Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

    Commodity Channel Index indicator (CCI) is a very good indicator and very imported indicator for specially indication the movement and indication about the spread of commodities like gold silver and crude oil these communities have very fast movement and they have a high spread and to avoid from loss in these commodities we can use Commodity Channel Index indicator (CCI) and we can analyse the market movement by using access in a proper form if we are trying to use Commodity Channel Index indicator (CCI) and then analysing the market then definitely we will analyse the market in a very good way because this type of indicator has a great role in indicating the movement of the different trading commodities and it is a specially designed and indicated for the trading commodities like gold and silver you want to get good profit in forex market then you have to indicate the market Movement in a good manners and you have to indicate the market by using Commodity Channel Index indicator (CCI) in your trading strategy if you have better trading strategy and you have good knowledge about candlestick patterns then you will get success in your trading senior and Express experience will traders always use this type of indicators in indication the market movement and analysing the movement of market also they study about the candlestick patterns to analyse the market movement if you are trading in trading a commodity is like gold and silver than a you must have to do proper analysis and use indicators for the checking of market movement then you will be able to get profit in a good amount thank you very much
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

      trading business mein agar aap scalping trading karna chahte hain to aapko moving average indicator ki help leni chahie moving average indicator se aap easily Forex Mein Kamyab trading kar sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte isiliye koshish karen Jyada Se Jyada aap focus Karen apni trading ke liye moving average ko nutradel scalping trading kar sakte hain easily indicator ki help se Agar vah Apne indicator ko set kar le to easily Forex metre reading kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham average moving ko easily Apne chart per set Karen aur trading karne ke liye demo Kaun per first Jarur practice Karen without practice kabhi bhi Ham profitable trading nahin kar sakte isiliye dear traders first focus Apne Dam par Rakhe demo account ke bad hi trading karna start karen Taki Achcha profit mil sake without them ok on account practice se Ham kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte aur na hi Kabhi chatting kar sakte hain scalping trading ke liye earning ke liye bahut jyada jaruri hai ki Ham market ko understand Karen aur uske Jyada Se Jyada market ki Mahila ke sath mai ki ki condition ko dekhna chahie Uske mutabik apni trading Karni chahie aur dimag ko use Karke apni mehnat ke sath Apna Kam Karen aur Yahan per Itna bolane syncretic karne ki koshish karen
      • #33 Collapse

        Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

        Indicators hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hote hain isliye forex mein hamen in indicators ko apni achi trading ke liye use karna chahie jiski wajah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahiye ke forex mein hum chart pattern ko ache se samjhen forex mein achi trading ke liye chart pattern ka acha knowledge hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main hamen candlesticks ko bhi samajhna chahie forex main achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge our achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski wajah se forex mein hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karna chahie k forex main trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen forex mein achi trading k liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahiye k forex mein ham trading money management ke sath karen forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie forex mein achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai aur forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum acha work aur achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Sawal : Commodity Channel Index indicator (CCI) forex trade ma ksy use kiya jata

          commodity channel index indicator aik esa indicator hae ke jis ke madad se hum is main commodities main ache tarah se tradinga kar sakte hain q ke apko pata hae ke jitne bhe commodities hote hain wo bilkul bhe apko ya to acha apko profit de dete hain ya to apko loss de dete hain to is tarah se hamen bhe cahiye ke hum is amin sahe tarah se kam kara karen or is ke liye hamen cahiye ke hum is indicator ke madad se kam kiya karen take hum is main asani se trading kar saken or yahan se hum acha profit bhe to hasil kar saken hum jitna zayada ache tarah se is main profit hasil kar lete he hain to hum is main kamyab ho he jaya karte hain to hamen is ke liye is main success hasil kar jana hota hae take hum is main kamyab ho sakte hain bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam ko bhe time diya karen take hum is main kuch na kuch hasil bhe kar saken tab he to hum is main kamyab ho jaya karte hain agar hum is main mehnat kar jate he hain to q ke bahut se indicators hote hain lakin jo yeh wala indicator hae specially design kiya gya hae commodities ke liye to hamen is main sahe tarah se ache tarah se is main kam karna cahiye take hum is main se kuch seekh saken or is ke madad se hum bahut acha profit bhe hasil kar saken hum jitna zayada isko seekhne ke ksohish karen ge hum is main se utna he faida hasil karen ge to zayada mehnat karen
          • #35 Collapse

            Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

            CCI (Commodity Channel Index)
            Commodity Channel Index (CCI) indicator ko aam tawar par market ki movement ko check karne k leye istemal kia jata hai jo buy ya sell ki identification karta hai. CCI indicator market me mojoda qeemat ko average qeemat k sath aik khas waqat k leye moazena karta hai. Forex trading me traders CCI indicator k leye mukhtalif qisam ki strategies ka istemal karte hen.
            CCI ka istemal
            CCI indicator mojoda price ko average price k sath aik khas waqat k lehe compared karta hai. Values zero se uper nechay fluctuations karti hai. Aksar hum ne dekha hai k ziada tar 75% tak jo qeematen hen wo 100 aur - 100 ki darmeyan ati hai jab k sirf 25% qeematen is line ko yani 100 aur - 100 k line ko cross karti hai. Is se kisi pair ki ya kisi stock ki strongness aur weakness ko zahir karti hai.CCI indicator me jitna hum lamba time period ko istemal karengay to us se hamen ziada faida hasil hota rahega. Q k hamare target me ziada values ati rahe gi. Forex trading me CCI strategy ko hum kisi values ko 100 se above ya 100 se belwo k leye select karte hen jo k khas time peroid pe munhasir ho sakta hai. CCI indicator ko hum weekly base pe long term aur daily base pe short term trading k leye istemal kar sakte hen.

            Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	1
Size:	50.8 کلوبائٹ
ID:	12334679
            • #36 Collapse

              Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

              Forex mein trading mein commodity channel index ko hum commodities mein trade laganay kay lye istemaal kertay hain aur iss kay lye aap ko chart per iss ki lines draw kerna hoti hain line draw kernay kay lye aap ko chart mein values add kertay hain forex mein kaam kerna koi aasaan nahin ho sakta hai kay aap nay ab tak commodity channel index ka naam bhi na suna ho lakin aaj aap nay paheli martaba forum per iss kay baray mein parh rahay hoon iss lye kaha jata hai kay forex ka knowledge hasil kerain kyun kay forex mein daily forum per aap ko naye naye baatoun ka pata chalta hai aur agar aap forex mein aise cheezoun ko seekh lain tou inn sae forex mein trading kerna bhi aasaan ho jaye ga ab aap ko pata chal gaya hai tou aap bhi iss index ko apnay chart per try kerain aap ko yaqeenan yeh channel pasand aye ga aur aap kay lye trading kerna aasaan ho jaye aur aap trading ko enjoy kerain gaye
              • #37 Collapse

                Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                dear friend, CCI (Commodity Channel Index) aik technical indicator ha jo market ma pairs ki current price ko aik perticular period ki average price k sath measure karta ha, is ko Donald Lambert na commodities k cyclic turn ko identify karnay k liay develop kia, ye aik momentum oscilator ki tarah act karta ha jis ka mtlb ye ha k CCI overbought aur oversold levels ko identify karta ha, iski bunyadi mafrooza ye hi ha k commodities aik cycle ma move karti hain jis ma certain periods ma low aur high levels atay jatay rehtay hain,

                CCI lines zero sa above aur below fluctuate karti hain, jb prices apni average sa ziada hoti hain tk CCI b high hoga aur jb prices apni average sa below hon gi to CCI b low hoga, CCI values ki percentage +100 aur -100 k darmian act karti ha, shorter CCI small percentage k sath ziada volatile hota ha, ye number of periods par depend karta ha jitnay ziada periods involve hon gay ye percentage utni hi high hogi

                CCI ki 80 sa 70 percent values +100 sa -100 k darmian hoti hain, lakin buy ya sell k signal 20 ya 30 percent time k doran hi generate hotay hain, jb CCI +100 sa above move karay ga to us waqt price strong uptrend ma hon gi jis sa buy k signal hasil hon gay aur jb CCI +100 sa below aa jaye ga to buy position b close ho jay gi, isi tarah jb CCI -100 k below aye ga to prices strong downtrend ma move karain gi aur sell k signal generate hon gay aur jb CCI wapis -100 sa above jay ga to sell ki position khatam ho jay gi, is tarah +100 k above overbought aur -100 k below oversold conditions hoti hain
                 
                • #38 Collapse

                  Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                  ham cci indicator ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy market ko achy sy watch kar ky kam karna chahey agar hum is main new trader hai to hamy candle ko use kar ky trade lagane chahey candle hamy market ke movement ka barate hai ky market kis tarf move kar rahe hai market up hai yai down hamy is mai planing kar ky trade lagane chahey jab market up ho to hamy is mai buy ka order lagana ho ga or jab market ke movement down ho to hamy is mai sell ka order lagana ho gg ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky agar hum is mai galt order laga dy gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahe ta ky hum is mai agy bar saky hum apne mistake sy seekty he hai or dobara wo mistake nahe karty jis sy hamy loss ho forex aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumik mai be pahl cuka hai hamy kamyabe ky tools ko kabe be ignore nahe karna chahey yai aik wase karobar hai hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad mai threads karny chahey ta ky hamare posts ke limit pore ho saky or hum is mai acha bonus hasil kar saky ya aik world wide karobar hai hum is mai sada urdu mai posting karty hain
                  • #39 Collapse

                    Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                    Yes. Forex trading ma bhot sary indicatora ko use kiya jata hai. Jo trader forex ma indicator ki help k bena apni trades ko manage kar sakty hain wo hamesa nakam rehty hain. Forex ma indicator ko use ni kiya jae to trader ko bhot problems hoti hai or trader ko loss etna hota hai k enka account he wash ho jata hai. Es topic ma ham commodity channel index ko discuss karyn gy.

                    CCI Commodity Channel Index. Commodity channel index trader ko ye information deta hai k us ny kis time par market ma buy ki trade open karni hai or kis time par sell ki trade ko open karna hai. Rsi indicator ki tarha cci b over bought or over sold ka signal deta hai. Jb marker over bought show hoti hai to trader ko sell ki trade open karni chahe or jb marker over sold show ho rahi ho to trader ko buy ki trade open karni chahe. Jo trader achy time par sahe trade open ni karta uska account aksar loss ma he douba rehta hai. Trader ko chahe k cci ki help sy hamesa small lot sy trade karny ko he prefer kary.

                    Working of CCI. Cci ka ik draw back ye hai k ye trader ko ye ni batata k market ketny time par exact wapas aye gi. Forex trading ma market aksar over bought show ho rahi hoti hai but ye zayada sy zayada up move karny lag jati hai. Trader agr es time par big lor sy sell ki trade lagayn gy or market up jati rahi gi to trader ka account pehle he wash ho jata hai or market down ni ati. Forex trading ma jo trader bena kisi indicator ki help k bena trade karta hai wo hamesa loss ma he rehta hai. But kisi trader ko blindly indicator ko follow ni karna chahe balky sath apna experience or knowledge ko b use karna chahe. Jo trader bena experience k trade open karty hain wo hamesa loss ma he rehty hain.
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                      Gee han bhai thek kaha ha ap ne commodity channel index ye indicotoe ki tra kam krta ha forex ap ko pata ha k kameyab hone k liye hume zada se zada knowledge lena hota ha bilkal ishi tra is mn be kameyab hone k liye hume knowledge ki zahrorat hoti hum is mn jitna acha ur jitna menat wala kam krein gein utni hi jaldi hume success be milen gi market ki movement down ho to amaze macel ka order lagana Hoga
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #41 Collapse

                        Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                        Forex men trading karnay kelye hamen aismen har kisam kay indicators ka experience hona chaye agar ham Forex men kamyab hona chahty hen to hamen aismen good manner say har ek indicators ki learning karni ho ge takay jo indicator jis jis pair pay acha resul day us men ham trade kar kamyab trade bana saken so hamen apnay kam men mukhlis pan dekhana ho ga jab he ham Forex men kamyab hon gy CCI kay bahot say faiday hen aor ye ek kamyab Indicator hay agar ham aiskay baray men mukamal jankari hasil kar len to ham bahot jaldi behtreen munafa kama sakty hen so hamen har indicator py kam karna ho ga.
                        • #42 Collapse

                          Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                          Hello everyone Aaj aapane bahut hi acche question ko select Kiya Hai Is question per discussion Karenge Forex trading ke market Mein different types ke indicators maujud hote hain ya indicators traders ki hal ke liye maujud hote hain aur traders in ko free mein use Karke in se acche benefits Hasil kar sakte hain ki market Mein maujud comedytiy channel index Ek bahut hi Achcha indicator Hota Hai

                          Ab market Mein comedytiy channel index ka istemal Karte Hain To Iske jarie se aap market ki security price change aur average price change ke between difference ko acchi Tarah se confirm kar sakte hain market Mein is indicators ke jariye share price ki average ko acchi Tarah Se read kar sakte hain aur yah market Ne price ki weakness Aur strongness Ko Bhi acche tarike se show karta hai market Mein comedyTy channel index indicator ko leading indicator paper per bhi use kar sakte hain

                          Market Mein maujud Diye indicators market ke uptrend or downtrend ke signals ko acchi Tarah Se show Karte Hain Jinke sar se market capital and aur downtrend ki price ki movement ko samajhna bahut jyada easy ho jata hai market Mein maujud leading indicators ke jariye se overbought oversold condition: karna 2010 possible ho jata hai aur Market Mein maujud bullish or bearish candlestick patterns market ki reversal price ki movement ko study karne mein bahut jyada help karte hain market Mein maujud Tamam traders ko market Mein inter ma'am different types ke candlestick patterns aur indicators ko kya karna chahie aur inke differences ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Taki market Mein Jab Bhi trading start karen to use Waqt vah market ki condition Kaise chahie Best candlestick pattern aur indicator Ka istemal Karke market ko acchi Tarah Se identify kar Saken
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                            Commodity channel index indicator se related aapane perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab aap commodity channel index indicator ko properly learn karte hain aur apni trading per apply Karte Hain To usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain commodity channel index indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko Ek specific time period ki average ki basis per calculation provide kar raha hota hai dear jab aap is indicator ko properly learn karte hain aur apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap commodity channel index indicator ko properly apni trading per reply karne ke liye is related complete learning Karte Hain To usko aapane properly learn karna Hota Hai.

                            Dear jab aap is candlestick pattern ko clearly understand karte hain aur is indicator ko properly apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt commodity channel index indicator aapke liye bahut jyada profitable ho sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki aap commodity channel index indicator ko clearly apni trading per apply Karen.

                            commodity channel index indicator aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai aur aapke trading co practical Banane mein bahut help ho sakta hai dear jab aap commodity channel index indicator ko properly learn karte hain apni trading per reply karte hain to aap is maximum advantage Sar Sar kar sakte hain isliye aapko commodity channel index indicator ko completely learn karna chahie aur Market Mein different selling or purchasing situations ko proper Ab jakar Ke market Mein entry leni chahie jisse aap apna profit easily increase kar sakte hain.
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                              "Asalmoalikum"
                              TOPIC
                              "CCI"
                              Dear forex member umid hy ap khyriat sy hon gy maira review CCI py mabni jo ail market indicator
                              "HISTORY"
                              CCI (commodity channel index) aik oscillator hy jisy Donald Lambert ny 1980 mai mutarif karwaya. Is k ejad hoty hi trading market mai halchal mach gae or is ny bhut popularity kamai or traders k ley aik common tool ban gya

                              "WHAT IS CCI"
                              CCI market indicator hy jo k market movements k sath istemal hota hy jo buying selling ko indicate karya hy .. CCI indicator market me mojoda qeemat ko average qeemat k sath aik khas waqat k leye moazena karta hai. Forex trading me traders CCI indicator k leye mukhtalif qisam ki strategies ka istemal karte hen. CCI Aik maksos wakt mai current price kobaverage price sy compare karta hy.
                              CCI apko bhut benfit dyta hy or apko kafi help dyta hy or bhut ahm role pysh karta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Jiaza: ye tabsera CCI (Commodity Channel Index) par mushtamil hai.

                                yahan per members different type ki strategies aur Intex ki help lekar apne kam ko bahut acchi tarah Se continue karne mein koshish kar rahe hain aur is tarah Se ki jaane wali koshish maximum members ke liye acchi sabit hoti hai aur is tarah Se Hi members apne kam mein successful ho rahe hote Hain aur sab members ke liye yah baat bahut important hai ki members ko apne kam mein successful Ho jaane ke liye maximum struggle karna hoti hai aur maximum struggle karne ke bad hi kisi bhi member ke liye koi problem nahin aati aur is tarah Se Hi members apne kaam mein acche results le rahe hote Hain members ke liye yah baat bahut important hai ki agar members ko apne kaam se related acche results lene he tu members ko acchi tarah Se struggle karna hogi aur bahut hi acchi tarah Se struggle kar lene ke bad hi koi bhi member apne kam hi successful hota hai yahan per kam karte hue maximum members apne kam mein successful ho jana chahte hain aur successful ho jana itna aasan nahin hota hai iske liye members ko maximum hardworking karna hoti hai apne kaam mein bahut acchi tarah Se Dil laga kar use per focus karna hota hai aur agar apne kam mein focus na kiya jaaye tu is tarah Se members ko kabhi bhi apne kam mein acche results nahin milenge aur bahut hi acchi tarah Se members ko apne kaam se related acche results lene ke liye maximum online rahega aur maximum knowledge to increase karna hoga aur apni information ko acchi tarah Se apne kam mein istemal karke aur usse help lekar Hi Kam ko acchi tarah Se karna hoga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X