Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata hai?
    Friends mera seniors sy question hai k CCI indicator ko trade ma kesy use kiya jata hai?? Ma ny CCI commodity channel index ko bhot use karny ki khosis ki hai but muje success hasil ni hoe. Es lae please simply ye bata deyn k ye indicator kis purpose k lae hai or es ko achy entery point k lae kesy use kiya jae???
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

    Yes dear aapane bahut hi important question kiya hai no doubt Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein available different indicators ko properly learning ke bad unko apni trading per apply karne se hi hi best results mil sakte hain lekin Agar aapke pass different indicator se related complete information aur knowledge nahin hai to aap kabhi bhi indicator ko properly apni trading per use nahin kar sakte isliye market Mein jitne bhi indicator se unko apni trading per apply karne ke liye aapko UN se related complete information Hasil kar leni chahie.

    Commodity channel index ( CCI) indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aapko bahut acchi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aapko is related proper learning Hasil karne ke sath sath iski properly calculation ki jarurat hoti hai.

    Commodity channel index ( CCI) indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik Mil Rahe hote hain Park simple agar aap is indicator ko last 10 candles yah last 20 candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya FIR selling opportunities related notification de raha Hota Hai.

    Commodity channel index ( CCI) indicator moving average indicator se resemblance Rakhta hai agar aap apni trading ko Jyada profitable banana Chahte Hain To aapko apni trading Mein Hamesha Ek Se Jyada indicators ko istemal karna hoga aapko Jab Ek Se Jyada indicator 1 10th ki confirmation Dete Hain To aapko usmein Jyada satisfaction ho sakti hai aur aapke results Jyada per ho sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

      Aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah Ki information share Karke aapane Hamare knowledge mein bahut jyada ijafa kar diya hai Ham Jante Hain Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur ya different indicators Hamen different information provide karte hain isiliye Agar Ham market Mein trade open karna chahte hain aur Apna business continue Rakhna Chahte Hain to hamare pass market ke sath sath indicators ke about information Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai indicators market ka analyses karne mein aur is ke rules ke according work karne mein Hamare liye bahut hi jyada helpful Hote Hain

      ISI Tarah commodity channel index indicator Ek bahut hi Achcha hai Jo Hamen market Mein maujud Bank aur ceiling se related information provide karta hai isiliye Hamen chahie kya Ham ISI indicator se related Tamam information hassil kar len commodity channel index indicator Hamen use Waqt result Deta Hai Jab yah current average ko price average ke sath compare kar leta hai ISI Tarah Agar Ham Ek profitable trader Banna Chahte Hain to hamare pass indicators ka knowledge Hona Jaruri Hota Hai

      Commodity channel index indicator RSI indicator aur MACD yah sab market Mein maujud Hote Hain ine ke alava aur bhi bahut se indicator Hote Hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur aur use Jyada onion Hasil karna chahte hain to hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Ham Apne experience aur knowledge ke sath market ka analyses karte hain aur us mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se understand Karte Hain Uske bad Yahan trade open Karte Hain jisse Ham profit bhi Hasil kar parta Hai isiliye Hamen koi bhi business without experience aur knowledge ke start nahin karna chahie Agar ham without experience aur knowledge ke kam Karte Hain To usse Hamen nuksan ho jata hai
       
      • #4 Collapse

        Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

        trading mein indicators ka istemal isliye important hai is vajah se members ko trading karne mein kafi idea mil raha hota hai aur idea ko members apne trading mein istemal kar rahe hote hain aur is tarah Se members ki trading successful Ho jaane ki taraf ja rahi hoti hain isliye members ko yah maloom hona chahie ke indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai aur kis tarah Se aur kaun sa indicator apni trading mein un members ko istemal karna hai is tarah Se members ko trading mein acchi help mein Ho jaati hai aur unki trades profitable ho rahi hoti hai lekin aise members ke Jo apni trading se related management per acchi tarah focus nahin karte yahi vajah hai ki unko yah maloom nahin hota unko apni trading mein kaun sa indicator istemal karna hai aur use indicator ko istemal kis tarah Se karna hai aur indicator se related agar kisi member ko kahin problem a rahi ho to unko apni trading se related practice ko acchi tarah Se continue kar lena hoga aur practice ka lene ke bad members ko idea hoyega ke indicators kis tarah Se use Karne hain indicators ke istemal ko kabhi bhi members ko ignore nahin karna chahie aur ine se related achcha experience hasil kar lena chahie members ko har tarah Se apni trading co successful banaa lene ke liye bahut zyada hardworking hona hota hai aur aise member Jo hardworking nahin hote yahi vajah hai unki trades unko profit nahin de rahi hoti hain profitable trades banaa lene ke liye members ko technical trading se related apne practice ko acchi tarah Se time Dena hota hai aur koi member is tarah Se isko time de sakta hai ki jab vah is related practice ko continue kar lene ke liye ek achcha sa time table banakar aur usko follow karega
         
        • #5 Collapse

          Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

          Dear behtreen baat ki hai aap ne yeh indicator bhi forex market mein dosre indicators ki tarha apni importance Rakhta hai yahan agar Dekha Jae to humein ache kamyabi hasil krny KY liye Kisi na kisi indicator ki help chaheye hoti hai indicators humrin ache entry ko find krny mein ache help provide krty hain aur commodity channel index indicator sab se best indicator hai lekin Agar hmare pass is ka exact knowledge aur acha experience mojood nahi hai to hum kabhi bhi apni trading Mein is ko apny liye profitable nahi bnaa sakty agar humein apni trading Mein is ka istemal krna Hai to sab se pehle humein apni learning ko strong bnane ki koshish krni ho ge ta ky hum is ko behter tareeky see seekh saken aur is ka Sahi istemal kr KY is se Forex market mein acha faida hasil kr saken moving average indicator aur commodity channel index indicator takreebn same he working krty hain lekin faida tab mil sakta hai Jab dono ka procedure humein sahi pata ho GA otherwise humein nuqsaan ka samna bhi ho sakta hai humen chaheye KY hum ya to koi bhi indicator istemal na kren aur Agar krna he Hai to pehle us ko SEEKHNY ki koshish karen ta ky nuqsaan se account ko bchaya ja sake
          • #6 Collapse

            Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

            Bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane jo bhi member Forex Mein kam karte hain unhen Pata Hoga Ki market mein bahut se indicators maujud Hote Hain aur ine indicators ke sath sath factors candlesticks patterns aur Bahut Si chij Hoti Hai Jinke bare mein hamare pass information Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur usse Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle Apne full experience aur knowledge ke sath market ka analyses Karen aur uske bad hi trade open Karen

            Market Mein maujud tools ko samjhaie bagair Kabhi per trade open Nahin Karni chahie Agar Ham Is Tarah Se Apna work Karte Hain To Ham kabhi bhi is profit Hasil nahin kar paate isase Hamen sirf loss hota hai market Mein maujud different indicators Hamen Hamesha different information provide Karte rehte hain aur is information ki madad se Ham market Mein easily trade open kar sakte hain ISI Tarah market Mein maujud commodity TV channel index indicator Ek bahut hi Achcha roleplay karta hai

            Commodity channel index indicator Hamen market Mein buying or selling se related information provide karta hai Jab hamare pass is indicator ke bare mein knowledge Hota Hai To Hamen Pata hota hai ki Hamen market mein kis Waqt trade open karni hai aur Market kis stand Mein moob kar rahi hai Jab Hamen market ki movement ka acchi Tarah Se pata chal Jata Hai To Hamen market Mein trade Lagane Mein aasani hoti hai Ham market Mein use Waqt trade Laga sakte hain Jab market uptrend and downtrend move karti hai Jab market sideway movement Mein Ho To Ham use Mein trade open nahin kar sakte
             
            • #7 Collapse

              Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

              g dear commodity channel index indicator bhi trading other market ki trading ky basic indicators ki trha hay magar some inexperienced traders ko commodity ki market bahot zeyda hard aur highly technical field lagta hay magar me samjta hon agar commodity pairs ka deeply tajzia kia jaye to Forex ki market ki tarha ya other market ki tarha commodity pairs me be trading karna bahot asaan hay, Commodity market ka basic principle future trading be ho sakta hay, future trading 1 alag topic hay, jaha tak commodity market ko understand karny ki bat ki jaye to bahot se master traders commodity trading ka acha expernice es ley rakty hey kinu key other market ki tarha us ne commodity market ka acha tajzia be kia hota hay aur achi study be ki hoti hay commodity trading bhi normal trading kee tarah hi hoti hay jis tarah normal pairs kee trading hoti hay lekin is ko banisbat forex pairs main trading kay commodities trading ko bohat zyaada mushkil samjha jaata hay commodity trading simple pairs main trading say mushkil hay iss kee bohat sari wajoohaat hain kiun kay pairs sirf currency strength per based hotay hain ya to seedha uper chalay jaatay hain ya neechay or in kee pip value or speed bi slow hay jabkay ager ham log commodities kee bat kerain to uss main production sanctions demand outcome fomc results or bohat saari cheezain us index samait mil ker market moovement cause kerti hay issi liye commodity trading ko mushkill kaha jaata hay commodities ma market bohat jaldi move karti ha to trading ki opportunities bohat ziadah hoti hain commodities ki trading ma risk bohat ziadah hota haloss k chance bhi ziadah hota ha agar theek tarah se entry na li jaye to
              spread bohat ziadah hota ha is lye trading ma bohat ziadah mushkil hoti ha.
               
              • #8 Collapse

                Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein available different indicators ko properly learning ke bad unko apni trading per apply karne se hi hi best results mil sakte hain lekin Agar aapke pass different indicator se related complete information aur knowledge nahin hai to aap kabhi bhi indicator ko properly apni trading per use nahin kar sakte isliye market Mein jitne bhi indicator se unko apni trading per apply karne ke liye aapko UN se related complete information Hasil kar leni chahie.

                Commodity channel index ( CCI) indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aapko bahut acchi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aapko is related proper learning Hasil karne ke sath sath iski properly calculation ki zarurat hoti hai.

                Commodity channel index ( CCI) indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik Mil Rahe hote hain Park simple agar aap is indicator ko last 10 candles yah last 20 candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya FIR selling opportunities related notification de raha Hota Hai.

                Commodity channel index ( CCI) indicator moving average indicator se resemblance Rakhta hai agar aap apni trading ko zyada profitable banana Chahte Hain To aapko apni trading Mein Hamesha Ek Se Jyada indicators ko istemal karna hoga aapko Jab Ek Se zyada indicator 1 10th ki confirmation Dete Hain To aapko usmein zyada satisfaction ho sakti hai aur aapke results zyada per ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                  G belkul apn ny bhot achi info share ki ha Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein available different indicators ko properly learning ke baad unko apni trading per apply karne se hi best results mil sakte hain lekin Agar aapke pass different indicator se related complete information aur knowledge nahin hai to aap kabhi bhi indicator ko properly apni trading per use nahin kar sakte isliye market Mein jitne bhi indicator se unko apni trading per apply karne ke liye aapko un se related complete information Hasil kar leni chahie
                  Commodity channel index CCI indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market mein buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aapko bahut acchi trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aapko is sy related proper learning Hasil karne ke sath sath iski properly calculation ki zrurat hoti hai commodity channel index CCI indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik mil Rahe hote hain simple agar aap is indicator ko last ten candles yah last twenty candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya selling opportunities sy related notification de raha Hota Ha cmmodity channel inde indicator moving average indicator se resemblance Rakhta hai agar aap apni trading ko Jyada profitable banana Chahte Hain To aapko apni trading Mein Hamesha Ek Se zyada indicators ko istemal karna ho ga ap ko jb ye indicator confirmation Dete Hain To aapko usmein zyada satisfaction ho sakti hai aur aapke results achy ho skty Han
                  Hamesha trading karte hue indicator ka Sahi use Kiya Karen agar aap indicator ka Sahi use karte hue candlestick ki movement Ko achi se judge karte hain to aapko bahut Achcha result Milta Hai aur aap easily market Mein kamyabi ke sath Aage badh sakte hain aur apne liye trading ko profitable banaa sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                    Bahi accha question hai ya bohot hi accha kisam ka indicator hai jo market mai buy or sell ko indicate karta hain laken muja is bara mai zayda maloom nahi hai indicator bohot accha hain in ko use kar ka hum log ak accha profit kama sakta hain is lia is mai mahnat karian ta ka is mai ak bahtreen kamai ki ja sakti hai is lia mahnat karian or aga bahra is business mai indicator bohot lazmi hai indicator ko use kar ka hum log acchi trade open kar sakta hain forex mai jis na bi is mai mahnat ki kamyab huwa hai forex mai kamyabi ka lia mahnat karian indicator ka bara mai lazmi knowledge hasil karian indicator huma market ki surat hal batata hain or jub huma market ki samaj ah jati hai tu hum log is mai bahtreen kamai kar sakta hain or aga bahr sakta hain is lia mahant krian or aga bahrain acchi kamai ka lia sekhain indicator bohot sara hain laken in ko use karna ahna chaya ta ka hum in ko use kar ka ak bahtreen trade ko open kar saka indicator ko jitna bi ho saka bahtreen tareka sy use karna chaya jub bi indicator ko use karain tu pahla is ka bara mai sekh lain sekhan bohot zarori hai jis na bi sekha wo kayab huwa hai indicator ka bara mai jitna ho saka mahnat karian indicator ko use karna ka bad huma is mai accha fida ho sakta hai ya sub hamra lia hi hain agr hum in ko sekh lain tu acchi kamyabi hasil ho saka gi or kamyabi hasil ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                      Friends mera seniors sy question hai k CCI indicator ko trade ma kesy use kiya jata hai?? Ma ny CCI commodity channel index ko bhot use karny ki khosis ki hai but muje success hasil ni hoe. Es lae please simply ye bata deyn k ye indicator kis purpose k lae hai or es ko achy entery point k lae kesy use kiya jae???
                      Commodity channel index bhi other indicators ki terha best indicator hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain

                      Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky CCI indicator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                        Friends mera seniors sy question hai k CCI indicator ko trade ma kesy use kiya jata hai?? Ma ny CCI commodity channel index ko bhot use karny ki khosis ki hai but muje success hasil ni hoe. Es lae please simply ye bata deyn k ye indicator kis purpose k lae hai or es ko achy entery point k lae kesy use kiya jae???



                        Salam brother apny bhut acha point kia hai ..! Mai apko thora iss ky baray mai btaata hun.

                        commodity Channel ko CCI short form mai likha jata hai, Indicator mai ja ky CCI ko select krna hai iss mai 2 level hoty hain wahan 100 ko removed kr ky pehly level mai -150 likhna ha or dosry level ma ja ky +150 likhna hai ,us ky bad chart open ho jaye ga ,iss mai simple c strategy hai jesa ky 2 level lagaye gye thy aik -150 or dosra +150 , jab market plus 150 py ho tu apny moqa dhoondna hai sell ka,or jab -150 py ho tu wahan moqa dhondna hai buy ka..!Jab tak line _150 ko touch kr ky wapas upper ki taraf rukh na kry tab tk Buy nhi lagana hai,or usi trha line jab tk +150 ko touch kr ky wapas apna rukh nechy ki taraf na kry app ny sell nhi lagana..!
                        acha indicator hai issy easily used kia jaa skta hai or easily market ko detect kia jaaa skta hai, her member ko iss indicator py practice Demo account py krni chaiye.Thanks.
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                          dear friend, CCI aik bht acha indicator ha. jis ko hm mukhtalif functions aur activities k liay use kartay hain, jo new trends ko identify karnay k liay ya extreme conditions sa warn karta ha, isko hm indices aur ETFs wagera k liay successfuly use kartay hain, amtor par CCI mojooda keemat ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jb prices apni average sa barh jati hain to CCI b nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain to CCI b low ho jata ha, is tarah CCI over bought ya over sell ko identify karnay k liay use hota ha, CCI simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay k liay b use hota ha, jb CCI negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur CCI ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb CCI 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye indicator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful indicator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hmain ia ko use karna seekhna chaiay ta k achay faislay kar sakain
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                            Forex main different indicators use kiye jaty hain. Similarly CCI yani commodity cannel index indicator bhi in main say he aik hay. Ye actually commodities pairs main use hota hay. Q keh iska result in main behter hota hay. Commodities kay ilawah kai traders iski calculations ko currency and securities main bhi use karty hain laikin aisi surat main unko kuch limitations ka bhi khial rakhna parta hay.

                            CCI insicator hamain selk and buy positions ki better identification aur entry point batata hay. Like other indicators yeh indicator bhi past data use kar kay calculations batata hay. Jis say ham bullish main timely buyung entry say aur bearish trend main timely selling entry say achi earning kar sakty hain. CCI ko miving average kay sath mila kar use kia jata hay. Iski calculation kay liye security ki mean price aur jo period use kia jay uski average kay farq ko use kia jata hay. Is farq ko average period kay farq say compare kia jata hay. CCI ka ye formula hay.

                            CCI= (AveP - SMA of AveP) / (0.015* mean deviation)
                            Whereas
                            CCI= commodity channel index
                            AveP= Average price= (high+low+close)/3 (isko typical price bhi kaha jata hay)
                            0.015 aik constant hay jo CCI ki +100 say -100 ki range ki values ko 70 say 80 percent kay darmian garwat ko ensure karta hag.

                            CCI ko ham kisi bhi time period per calculate kar kay isky mutabiq results hasil kar laity hain. Laikin inka istemal inky mutabiq he ho sakta hay. Behter hay keh iskay sath ham RSI indicator ko bhi use kia karain q keh RSI ka use kar kay ham donon indicators say bahut behter aur confirm trading entry points hasil kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

                              Good topic for commodity channel index indicator a topic bahut hi good aur informative hai aur ji indicator bhi bahut helpful or useful hai main is indicator ko Kai bar use kiya hai aur mein aapane chat per is indicator ko aksar apply karta rahata hun aur ISI indicator ke lated mujhe kafi experience hai aur main isko Kai bar test kar chuka hun aur iske results bhi le chuka hun.

                              aapane is indicator ke related kafi information share ki hai aur main bhi koshish karta Hun ki main apne upar opinion aur apna experience God tarike se share karun kyunki mujhe bhi is indicator ke related ek bahut hi achcha experience hai aur main isko co1 ears use kar raha hun aur is ne mujhe bahut hi good results diye Hain.

                              Definition of commodity channel index indicator:

                              Commodity channel index ki thodi si definition karna chahta hun commodity channel index aik oscillator indicator hai hai aur aur yah hamen market mein bahut hi good signal provide karta hai jab ham is Ki mid-range ki value ko dekhkar trading kar rahe hote hain aur iski mid-range ki value hundred hoti hai aur jaise hi market Android key value ko upar ki taraf cross karti hai to hamen main bi trades ka signal milta hai aur job market mein main mid-range ki value ko 1 moving average niche ki taraf kharash karta hai to Ham sal ki trade lete Hain yah indicator trading mein hamare liye bahut hi helpfull hai.


                              Advantage of this indicator:

                              Commodity channel index ke hamari trading mein kafi jyada advantage hai aur yah hamare liye ek signal ka hai work karta hai agar Ham iski again and again practice Karen aur isko daily basis per apne chat pe apply Karen to hamen kafi good results milte Hain aur main samajhta hun kya agar Ham iski practice Kar Le to Ham market mein bahut hi good trading kar sakte hain isliye jarur commodity channel index ko apply karen to aap Koi se kafi good reasons mil sakte hain aur yah trading mein bahut hi beneficial hai aur agar half is ko bech time frame per apply karte Hain to yah aapko bahut hi good entry point de sakta hai.

                              My strategy about commodity channel index:
                              main apni trading ke liye commodity channel index ko choose Kiya hua hai aur is per apni ek strategy bhi banai Hui hai Meri strategy kuch is tarah se hai ki main chat ke upar ki taraf do moving average 20 value aur 30 value ka use Kiya hua hai aur jab yah moving average ek dusre ko cross karte hain to niche ki taraf se a commodity channel index agarniche ki taraf kharash karta hai to tab mujhe ek confirm signal milta hai aur ISI tarah se jab donon moving average ka aapas mein kharash hoga hota hai aur commodity channel index upar ki taraf kharash karta hai to mujhe buying trade ka signal milta hai aur is tarah se Meri trading kafi profitable Ho jaati hai aap bhi strategy ko TRAI Karen aapko kafi benefits milenge.Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	19
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12330695

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X