"jaiza" Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "jaiza" Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??
    Salam dear members g members main aj apke sath Morning star candlesticks and Evening star candlesticks​ ke related share kar rahi hhon umeed krti hon sb members apny knowledge or experience sy detail sy is ke bare mmain batye ta k jin members ko in me bare main nahi pta unko bhi pta chl jaye unke knowledge me bhbhi izafa ho jaye ...Thanku so much💓💓
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

    Assalamu alaikum all members Apne morning star and evening star candlestick patterons ke about Hamare Sath bahut hi acchi information share ki hi Ham Jante Hain ke market Mein different types ke patterons hote hain aur and patterons Mein different candlesticks bante Hain aur yah candlesticks bahut hi important hoti hain isiliye Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass morning star and evening star candlestick patterns Aur in Ke alava Jo Bhi patterons market mein maujud ho Unka knowledge Hona chahie Taki Ham aasani ke sath market Mein trade open kar Saken

    Morning star and evening star candlestick patterns bahut hi informative hote hain yah market mein bahut jyada important role play karte hain market Mein Inki maujoodgi Jaruri hoti hai aur Inka knowledge experience Hasil kiye bagair Ham kabhi bhi market Mein trade open nahin kar paate market Mein maujud Tamam patterns aur candlesticks bahut best hai aur bahut important bhi hai agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie Jab Ham market ka analyses kar lete hain to market Mein maujud Tamam patrons Aur candlesticks Ko Bhi samajh Lete Hain market Mein maujud patterns Mein Hamesha different candlesticks Banti Hain aur Har 5 minut bad Ek new candle banti hai jo pahle wali candle se bahut different hoti hai different hone ki vajah se Hamesha Hamen different information Dete Hain market Mein maujud morning star and evening star candlestick patterns ko understand karna bahut hi Jaruri Hota Hai
     
    • #3 Collapse

      Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

      morning star or evening star ky bary main pata hona chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is main trading karne chahey ham trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga hamy candle ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is main acha result hasil kar sakty hain agar hum candle ko ignore kary gy to hamy loss ka samana karna party ga or is ky zemadar market ya moderator nahe hoty loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky market main agy bara ja say yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is mai live kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote yai aik world wide karobar hain hum is main as a job be kam kar sakty hai yai aik asa karobar hain jis ko hum aik din main nahe samj sakty hum is main 6 month ke practice ky bad expert trader banty hain forex aik real karobar hain hum is main bagar pasio ky account bana kar kam karty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain ya east or west main pahl cuka hain is mai pakistan ky log be kam kar rahy hain agar hum job less hain to hamy forex ko part time ky liey join karna chahey hamy market main kam karny ky har aik asol ko pora kar ky he kamyabe he hasil hote hai agar hamy market mai kese be cheesz ke samj nahe a rahe ho to hamy apny expert trader ke tips ko follow karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

        dear bahut hi achcha sawal kiya hai aapane aur jitna knowledge or experience mere pass hai vah main aapse share karta chalu in candlestick pattern ke bare aur in candles ka bahut hi important role hota hai forex mein aur inhen proper tarike ke sath walon karke real trend ko bhi define Kiya jata hai aur market ki next movement ko bhi observe Kiya jata hai ki ab market kis taraf movement dikhai gi

        Evening Star Candle Pattern evening star candle teen candle ke darmiyaan banta hai aur iska yah namuna hai jo ki aam taur per top level per hi paya jata hai jisse identify karna bahut hi aasan hota hai aur jab is tarah keaur jab is tarah ke Pattern banna start hote hain to yah alag sibanna start hote hain to yah alag si apni shape akhtiyar kar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata haikar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata hai agar in pattern ko acche tarike se identify aur follow kiya jaaye to real trend ko a asani se pahchana ja sakta hai

        Morning Star Candle Pattern morning Star Candle pattern evening star candle pattern ke against hi bantaevening star candle pattern ke against hi banta hai jaise ki evening star pattern top level par banta hai vaise morning star candle pattern nichli side means ke downside side means ke downside hi banta yah donon pattern ek dusre ke oppsite hi bante Hain agar ek pattern upward side ban raha hai to dosra down ward side ka banega identify karna bahut hi aasan hota hai bus focus ke sath kam karna hoga agar is tarah ki situation market kyriad karti hai tu se jarur identify karke FIR apni startegy implement karna hoga

        Forex ke business mein har EK pattern bahut hi important hota hai kyunki in ki vajah se Hi market ke real trend ko identify karna aur bhi aasan kam Ban jata hai bus hamen complete focus ke sath work karna hoga aur kabhi bhi jaldbaji nahin dikhani hogi aur agar market is tarah ki situation create karti hai to use ignore bhi nahin karna hoga use situation ko dekh kar ke samajh karke tab apni planning aur startegy banani hogi kyunki jitna jyada Ham active aur alert Ho karke kam karenge utna hi jyada forex se profit gain karenge
        • #5 Collapse

          Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Misha_Malik12 پيغام ديکھيے
          Salam dear members g members main aj apke sath Morning star candlesticks and Evening star candlesticks​ ke related share kar rahi hhon umeed krti hon sb members apny knowledge or experience sy detail sy is ke bare mmain batye ta k jin members ko in me bare main nahi pta unko bhi pta chl jaye unke knowledge me bhbhi izafa ho jaye ...Thanku so much������������
          Jaisa ki aap Jante Hain ke Forex trading mein bahut se candlestick patron Hote Hain morning star aur evening star candlestick pattern bahut jyada important patterns Hote Hain Hamen chahie ke Forex trading Mein kam karte waqt morning star aur evening star candlestick patterns ko acchi Tarah Se learn kar len Jab Hamen ko acchi Tarah Se learn kar lenge tab Iske jarie se apne kam mein acchi success Hasil kar Sakenge

          Morning star or evening star candlestick patterns bahut jyada informative hote hain isliye Hamen chahie ki Hamen market mein bhi aise hi informative candlestick patterns Ka istemal Karna chahie Kyunki Informatica candlestick patterns se Ham market Mein Achcha fayda Hasil kar sakte hain in candlestick patterns ki maujoodgi Forex trading mein bahut jyada important hoti hai isliye Hamen chahie ke Hamen in patterns ka knowledge or experience Hasil Ki bagair market Mein trade Nahin Lagani chahie market Mein trade lagaty Waqt morning star aur evening star candlestick patterns ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie in ko acchi Tarah Se samajhne ke bad hi market Mein trade Lagani chahie

          Isliye Hamen chahie ki market Mein trade lagat vah Karte Kamyab tools ko hi use karna chahie Hamen candlestick patterns Tamam rules or regulations ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie aur Apna Kam unke according hi karna chahie Agar Main Apna Kam unko learn kiye bagair hi start kar denge tu ham is Mein Kabhi Bhi successful Nahin Ho Payenge Aur Is Tarah Se Hamen bahut bada nuksan ho sakta hai is Agar Ham is nuksan Se Bachana chahte hain aur Achcha fayda Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ke Hamen in rules aur regulation ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Uske bad hi trade Lagani chahie
           
          • #6 Collapse

            Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

            Dear friends aaj Ham sister per baat karenge vah candlestick pattern ke andar Ek aurat ka pata Hota Hai Jis ko morning star aur evening star pattern Kahate Hain Jis per abhi Ham baat karenge Morning star candles: Morning star candle se market key bullish hony ka indication deta jay ye 3 candles par mushtamil hota hay, agar 1 red jes ko ham bearish candle kehty hey long ho us key bad small candle (star) ban jaye aur es me distance ho es key bad 3rd green candle jo key up move kary ye complete aur perfect morning star candle hoty hey jo key bullish hony ka eshara karty hey aur Evening star candles: evening star be morning star candles ki tarha banty hey magar es me difference ye hota hay key morning star bullish hony ka aur evening star bearish hony ka signal dety hey Morning star aur evening star esy candles hey jes se candlestick chart pattern ko read karny waly traders ko market reversal hony ka idea de sakty hey, morning star bullish reversal aur evening star candles bearish movement ki taraf eshara karty hey, agar morning star aur evening star candles key sath every popular candlesticks jo key market reversal indication key ley helpful ho ki learning karni chaye, ye candles bahot hi asani key sath market ki reversal condition ki judgement kar sakty hey, without candlestick learning key kabi be technical expert traders nahi bana ja sakta.
            • #7 Collapse

              Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

              dear member yah donon indicators bahut important hai aur yah major indicators hai ki jo members ko trading se related bahut maximum acchi help de rahe hote Hain aur sabse important baat yah hai ki members ko trading se related acchi information hasil kar lena hoti hai aur members ko yah bhi maloom karna hota hai ki indicators ko kis tarah Se istemal Kiya jata hai jab tak members ko yah maloom nahin hoga ki indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai tab tak members indicators ka istemal acchi tarah nahin kar payenge aur agar members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom karna hai to unko apni trading se related practice ko bahut acchi tarah Se Hi continue kar lena hoga trading se related agar acchi practice ko continue kar liya jaaye to members ko is tarah Se har tarah ke ande kata ke bare mein acchi information mil jayegi aur trading se related agar members ko information mil jayegi tu is tarah Se members ko kabhi bhi apni trading karne mein koi problem nahin aaegi aur is tarah Se a members apne trading mein maximum acche results Le payenge aur is tarah Se members ki trading unko acchi earning dene mein successful ho rahi hongi members ko agar acchi earning karna hai to unke liye yah baat bahut important hai ki unko har tarah ke indicator ke bare mein apni learning ko strong karna hoga learning ko strong kar lene ke bad members ko acche result bhi a jaate Hain
               
              • #8 Collapse

                Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Misha_Malik12 پيغام ديکھيے
                Salam dear members g members main aj apke sath Morning star candlesticks and Evening star candlesticks​ ke related share kar rahi hhon umeed krti hon sb members apny knowledge or experience sy detail sy is ke bare mmain batye ta k jin members ko in me bare main nahi pta unko bhi pta chl jaye unke knowledge me bhbhi izafa ho jaye ...Thanku so much������������




                Salam Apny bhut acha question kia hai , iss sy Tamam members ko Morning or evening star pattern ki rehnomai hasil ho gi or wo acha experience iss hawaly sy gain kren gy.
                G Morning Star ko evening star mai Up trend or Downtrend reversal ka Farq hai. Yeh dono Pattern mai 3 candles hoti hain. Jab market mai up trend khatam ho jaye or down trend shuru hony wala ho tu us time Evening star pattern banta hai or jab Morning star pattern bany tu us mai downtrend khtm ho jata hai or us ky bad aik Up trend ki Pattern banty hain jissy hum morning star pattern kehty hain.Morning star pattern mai 3 candles hoti hain jo ky Chart ky bottom py banti hai or 3 no candles aik ki colour ki banti hai yani Green colour mai or 3 no candles aik hi size or shape mai banti hai or aik candles dosri candle ky gap up mai open hoti hai or iss trha dosri pehli ky gap up mai open hoti hai or iss trha 3 sei candle gap up mai dosri candle ky upper ja ky open or closed hoti hai .Yeh 3 no candles aik dosry ki closed price or open price sy gap up mai open hoti hain, or iss trha evening star mai tamam candles red colour ki banti hain or yeh bhi chart ky up bottom py nechy ki trafa brhti hoi dekhai dyti hain , yh 3 no candles bhi gap down mai aik dosry sy fasly per banti hain or in 3 no candles ki closed or open price aik dosry candle ky damiyan sy shuru hoti hai or pehli candle ky high ky upper ja ky closed hoti hain.Nechy pic sy apko mazeed waziha ho jaye ga.Thanks.
                Click image for larger version

Name:	D8F82B6D-2D33-4B58-9313-1FFB107A9CE5.jpeg
Views:	3
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12330919
                • #9 Collapse

                  Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                  Walekum assalam Priya aapane bahut hi acche topic per Apna question kiya hai main aapke sath Apna knowledge or experience morning star aur evening star ke bare mein share karna Chahunga Aur Main ummid Karta Hun ki aapke liye meri post faydemand Hogi aur aap ko meri post aasani se samajh a Jaaye gi.

                  Dear sabse pahle main aapko morning star pattern ke bare mein batana Chahunga aapke Samne Jab chat par koi bhi pattern banta hai to aap ko yah Pata Hona chahie ki vah Patron ya FIR support per Banega ya FIR resistance per Banega dear Jab Bhi morning star pattern banta hai to yah sirf aur sirf support per hi Banta Hai Jab market ka downtrend hota hai to market Ek Chhotisi candle banati hai ya Kisi bhi time frame Mein Ban sakti hai Ham dekhte hain ki is Candle ki body Chhoti hoti hai aur iski donon site per week hoti hai aur Jab Bhi yah pattern banta hai market Apna rivers Leti Hai aur aap agli candle par wins ki entry Le sakte hain aur aap ismein support Ke Niche Apna stop-loss rakhte hain aur aapka take profit sabse pahle resistance Hota Hai.

                  Dear ab main aapko evening Store ke bare mein batata hun Jab market Mein strong uptrend hota hai aur Market musalsal uptrend Mein movement kar rahi hoti hai to market Mein Ek Aisa point aata hai Jisko Ham resistance ka naam Dete Hain vahan per market rukti hai aur Market vahan per Ek Chhotisi candle banati Hai Jiski donon side per week hoti hai aur uski body bahut hi Chhoti hoti hai aur uski bech donon side se Nikali Hui hoti hai aur yah patterns sirf aur sirf resistance per banta hai aur is Baton ko Ham evening star ka naam Dete Hain Jab Bhi market Mein Aisa pattern Banega To ismein Ham Apne trade Le sakte hain Kyunki isase Hamen confirmation mil jaati hai ki market ka trend ab change Aaj hone wala hai aur yah candle aapke pass bearish bhi ho sakti hai aur aapke pass se candle bullish bhi ho sakti hai aur aap ismein Agali entry per Agali candle per next entry Le sakte hain aur aap ismein apna stop loss resistance ke upar rakhte hain aur take profit of support ke upar Rakh Lete Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                    Morning star candle stick pattern.


                    Morning star candle stick pattern 3 candles par mushtamil hota hai or ye us waqat banta hai jb market lower support par ponch jati hai. Pehle candle long bearish candle ki shakal ma banti hai or esko body big hoti hai. Es k bad jo second candle hoti hai wo kisi khas direction ko show ni karti yani wo indecisive hoti hai. Third candle stick long or bullish hoti hai yani eski body large hoti hai. Down trend ma pehle candle heavy selling ko show karti hai. Buyer or seller k darmeyan indecision situation ko second candle small size sy show karti hai. Jb market ma positive expectations barhti hai to phr strong bull candle banti hai.

                    Evening star candle stick pattern.

                    Evening star morning star ka reverse hota hai. So ye up trend k top par banta hai. Ye b 3 candle par mushtamil hota hai. Es pattern ma first candle long bullish ki yani big body ki hoti hai or second candle indecisive hoti hai or ye small b hoti hai. But es k bad jo third candle hoti hai wo strong bullish hoti hai. Es pattern ki pehle candle bullish hony ki waja sy heavy buying ko show karti hai. Second candle ma buyer or seller indecision ka shikar hoty hain or es lae ye candle stick small banti hai. So third candle ma heavy selling hoti hai or ye strong bearish trend ko show karti hai.

                    Difference.

                    En both patterns ma serf direction ka he faraq hota hai ik bearish trend k end par banta hai or ik bullish trend k end par banta hai. Agr hamy pehle sy asy patterns ka pata hu to ham acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. But trader ko ye bat b zehan ma rakhni chahe k kio b pattern kbi confirm profit ki gurantee ni hota. Es ma movement kisi b time par change ho sakti hai. So trader ko hamesa apny experience ka sahara lena chahe.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                      Yes dear aapane morning star pattern or evening star pattern se related bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki Jab Ham market Mein kam karte hain to ismein different important candlestick pattern Ban Rahe hote hain jinko properly understand karna aapke liye bahut hi important hota hai agar aap market Mein successful trader Banna Chahte Hain To aapko different important candlestick pattern ko clearly understand karna chahie otherwise aapke liye Forex trading may successful trader Banna impossible ho sakta hai morning star pattern or evening star pattern se related Kuchh information aapse share karna chahta hun.

                      Morning Star Pattern :

                      Dear jawab morning star pattern ko study Karte Hain To yah pattern Hamesha support level per hi Banta Hai Jab market mein ek strong downtrend hota hai to Uske bad Jab market ka trend change hone lagta hai to use time per aapko yah candlestick Najar Aati Hai Jiski body bahut Chhoti hoti hai aur iski bek yah Shadow donon Taraf hota hai is candlestick ko morning star candlestick Kahate Hain dear jab aap is is candlestick ko focus Karte Hain To iska colour Kisi bhi situation mein main ho sakta hai yah bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai.

                      Evenings star Pattern :

                      Evening star pattern Hamesha resistance level per Banta Hai Jab market Mein strong bullish trend hota hai aur uske bad Jab Ek candle Banti Hai Jiski body bilkul Chhoti Si hoti hai aur uski Shadow donon Taraf Hoti Hai To Uske bad market ka trend change hone lagta hai aur Market Mein reversal trend banta hai use situation ko aap evening star pattern Kahate Hain agar aap is patterns star per acchi information aur acchi trade Lena Chahte Hain To aapko evening star se related maximum information Hasil karne ke bad usko apni trading per reply karna chahie aur aap maximum profit Hasil kar sakte hain is candlestick ka bicola Kisi Tarah ka bhi ho sakta hai aur aap ismein acche point se entry Hasil Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Misha_Malik12 پيغام ديکھيے
                        Salam dear members g members main aj apke sath Morning star candlesticks and Evening star candlesticks​ ke related share kar rahi hhon umeed krti hon sb members apny knowledge or experience sy detail sy is ke bare mmain batye ta k jin members ko in me bare main nahi pta unko bhi pta chl jaye unke knowledge me bhbhi izafa ho jaye ...Thanku so much������������
                        Morning star aur evening star pattern main difference sirf yeh hota hai ky aik pattern market ky uptrend ko show ker raha hota hai jabky dusra downtrend ko ya phir ham yeh keh sakty hain ky aik patten market ki bullish trend main movement per creat hoti hai jabky dusra market ki bearish trend main movement per creat hoti hai jab ky dono main trade bhi aik dusry ky inverse direction main open ki jati hai ky hamain dono main alag alag direction main trade open kerna hoti hai tou ham dono pattern ko separately discuss kerty hain ky same pattern kis terha creat hoty hain aur in per Ham kis terha sy trade open kerty hain tou hamain acha profit hasil ho sakta hai

                        Morning star pattern

                        Morning star pattern is waqat creat hota hai jab market continue downtrend main movement kerny ky bahd reverse direction jab close hoti hai tou next reopen same downside sy kuch gap ky sath open hoti hai lekin uptrend main move kerty huey bullish candle creat hoti hai aur next candle bhi bullish hi creat hony per market main uptrend start ho jata hai tou morning star pattern jesy hi confirm ho jata hai wahan per hamain buy ki trade enter kerna hoti hai ky market main uptrend start ho jata hai aur ham buy main trade enter ker ky bahot achi earning ker sakty hain

                        Evening star pattern

                        Jab market continue uptrend main movement kerty huey close hoti hai aur jab reopen hoti hai tou kuch gap ky sath upward side sy start ho ker downtrend main move kerna shuru ker deti hai pehli candle bearish creat hoti hai jo small size ki hoti hai jabky consective candles bhi bearish candles hoti hain lekin size main first reverse candle sy bari hoti hai aur aesy main jo pattern creat hota hai woh evening star pattern hota hai ky jab aesa pattern creat hota hai tou market main uptrend khatam ho jata hai jabky downtrend start ho jata hai tou aesy trend ki confirmation hony per hamain sell main trade enter kkerny per faida hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                          Candle stick patterns main do popular patterns morning star aur evening star hain. Donon patterns aik dusry kay opposite banty hain. Aur donon per kafi dafa bahut achi trading milti hay. Yani in ptterns ki nishandahi hony per trend change hota hay jis main bahut acha profit milta hay. Donon patterns main sa aik top per jab keh dusra bottom per bana hay aur ye donon three candles per mushtamil hoty hain jo bullish say bearish trend aur bearish say bullish trend kay reversal ki indication daiti hain. Inki pehchan bhi bahut asan aur easy hoti hay.

                          Morning sta.

                          Morning start candle pattern bearish to bullis conversion pattern hay. Morning star candle last candle say some gap per open ho kar up and down move karti hay, ye candle bullish candle hoti hay, yani iska color bullish hota hay. Iski body and wicks small hoti hain aur ye last canlde say choti hoti hay. Iskay bad ye consecutive bullish candle banati hay. Jis main hamain bearish to bullish trend ki confirmation mil jati hay. Yahan hamain entry kay liye third candle kay bad confirmation milti hay. Safe tracing kay liye stop loss morning star candle kay low point per jab keh take profit resitance leverl per set karna chahiye.

                          Evening satr candle stick pattern.

                          Ye pattern morning star candle stick pattern kay opposit banta hay. Yani bullish to bearish main 3 candles per mushtamil hota hay. Iski pehchan bhi top to down position main easily ho jati hay. Is main bhi hamain trend kay reversal ki confirmation mil jany kay bad trading main timely order place karny say achi earning ka moqa mil jata hay. Is main hamin stop loss last movement kay high per jab keh take profit last and latest support level tak set karna chahiye.

                          Darj bala candlesticks patterns per trading kay liye hamain trend ka pata chal jata hay. Inki confirmation aur successful trading results kay liye indicators ka use karna chahiye. Jab keh iskay sath market news say bhi awareness honi chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                            hamare pas three types ke charts hote hain jin main sab se zayada use hone wala chart hota hae candlestick chart jo market main analysis karne ke liye sab se zayada use hota hae to hamen bhe cahiye ke hum isko lazmi is se analysis kiya karen or hum agar isko ache tarah se in ka istemal karte hain to hum is main ache trading kar sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna ho ga tab he to hum is main success hasil kar sakte hain hamen bas is amin dil se kam karna hota hae to is tarah se he to hum is main kuch na kuch hasil kar lete hain lakin bas hamne cahiye ke hum is main jo bhe kam kara karen ache tarah se karen take hum is main se kuch na kuch faida hasil kar len hum is main in se faida uthaen or ache tarah se is main hamen cahiye ke hum analysis kiya karen yeh hamare liye or hamare ache trading ke liye bahut he zarori hota hae to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main kam kara karen hum jitna ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is main se success hasil kar he lete hain lakin hamen kam ko kam samajh kar ache tarah se is main mehnat karne ho ge to he to hum is main kuch na kuch hasil bhe kar saken ge bas hamen cahiye ke hum apna kam ko acha karen jitna ache tarah se hum kam kar jate hain hum is main kamyab ho he jate hain is main bas ache tarah se kam karte raha karen is main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                              aap ne bohat he achi information share ki hai jab chart par koi bhi pattern benta hai tou aap is baat ki infomation honi chahiye k wo pattern ya phir wo support par benega ya phir resistance par bane ga jab bhi morning star pattern benta tou is ka sign ye hota hai k wo sirf aur sirf support par he benta hai jab market ka down trend hota hai tou is se market aik choti c aik candle stick benati hai aur ye kisi bhi time frmae mein ben sakti hai hum dekh sakty hain k is se candle ki body choti hoti hai aur is ki dono sides par week hioti hain aur ye pattern benta hai is k baad market apny rivers leti hai aur is tarhan aap agli candle par wins ki entry ly sakty hain aur aap is mein support k neechy apna stop loss rakhty hain aur aap ka take profit sab se pehly resistance hota hai
                              aur ab bari aati hai evening star candle stick pattern ki jab market mein strong uptrend hota hai aur market continuous uptrend mein moment ker rahi hoti hai tou us time market mein aik aisa point aata hai jis ko hum resistance kehty hain aur market wahan par bhi aik choti c candle stick benati hai ji ki dono sides par week hoti hai aur us ko body bohat he choti hoti hai aur us ki beech dono sides se nikli hui hoti hai aur ye pattern sirf aur sirf resistance par benta hai aur in baaton ko hum evening star ka naam dety hain jab bhi market mein koi aisa trend beny tou hum us mein apni trade ly sakty hain kuen k is se hamen confirmation mil jati hai ki market ka trend aaj change hony wala hai aur ye candle aap k liye bearish bhi ho sakti hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X