Jaiza : Currency distribution in the Forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Currency distribution in the Forex market
    Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_8.png
Views:	1
Size:	137.3 کلوبائٹ
ID:	12467221

    Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
    Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

    Yes dear aapane currency distribution ke Hawale se bahut hi important information Hamare Sath share karte hue Hamare knowledge mein izafa kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein currency pairs trading kar rahe Hote Hain To Ham Ko is baat ka knowledge Hona chahie ki kaun si currency pair Jyada important hai aur kaun si currency pairs per Ham trading Karke Jyada profit Hasil kar sakte hain aur aur currency pairs per profit Hasil karne ke liye currency pairs se related jitni bhi important information Hai vah Humko Maloom honi chahie aur is se related aapane unique Si post kar ke sare members ke knowledge mein bahut jyada ijaafa kiya hai no doubt Forex trading Mein jitni bhi currency istemal ho rahi hai unki different important hoti hai aur Unka market mein main use bhi apni importance ki basis per different hi hota hai.

    Dear jab aap currency pairs per kam kar rahe hote hain to ismein aapko is baat ka idea ho jaega ki ismein 80% Se Jyada US dollars contribute kar raha hota hai uski main reason ki hai ki currency par Aise Hain Jis per US dollar uske sath involved hai aur uska pear US dollars ke sath aapko trading ke liye offer Kiya jata hai isliye Forex trading Mein sabse Jyada contribution US dollars Ka Hota Hai Jiski wajah se aap sabse Jyada US Dollars per trading kar rahe hote hain aur US dollars ke sath bahut Sare currency pairs attach hai Jin per aap trading Karke profit kar sakte hain agar aap US dollars ke kisi bhi pair ke sath trading kar rahe hain to aapko us index ke sath closely attach hona chahie Kyunki Jaise hi us index aapko US dollars ki prices bataega to automatically usse related jitne bhi currency pairs Hai phone per iska effect ho jaega aur aapki trading aapke liye bahut hi profitable ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

      Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .Dear jab aap currency pairs per kam kar rahe hote hain to ismein aapko is baat ka idea ho jaega ki ismein 80% Se Jyada US dollars contribute kar raha hota hai uski main reason ki hai ki currency par Aise Hain Jis per US dollar uske sath involved hai aur uska pear US dollars ke sath aapko trading ke liye offer Kiya jata hai isliye Forex trading Mein sabse Jyada contribution US dollars Ka Hota Hai Jiski wajah se aap sabse Jyada US Dollars per trading kar rahe hote hain aur US dollars ke sath bahut Sare currency pairs attach hai Jin per aap trading Karke profit kar sakte hain agar aap US dollars ke kisi bhi pair ke sath trading kar rahe hain to aapko us index ke sath closely attach hona chahie Kyunki Jaise hi us index aapko US dollars ki prices bataega to automatically usse related jitne bhi currency pairs Hai phone per iska effect ho jaega aur aapki trading aapke liye bahut hi profitable ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

        Very nice AP ny 1 important topic pr information share ki Hy sb k sath.. is lye Jo koi bhi km trades laga k ziada profit get krna chahta Hy usy chaye k wo major pairs pr ziada trades krein ( eur/USD, USD/JPY, GBP/USD). Agr hum in pairs pr focus krein to hum kafi ziada profit get KR skty haen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

          Yes forex ma currency ki distribution sy murad hai k forex ma kon si currency zayada amount ma hai or kon si currency kam amount ma hai. Forex market planet ki other markets sy bhot different hoti hai ye kahe psycially exist ni karti or he es ka kio centre of exchange hai. Forex market 24 hrs a day chalti rehti hai or ye totally electonically run karti hai es waja sy ye din ba din massive banti ja rahi hai. Us dollar bena kisi surprise k sb sy zayada trade kiya jata hai or dunya ko reserve currency b ye he hai. So by default ye all major ka part hota hai or sb commodities ki value ko b ese ma measure kiya jata hai. Ese waja sy ik din ma hong wali tamam transaction ka ye 85 percent hai. Second number euro ka hai jo k 17 member state ko show karta hai or ye 39 percent hai forex market ka. Other sari currencies ki percentage es sy b kam hai. But es ma kio shak ni hai k us dollar sb sy zayada dominant hai.

          Why us dollar reserve are important

          Ye currency distribution es lae matter karti hai k jb countries apas ma trade karti hai to wo mode or payment b decide karti hain. Resultly countries k pass reserves hoty hain jo k trillian dollars par mustamil hoty hain. World war II k bad dollar international country k tor par ubar kar samny aya hai or dollae most common currency ban giya hai countries k darmeyan payment k lae. Es lae countries us dollae ko reserve k tor par apny pass rakhti hain. Agr kisi country k pass dollar reserves na hon to uski currency devalue hoti rehti hai.
          Last edited by ; 31-08-2020, 06:34 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

            Dear forex me currency distribution kay baray main pocha hay aksar aoqat ham yeh suntay han jisay k aj kal k ji dollar mehnga ho gia hay a ji Rs.150 ka ho gia hay aj Rs. 152 ka ho gia hay gold Rs. 7700 ka ho gia hay in sab ki wajohat bohat ziada han jin main say chan aik jo maray knowledge main han un ka zikar karon ga sab say pehlay to dollar ki smuggling ki bat hay dollar ko ghair qanoni to par Pakistan say bahir becha ja bhejha jata hay jis say jo tex Pakistan ko milna hota hay woh nahen milta aor international lan dan kay liay hamen dollar dosri country say perches karna parta hay is say dollar ki value barh jati hay aor Rupees ki kam ho jati hay is kay ilawa agar mulik par almi bank ya kisi dosray zariay say bohat ziada lone ho tab bhi us country ki currency ki value down ho jati hay jis taran aj kal Pakistan ki halat hay kisi bhi qudarti ya hadsai soorat hal ki bina par jab mulik ka bohat ziada nuqsan ho jay tab bhi currency down ho jati hay jank ki soorat main bhi yahi hota hay jab k value up honay ki wajohat in tamam problem ka adrak hay yehni in masayl ko dor kar dia jay to khud b khud currency ki value up ho jay gi pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai aik international business hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex business hain pakistan mai be legal ban cuka hain
            country ko ap dekh ley aus mai agar kisi tarha ki production ho rahe hai aor wo ye cheazy export kar raha hota hai ya aus country mai koi natural resorses hai jis ki waja se wo other countries se paisy le sakta hai to ais waja se currency ki value up ho gi agar ap ne her cheaz kisi aor se leni hai aor ap k pass kuch bhi ni hai to aus mai ye hai k ap ko apny country se paisa bahir dena pary ga aor aus k baad ap ko aor currency banany k liay koi gold wagera zarort ho ga jis ki waja se ap ki currency ki value down hoti jaye gi ais liay ap ko chyae k ap ne jab bhi koi cheaz leni hai wo aisi ley jis se ap k country ki currency ki value down na ho, agar hum local cheazy zayda use kary to ais se humry apny country ki currency ki value zayda ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

              Assalamu alaikum all members Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Fox Ek Aisa business hai jis mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai aur ise samajhne ke liye Hamen sabse pahle market ka analyses karna padta hai Jab Ham market ka analyses acchi Tarah Se kar lete hain To isase Hamen market Mein Tel Lagane Mein aasani hoti hai market Main ke bahut se Aise rules hote hain Jin ko samajhna bahut Jaruri hota hai aur Jin ko follow karte hue Hamen market Mein trade Lagani hoti hai ISI Tarah market mein bahut se currency maujud Hoti Hai Jiske bare mein information Hasil karna bahut Jaruri Hota Hai.

              IN currency is per ham trade lagakar achha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham currency pair per trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham usse related Tamam information gain Karen Tak Hamen market Mein trade Lagane mein aasani ho Forex major bi trading Hoti Hai Ek Hi Waqt Mein Ek currency ko kharida jata hai aur dusri ko becha jata hai for example USD JPY AUD EUR etc trading broker Ka true hoti hai currency jodon ko yah to kharida Jata Hai yah becha jata hai jo currency takatwar Hoti Hai vah kharidi jaati hai aur jo kamjor hoti hai usko bhej diya Jata Hai Kisi currency ki takat ya kamjori ka andaza use Mulk ki paidavar Rojgar Jaise awamil se Lagaya jata hai.

              Currency jodon ko 3 Jodun mein taqseem kiya gaya hai.

              1.majer.

              2.crass.

              3.exotic.

              Agar Ham Forex trading Mein kam karna chahte hain to hamare liye jaruri hai ki Ham in currencies ke bare mein information Hasil kar len Jab hamare pass unke bare mein information Hogi To isase Ham main market ko samajhne Mein aasani Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                Ji, forex main currency pairs ki bhi ranking hay keh kon si currency kitna business part rakhti hay. In sub main ager major aur most volatile currency ki bat ki jaye to US dollar ko top ranking ka darja hasil hay. US Dollar ki major currency hony ki waja yehi hay keh all world main har country kay pas dollar reserve currency kay tor per para hota hy. Aur ager kisi country kay pas dollar kay reserve kam ho jayain to iski economy weak khial ki jati hay.

                Forex main Us doller ki value decrease ya increase ka na sirf isky sath waly pair currency per he nai hota hay balkeh baqi commodity aur metals kay sath other countries ki securities per bhi hota hay. Isi waja say dollar currency most powerful currency samjhi jati hay.

                US Dollar kay muqably main baqi currencies main 2nd number per Eur ka number ata hay. Q kehEurpean bank ki waja sy US Dollar aur Euro ki trading bahut ziada hoti hay. Jab keh yen ki trading 3rd number per ati hay. Q keh asia main Japan ki economy bahut strong aur trustful hay. Isi waja say japani yen currency kay reserves ko bhi asia main bahut importance hasil hay.

                Currency pairs main trading kay liye hamain currencies ki value ka andaza lagana hota hay. Jis kay liye hamain respective country ki economy ka jaiza laina hota hay. Q keh aik country ki currency uski economy kay hisab say he value ya devalue hoti rehti hay. Forex market main currency pairs per bahut acha business aur profit mumkin hay. Iskay liye hamain technical analysis say ziada fundamental analysis aur news per depend karna hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                  currencies se related yeh ek bahut zyada achi information hai aur is information ko agar koi bhi member achi tarah Se pick Kar Le tu is tarah Se phir members ko aur bhi zyada experience improve karne mein help mil jaati hai aur kisi bhi member ka experience jitna bhi zyada improve Ho jata hai is tarah Se un members ko utna hi zyada fayda mil raha hota hai kyun ke experience ki vajah se hi koi bhi member apni trading ko bahut zyada achi tarah Se continue kar raha hai aur yehi vajah hai ke experience hasil kar lena hi sab se important hai aur currencies per trading kis tarah Se ki jaati hai yeh bhi har ek member ko maloom tab ho jata hai ki jab voh is tarah ki useful information hasil kar lete hain members ko trading se related har ek tarah ki information hasil kar lena chahie kyun ke yeh un ke liye bahut zyada beneficial sabit hoti hai iske liye members ko bahut zyada achi tarah Se apne kaam par focus karna hota hai aur is ke liye yeh baat bhi bahut zyada important hai ki un ko senior traders ke sath connected ho kar aur un se bhi trading se related help Lena hoti hai aur un se guidelines lekar aur phir un guidelines ko achi tarah follow kar lena hota hai aur follow kar lene ke bad phir un ko trading karne mein koi problem nahin hoti aur senior traders ko bhi chahie ki voh is tarah ki useful information forum per share karte Raha Karen is tarah Se phir har ek member ko kafi zyada fayda ho jaega aur har ek member ko yahan per team ki tarah Se Kaam karna chahie isi tarah Se kaam karna sab ke liye useful ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

                    [ATTACH=CONFIG]18556[/ATTACH]

                    Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
                    Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga
                    Forex market main trading ky liay maximum countries ky currency available hai jis main dollar major currency hai jis per market ki total movement depend kerti hai ky agar ham dollar index ko dekhty huey trade open kerty hain tou bahot sary aesy pairs hain jin main trade kerna hamary liay bahot asan Ho jata hai isliay dollar index ko hamain sab sy pehly analysis ker leny chahiaen ky agar dollar index down ho raha hai tou other currencies ko buy kerny main hamain profit hasil hota hai aur agar dollar index up ja raha ho tou hamain other currencies ko sell kerny main acha profit hasil ho sakta hai lehaza ham kisi bhi currency pair main trade open kerain jo dollar ky against trade ho rehi ho tou hamain same currency main isi terha sy trade kerni chahiay ky agar ham dollar index ko read ker lety hain index ky achy analysis ker lety hain tou phir hamain trade open kerny main preshani nehi hoti aur ham jo bhi trade open kerty hain us main profit hasil hota hai

                    Dollar kg elawa bhi bahot sari currencies main ham trade ker sakty hain ky agar ham kisi aik currency ki hi trade kerna shoru ker dain tou woh aesi currency honi chahiay jis ki grading dollar ky against achi hk warna hamain market ki samajhny ky liay bhi dollar index sy help leni perti hai jesy market main maximum pairs aesy hain jo dollar ky against trade ho rehy hain jabky kuch pairs hi aesy hoty hain jin main dollar nehi hota ky other currencies ky pairs hoty hain tou un pairs main ham technical analysis ker ky trade tou open ker sakty hain lekin market ki position hamain indication provide nehi kerti ky market kis direction main movement continue ker sakti hai ya reverse direction main movement ker sakti hai lekin dollar ky against trade hony wali currencies main agar ham trade kerty hain tou hamain sirf dollar ki analysis kerna hoty hain other currency ko ham baghair analysis ky bhi trade ker sakty hain jab dollar index ko achi terha read ker chuky hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

                      [ATTACH=CONFIG]18556[/ATTACH]

                      Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
                      Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga
                      G han dear forex mai curency pay kafi log kam kartye hain aur ye kafi achi disteibution bhi hai es mai ap kam kartye hain tu ap ko pta hai kay kon say curency pair kis country kaliye hai aur es mai kis tarz say kam kiya jata hai aur kis tarz say es mai ap acha kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath kam karain kitu ccurency pair mai kam karna kafi asan ho jata hai aur ap es mai kafi acha kam kartye hain jis kay bad ap es mai kamyabi hasil kartye hain tu mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam kabhi nakami nhi daita hai tu ap acha kam karain gayr tu ap es mai kamyab ho patye hain jub kay ager ap curency ko chor kay baki kisi pair mai kam kartye hain tu us mai kagi masla ban sakta hai tu ap nay ager es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap curency pay kam kiya karain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu jo es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam karta hai wo es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karwin hamesha dil say kam karain aur dil laga kay ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi he acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai dil laga kay acha kam karain curency pay ap acha kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hi tu ap ka kam hai kay ap curency pair mai kam kiya iarain aik na aik time pay lose profit mai convert ho jata hai aur ap ka kafi faida ho jata hai tu acha kam curency pay hai
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                        G baai aap nay currencries ko discuss kia kih tho aap ko patha hona chahiay k currencies ke values kis hisaab say international market may hothe hay.
                        Agar aap dhakay tho sab say ziada business international market may US doller par hothw hay agar aap international market may metals par trading karthay hay ya per aap oils ya gases par trading karthay hay tho oska base US doller hotha hay aap ko ose par he trading karna honga yane aap ko purchase kana ho ya per buy karna ho tho aap ka saara hisaab kithab US doller may hoga jis ke waja say international market may is ke buhut ziada ahmiath hay our ise par ziada pairs ka daar o madaar hotha hay our qgwr aap dhakay tho jab be USA may koi major news aathe hay tho international business market may buhut ziada changes be ose ke waja say aathay hay is k baadh dhosay number par GPB aatha hay ziada thar log is par be kaam karthay hay kionka United kingdom k business halaath be ziada thar stable rehthay hay is liay is may be trading may ziada risk nahee hotha is k baadh agwr aap dhakay tho mukhtalif mulko k currency pairs international market may mojoodh hay jis par log trading karthay hay agar aap nay kise be countery ke finincial cundition dhakne hay tho oske currency ke international valuse say aap ko sahee andaza ho saktha hay is liay may sab members ko yahe mashwara dhonga k currencies par trading karnay sah pehlay os countery ke finincial position ko zaroor study karay jis par aap nay trading karna ho warna aap ko nuqsaan hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

                          [ATTACH=CONFIG]18556[/ATTACH]

                          Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
                          Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga
                          Forex trading main corona virus ki waja sy he hua ha jo bi disturbances aai ha sab main reason corona virus he ha forex trading main sab currency pe is ka asar hua ha kuch strong country ki currency or ziada strong hue han jab k jin country ki currency weak han wo or ziada weak ho ge han is ley humy chae ha k hum log behtar trading k ley proper stop loss ka istamal karny ta k humy ziada loss na ho or hum log behtar planning or strategy bana k trading kar saken jtni ache planning or strategy banani gy to hum log kamyab ho saken gy USD strong hua ha k is ki country strong ha isi tahra EUR or GBP bi strong huy han USD sy bi ziada EUR or GBP ziada strong huy han is tahra jo weak country han in ki currency bi weak hue ha is ley humy trading main har news or har situation ko dakh k trading karni hoti ha jis sy hum log kamyab ho sakty han is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge
                          Jo corona virus main ahtiyat sy trading karty rehe han kamyab huy han jab k is main jis ny ahtiyat ni ki ha uny both ziada loss hua ha is ley humy bi both ziada ahtiyat karni chae ha proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken jab tak ache planning or strategy sy trading ni karny gy to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy sab sy pehly account ko safe rakh k trading karni ho ge forex trading main hum log jab behtar planning or strategy sy trading karny gy to humy loss k chances kam sy kam hon gy or ache earning karny k chance ziada hon gy forex trading main trading itni ahsan ni ha is ley humy bi ziada samjeny ki zarorat ha or is k mutabiq trading kar k kamyab ho sakty han corona virus ki waja market unstable ha jis sy trader ko loss ho raha ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                            Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

                            [ATTACH=CONFIG]18556[/ATTACH]

                            Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
                            Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga
                            dear forex market mein aap agar trade karna chahte hain to aapko yah baat pata hona chahie ki is market mein trading ke liye USD sabse jyada use hota hai aur is market mein jitni bhi trading ho rahi hoti hai is samay USD King count Kiya jata hai aapko agar is market mein kam karna hai to aapko USD per analysis karne hote hain kyunki is market mein jitne bhi pears per movement ho rahi hoti hai un sab per USD ka asar hota hai aap is market mein agar apne account per achcha profit banana chahte Hain to aapko yah pata hona chahie is market mein aap kaise movement ko catch kar sakte hain aur apni trade per profit bana sakte hain Jo trader is market mein trade lagati Hui apne account per USD ki trade lagate Hain unko yah pata hona chahie ki iski Mohammed bahut hi fast hoti hai aur is per Vish bhi aapko money management ke liye hadse Lena chahie Jo trader is market mein dekhen to Baki currencies per itna jyada Kam nahin ho raha hota aise hi is market mein aap agar trading kar rahe hain to aapko yah pata ho to USD is market mein sabse jyada vah use ho raha hota hai aur iski value sabse jyada hi forex trading mein USD ko King kaha jata hai aur is per kam karne se aapko kafi jyada fayda ho sakta h.

                            forex market mein different currency pairs available hote hain aur log jo apna account banate hain vah different currencies mein banate hain magar USD ek major currency hai jisko Puri duniya mein use Kiya ja Raha hota hai isliye is currency ke bare mein Hi har trader acche tarike se kam kar raha hota hai aur is market mein jitne bhi deals ho rahi hoti hai vah USD ke hoti hai jiski wajah se USD major currency hone ki vajah se jyada use hoti hai aur is per USD ko kafi jyada fayda ho jata hai ka progress market mein trade karna chahte hain to ap ko USD ki importance ko samjh k kaam krna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali currency ke about bataenge ki kaun si currency ki value jyada hai aur kaun si currency ki value ismein kam hoti hai Kyunki agar aap Forex trading ke andar work karna chahte hain to aapko yah information honi chahie ki Forex Mein Ham kin currencies ke upar trade Karen To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

                              [ATTACH=CONFIG]18556[/ATTACH]

                              Is picture ke andar aap dekh sakte hain ki pahle number per American Dollar aur dusre number per Euro aur teesre number per Yun ki trading ki Jaati Hai Forex trading ke andar expert aur professional trader in currencies pair ke upar bahut hi jyada trade karte hain Forex trading mein aur Intezar se bahut Achcha Paisa kamate Hain .
                              Aapke mind Mein Ek Sawal Hoga Ki Sabse Zyada American dollar ke anda llr Kyon Forex trading ki Jaati Hai uski vajah yah hai hai ki America ki economic Duniya Ki Sabse Badi masiyat Hai Tamam country Apne Rezay dollar Mein rakhte Hain Uske alava Sabse Badi Fauji takat America ke pass hai aur Tamam Malik Jo apni trading karte hain vah dollar ke andar Karte Hain Is vajah Se dollar ki ahmiyat Forex trading ke andar bahut jyada hai is market ke andar Agar Ham Forex trading karna chahte hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha option hai Kyunki Ham apne ghar mein baithkar Forex trading ke upar bar kar sakte hain aur ek Achcha Paisa Kama sakte hain is business ke andar Hamara Koi Bojh Nahin Hota Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi Achcha yahan se profit hoga



                              Walaikum salam..! G member apny achi thread di hai Iss thread sy logo ko Forex mai Currency ki Distrbution ka pya chaly ga mai Thori defination biyaan kr dyta hun..!
                              G dosto..! Currency Distribution ka mtlb yh hota hai k kon c currency ka Forex ki market mai Kina role hai yani kitna hissa hai...! Iss time pori dunia mai USD ka Distribution
                              rate sub sy zyada chal rha hai, jesa ky upper chart mai bhi dekhaya gya hai ky USD iss time 84.9 % role hai Forex market mai ,Market mai sub sy zyada nazar issi currency py rkhi jati hai bary trader issi waja sy Iss currency mai zyada trade lagaty hain..!mai apko btaata hun ky q sub sy zyada % distribution hai.
                              Why USD DOLLAR IS VERY FAMOUS AND DISTRIBUTE VERY WELL IN MARKET ?

                              1. US is the largest Economy in the World..!
                              2.USD is one of the Reserve currency in the World.
                              3.UsD is a liquid financial Market hai.
                              4.USD markets exchange is the world largest markets in the world.
                              Issi waja sy Pori dunia mai Sub sy zyada sale purchased bhi USD currency ki hoti hai..!
                              or investor ki iss py nazar hoti hai..! Or zyada trade ki waja or distribution ki waja b yehi hai..!
                              Thanks.
                              Click image for larger version

Name:	2A514B21-C589-4BCA-99FB-F3FB2E433E68.jpeg
Views:	1
Size:	111.4 کلوبائٹ
ID:	12330504

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X