Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?
    Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
    Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?
    Forex trading main jtny bi pairs han in main do currencies hoti han jin main pehli currency ko base or dosri currency ko quote kehty han jis tahra GBP USD ha is main an GBP base currency ha jab k USD quote currency ha is ley humy in k relations ko samjena ho ga q k jab bi market main do currencies ka pair ho or in main trading karni ho to is main sy aik currency strong ho rehe hoti ha or usi waqat dosri currency weak ho rehe hoti ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni hoti ha donu ki news pe nazar rakheni hoti ha ta k hum log kamyab ho saken or behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken jab tak hum log behtar trading ni karny gy to hum log kamyab ni hon gy
    Currency pairs main do currency hoti han jin main sy pehli currency agr strong hoti ha to us ki value means price strong hoti ha is sy is ki price ziada hoti ha jab k dosri currency ki price kam hoti ha aik time main he aik strong ho ge or dosri weak ho ge is tahra agr jo pehli currency ha weak hoti ha to dosri currency strong hota ha to is sy ha is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar learning or practice karni chae ha ta k hum log behtar tahra samj k trading karny or ache earning kar saken jab tak hum log ache tahra samjeny gy ni to hum log behtar trading ni kar saken gy currency ko base ho ya quote is ko is k mutabiq he samj k trading karni chae ha ta k hum ache trading kar saken
    Forex trading main hum log jtni ziada mehnat karny gy or ache planning or strategy sy trading karny gy to hum log ache earning kar saken gy agr quote currency strong hota ha to is pair ki price down aati ha or base currency weak hota ha is ley humy apni planning or strategy ko ache tahra samj k or seek k trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken or behtar earning k ley humy donu currencies ki news or donu currencies waly countries ki economic conditions or political situation ko zahan main rakh k trading karni ho ge ta k hum log kamyab hon or behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken or hum log behtar trading sy ache earning kar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

      Forex main currency pair 2 mukhtalif countries ki currencies per mushtamil hota hay. Jis main donon currencies ka name likha hota hay. Pehly number wali likhi gai currency base jab keh second per likhi jany wali currency quote currency kehlati hay.

      Base currency woh hoti ha jis say quote yani second number wali currency ka lain dain ho raha hota hay. Base currency ager strong ho to woh quote ko buy karti hay aur is tarah trade up trend main jati hay. Ager base currency ki value kam ho jaye to quote currency powerful hony ki waja say price sell mai jati hay.

      Currency pairs main trading kay liye more fundamental analysis and news per depend karna hota hay. Jis kay liye donon mulkon ki economy ka jaiza laina lazmi hota hay. Q keh kisi mulk ki economy he iski currency ki value up ya down hony ki waja banti hay. Currency ki internationally strong hony ka matlab is mulk ki econony bhi strong hay. Ager aik currency devalue ho jati hay to iski wajuhat is mulk main inflation rate bhi ho sakta hay. US Dollar aur Eur ki ager apas main bat karain to hamain donon currencies kay alag alag fundamental analysis karna zaroori hoty hain. Is kay bad hamain ye daikhna hota hay keh jab tak ham nay trade karni hay is doran koi news publiah to nai ho rahi. Q keh news publish kay time forex market main bahut taizi a jati hay. Jis waja say all currency pairs affected hoty hain. Is liye ager ghalat simat main movement chali jaye to hamain bahut ziada nuqsan ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

        Forex trading main jtny bi pairs han in main do currencies hoti han jin main pehli currency ko base or dosri currency ko quote kehty han jis tahra GBP USD ha is main an GBP base currency ha jab k USD quote currency ha is ley humy in k relations ko samjena ho ga q k jab bi market main do currencies ka pair ho or in main trading karni ho to is main sy aik currency strong ho rehe hoti ha or usi waqat dosri currency weak ho rehe hoti ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni hoti ha donu ki news pe nazar rakheni hoti ha ta k hum log kamyab ho saken or behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken jab tak hum log behtar trading ni karny gy to hum log kamyab ni hon gy
        Currency pairs main do currency hoti han jin main sy pehli currency agr strong hoti ha to us ki value means price strong hoti ha is sy is ki price ziada hoti ha jab k dosri currency ki price kam hoti ha aik time main he aik strong ho ge or dosri weak ho ge is tahra agr jo pehli currency ha weak hoti ha to dosri currency strong hota ha to is sy ha is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar learning or practice karni chae ha ta k hum log behtar tahra samj k trading karny or ache earning kar saken jab tak hum log ache tahra samjeny gy ni to hum log behtar trading ni kar saken gy currency ko base ho ya quote is ko is k mutabiq he samj k trading karni chae ha ta k hum ache trading kar saken
        Forex trading main hum log jtni ziada mehnat karny gy or ache planning or strategy sy trading karny gy to hum log ache earning kar saken gy agr quote currency strong hota ha to is pair ki price down aati ha or base currency weak hota ha is ley humy apni planning or strategy ko ache tahra samj k or seek k trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken or behtar earning k ley humy donu currencies ki news or donu currencies waly countries ki economic conditions or political situation ko zahan main rakh k trading karni ho ge ta k hum log kamyab hon or behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken or hum log behtar trading sy ache earning kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

          Je dear forex currency pair ki 2 different types hoti hain. Ek currency ki value ko dosri ma quote kiya jata hai. market ma ik time ma 2 currencies envolve hoti hai. Hamy en ma tb he trade karni chahe jb hamy en k bary ma achi information ho. Forexample EURUSD ik currency pair hai. Es ma jo pehle currency hai EUR esko base currency kehtyn hain or jo second currency hai USD esko quote currency kehty hain. Es ka further matlab ye hota hai k hamy ketny dollar chahe ik Euro ko buy karny k lae. Pehle currency ko agr ap buy karna chahty hain to eska matlab hota hai k ap ko second currency ko sell karna ho ga.

          Ese lae har currency pair par trade karny k lae different margin chahe hota hai kiu k har currency ka rate different hota hai or pehle currency ko buy karny k lae hamy second currency chahe hoti hai jin ki value different hoti hai. Currency pair ko further major or minor pairs ma divide kiya hai. Agr hamy pairs ki mukamal information ni ho gi to ham kbi achi trade ni kar payn gy. Jin currency ki sath usd ka combination hota hai unki movement fast hoti hai. Asy pairs ma profit hasil karny ka chance b zayada hota hai. But agr kisi ki pair ki movemenr slow ho gi to ham es ma achi trade ni kar payn gy kiu k wo move he less kary ga.

          Forex ma variety of pairs available hai jin ma sy pehle major pairs ko side par kar lena chahe or unki movement ko measure karty rehna chahe agr un ma trade ka acha chance mele to he enter hona chahe. Ye b zehan ma rakhna chahe k us pair ma trade karyn jis ma trade open karny k bad b apk pass free margin bach jae.
          Last edited by ; 01-09-2020, 12:11 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

            First of all yeh janana zarori hay k Forex trading market main currencies ki trading hoti kis soorat main hay kia aik hi currency par order lagaya jata hay ya k ziada pay to es baray main yeh batata chalon k Forex trading market main currencies ki trading jodon yehni currency pairs ki shakal main hoti hay yahan ham pehlay currency pair kay baray main bat karain gay.
            Currency Pair:
            Two different countries ki currencies apas main mil kar aik pair banati hain jo k currencies ka aik mukamal joda hota hay aor Forex market main currency pairs ko Buy ya Sell kia jata hay example kay tor par EUR/USD, GBP/USD, USD/JPY, EUR/GBP, NZD/USD and AUD/JPY waghaira. Yeh sab currency pairs hain
            Types Of Currency Pairs:
            Currency pairs ki basic two types hain aik Major currency pairs dosra Crosses currency pairs jin ki kuch details darj zail main likh raha hoon.
            i: Major Currency Pair: Major currency pair woh pair hay jis main aik currency USD ho yehni American dollar ho aor dosri kisi aor country ki hoti hay jaisa k USD/JPY es main aik American dollar hay aor dosra Jannie Yen hay es taran EUR/USD and GBP/USD waghaira sab Major currency pairs hain ziada tar trading Major currency pairs pay hi hoti hay.
            ii: Crosses Currency Pair: Crosses pair woh currency pair hay jis main koi bhi currency USD na ho jis taran EUR/GBP, JPY/GBP, AUD/CAD, NZD/GBP, AUD/NZD, EUR/JPY and CAD/JPY yeh sab Crosses currency pairs hain.
            Types Of the Currencies In The Currency Pairs:
            Aik currency pair main two types ki currencies hoti hain jin main say aik ko Base currency aor dosri ko Quote currency jin ki detail darj zail hay.
            1: Base Currency:
            Jo currency currency pair main pehlay hoti hay osay base currency kehtay hain jis taran EUR/USD es main EUR aik bas currency hay EUR kay muqablay main agar dollar kamzor hota hay to es pair ki price up jay gi aor es say Buy ki soorat ho gi esi taran agar dollar Eur kay muqablay main up hota hay to es pair ki price nechay jay gi jis say Sell ki soorat ho gi.
            2: Quote Currency:
            Jo Currency currency pair main bad main hoti hay osay Quote currency kehain gay jaisa k EUR/USD main USD hay agar quote currency base currency kay muqablay main strong hoti hay to es pair ki price value down ho gi aor trend Sell ka ho ga aor agar quote currency base currency kay muqablay main kamzoor hoti hay to es pair ki price value up ho gi aor jis say Buy ka trend ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

              G han dear trading ki jo base hai wo usd hai ap kam kar kay daikh lain market mai ap ko pta chal jaye ga kay ap kam kartye hain usd ki taraf say ya market mai ap us hisab say kam kartye hain tu ap kaliye es mai kafi asani bhi hoti hai aur ap ka kam kafi tuf bhi ho sakta hai tu ap base jo hai wo usd hai jub kay bad mai bat kartye hain quota ki tu us mai sari curency a jatye hain jis mai ap ko pta hai kay har aik curency kay sath usd lagta hai us ki waja ye he hai kay ap doller kay hisab say market mai kam kartye hain tu ap ka kam kafi mashoor hota hai aur ap karket mai acha kam kartye hain aur ap kamyab ho jatye hain tu doller pay kam karna zaroori hai jub kay doller ko he usd kha jata hai yani kay market ka jo king hai wo usd he hai ap es ko aik side pay rakh lain baki curency ko aik side pay rakh lain wazhya faraq ap ko mil jata hai tu ap ye bat hamesha yad rakhain kay ap nay market mai jub bhi kam karna hai ap ka kam hai kay ap isd pay kam karain kiyu kay ap es mai kafi acha kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu kamyab wo he hota hai jo es mai acha kam karta haiahnet aur lagan kay sath kam karta hai tu wo kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say kam karain mahnet kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu kamyabi kaliye mahnet aur lagan kay sath acha kam zaroori hai es kay bina kamyab hona na mumken hai tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai kam karain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                GBPUSD main GBP ko hum base currency Kahate Hain or usd ki hum quote currency Kahate Hai . Forex trading main currency ka bahut jyada istemal Kiya jata hai Forex Market acchi it rate Lagane ke Liye in currency ko use karte hain left wali currency ko base aur right Taraf wali currency counter yah cout currency Kaha Jata Hai trading karte waqt basse currency kopryat banaya jata hai Misal ke Taur per GBP USD Agar is jodon Ko kharidna Ho To GB ko kharida Jaega Agar is Jod Ko bechna Hai GBp ko becha jaega Jaisa ki aap Jante Hain Ki frocks Mein kin cheezon ka Dhan Kiya jata hai yah to Jahar se baat hai ki ismein sirf Cout currency ka len den Kiya jata hai Hakikat Mein Hamara currency hone se koi contact Nahin Hota isliye Ham ismein confusion Ka Shikar Ho Jaate Hain Jaisa ki aap market Mein dekhte hain ke Google Malik Taur per most Hain kam hota hai aur Iske S shares ki kimat badh Rahi hoti hai to aap Google ke shares ko khareed lete hain aapane share to khareed Rahi Hai Magar Google Ke Malik To Nahin ban gai Sitara Palak mein aap Kisi currency ke sirf share kharide sakte hain uska Malik Nahin Ban Jaate is Me har currency 3 haroof per mushTamil Mal hoti hai byen Taraf ke do haRoof Mul ke naam aur Har Kisi Ko Jahar karta hai currency trading Hamesha jodon Mein ki Jaati Hai tracks Mein Jab hi trading Hoti Hai Ek Hi Waqt Mein Ek Hi currency ko kharida jata hai aur dusri currency ko becha jata hai incurrence Iyon ki trading broker ki madad Se Hi ki Jaati Hai agar Ham is market mein Main success Hona Chahte Hain To Hamen Forex trading ka knowledge hona jaruri hai Taki Ham is market Mein Achcha trade Laga sake.
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                  Bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane Forex trading mein bahut se pair maujud hote hain aur unke bare mein do tarha ki currencies hoti hain jismein joron ko euro currency ko hum base currency USD ko quote currency Kahate Hain currencies Hamen different types ki information provide Karti Hai yah market ko samajhne Mein Hamari madad Karti Hain Agar Ham Forex trading Mein work karna chahte hain to hamare liye In different currencies ko samajhna Zaroori Hota Hai. Forex trading Mein Jab Ham trade Karte Hain To Ham currency ko teen jodon Mein taqseem Karte Hain Forex trading member Jude currency three times Mein divide Karte Hain inmein Ek major currency Hai jismein Ek currency American dollar ki hoti hai aur dusri cross-currency hai jismein Koi currency bhi American dollar Ki Nahin Hoti aur teesre exotic currency hai in main taraki pakizair mumalk ki currency maujud hoti hain.

                  Forex trading main bahut se indicators factors applications patterns currencies maujud Hoti Hai Jo Hamen market ko samajhne Mein madad deti Hain yah Hamen different types ki information provide karte hain aur jab Ham ine se information Hasil kar lete hain to market ko samajhne Mein aasani Ho Jaati Hai Aur usse Ham market Mein acchi trade Laga Ke Achcha profit bhi Hasil kar lete hain achha profit Hasil karne ke liye sabse pahle market Ka analyses Karna bahut Jaruri Hota Hai market ka analysis kiye bagair aur isase information Hasil Ki Hai Magar Ham kabhi bhi ismein acchi trade Nahin Laga paate aur ham market ka analyzers use Waqt nahin kar sakte jab tak Hamare Paas experience Na Ho Agar Ham without experience market Mein trade Lagate Hain To isase Hamen loss ho jata hai isiliye Hamen full experience aur knowledge ke sath Forex ko join karna chahie Taki Ham isase profit Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                    dear forex market mein aap jis bi currency pair per trade karte hain aapko yah pata hona chahie ki aap ismein buy yah sell kaun si chij kar rahe hain kyunki is market mein jitne bhi currency pair available hai ismein do different currencies hoti hain jinki movement humko is market mein najar a Rahi hoti hai agar aap is market mein GBP USD currency pair ko dekhte hain main to is main aapko first Jo currency najar a rahi hai yah base currency hoti hai ismein humne jo bhi purchasing karni hoti hai isko hi purchase kar rahe hote hain kyunki humko Jo chart is market mein najar a Raha hota hai first currency ke liye hadse najar aata hai aap mujhe Kya aap is market mein first currency ko dekhte hue train ko samjhaie agar fast wali currency week ho rahi hai to aapko is currency pair per sell ka pending order ya trade open karne chahie.

                    market mein aapke pass Jo second currency show ho rahi hoti hai yah aapki quote currency hoti hai jisko Ham first currency ke lihaj se a use karte hain is market main aapko koi bhi aisa Pair nahin milega jismein aapko single currency mil rahi ho agar aap is market mein trade karna chahte hain to aapko yah pata hona chahie kya jo bhi currency per aapke samne hai iski movement kis tarah hoti hai aur ismein ham kaise profit bana sakte hain is market mein apne pet per profit banane ke liye aapko acchi planning karni hoti hai tab aapko is market mein fayda ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                      Forex market key bary me agar ibtedai maloomat hasil ki jaye to es key ley traders ko es cheez ki information hasil karni chaye key base currency kon si hoti hay aur quote currency kon si hoti hay, Forex market me kesi single currency par trading karna allow hi nahi ki jati hay es ley pairs jab be banaye gaye hey to es me 1 currency ko base currency ka name dia gia hay aur aur 2nd currency ko quote currency kaha jata hay, simple words me ham ye samaj sakty hey key jo be first currency ho gi ye base currency ho gi jes ko ham buy kar sakty hey aur aur jo 2nd currency ho gi ye hamary ley quote aur selling currency ho gi, pairs me buying key sath selling currency ka hona be zarori hay tab hi ham market me pairs me trading kar sakty hey otherwise agar base aur quote currency na hoty to hamary ley currency pairs me trading karna asaan na hota aur na hi hamy buying price ka asani se pata chalta aur na hi selling price ka ham agar market ko just watch kar len to hamary samny bahot si currency pairs ki price a jati hay base aur quote currencies ki waja se hi hamy buying price ka be asani se maloom ho jata hay aur sath me selling price ki be information mil jati hay, Forex business ko samjny ka sab se pehla step hi ye hota hay key ham base aur quote currencies ko understand kar len es key baghir ham basic learning karny me kabi be kamyab nahi ho sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                        dear friend. forex ma dual currencies combine ho k aik pair bnati hain air different abbrevations sa show jo rhi hoti hain jiasay EUR/USD, is ma two currencies Euro aur US Dollar ka apas ma relation hota ha is ma EUR ko base currency kahtay hain aur USD ko quote kahain gay, forex market mostly USD par depend karti ha aur baki tamam currencies ma isi k hisab sa up and down moment hoti rehti ha, aur agr EUR/USD ma usd weak hota ha to price buy ma mtlb up jay gi aur agr usd strong ho ga to pair ki price sell ma mtlb down ho gi, is liay hmain currencies par trading karnay k liay in basic cheezon ka pata hona chaiay, jaisa k currencies ka rate aur value different hoti ha is liay in ka margin b different hota ha, mostly currencies k sath usd lagta ha iski main waja ye b ha k usd market par bht effect karta ha aur iski up ya down moment dusray pairs par kafi asar karti ha, is liay agr ap forex ma kmayabi chahtay hain to apko dollar ki moment sa sakh boojh honi chaiay, agr ap aik currency pair ki pehli currency ko buy kartay hain to iski dusri currency ko sell karna ho ga, hmain currencies k apas k relation ko samajhnay k liay apni learning ko behtar karnay ki koshish karni chaiay aur in k latest rates sa agah rahain ta k hmain forex ma in par trading kartay huay pareshani na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
                          Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?
                          Ine mein jo Euro hai usko Ham base currency Kahenge aur ismein jo USD hai use ham Quote currency Kahenge . Is market ke andar Hamen currencies ka knowledge Hona chahie ismein bahut jyada currencies hoti hain Jo Hamare liye faydemand hoti hai aur kuchh currency Pair Aisi hoti hain Jo Hamare liye Jyada faydemand Nahin Hote . Is market ke andar aap major currency pair mein bhi trade kar sakte hain is market ke andar aap minor currency pair ke andar bhi trade kar sakte hain aur uske alava is main exiot currency pair mein bhi aap trade Laga sakte hain is market ke andar aap currency pair ke alava comedies pair ke upar bhi trade Laga sakte hain comedies pair ke andar goldsilver Shamil hote hain aur yah aapke liye bahut hi dangerous Hote Hain . Agar aapke pass Forex trading ka Jyada knowledge or experience Nahin Hai To aapko pair ke andar work nahin karna chahie Kyunki ismein kam karne ke liye aapke pass demo account ka ek Lamba experience Hona chahie Agar aapke pass Ek Lamba experience or knowledge hoga to aap commodities pair mein work kar Sakenge otherwise aap ismein Kam Nahin kar Sakenge .

                          Uske alava commodities pair ke andar work karne ke liye aapke pass Ek Badi investment Ka Hona bhi zaroori hai agar is main aapke pass Badi investment nahin hai to aap ismein work nahin kar sakte Kyunki aapane Dekha Hoga Ki commodities pair ke andar bahut jyada movement Hoti Hai Jiski vajah se Agar Hamara kam balance hoga to Hamari trade automatically close ho jayegi aur Hamara Lost book ho jaega isliye Hamen chahie ki Ham Agar Dekhna Hai To Hamen currency spare ke andar work karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
                            Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?




                            Walaikum salam member ..! Apny bhut achi or informative Thread Di hai, yh logo ko smjhna chaiye , mai apko iss ki defination bata dyta hun..!
                            G members..! Hum jab bhi trade krty hain tu pair ki shakal mai krty hain yani for example Pair mai yani Euro ka rate 1.5069 hai tu yeh 1.5069 Pair currency khelata hai , tu iss trha jab hum trade krty hain tu pair mai trade krty hain Pair ky andr jo pehli Currency hoti hai Wo BASE currency khelaati hai or Dosri currency jis mai convert krna hota hai Wo Quote Currency khelaati hai..!
                            For example..
                            EURO/USD iss currency mai Euro Base hai Or USD quote Currency khelaaye gi..!
                            iss leay Hamen trade lagaty howy Currency pair py zyada nazar rkhni chaiye , q ky jab hum trade lagaty hain tu Base currency ka rate or Quote currency ka rate different hota hai or hamen yeh analysis krna hai ky kon c Currency ko base ya quote mai convert kren yani Euro ya tu USD mai covert ho gi or ya USD euro mai convert ho gi tu pair ki pehli or dosri Currency ko Base or Quote currency kehty hain...!
                            Thanks..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                              Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt is question se bahut Sare members ko bahut hi acchi information Hasil Hogi aur unke knowledge mein bahut jyada izafa Hoga is related main aapko Kuchh important information share kar deta hun jisse aapke Bhi Na Lage Mein izafa hone ke chances hai.

                              Base Currency :

                              Dear jab Ham different currency pairs per kam kar rahe hote hain to usmein aapane Ek observation ki Hogi ki Jab Bhi Ham ki koi bhi currency pairs select Karte Hain To Kabhi Bhi vah separate Nahin Hota Hamesha vah pair ki Shakal Mein Hota Hai for example Euro USD Euro JPY by a different currency pairs hain. Ismein Jo currency first per a Rahi hoti hai usko aap base currency Kahate Hain for example Europe USD Ka Jab Ham comparison karte hain to ismein Euro currency ko Ham base currency Kahenge.

                              Quote Currency :

                              Dear Jo currency pairs Mein second position per currency indicate ho rahi hoti hai usko aap Court currency Kahate Hain for example Jab aap Euro USD currency pair ka comparison kar rahe hote hain to ismein second currency USD Hoti Hai Isko Ham quote currency ke naam se Jante Hain.

                              Interpretation in Market :

                              Dear jab Ham different currency pairs ki selection Kahate Hain To ismein Ham Ko is baat ka idea Hona chahie ki Jab Bhi Ham Koi currency pairs select Karte Hain To usmein Base currency aur quote currency ki basis per Inki selection Kahate Hain iska matlab ji hota hai ki agar Ek currency strong Hogi to dusri currency Uske against week Hogi ya do different currencies Ka aapas Mein comparison ho raha Hota Hai Jiski wajah se Humko profit aur nuksan ho sakta hai isliye aapko different currency pair se related important information Hasil karne ke bad he is per trading Karni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X