Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain
Forex ki market mein Bid aur ask prices 2 different terms hain aur yeh bhut viral informations rkhti hain.Har trade mein bid aur ask price di jati hai aur aapko trade ky doran starting point pe yeh 2 price lines de di jati hain.In ki information rkhna bahut zaruri hai. Kyn ky yeh aap ky loss mein zeadti aur Profit mein kami ka bais ban skti hain.Aapko market mein bid aur ask price ku difference ko note karty huey kam karna chahye.
Bid price :
Market mein jab aap selling karty hain to market mein jab aap loss se start hoty hain to iski main wjha bid price hoti hai. Aur bid orice jitni zeada hogi aap ko utna zeada profit chahye hoga ta ky us loss ko equalize kia ja saky jab tak aap bid line ko profit mein touch nah karyn tab tak ap ka loss equalize nahin hita. Bid line ko cross kar ky hi aapka profit zero se start hota hai. Apko chahye ky bid prices kam deny waly broker par kam karyn ta ky zeada profit gain kar skyn.
Ask Price :
Ask prices Market mein aapki trades ky entry ky waqt fix hoti hain aur jab bhi aap ksi point se start lety hain to aap ek ask line dekh skty hain. Yeh line jab tk reach nah ho tb rk aap loss mein chalty rehty hain yeh market ky starting point se thora opar banti hain. Aur market ky buy mein any ky sath sath apky loss mein kami aati rehti hai aur yeh cross hony par aap profits mein aa jaty hain.
Difference between Bid and Ask prices :
Bid aur ask prices mein difference ko Spread kaha jata hai. Yeh jitna zeada hota hai utna hi aapki tradea ka profit broker ko chala jata hai. In ko focus karna chahye aur jo broker less spread amount wala ho ussy choose karyn. Yeh scalpers ko bhut nuqsan deta hai. Agar high spread ho to un ky small profits ka big amount broker ko chala jata hai aur unka apna profit bhut kam reh jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим