"jaiza" Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: "jaiza" Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

    Morning candlestick pattern:
    Technical analysis main morning candlestick pattern eak reversal pattern hai. Is pattern ki 3 candles hoti hain. Downtrend k bottom pay ye banti hain. Pehli candle koi c b long or bearish hoti hai . Dusri candle small hoti hai or indisecive candle hoti hai. 3rd candle b koi c long hoti hai or bullish candle hoti hai.
    During downtrend high pessimism cause high selling. Pattern ki pehli candle form hoti hai or ye long bearish hoti hai. Ab next indecision candle buyer or seller k darmyan 2nd candle bnati hai isko ko small candle stick ya Doji krhtay hain. Market main positive stock news 3rd candle bnati hai ye long or bullish hoti hai or jab volume or stock price increase hoti hai tou trend main change ka suggest krti hai.

    Evening candlestick pattern:
    Ye be eak reversal pattern hai. Is pattern ki 3 candles hoti hain. Ye uptrend k bottom pay banti hain. 1st candle koi b long or bullish candle hoti hai. 2nd candle small or indicisive candle hoti hai. 3rd candle b long or bearish candle hoti hai.

    Use:
    Morning star pattern as a buy signal k tor pay use hota hai.
    Evening star pattern as a sell signal k tor pay use hota hai.
    During an uptrend high optimism cause high buying. Pehli jo candle bnati hai wo long or bullish hoti hai. Indicision buyer or seller k darmyan 2nd candle bnati hai ye small candlestick hai jisko Doji b kehtay hain. Market main stock price ki negative news is candle ko form krti hai ye long ir bearish hoti hai. Jab volume increase hota hai or price down hoti hai tou ye trend main eak change ka suggest krti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

      Assalamu alaikum dear friends kya hal hai aapke ummid karti hun aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aaj is bare mein question Kiya Gaya hai mujhe is bare mein jyada nahin maloom lekin message itna kahana chahungi ki morning star aur evening sar bahut jyada important hote hain aur unko bahut jyada hamen acche se follow karna chahie aur unke bare mein experience hasil karna chahie aur hardworking ke sath kam karte rahana chahie kyunki Ham agar forex ko jyada se jyada time jaenge to you ki naam aur chijon ke bare mein bhi jaan sakenge jinke bare mein Ham nahin jante hain aur ine chijon ke bare mein janne ke liye jaruri hota hai ki Ham hardworking ke sath kam Karen aur apne seniors ko follow karte hue kam Karen aur unse guideline nahin hamen chahie ki Ham Chin Chin ke bare mein nahin chahte Hain ke jaane ke liye Jodi hai hamare pass experience of kitna jyada experience hogaitna jyada hi Ham iska mein sabse aasan karenge aur hardworking ke sath kam karte hue Ham apni knowledge on information mein ijaafa karenge aur is tarah se Hi hamen benefit of profit hoga agar Ham chahte Hain ki ham har chij ke bare mein jaane aur har chij ke bare mein sikhe to hamen chahie ki Ham bahut acche se aur pocus hokar kam karne mein hardworking ke sath kam Karen aur is tarah se kam karne se main bahut jyada profit milega aur profit hasil karne ke liye jaruri hota hai ki Ham experience kaise kare aur apne knowledge mein izafa Karen
      • #33 Collapse

        Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

        Click image for larger version

Name:	images~2.png
Views:	1
Size:	46.0 کلوبائٹ
ID:	12334136wa allikum asalam,morning star candlestick pattern trading chart pe dikhai deta hay aur is se market ki next movement k baaray mein aasani se andaza kiya ja sakta hay.ye pattern aam taur pe 3 candles pe mushtamil hota hay is mein aik lambi bearish candle hoti hay aur oskay baad choti bullish ya bearish doji mein se koi bhi ho sakti hay iskay baad phir dobara aik lambi bulliah candle banti hai.morning start pattern ki confirmation k leye expert ka yeh kehna hay k iski jo last third candle banti hay woh first candle ki half body se oper close honi chahye.aur iskay ilawa in candles ki opening gap opening honi chahye is pattern mein pehli candle falling price ko show krti hai aur third candle rising price ko predict krti hai..

        evening start candlesticks aik aisa pattern hay jo trading chart pe jb appear hota hay to traders ka yeh kehna hai k yeh trend reversal hai aur yeh hamesha uptrend k baad banta hay top pe.is mein bhi teen candles hoti hain jis mein se pehli candle bullish hoti hay aur isky baad doosri candle doji hoti hay jo bullish aur bearish koi bhi ho sakti hai magar iskay baad wali third candle hamesh bearish he hogi.in teeeno candles mein gap opening hoti hai aur jb tak last wali bearish candle pehlay wali bullish candle ki centre boday ko down side pe cross na le lay tb tak hum ko sell ki entry nahi leni chahye aur jb cross kr jaaye hum sell ko entry le akty hain is pattern se hum acha profit le skty hain q k evening starr k baad market hamesha down move he krti hai.agar hum proper tareeqay se in candles ki movement ko samjh kr forex trading krein to mere kahayal se hamara loss kafi hadd tak km ho sakta hai.
        Click image for larger version

Name:	images~2.png
Views:	1
Size:	46.0 کلوبائٹ
ID:	12334136Click image for larger version

Name:	images~4.png
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12334138
        • #34 Collapse

          Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

          assalam o alikum all friends. experts k mutabiq morning or evening star candlestick pattern ka mtlb hai market me humen trading k baray me hints dena k aya humen abi market me trading krni chahiye ya nai or agr krni chahiye to kis tarha krni chahhiye. agr market up me ja rahi hai to humen kese pata chale ga or agr down me ja rahi hai to wo kese pata chale ga usk k liye experts ne charts b banaye hue hen jin ko dekh k folllow kiya ja sakta hai or sai se trading b ki ja sakti hai. or morning or evening star candlestick pattwrn me differnce yah hai k morning me market up me hoti hai to apko apni trade buy pe lagani chahiye or evening me market down me ja rahi hoti hai to ap ko chahiye k ap apni tarding ko sell pe lagayen ta k ap apna profit kama saken na k apna nuqsan krwa len. subho se sham tk market me bht baar utaar charhao aata hai or hum usi utaar charhao ko dekhte rahte hen k kis waqt apni trade lagaye bs ap jb b trade lagaye morning or evening star candlestick pattern ko dekhte hue lagayen or market ka bahao jahan ka ho us taraf hi chalen alag se apna rasta banane ki koi zrurat nai hai. forex me aik aik paisa b bht keemti hota hai agr hum samjhen to bht saare log apni na samjhi ki wajah se apni achi khais amount ko waste krwa bethte hen or wajah kyavhoti hai k ji humen samjh nai aayi. to friends pahle samjhen phr trade kren otherwise na kren or is kaam k liye aik tutor rakhen jo apko step by step her aik cheez samjha sake ta k apko trading main maar na khani pare. thanx frineds
           
          • #35 Collapse

            Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

            market ki movement hamesha ek jaisi ni rehti , yeh har ek second me tabdeel ho rhe hoti hy , aagr ap chahty hain keh apko har ek second ki movement ka andaza ho saky aur acha analysis kar saken to pehly apko candlesticks ki movement ko samajna hoga , candlestick mi movement bht tezi se oper aur nechy move kar rhe hoti hain , agar ham graph ko analyze karen to hamen 2 candles nazar aen gy , ek candlestick buy ko show kar rhe hoti aur ek candlestick sell ko show kar rhe hoti hy . agar candles oper ki taraf ban rhe hoti hy to is wakat market e buy ka trend chal raha hota hy . apko tab buy ki trade lagani chahye , aur jab candlestick nechy ki taraf ban rhe hoti hy to selling ka trend shro ho chuka hota hy . ap ko is situation me sellling ki trade lagani chahye , yahan pay ham morning candlestick aur evenng candlestick ki bat kar rhy hain , yeh dono mukhtalif hoti hain , aur kabi bi ek jaisi movement show ni karti , laken market ki movement ka koi bi andaza thek tarah se ni kar sakta , yeh to har kisi ka apna analyssi hota hy jo keh ghalat bi ho skata hy aur theek bi ho sakta hy . bht sary log morning candlestick ko prefer karty hain kyukeh tab market open ho rhe hoti hy aur traders ka ziada pressure ni hota ,jiski waja se market apni normal condition me move kar rhe hoti hy . is time agar ap trade laagty hain to apko loss hony ka kam risk hota hy , laken jo expert traders hain wh evenng candlesticks ko prefer karty hain , is time market ek jhatky ke sath move kar rhe hoti hy , jo keh bht riski hoti hy ,yeh apko bht ziada profit bi day sakti hy aur loss bi bht ziada ho sakta hy
            • #36 Collapse

              Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

              forex ke technical market main bahut sare ese patterns bante hain ke jis ko hamen samajhna mushkil hpo jata hae lakin agar apke pas proper knowledge hota hae to ap asani se usko samajh sakte hain or is main ap kamyab bhe ho he sakte hain bas is waja se he to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe kiya karen sahe tarah se ache tarah se take hum is main kuch na kuch hasil karne ke liye morning star patern ko findout kiya karen q ke is se acha or koi bhe nhe hae hum agar sahe tarah se is main ho jate hain kamyab to hamen is main mehnat bhe ache tarah se karne ho ge or sahe tarah se is main kam bhe karna he ho ga take hum is main kuch na kuch to gain bhe kar saken ge bas jitna ho sake is main hamen ache se kam kar lena cahiye take hum is main kamyab ho saken hum jitna zayada hum is main ache se is main kam ko tiome de dete hain to hum is main kamyab ho he sakte hain bas hamen apne kam ko time zaroor dena cahiye jitna zayada hum ache tarah se is main time de dete hain to hum is main kamyab ho he jate he hain bas hamen apne ache tarah se is main kam ko kar he lena cahiye take hum is main kucgh hasil bhe kar saken or is main hum kuch na kuch gain bhe kar he saken ge bas dil se ache tarah se agar ap is main kam kar he jate hain to ap is main kuch na kuch to hasil kadrte he haion bas mehnat karen ache tarah se is main kam kiya karen take apko yahan se kuch hasil bhe ho sake or ap is main kamyab bhe ho saken
              • #37 Collapse

                Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                assalamu alaikum dear friend forex market mein agar aap candle ke bare mein Janna chahte Hain to is main har candle aap ko Koi Na Koi signal deta hai jaisa ke ismein morning star aur evening star ke candles hai jo hamen acha signal dete Hain agar hamare pass forex ka acha knowledge or experience hai aur ham candle ki pahchan rakhte Hain to hamari is main analysis karne se kamyabi milati hai aur ham is say market ko acche se analysis kar paty Hain isliye aap ko chahie forex market mein candle ki pahchan ke liye apni aankhon ko train Karen aap apne analysis main candle ki pahchan ko zarur shamil Karen jisse aap behtarin tarqy say market ko analesis kar sakte hain hamesha mehnat se kam karne wale log forex mein kamyabi Hasil karte hain agar aap ne forex ko join kiya hai to iska acha knowledge aur acha experience bhi zarur Hasil Karen iske liye aap ko har tarah se market ko analysis Karne Ka tarika zarur aana chahie aap ko market mein support resistance ki pahchan moving everage ko use karna aur candle ki pahchan aap ke analysis mein shamil hogi to aap market ko behtarin tarike se analysis karke is behtarin earning Hasil kar payenge isliye aap hamesha market mein analysis ko proper tarike se sikhen ismein market ko analysis karne ke liye aap ko candle ki pahchan Ka hona bhi zarur hai jaise aap behtarin trade open kar sakte hain is liye aap ko chahie forex market ko samajhne ki koshish karen is mein mehnat aur hard-working se kam Karen aur is se behtarin profit monthly basic per hasil Karen
                • #38 Collapse

                  Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                  Assalam o Alaikum dear friends kese hai aap sab ??

                  dear friends maira apne seniors members se ek sawal hai ha k morning Star our evening Star candlestick chart pattern main kia difference hota ha our ham in ko kis trah pehchan sakte hai our ye patterns hamare liye kiss had tak profitable ho sakte hai ??

                  please share your knowledge
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #39 Collapse

                    Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                    forex trading business me hume market ko watch karna hota hai hume market me apna analysis karna hota hai agr tu hum market me acha analysis kar lete hai tu hum is me bohat aqchi trading kar ke acha profit earn kar sakte hai.

                    Morning Star or Evening Star me kya faraq hai apne aik acha sawal kya hai ya chart pattern hai jo hume market me daikhne ko milta hai or ya aik reversal chart pattern hai hum is per market me entry le sakte hai.

                    Morning Star Sell Trend me banta hai yani jub market bohat down move kar jati hai tu ya pattern show hota hai reversal or evening star buying market me banta hai or is ka matlub hota hai ke market ka trend end hop chuka hai ab yaha se market wapis move kar sakti hai.
                    • #40 Collapse

                      Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                      Han je forex ma candlestick pattern ki bhot importance hain candlestick ki agr hamy achi information ho gi to ham market ko achy sy predict karny ma kamyab ho jayn gy. Candlestick ki almost 60 types hain trader ko en types ka pata ho ga to trader market ma bhot acha perform karny ma kamyab ho jae ga. Jo trader candlestick ki types ko use less samajta hai wo kbi kamyab ni ho pata. Es topic ma ham candlestick pattern morning star or evening star ko further discuss karty hain.

                      Morning star candlestick pattern. Ye pattern 3 candlestick par mabni hota hai. Ye downtrend k akhir ma nazar ata hai or eska matlab ye hota hai k market ka trend end ho giya hai or market phr sy up trend ma jany wali hai. Es pattern ma pehle candle bearish banti hai or ye long hoti hai. Ye candle indicate karti hai k market ma bearish trend hai or second candle doji banti hai or es ki bottom wick long hoti hai jo ye show karti hai k market ka trend change hony ko hai. Third candle es ma long or bullish banti hai or ye show karti hai k market ma bull wapas ah giya hai or trader ko buy ki trade open karni chahe.

                      Evening star candlestick pattern. Evening star pattern b 3 candles par mabni hota hai. Es ma pehle candle long bullish banti hai or ye show karti hai k market bullish trend ma hain. Second candle es ma doji banti hai or ye indicate karta hai k market indecisive hai or es k bad third candle big or bearish banti hai jo ye indication deti hai k market ma es time bearish trend hai or trader ko es time ma sell ki tradr ko open karna chahe. Jo trader es time par agr buy ki trade open kar ley to wo hamesa acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Jo trader achy time par acha faisla karta hai wo he kamyab ho jata hai.
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: &quot;jaiza&quot; Morning star and Evening star candlesticks pattern main difference..??

                        Jab hum market mein entry lete Hain to Ham candle ke basis per aur analysis ke basis per trading karte hain agar Ham candle ko ache se samajh ne apne analysis ko strong banane to Ham forex market mein acha response hasil karke acha profit hasil kar sakte hain is sabse pahle hamen Forex ke bare mein information ka hona bahut hi zyada zaruri hota hai jab tak hamare pass forex ky related information nahin hoti acha experience or knowledge nahin hota tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte isliye hamen chahie ki Ham sabse pahle Forex ke bare mein information hasil Karen Forex mein mehnat ke sath learning ko improve karte hue apna Kam Karen jab tak Ham learning ke sath Kam nahin karenge tab tak Forex mein kamyabi ko bhi possible nahin bana sakenge Forex online business hai jismein just mahnat learning ke sath kam karne wale log hi kamyab hote hain kamyabi hasil karna chahte hain apne learning ko improve karna chahte hain to hamen mehnat ke sath learning ko improve karte hue kam karna hoga Forex mein vah log kamyab hote Hain Jo Jo mehnat ke sath kam karte hain aur apne analysis ko strong banakar fundamental analysis and technical analysis ki fundamental per hi trading karte Hain
                        • #42 Collapse

                          Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                          walekum assalam ji dear ummid hai aap Harriet se hogi aap bahut acchi information apni post mein share ki hai morning star aur evening star candlestick patterns ke bare mein no doubt jab aap in ki proper market information hasil karte hain aur proper market information hasil karne ke bad in ko apne real account per like karte hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki yah technical terms hai agar aap unki proper market information hasil karenge to aap bahut achcha profit Kama sakte hain ki relatives main aapko kuchh information provide kar deta hun ki aap kaise morning star aur evening star se acche benefits aasan kar sakte hain

                          MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :

                          dear job aap morning star candlestick pattern ke bare mein proper market information hasil karti Hain to ismein aapko market mein bahut jyada perfect analysis karne ka mauka milta hai aur aap is candlestick patterns ke jariye isiliye kafi achcha profit Kama sakti hain aur iske related yah hai ki aap jab bhi is Mark and ki proper information hasil karenge to aap ko pata chalega ki yah market trend aapko bearish trend ke bare mein batata hai ki yahan se ab market niche jaane wali hai aur aap apni trade co us hisab se adjust karke acche se accha profit kam aati hai

                          EVENING STAR CANDLESTICK PATTERN :

                          no doubt Jarvis ke bare mein aap proper market information hasil karti Hain aur unko apne accounting trade per reply karti Hain to aap bahut achcha profit Kama sakti hai yah 10 paise Kali aapko market cable stand ke bare mein batata hai ki yahan se market aapko list and mein jaane wali hai aur aap apni trade ko se sabse adjust karti hai aur acche se achcha profit kam aati hai isiliye koshish karenge jab bhi forex trading mein kam Karen sabse pahle market trends ko jarur dekhen kyunki agaram market trends ko nahin dekhenge aur market transco follow nahin karenge to aap kabhi bhi forex trading mein achcha profit nahin Kama sakte
                          • #43 Collapse

                            Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                            Theek ji han bilkul aapane theek kahan hai Forex Mein Hamen kam karne ke liye Menon ki jarurat hoti hai aur is main Hamen sabse pahle knowledge Aasan karna Hota Hai ismein Jahan morning time main market ko open Karte Hain To Hamen Kafi Jyada knowledge Mil Jata Hai Aur use time Hamen ine ko follow karne se Hamen market ka sabse Jyada experience Mil Jata Hai Aam is main Jitna Achcha kam Karenge jitni minut ke sath is business Mein kam Karenge utani hi aasani se kamyabi aur sakte hain ya Hamare liye ek Shabd the best online business hai Hamen kamyabi mil sakti hai agar Ham Sahi ismein Main Nashe kam Karen regular is business ko time de To Ham bahut hi aasani se Kamyab aur sakte hain Jo dost is Mein market ko follow Nahin karte forex business knowledge Nahin Karte vah is Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte forest main Vahi Bandar Hamen aap ho sakta hai jo ismein regular kam karta hai ke liye business ko time deta hai market ka knowledge Aasu karta hai vah bahut hi aasani se kam hai aap ho sakta hai aur Hamen apni trade ke trend ko last me follow karna chahie market ke trend se Hamen Jitna Achcha Na Lage Milta Hai utani Hi aasani Se Ham To Hamen aap bhi ho sakte hain Forex Hamare liye ek sabse accha online business hai ismein Ham minut Karke aasani se Kamyab ho sakte hain regular business ko time Dena chahie regularity bahut hi jyada important hai
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • #44 Collapse

                              Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                              Walekum assalam morning star or evening star bahut hi important market patterns hote hain jinko aap apni trading per apply kar sakte hain dear jab aap morning star aur evening Star market patterns ko apni trading per reply karne ke liye consistently hardworking karte hain aur iski study complete Karte Hain To yah aapke liye bahut jyada profitable ho sakte hain dear morning star or evening star candlestick patterns related mein aap kuch information share karna chahta hun jo aapke liye valuable ho sakte hain aur aap ke technical analysis perfect ho sakte hain.

                              Morning star Pattern :

                              Dear morning star candlestick pattern Ek bahut hi important candlestick pattern Hota Hai Jab market mein ek strong downtrend hota hai aur uske bad reversal trent banta hai to is candlestick pattern ko aap morning star candlestick pattern Kahate Hain Diya yah candlestick 3 different candlestick par depend kar raha hota hai jismein aapko market se related per factor analysis mil sakte hain aur aap apni trading co profitable bana sakte hain morning star ki proper recognition aur ismein complete calculation aapke profit ko maximize karne mein bahut jyada helpful hoti hai isliye aapko morning star candlestick patterns related complete information Hasil Karni chahie aur usko apni trading per reply karne chahie agar aap is candlestick pattern ko avoid Karte Hain To usmein aapke liye kuch problem ho sakti hain aur aapko profit Hasil karne mein difficulties ho sakti hai.

                              Evenings star candlestick :

                              Evening star candlestick pattern bahut hi important candlestick pattern hota hai aur yah totally morning star candlestick pattern ke against hota hai dear jawab resistance level per market ko study kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko yah candlestick pattern mil sakta hai is candlestick pattern Kolar karna bahut hi Aasan hota hai aur aap ko ismein bahut jyada advantages mil sakte hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Morning Star and Evening Star candlestick chart pattern main kia fark hai ?/

                                forex mein agar hum trade ker rahy hain tou us mein humen candle stick pattern ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye kuen k jo traders is mein candle stick patterns ko deny kerty hain wo is mein kabhi bhi sahi se work nahi ker sakty candle stick pattern aik candle par comprise hoti hai jo k pattern benati hai aur us pattern se hum signals ko dekhty hain hun in he ki wajah se charts ko read kerny aur samjhny k qabil bhi ho jaty hain is thread mein humen morning candle stick chart pattern aur evening candle stick chart pattern k bary mein information ko share kerna haiagar humen morning candle stcik pattern k bary mein knowledge dekhna hai tou us k liye humen is mein proper analysis kerna ho ga jab hum is mein maujood mark ko samjh lety hain tou humen trend ka bhi pata chal jata hai
                                aur ye bhi pata chal jata hai k market kon si moment ko dikha rahi hai market ki moment bearish hai ya phir bullish aur is se humen trade lagani mein asani ho jati hai k hum kon sa order place keren buy ka ya phir sell ka evening candle stick pattern three candles par comprise hota hai is mein first candle long bearish hoti hai aur ye btati hai k market bullish trend mein hai second candle is mein doji candle hoti hai aur is mein jo third candle hoti hai wo bearsih benti hai jo ye show kerti hai k is time market mein bearish trend hai aur market mein koi bhi trader sell ki trade ko open na kery jo trader us waqt buy ki trade ko open kery ga tou wo he is mein kamyab ho sakta hai us waqt sell ki trade se loss ho sakta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X