Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?
    Forex market main ham successful trade tab hi ker sakty hain jab hamain buying zone aur selling zone ka pata chal jaey tou same buying zone aur selling zone ko ham forex market main trade kerny ky liay kis terha sy find ker sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

    Assalamu alaikum freedom members aapko maloom Hona chahie ki buying and selling zone aapko candlestick chart pattern se mil sakte hain jab aap candlestick chart pattern mein time frame selection karte ho to different time se aapko different time frames mil jaate Hain aur aap unko use Karke trading market mein apni strategies ko use karte hue best trading opportunities le sakte ho trade entry and exit decide kar sakte ho lekin aapko buying zone and selling zone maloom karne ke liye candlestick chart pattern study karna hota hai Japanese candlestick chart pattern old business understanding system hai jis mein aap different indicators ko use Karke apni calculator data le sakte ho market ki history ko dekh sakte ho market ke previous current and future prediction bana sakte ho.
    trading market main aapko supply zone and demand zone ko maloom karne ke liye bhi candlestick chart pattern Ka Sahara Lena hota hai because Forex trading market mein strong information Jo ke technical information kaun ki jaati hai vah aapko just candlestick chart pattern se hi milati hai aur aap usne hi study karenge to aap acche permanent independent trader ban sakte ho trading member Forex trading market main aapko complete study karte hue kam karna hai aur market mein independent trading karni hai. DearForex trading members aapko trading ke liye fundamental technical and sentimental data calculate Karke training Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

      Forex trading Mein Jab Ham Apna Kam start karte hain to use Waqt buying June aur selling June bahut jyada importance rakhte Hain isliye Hamen chahie ki Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use Waqt Hamen is ko acchi Tarah Se learn kar len Agar Hamen ko acchi Tarah Se learn kar lenge tabhi Ham market Mein acchi trade Laga Sakenge buying zone aur Silent Zone bahut hi acche indicator Hote Hain inke help se Ham market ke Utar chadhav ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain isliye Hamen chahie ke Forex form ko join karte waqt ine ko acchi Tarah Se learn kar len Tak Ham Apna Kam acche tarike se kar sake aur isase Achcha profit Hasil kar Saken

      Buying June main market uptrend ki taraf move karti hai to use Waqt Ham ismein buy ki trade Laga Dete Hain Hamen buying June ko acchi Tarah Se learn karke hi isme apni trade open Karni chahie sailing June Mein Jab market downtrend ki taraf move Karti Hai To use vah karte ham ismein is Sell ki trade Laga Dete Hain Jab Ham Forex form me trade Lagate Hain to use Waqt Hamen chahie ki Ham sab se pahle buying June aur selling June June ki movement ko acchi Tarah Se learn karne aur uske hisab Se Hi market Mein trade lagaen Agar Ham Apna Kam Forex forum Mein maujood Tamam rolls ke according karte hain tab Yahan is Mein Kamyab ho sakte hain aur is Se Achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain

      Ek Achcha trader wahi hota hai jo Apna Kam karte waqt market Mein maujud Tamam rules ko acchi Tarah Se learn Karke usmein apni trade lagata hai Hamen trade Lagate Waqt money management ke rules ko bhi acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki money management Forex trading Mein Had Se Jyada important hote hain isliye unko learn karna Mere Liye bahut hi jyada Jaruri Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

        hamy forex main candle stick ko achy sy samaj kar forex main makret main trading karni chaey pher hi ham kmaayb ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wal aik real business hain hamy forex main kamybai ky har tools ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain or apni zaorot ko pora kar saky hian ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt ka time table bana kar is main mehnat sy kam kar sakty hian agr ham kisi be office mian kam karty hain yai students hain to ham forex ky business ko part time be jooina kar sakty hain or aik achy tradr ban sakty hian hamy apny bonsu ko achy sy soch samaj kar use karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or apny account ko end tk save rakh sakty hian agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho skata hain is main makrket ka yai hamary brokers ka ko be qasoor nahi hota hain ham is main hamy apni galtio ko kathm kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss jo cover kar ky achy pasia kama sakty hian yai aik asa business hain jis main use or china or new yourk main aik unique business ban cuka hain or yai pakistna main be aik legal business ban cuka hain ham is main agar bager learning ky kam karty han to hamara apna nuqsan h jy ga hum is mai jasa kam karty hain hamy wash he bonus mil jy ga
        • #5 Collapse

          Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

          Dear Buying zone or selling zone ko identify karna aasan bhi hai aur difficult bhi hai kyunki in ko identify aap tabhi kar sakte hain jab aapke pass knowledge or experience jyada hoga indicators ke bare mein aur moving average ke bare mein aur line chart aur is tarah ke pattern ke bare Jo buying zone aur selling zone ko clear karte Hain to in tarah ke pattern ko istemal karke hi is chij ko clear Kiya jata hai

          market ki direction ko analysis karna bahut hi difficult kam hai lekin yah namumkin nahin agar aapke pass experience or knowledge achcha hai to aap is cheez ko aasani se identify kar sakte ho ki next movement market ki aur uski next direction kis taraf jayegi buying zone mein jayegi ya fir selling zone main is Taki situation ko sirf aap apne knowledge or experience ko istemal karke hi wazeh kr sakte hain

          Market ko real tarike ke sath identify bahut hi trikon se Kiya jata hai aur bahut sare indicators ko bhi istemal mein liya jata hai kyunki yah tabhi mumkin hoga jab kisi trader ke pass knowledge or experience achcha hoga aur vah forex ke related har EK point aur har EK technique ke bare mein acchi information bhi rakhta hoga vahi trader real trend ko aasani se identify kar sakta hai ki ab train kis taraf move hoga che ye buying zone mein jaega ya fir selling zone mein

          forex mein sabse important jo chij hoti hai vah market ki direction aur uski movement hoti hai aur uske bare mein trader ke pass achcha knowledge aur market ke upar uski grip bhi acchi honi chahie jitna jyada DP Koi trader market mein jata hai Tu utna hi jyada use knowledge or experience hota jata hai aur har EK situation ko aasani se face kar leta hai hamesha technical points ke upar jyada focused Dena chahie kyunki in ki vajah se Hi market ko acche tarike ke sath samjha ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

            Dear friends ka Hamara topic hai ki Boyzone aur selling zone kya hote hain Forex mein yah to AAP Sab Jante Hain Ki Forex Ek bahut Bada trading platform hai aur agar aap MT4 indicator ko open karen to usmein aap ko different types ki candles Hamare Bank zone aur seling zone se related hoti hai aur Dear forum member kay ap janty hy ka kon se candle aur kas ka sath bany to buy ka order lagna chahaiy ya sell ka order lagna chahaiy jas sy humy ascha profit hasl ho saky jasa ka main nay image upload kya hy agher candle as trah ki potion banati hy to kya samjty hy ka humy as potion pay apni trade open karni chahaiy ka nai aur Forex Trading Business main candle stick analysis bht zrori hai app ko koi b trade lagane sey phele candle stick chart ko zror dekhna chahiye ke abi kon sa trend chal rha hai bearish ya bullish, is ke baad ap ko pivot points aur support aur resistance level ka pta hona bht zrori hai, is ke bina trade lagana bht risky hota hai aur Candlestick chart se waqai main market k trend ko samjhnay main kafi help milti hai lekin phr bhi kabhi kabhi market hamain dhoka de jati hai ap ne jo pattern share kiya hai is se hamain advantage to bohat achha mil raha hai lekin phr bhi hum chart ki sirf is direction pr belive kr k trade open nai kar saktay aksar hi market ka trend against chalna start ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

              market ko acchi tarah Se analyse kar lene ke bad members ko yah maloom ho jata hai ki unko kis tarah Se aur kis pair per apni trade ko open karna hai aur kisko byu karna ha pears ki selection members ke liye maximum important hai aur is tarah Se ya members ki planning kar lene ka ek hissa hai aur unko acchi tarah Se Hi select karna hoga kuch is tarah ke pairs hi kijo members ko maximum help de rahe hote hain aur unse help lekar members acchi tarah Se apne trading ko continue karte hain aur acchi earning bhi karte Hain market mein analyse kis tarah Se karna hai aur market ko watch kis tarah Se karna hai yah members per khud Se Hi depend kar raha hota hai ki vah kaise isko karte Hain aur koi bhi aisa member ke jis ke pass koi bhi achcha knowledge nahin hai un members ke liye yah important hai ki agar unko market ko analyse karna hai to apna experience istemal karna hoga market ke sath maximum connected rehkar hi members ko yah maloom ho jata hai ki market ki movement kis tarah Se hai aur unko kis tarah Se trade open karna chahie market ki movement ke bare mein kisi member ko bhi kuchh maloom nahin hai aur koi bhi member ISI vajah Se Hi apne trading ko acchi tarah Se nahin kar sakta haimarket ko agar analyse kar lena hai to members ke pass market ko analyse kar lene se related achcha experience bhi hona chahie aur uske bad hi market ko acche se analyse kar sakega members ko apne kam mein maximum risk nahin Lena chahiei
              • #8 Collapse

                Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                hamy forex principal candle stick ko achy sy samaj kar forex fundamental makret fundamental buying and selling karni chaey pher hello ham kmaayb ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain ham is principal out off fee account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wal aik real commercial enterprise hain hamy foreign exchange most important kamybai ky har equipment ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hello ham acha pasia kama sakty hain or apni zaorot ko pora kar saky hian ham is predominant 24 ganhto fundamental sy kisi be waqt ka time table bana kar is foremost mehnat sy kam kar sakty hian agr ham kisi be office mian kam karty hain yai college students hain to ham foreign exchange ky business ko part time be jooina kar sakty hain or aik achy tradr ban sakty hian hamy apny bonsu ko achy sy soch samaj kar use karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or apny account ko give up tk store rakh sakty hian agr ham is main tukky laga kar is predominant jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho skata hain is fundamental makrket ka yai hamary agents ka ko be qasoor nahi hota hain ham is essential hamy apni galtio ko kathm kar ky is fundamental mehnat sy kam karna chahey pher hello ham loss jo cover kar ky achy pasia kama sakty hian yai aik asa commercial enterprise hain jis fundamental use or china or new yourk main aik specific enterprise ban cuka hain or yai pakistna primary be aik legal enterprise ban cuka hain ham is main agar bager gaining knowledge of ky kam karty han to hamara apna nuqsan h jy ga hum is mai jasa kam karty hain hamy wash he bonus mil jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                  Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie aur uske bad market ki movement ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Kyunki market ki movement ko Samajh Kar Hi Ham usmein train Laga sakte hain Agar Ham market ki movement ko samajh Lete Hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki Ham Ne kis Waqt trade Lagani hai market ki movement ke sath sath Uske trend ko samajhna bhi zaroori Hota Hai market Mein maujud Trend bhi Hamen bahut jyada help Karta Hai market Mein trade open karne mein isiliye Hamen chahie ki Ham market ki movement ko acchi Tarah Se samajh laen Jab Ham market ki movement ko samajh Lete Hain To Ham usmein buy yah sell ki trade Laga sakte hain Jab market uptrend move Karti Hai To Hamen market mein buy ki trade Lagani chahie usmein kabhi bhi sell ki trade Nahin Lagani chahie Agar Ham Aisa Karte Hain To Hamen loss ho jata hai

                  Aur jab market downtrend move Karti Hai To Hamen sell ki trade Lagani chahie downtrend move karte hue market Mein Kabhi Bhi bike ki train na lagaen Agar Ham Aisa Karte Hain To Ham kabhi bhi profit Hasil nahin kar paate market Mein buy ya sell ki trade Lagane ke liye trend ko follow karna bhi zaroori Hota Hai Forex Mein kam karte hue Hamen market ko samajh Lena chahie Jab Ham market ko samajh lete hain to usmein maujud trend ko bhi acchi Tarah Se understand kar sakte hain Agar hamare pass Achcha experience aur knowledge high To Ham market ke sath sath usmein Tamam chijon ko samajh sakte hain hamare pass knowledge Hona chahie ki Humne kis Waqt buy ki trade Lagani hai aur kis Waqt sell ki trade Lagani hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                    g han bilkul yeh bahut he ache information hae aik acha trader ban jane ke liye hamen cahiye ke hum kisi bhe currency main buy karne ke liye jab market buy zone main jae tab he to is main trade lene cahiye or selling ke liye hamen tab he sell karna cahiye jab market selling zone main a jae tab he to hum is main ho sakte hain kamyab to bas hamen is main esa he kam karna ho ga jitna zayada hum is main kam karte hain jitna zayada hum isko time dete hain hum is main utna he successful bhe ho sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna cahiye take hum is amin khud bhe kam karen or is main se hum kuch na kuch hasil bhe kar saken hum agar is main kuch hasil kar he jate hain to hum is main kamayb ho bhe sakte hain bas hamen kam ko better karna hota hae or jo log is main mehnat karte hain wohe to is main ho jate hain kamyab bas hamen bhe ab is main kam karne ke liye mehnat karne ho ge take hum is main successful ho saken or yahan se hum kuch gain kar saken or ache earning hasil bhe kar saken lakin yeh har kisi ka kam nhe hota hae jo log is main mehnat zayada karte hain wohe to kamyab bhe zayada he ho jate hain is main or ache earning bhe wohe to kar he lete hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main kam karte rahen success ke liye take hum is main axhe tarah se kuch gain kar saken jitna hum is main apna kam ko time dete hain utna he hum is main kamyab ho sakte hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                      Real aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Ham check Forex trading Mein kam karte hain to ismein hamare pass bahut jyada option hote hain aur ismein hamare pass bahut jyada trading indicators aur tools hote hain Jinka Ham trading Mein istemal kar sakte hain aur Iske alava ismein hamare pass bahut jyada strategies Hoti Hai jinko Ham apni trading Mein istemal Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Agar Ham in strategies aur trading indicators tools ka acche se istemal Karte Hain To Hamen trading mein bahut jyada benefits aur advantages mil sakte hain.

                      Dear forex market Mein Ham Jab technical analysis Kahate Hain To ismein Ham different indicators ka istemal kaise hain for example agar aap ismein relative strength index indicator Ka istemal Kar Rahe hote hain to isase aapko market ka buying zone aur Market ka spelling zone aasani se pata chal jata hai aur aapko market mein aasani se pata chal jata hai ki aapane market ko sale kahan se karna hai aur aap ko ya pata chal jata hai ki aapane market Mein buy Ki trade kahan per Lagate Hain To aapko market ka buying zone aur selling zone Ka Pata Chal jata hai aur aapko ismein aasani Ho Jaati Hai.

                      Dear aap Jab relative strength indicator ka istemal karte hain to uska aapko Jab market Mein buying John hota hai to usmein aap dekh sakte hain ke vah indicator aapko 30 ki price per Jo kar raha hoga Jiska aap ko ya fayda hota hai ki aapko confirmation mil jaati hai ki market ab Upar jane wali Hai ISI Tarah market Mein Jab selling John hoga to ab ko yah pata chal Jaega ki market ab niche jaane wali hai aur uski value 70 se above Hogi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                        Je dear ap ny bhot achi knowledge share ki hai. Buying selling zone hamy tb melty hain jb market ka trend broke karta hai agr ham currency trading ki bat karyn to. Hamy trend line break ko identify karna pary ga tb he hamy buying or selling zone mel sakyn gy.


                        The broken uptrend.


                        Trader ko pata hota hai k trend market ka friend hota hai or market hamesa esko aziz rakhti hai. Ese tarha ye b kaha jata hai k bend trader ka friend hota hai agr ye trader ko sahe time par mel jae to trader ko bhot zayada profit hota hai. But yes esk acha selling zone find karna hota hai. Ye k lae hamy up trend k break hony ka wait karna hota hai. Es k lae kuch conditions hoti hai. Pehly number par market ka new high banana zaruri hai pehle market up trend ma jati hai or phr retrace karti hoe support ko cross kar jati hai. Es ka matlab ye hota hai k market ka uptrend broke ho chuka hai or market selling zone ma enter ho chuki hai. But eski confirmation tb he hoti hai jb ik complete sell candle ban jati hai. Es sy pehle hamy market ma enter ni hona chahe. Market ma high trend ka ye he benefit hota trader ko hota hai wo sell ki achi trade open kar sakta hai.

                        The broken down trend.


                        Good buying tb hasil hota hai jb market pehle down trend ma move karti hai or new down level par ponch jati hai or phr market ma up trend ata hai or ye resistance tak ponch jati hai. Asi situation ma hamy market ki current resistance k uper ik candle complete hony deni chahe or phr buy ki trade open kar leni chahe. Ye market ka buying zone hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                          Dear jab market mein aap buying or selling zone se related information Hasil karna chahte hain to aapke pass Ek bahut hi perfect indicator available hai aap is indicator ki help se buying or selling zone ko properly indicate karte hue bahut best trading kar sakte hain aur apni trading Mein maximum profit Hasil kar sakte hain dear is is purpose ke liye aapke pass relative strength index indicator available hai jisse aap bahut jyada help Hasil kar sakte hain aur apni trading Mein maximum benefits Hasil kar sakte hain.

                          Relative strength index indicator Ek Aisa indicator hai jo aap ko market se related different information provide Karta Hai Jab market downtrend Mein hoti hai aur prices bahut jyada down Hoti Hai is time per market Mein sellers ka bahut jyada pressure Hota Hai Jiski wajah se prices bilkul bottom level per hoti hain aap use situation ko over salt situation Kahate Hain yah Ek Aisa Kyon Hota Hai jismein Aap buying Karke maximum profit Hasil kar sakte hain agar aap relative strength index indicator ko istemal kar rahe hain to yah indicator aapko buying zone se related best information provide kar sakta hai.

                          Dear is key against Jab market mein Main prices bahut jyada hoti hai aur buyers ka pressure bahut hi jyada hota hai use time per market Mein prices Jyada hone ki vajah Se Jab aapko Ek Aisa prices zone Milta Hai jismein Masjid prices Upar Jaane Ki expectation Nahin Hoti to use conditioner situation main aap market Mein selling Karke maximum profit Hasil kar sakte hain is situation ko relative strength index indicator over bought situation Kahta Hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                            Successful trading kay liye hamain buy ya sell main trend kay mutabiq trade karni chahiye. Yani ager trend buy main ho to hamara bhi sirf buying order he profit day sakta hay jab keh jald bazi main buy trend main sell ki trade loss ka sabab banti hay. Isi tarah down trend main sell ki trade profit jab keh buy ki trade loss ka sabab banti hay. Agarcheh ham forex main sirf buy ya sell ki he trade kar sakty hain laiki ager trend kay mutabiq trade na ho to loss hota hay.

                            Sell trade in selling zone.

                            Kisi bhi security main ham nay ager sell ki trade main order place karna ho to usky mojuda trend ko daikhna chahiye. Iskay sath hamain iski mojudah price movement ko daikhna chahiye, ager price bar bar resistance ko reject kar rahi ho aur support ki taraf musalsal down a rahi ho to hamain bajaye upward price rejection per trend reversal per sell ki trade lagany kay support break hony ka wait karna chahiye. Iskay bad he trend kay mutabiq selling zone main he sell ki trade lagani chahiye.

                            Buy trade in buying zone.

                            Forex main buy ki trade kay liye hamain market and technical analysis kay bad buying zone ko buy ki trade kay liye find karna chahiye. Yani bajaye support rejection kay resistance kay break hony per buying zone ki confirmation ka wait karna chahiye aur trend kay mutabiq he trade karni chahiye.

                            Buy ya sell ki trade kay liye respective zones main he trade recommended hay. Is liye hamain in main proper analysis kay sath risk and money management kar kay safe trading karni chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Buying zone aur selling zone kahan sy shoru hoty hain?

                              Forex mein teasing jaety huey aao ko buying zone aur selkibg zone ky bary mein knowledge hona zaruri hai. Aur in ky dorsn aapko chahye ky aap faida hasil krny ki koshish karyn..

                              Selling Zone :

                              Maeket mein jab buyers bht zeada hojaty hain aur markettop par mojud hoti hai. To over buying situation hoti hai. Aur buyers ki tadad sellers se kam hoti hai kyn ky log market ky trend ko follow karty huey buy mein trades kar rhay hoty hain. Is doran over buying ky bad market ka trend reversal hota hai aur up trend ki break down hojati hai. Jski Relative Strength index ki madad se indicate kia ja skta hai. Is situation mein market ki SELLING ZONE market ky TOP se start hojati hai.​Aur market down movement start kr deti hai. Is trend ko Beaeish trend bhi kaha jata hai.

                              Buying Zone :

                              Market mein jab sellers bht zeasa hojaty hain aur market bottom par mojud hoti hai to over selling situation hoti hai. Sellers tadad mein buyers se kam hoty hai. Is doran ober selling ky bad market apny trend ko reverse karti hai. Down trend ki breakdown hojati hai aur Relative strength index indicator hamien isky baey mein onformation de deta hai. Aur market ki BUYING ZONE start hoti hai aur BOTTOM se start ho kar top ki traf move krti hai..​Market ky is trend ko Bullish trend bhi kaha jata haii.


                              Humain dono ki indication ky baad trade ko market ky trend ky mutabiq lagana chahye aur trend ko dollow kar ky hum market se acha profit earn kar skty hain. Humain market ki buying zone aur selling zone ky bary mein yeh tmam informations honi chahyen aur in ky mutabiq react krna aur trade lagana ana chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X