Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

    Forex trading pay Jab Bhi ap currency pairs trading karte hain to aapko Hamesha two countries ki currency pairs py trading Karni hoti hai Jab Bhi aap Forex trading per currency pairs per Koi trade Lagane ke bare mein planning karte hain to aapko on currency pairs ke fundamentals ko zarur follow karna chahie currency pairs basically Ek dusre ke sath exchange karte hue Ham UN per trading karte hain for example Agar Ham American Dollars ko European currency ke sath exchange karna chahte hain To Ham currency ke Pairs Bana Lenge jismein Ham EUR/USD currency pairs banate Hue apni trading ko carry on Karte Hain

    Base Currency
    Jab Bhi currency pairs Mein Ham trading Karte Hain To Jo currency price strong Hoti Hai To vah Hamesha us currency pairs Mein first Hoti Hai To Jo first currency Hoti Hai US currency ko ham base currency Kahate Hain for example agar aap EUR/ USD per currency pairs trading Karte Hain To is mein Jo base currency Hogi vah EUR Hogi Tu jo First currency hai iski price level USD ke mukabale mein zyada hai to EUR currency ko Ham base currency bolenge

    Quote Currency
    Koi bhi currency pairs Ham trading karte hain UN mein jo low price currency Hoti Hai yah Jo second number per currency hoti hai usko Ham quote currency bolate Hain for example Ham EUR/USD ke example hi Le lete hain jismein USD 1 Quote currency Hai Kyunki Euro ke mukabale mein main dollar ki price kam hai to Yahan per ham Jb hum currency ko define Karenge to USD Ek Quote currency Hoti Hai Kyunki trading karte hue Jab Bhi ham money exchange Karte Hain To Ham Hamesha Jyada price wali currency ko low price currency Mein exchange Karte Hain aur Jis currency ki value zyada Hoti Hai aur 1st no py hoti ha vah Hamesha base currency Hoti Hai aur Jiski price kam hoti hai aur 2nd No py hoti ha wo quote currency hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
      Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?
      Jab ham trading ky liay koi pair select kerty hain tou her currency pair main two different currencies ka comparison hota hai jis main sy ham aik currency ko sell ya buy kerty hain dusri currency ky against tou jis currency ko ham sell ya buy kerty hain woh base currency hoti hai aur kis ly against sell ya buy kerty hain woh quote currency hoti hai jesy eurusd forex market main trade kerny ky liay currencies ka aik lair hai tou ham jab bhi same currency pair main trade open kerain gy tou ham euro ko hi trade kerain gy Usd ky against ky agar euro ko price USD ky against increase ya decrease hoti hai tou Hamain open trade main profit ya loss hota hai tou ham same pair main euro main trade ker rehy hoty yahan per euro hi hamari base currency hoti hai jabky USD hamari quote currency hoti hai

      Jab bhi ham kisi pair main trade open kerny ja rehy hon tou yeh bahot zaruri hai ky ham dono currencies ky related market ky technical analysis bhi kerain aur fundamental analysis bhi kerain kyun ky agar aik currency ki price value increase ya decrease ho rehi hoti tou uska effect pair main price index per hota hai Ky agar euro ya usd main sy aik currency ki price change hoti hai tou beshak ham trade USD per ker rehy hoty hain lekin hamary open trade main hamain profit ya loss zarur hota hai aur yehi effect kisi bhi pair main market ki movement ka sabab banta hai jis sy hamain open trade main profit ya loss hota hai lekin kuch traders apna tamam focus base currency ky analysis ker kerty hain tou aesy main bara loss bhi ho sakta hai hamain dono currencies ky analysis achi terha kerny ky bahd trade open kerny sy hi faida ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

        Ji Ham Sab ko apni mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Koi Ne chahie aur jo Banda apni mehnat ke sath ji Ham Sabko Dil lagakar Apna Kam karna chahie aur apne bonus ko maintain karne ki koshish Karni chahie so Ham Sabko Apna proper kam karna chahie Aur Dil Laga kar kam karne mein Ham sabka advantage hai so Ham Sab Ko mehnat Karya Ke Apna bonus level improve karna chahie aur successful Hasil Karne Ki Har time koshish karne chahie Jo Banda Mahina Karyalay Kaha vah apni field Mein Kamyab Ho Jaega To isliye mehnat Karke Kamyab Hona Ham sab ke liye bahut hi important hai so Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie aur mehnat Karya Ke Apna bonus level improve karna chahie because Apne bonus ko improve karna hi Ham sab ke liye important kam hai aur ham Sabko Apna Kam ko to karna chahie ISI se Ham Kamyab Honge aur ISI Mein Hamara fayda Hai Jo Ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie vah kamyabi Hasil karna chahie aur Hamen apni mehnat Karke Apna bonus level improve karna chahie ISI Mein Hamara advantage hai
        • #19 Collapse

          Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

          currencies ke bare mein knowledge hona important hai maximum members apni trading currency se start karte hain aur currencies members ko trading karne mein maximum help deti hain aur ine main members ko zyada loss nahin hota aur members ko currency se related maximum knowledge hasil kar lena sabse important hai Koi member jab new join ho jata hai to uske liye sabse important baat yah hoti hai ki usko apni learning per acchi tarah Se focus karna hota hai aur uske bad members ko trading se related maximum experience hasil karna hota hai aur yah experience members ko tab Mil jata hai ki jab vah apni trading se related practice ko real account per continue karte hain aur har member ko apni practice currencies per trading karte hue karna chahie kyun ke is tarah Se members ki practice aur bhi strong Ho jaati hai kisi member ko bhi agar trading mein problem a rahi ho to un members ko apne senior ke sath connected hokar aur unse help Lena hoti hai currency se related members ka experience agar improve Ho jaaye tu is tarah Se members apni trading ko aur bhi acchi tarah Se kar lenge aur acchi tarah Se trading karne ke liye members ko maximum online hokar aur trading account per apni practice ko continue karna hota hai aur agar trading account per apni practice ko continue na kiya jaaye tu is tarah Se members ko trading se related kisi bhi baat ke bare mein kuchh bhi maloom nahin Ho pata hai
          • #20 Collapse

            Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane Forex trading Mein Bahut Der der Mein Jude hote hain aur unke bare mein do Tarah ki currency Hoti Hai jismein joron Ko Arun currency ko Ham base currency USD ko quite currency Kahate Hain princess Hamen different types ki information profit Karti Hai yah market ko Samajh Mein Nahin Hamari madad Karti Hain Agar Ham Forex trading Mein work karna chahte hain to hamare liye in different currency ke samajhna utrauli hota hai Forex trading Mein Jab Ham trade Karte Hain To Ham currency score team jodon Mein taxing karte hain Forex trading member currency three times Mein divide karte hain in mein se ek majbur currency Hai jismein Ek currency America Dollar ki hoti hai aur dusri cross-currency Hai jis mein koi currency bhi America Dollar Ki Nahin Hoti Hai Aur Teesri xotic currency Hai ine Mein tarifa Pakki hui mukmmal ki currency manjur hoti hai

            Forex trading mein bahut se indicator Chor application persons currencies majdur Hote Hain Jo Hamen market ko Samjhane Mein madad Dete Hain yah Hamen different types ki information profit karte hain aur jab Ham in se information Hasil kar lete hain to market ko samajhne Mein aasani Ho Jaati Hai Aur usme se Ham market Mein acchi trade lagakar Achcha profit bhi Hasil kar lete hain aur Achcha profit Hasil karne ke liye sabse pahle market ke anupsthit karna bahut hi Jaruri hote hain market ka analyses kiye Bhagat aur isase information Hasil Kiya bagair Ham profit bhi Hasil kar lete hain Magar Ham kabhi bhi ismein acchi train Nahin Laga sakte hain Kyunki Ham market Mein analysis use pakad nahin kar sakte jab tak hamare pass experience Na Ho Agar Ham without experienced market Mein trade Lagate Hain To is per Hamen lost ho jata hai isliye Hamen full experience or knowledge ke sath Parakh ko Jivan karna chahie Tha ke Ham is profit Hasil kar sake lekin hisab Hoga Jab minut Karenge acche se kam Karenge
            • #21 Collapse

              Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
              Dear members mara ap logon sy question hai ka base or quote currency kia hoti or kis tahra trade mai use hoti hai for example hum Euro/Usd pr kam karta hain tu is mai base currency kon si hai or quote currenc kon siysi hai?
              Assalam o Aluikum! Dear apna bhot important sawal pocha h jis sa kafi members k knowledge acha khasa izafa hoga. Dear man apka question k motabiq base currency aur quote currency per apka sath apna knowldge share kerta hon.

              Dear forex market ak currency market ha aur is man ham different currency airs per trading kerta han. Trading k liye zarori ha k jis cheez per ham trading ker raha han uski sari detail information hamen pata hona bhot zarori ha is liye hamen b forex market man ager trading kerni ha to hamen currency pairs ko smajhna bhot zarori ha. Forex market man currency pairs asal man 2 currencies ka combination hoti ha. Jis man ak currency ko dosri currency man purchase kia jata ha. Wo currency jis man dosri currency ko purchase kia jata ha usa "Quote Currency" kehta han, aur wo currency jis ko purchase kia jata ha usa "Base Currency" kaha jata ha. Base currency k hamasha one unit hota ha aur uska against Quote currency k jitna units hota han uska oper ya nicha jana sa wo currency pair price chart man move kerta ha. Quote price ka up aur down jana dono base aur quote currency k country k political, economic aur political halata ki waja sa hoti ha. Is liye hamen currency per trade kerna k liye technical analysis sa b zayada concentrate fundamental analysis per kerna chaheye jis man ham kisi b country ki currency k political, social aur economic k effect ko dakhta han, jo hamen economical calender sa ba asani daily basis per updated mil jata hn.

              For example sab sa zayada trade hona wala currency pair Ero/usd ha jiski quotation price 1.2500 ho ager to iska matlab ha k 1Euro = 1.25 US-dollars. Is man Euro base currency aur USD quote currency ha.

              Jasa k ham sab jant han k forex market k 80-85 percent currency distribution "US-dollar" ki ha to ham ager US-dollar k fundamental analysis ker len to us sa ham apna profits man izafa ker sakta han.
              • #22 Collapse

                Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                Forex trading me trading karne ke liye ham ek hi currency per trading nahin kar sakte hain hamen trading karne ke liye ye do currencies ki jarurat hoti hai hai aur is ka ek ped Ban jata hai jab Ham do currency ke pair per trading Karne hain to tab hi ham trading kar sakte hain aur jitne bhi major currencies per Hain inter hamari trading bahut hi acchi Ho jaati hai aur ham ine se kafi profitable trading kar sakte hain isliye hamen kisi bhi pair per trading karte hue use yeh ko samajhna chahie tha ki ham theek tarike se trading kar sake.

                Base and quote crunccy
                Hamen kisi bhi pair pe threading karte hue hamen pata hona chahie ki Ham jis currency per trading kar rahe hain vah base currency hai ya quote crunccy hai kisi bhi pair mein main jo pahle currency hoti hai Ham usko base currency kahate Hain aur jo second currency hoti hai vah quote crunccy hoti hai jab Ham koi apna sal ya Bai ka order open karte Hain to usmein jab ham bye ka order open karte Hain to base currency e-bike mein jaati hai jab ke 2nd currency selling mein jaati hai hamen ine chijon ka pata hona chahie kyunki ek hamara basic knowledge hai aur jab tak hamen is basic knowledge ka pata nahin hoga to hamari trading kabhi bhi good nahin ho sakti hai hamari trading tabhi good ho sakti hai jab hamein chijon ka knowledge hoga tabhi Ham properly working kar sakenge agar hamen ine chijon ka knowledge nahin hoga to hamari working kabhi bhi properly nahin ho sake gi.

                Market mein jitne bhi major currencies pair hai vah sab Hi hamare liye training ke liye bahut hi best hai kyunki Jo trading hamari major currencies per hoti hai vah trading hamari other currencies per nahin hoti hai isliye main samajhta Hun ki hamen market mein order lene se pahle kisi bhi tarah ki movement ko acche tarike se samay Lena chahie tab hi Ham successful trading kar sakte hain aur hamen hamesha hi reading ke related is basic knowledge ko apne man mein rakhna bahut jaruri hota hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                  Doston trading Mein kam karte hue aapka wasta different type of Trading pairs se parta hai hai jo ke trading Mein istemal Hote Hain Aam Taur par pairs main two type ki currencies small hoti hain Jin mein se a first wali base hai aur second wali quote currency kahlati hai. Jesy

                  Pair: USDZAR
                  Base Currency: USD
                  Quote Currency: ZAR

                  Ye currencies ek Dusty Sy exchange hoti Hain. Doston aap ko pair ki selection Soch samajhkar karne chahie Kyunki Jis ped Mein Aapki experience hota hai Usi pair main aapko apna trade karna chahie aur ISI main aapko kamyabi mil sakti hai isliye aapko chahie ke daily basis per kam karte hue workout Karen mehnat Karen Taki aap acchi earning karne Ke Kabil banaa sake aur Achcha experience kar Saken aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapko kam Yad nahin aati hai isliye aapko chahie ke Sabar Karen daily dishes per kam karte hue Jyada Se Jyada time trading co Den Taki aap acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken aur Achcha experience Hasil kar Saken Agar aapke pass experience nahin hai to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte pair ki selection ke bare mein aapko demo account mein Usi pair per trade karna chahie jismein aapko real account trading mein trade karna hota hai isliye aapko Hamesha Soch Samajh Ke daily basis per workout karna chahie aur acchi trading ke liye planning ke sath Apna Kam Karen Taka aap Achcha profit Hasil kar Saken
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                    Trading main base and quotecurrency ko jana bahut jaruri hai kyunki jab ham trading kah rahe hote Hain to hamen ine baton Ka ilm Hona chahie tabhi hamari trading ki ko sakti hai reading karte hue hamen ji pata Hona chahie ki ham kaun si currency ko base banaa rahe hain aur kaun si currency ko qout bna rahe hain market mein Jo hamari pahle currency Hoti hai vah hamari best currency hoti hai aur Jo hamari dusri currency Hoti hai vah hamare qout currency hoti hai.

                    As example main aapko gbpusd ki example dena chahta hun agar aap gbpusd per trading kar rahe hain to gbpusd ke pair mein aapki jo pahle currency GBP hoti hai vah aap ki best currency hoti hai aur jo aapki dusri currency USD hoti hai vah aapki court currency hoti hai aur aap jab bhi gbpusd per trading karte hain aur agar aap bike Ka adda Lete Hain to fir aap gbpusd ko bye kar rahe hote hain aur USD ko sale kar rahe hote hain aur agar aap gbpusd per sale Ka adda Lete Hain to aap gbpusd ko sale kar rahe hote hain aur USD ko bye kar rahe hote hain in basic baton Ka pata Hona bahut jaruri hai tab trading behtar ho sakti hai.

                    Kisi bhi pair mein trading karne ke liye hamen Uske mutaliq Jaan Lena chahie ki usmein kaun si currency se hamari Indore ki order open ho rahe hain aur kis currency ki kitni value hai hamen insaaf baton Ka pata Hona chahie aur hamen bhi pata Hona chahie ki kaun si currency kis country ki hai to aakar hamen pata Hona chahie aur ham fundamental analysis kar sakte agar hamen is chij ka pata nahin Hoga ki kaun si currency kis country ki hai to fir hamara kam behtar Nahin ho sakta hai isliye hamen ine baton Ka pata Hona bahut jaruri hai.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                      foreign money pairs important buying and selling kay liye extra fundamental analysis and information in step with rely karna hota hay. Jis kay liye donon mulkon ki economy ka jaiza laina lazmi hota hay. Q keh kisi mulk ki financial system he iski currency ki cost up ya down hony ki waja banti hay. foreign money ki internationally sturdy hony ka matlab is mulk ki econony bhi strong hay. Ager aik currency devalue ho jati hay to iski wajuhat is mulk primary inflation price bhi ho sakta hay. US dollar aur Eur ki ager apas primary bat karain to hamain donon currencies kay alag alag fundamental evaluation karna zaroori hoty hain. Is kay awful hamain ye daikhna hota hay keh jab tak ham nay trade karni hay is doran koi information publiah to nai ho rahi. Q keh news publish kay time foreign exchange marketplace predominant bahut taizi a jati hay. Jis waja say all forex pairs affected hoty hain. Is liye ager ghalat simat primary movement chali jaye to hamain bahut ziada nuqsan ho jata hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                        Assalamu alaikum dear friends aaj hm base currency aur quote currency ke bare mein kuchh information share karunga Forex trading market mein Do currencies Mil Ke ek baar banate hain Jisne 1 currency ki value based value hoti hai aur ek currency quote value Hoti Hai for example Euro or USD ke bare mein Euro base value Hai or USD quote value hai aur Forex market main currencies joron ke soorat main hoti hain. Maslan
                        GBPJPY*2 currencies par mushtamil hay jis main pehli currency GBP Great Britain Pound hay aur Dosri JPY Japanese Yen hay. Har currency ko 3 lafzon main likha jaata hay, pehly 2 lafz mulk jab kay teesra currency ka naam zahir karta hay.
                        Base Currency And Quote Currency:*Jesa kay ooper GBPJPY ke misaal de gai hay, har currency kay jory main pehli currency Base jab kay dosri currency Quote kehlaati ha. Maslan GBPJPY ke value 148.50 ha to es ka matlab ha kay hamary pass agar 148.50 Yen hon to ham 1 Pound khareed sakty hain. Har currency kay jory par yehi asool lagu hota hay
                        Base currency jaisa keh ap ko pta he keh base kes chez ko kehte hein base ka mtlb hota he buniyad to hmein forex trading mein base ko pkrna hota he keh jes trading pair mein hm order laga rhe hien kis base pe hm laga rhe hien to jb hm kse bhe pair mein order lagate hien to hmare samne pair likha howa a jata he keh ap es pair mein trade order laga rhe ho misal ke toor pr agr hm EURUSD mein apna order laga rhe hein to hmein pta hona chahe keh es mein base currency kon se he aur base currency hmesha woh hote he jb phle hote he aur ab EURUSD mein phle currency ka symbol kia he EUR he to es ka mtlb yeh he keh EURUSD mein base EUR he aur hm ne EUR currency ko base bna kr apne trading krne he aur EUR ke currency ke updates ko follow krte howe apne trading profitable krna he to yhe asan lfzon mein ap ko base currency ka smjha dia he.
                        QUOTE CURRENCY :*
                        jahan tk bat hote he quote currency ke to quote currency ke ap ko phle oper base currency wale definition mein bat smjh a gae ho ge keh quote curren
                        • #27 Collapse

                          Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                          yeh actually bid or ask type hote hain is main aik main jab hum trade open karte hain to market main kisi bhe currency ko sell karne ke price main or buy karne ke price main farq hota hae jisko hum is main spread kehte hain to is ko he hum base and quote currency kehte hain hum jitna zayada sahe tarah se isko use karte howe kam karte hain to hum yahan se kuch na kuch to gain kar he lete hain bas hamen is main kam ko sahe tarah se karna ho ga jitna zayada hum is ko sahe tarah se ache tarah se kam kar jana cahiye hum is main dil se kam kar he lete hain to bas hamen is main mehnat karte rehna cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hasil kar saken to bas is ke liye hamen is main kam zayada karna hota hae is main hamen mehnat bhe sahe tarah se ache karne hote hae jitna zayada hum is main kam ko kar jate hain to he to hum is main success hasil kar he lete hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam kara karen hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is amin kuch na kuch to gain kar he lete hain to bas is ke liye hamen is main kam ko karna cahiye hum jitna zayada or ache tarah se is main kam ko karte hain hum is main ache trading bhe karte he hain or is main hum acha bonus bhe hasil kar jate hain agar hum kam ko acha karte hain to he yeh possible hae
                          • #28 Collapse

                            Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                            base and quote currency is tarah se hoty hain keh jb ap koi se 2 currency pair select kar rhy hoti hy to un me jo pehla pair hota hy ysu base bolty hain aur jo dosra pair hota hy usy ham quote bolty hain . agar ham USDJPY ko dhken to is me USD base hy aur JPY quote hy, aur ek bat ka bi apko pata hona chahye keh jb bi 2 pair hn gy market me .un me se koi ek bi strong hwa to quote ya base usi hisab se weak hota chala jay ga. matlab keh agar base strong hwa to quote weak ho jay ga aur agar quote strong hwa to base weak ho jay ga . twho different country ki currency apas me mil kar ek pair banaty hain .jisko currency pair bolty hain.yeh currency pair 2 type ke hoty hain .ek me agar USD dollar a jay aur sath me koi aur currency a jay to isko major currency pair bolty hain.aur agar ksi currency me USD dollar na ho , kisi bi country ki alag se 2 pair hn jaisy ke GBPJPY pair me USD ni hy to is qisam ke pair ko cross currency pair bolty hain .forex me trade ko lagany se pehly currency pair ko achi tarah se select karna chahye aur jis country ke paisr ko select kar rhy hoty hain uski economic condition ko bi dhk lena chahye ek bar keh uski economy strong hy bi ya ni .agar strong ho ge to yeh pair apko profit dy kar jay ga aur agar economic condition weak hoge to isme apko loss ho sakta hy .
                            • #29 Collapse

                              Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                              Forex mein hamen koshish karni chahie k forex main hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe hon our forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ache aur strong signals hasil karne ke liye hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apne time invest karna chahie aur forex mein hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein koshish karni chahie k forex mein ham trading currency pair per karen jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex mein achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen achi learning ki madad se karni chahie our forex mein hamen koshish karna chahie k forex main work our trading ache confidence ke sath karen forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein ham trading fresh our active mind ke sath karen ki to forex main achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main apne experience our knowledge ko increase karne ke liye daily base par demo account ko use karen aur forex mein hamen daily base per demo account per zyada se zyada apna time invest karna chahie our forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein hum trading mein normal lot size use karen jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex main achi our safe trading ke liye hamen trading mein stop loss our take profit ko bhi use karna chahie our forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai.
                              Last edited by ; 09-11-2020, 07:17 PM.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sawal: Trading mai base and quote currency kia hai?

                                strong hoti ha is sy is ki price ziada hoti ha jab k dosri currency ki price kam hoti ha aik time main he aik strong ho ge or dosri weak ho ge is tahra agr jo pehli currency ha weak hoti ha to dosri currency strong hota ha to is sy ha is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar learning or practice karni chae ha ta k hum log behtar tahra samj k trading karny or ache earning kar saken jab tak hum log ache tahra samjeny gy ni to hum log behtar trading ni kar saken gy currency ko base ho ya quote is ko is k mutabiq he samj k trading karni chae ha ta k hum ache trading kar saken
                                currency ki value ko dosri ma quote kiya jata hai. market ma ik time ma 2 currencies envolve hoti hai. Hamy en ma tb he trade karni chahe jb hamy en k bary ma achi information ho. Forexample EURUSD ik currency pair hai. Es ma jo pehle currency hai EUR esko base currency kehtyn hain or jo second currency hai USD esko quote currency kehty hain. Es ka further matlab ye hota hai k hamy ketny dollar chahe ik Euro ko buy karny k lae. Pehle currency ko agr ap buy karna chahty hain to eska matlab hota hai k ap ko second currency ko sell karna ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X