Assalamu Alaikum dear senior and junior members aaj main aapse morning star pattern ke Hawale se kuch important information share karna chahta hun Jis Ke bad aapko idea ho jaega FIR Jab Ham Koi trade Karte Hain To usmein yah pattern Kaise market Mein interpretation sakta hai aur Iske bad Ham to Kaise trading Karni chahie aur yah trading Mein Hamari Kaise help kar sakta hai is patterns ke Hawale se different information aapke sath share karna chahta hun.
Morning Star :
Ya pattern just Support level per hi banta hai. Jab markit main strong downtrend hota hai usk bad agr aik choti see candlestick banti hai jski body choti see hoti hai or uski wick donon turf per hoti hai isko ap morning star pattern keh sakhty hain.
Reversal Trend:
Jab ya pattern ban jata hai tu apko samjh jana cheye kay ab markit main reversal trend hony ja rha hai. Is liye carefully candlestick ko focus krna bahut important hai.
Colure of Candlestick :
Dear is candlestick ko properly samjny kay liye apko pata hona cheye ka is candlestick ka kei bbi colure ho sakhta hai.
Entry in Market :
Is patterns ka banny kay bad apko confirmation candlestick is bat ka indication deti hai kay ab ap market main entry la sakhty hain.
TP and SL :
Jab ap is patterns kay bad market main entry laty hain tu apko stop-loss hamesha support levels sa neechy rakhna hota hai or Take profit phaly wali resistance per set krna cheye. Ya limit apply krna apki account ki safety kay liye bahut important hoti hain.
Importance of Morning Star Patterns :
Dear market Mein different patterns Hamare liye bahut jyada useful hote hain aur Hamari trading co profitable Banane mein bahut hi important role play karte hain isliye aapko market Mein jitni bhi patterns Hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahie Is Tarah morning star pattern ke Hawale se aapko information share ki hai aap ki complete learning Hasil Karke apni trading co profitable Banane mein bahut jyada help answer kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим