Re: Jaiza : Currency distribution in the Forex market
All Forex friend jb ap trading ky Business mein enter hote hain to aapko jo sab se pahle jis theory ko follow Karni chahie wo currency price ke bare mein information Rakhna hai ki kaun si currency pairs Hamen acchi earning de sakte hain aur kaun si currency pairs aisy han jin py trading Karte Hain To Ham Achcha fayda Utha sakte hain Jab Bhi aap Forex currency pairs trading karen to aapko Hamesha Aise currency pairs ko Choose karna chahie jis se aapko kam time mein zyada earning karne ka mauka mil sake aur Jin par trading karna zyada profitable Bhi Ho To Aaj Ham is topic per discussion Karte Hain Ki kaun se currency pairs per Ham trading karte hue Jyada Se Jyada earning kar sakte hain aur kaun si currency pairs Aise Hain Jin ki price Low hai aur kaun se currency pairs Hai jinki currency ki value bahut zyada hai jo humen Forex trading mein zyada Se zyada fayda de sakte hain
USD American Dollar
Forex trading se kam karte hue jo sabse strong currency pairs Hain vah USD Ke Sath Jo Pairs bnaaty hain Jab Bhi aap Forex trading per trading karte hain to maximum products jo ke international level per sell Aur Buy Hoti Hai vah USD ki base py hoti hain aisy hi bhot saary Aise currency pairs Hain jinki value USD ke sath compare kar rahi hoti hai To is lye Jab aap Forex trading per trading karte hain to aapko USD Ke Sath Jo currency pairs Hain Un per acchi earning milati Hai for example agar aap EUR/ USD ,USD/JPY ,GBP/USD waly strong currency pairs py trading karte hain to aapko bahut hi Achcha fayda Milta hai aur aap apni trading se Achha profit gain kar sakte hain
EUR European currency
Second number pe jo sab se strong currency pairs bante Hain vah EUR Ke Sath Jo related currency pairs Han in py trading karte hue aapko Achcha fayda Milta hai aur aap apni trading se zyada Se zyada achievement kar sakte hain
Trading karte hue Jo strong currency pairs Hain unmen JPY,GBP,AUD bhi kisi hadd tak strong currency pairs bnaaty hai but in par trading karte hue aapko Hamesha depend karna padta hai USD aur EUR ke sath to Jab Bhi aap trading kar rahe hote hain un mein jo strong currency pairs bante Hain vah Hamesha USD aur EUR ke sath hi bante Hain Tu Jab Bhi aap trading Mein acchi trading krna Chahe hun To Aise currency pairs ko choose Kiya Karen Jo strong currency pair hun jin sy aapko Achcha fayda mil sake aur jo USD aur EUR ke sath pairs banate Hun
Low Prices Pairs
Kuch currency pairs Aise Hote Hain Jo bahut zyada low price ke Hote Hain for example Agar ham CHF aur CAD Ke Sath Jo currency pairs banate hain Unki price Hamesha Low hoti hai aur trading karte hue bhi aapko Itna Achcha result Nahin Milta aur aap apni earning itni zyada nahin kar sakte Baki aapko stay long time tak apni trade ko open rakhne ke baad achha profit Milta Hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим