Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..
Morning Star Doji pattern market mein ek trend reversal pattern hai jo ky aap ko market ki indication dety huey market ky reversal point par entry leny mein help karta hai. Yeh pattern ek important trading pattern hai jis mein bhut zeada traders entry points lety hain.Is se apko market ki prediction hojati hai.Is pe kam karny ky liye aapko iska complete knowledge aur information honi chahye. Is trha market mein trade practice ky liye use kar skty hain. Aur is pe work krny se pehly demo account mein practice karna lazmi hai.
Yeh pattern market mein Bearish trend ky bad banta hai aur yeh pattern market ky bottom par formation dikhata hai. Jab aap dekhty hain ky market bhut zeada downward trend mein move kar chuki hai aur ab market reversal le skti hai to aap is pattern ko as a confirmation of trend reversal le skty hain. Yeh pattern agar form hota jaye to aap is ky sath trade entry le skty hain. Is par kam karny ky liye aap market mein different indicators aur moving averages ki help le sakty hain. Yeh indicators aap ko market ki perfect information dety hain aur is trha aap apni trade signals ki confirmation kar skty hain
Agar aap kisi bhi pattern par work kar rhy hon to aap ko us pattern ky signals ko confirm karny ky bad hi trade mein entry leni chahye. Is trha aap ek perfect entry le skty hain. Isi trha agar aap Morning star pattern ki formation dekhty hain to aap us waqt multi indicators aur dusry patterns ky sath sath market mein trade positions ko dekh skty hain. Yeh pattern sapko 100 percent confirm signals nahin deta hai. Aur yeh false bhi ho skta hai. Is trha breakouts ki surat mein aapko bhut zeada loss ho skta hai. Is wjha se aapko is ka use karny ky liye dusri informations bhi leni chahyen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим