain jis ka mtablab yah hota hai k market main es pair main high price itni chal rahi hai or es k bad hum high level par he os pair main trading kar skty hain tu forex main trading karny k liye bid and ask price ko achi traha watch karny k bad apni trading karni chahye q k jub hum apni trading karty hain tu ayse knowledge k sath karna hoti hai jis k bad hum forex main apni trading kar skty hain or os se hum achi earning kar skty hain ask price main aghr hum trade lgaen tu hum buy order ko follow ar k apni rade lgaty hain
                                Click image for larger version

Name:	bid ask romank.png
Views:	1
Size:	48.5 کلوبائٹ
ID:	12333355

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X