Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka use ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

    Forex trading Ek online business hai Forex trading ka business Aaj Ki Duniya Mein Har Mulk mein kiya jata hai aur yah bhejna se bahut hi mashhur business hai is business Mein 1 minut Mein hajaron ki tadad mein log ismein enter Hote Hain Jo ki Apna Kam Ghar Baithe Kisi bhi waqt kar sakte hain Din Ho Ya Raat isme timing ka koi issue Nahin Hota ichimoku kinko hyo Ek technical indicator hai a indicator free mein use Kiya jata hai Jisko use karne mein kisi ke sim Ki pareshani Nahin Hoti Agar Hamen isko karne ka experience Hoga To Ham isko bahut hi likh kar lenge aur Iske through bahut hi Achcha work Sakenge is ko shirt mein ikai moko Kahate Hain is trader Koja paniyon Ne Ijjat Kiya Hai Ja Ja paniyon ka Ijjat Karda indicator hai Jise Har Mulk a isliye se use kar sakta hai jo ki har trader ko kam karne mein help karta hai aur yah indicator 4 chijon per Mein mushtamil Hota Hai.

    1. kiun Sin

    2. Tankansene

    3. Chikou Span

    4. sinkouSpan

    kijun Sin

    kijon Sin ke bare mein batane ja rahe hain Jo ke Ek bahut hi Achcha indicator hai aur yah Hamen kam karne mein bahut se saholiat provide karta hai

    It's mein Neele Rang ki line hoti hai agar prices line se upar ho to to price per Jaane Ke chances Hote Hain Agar line niche ho to price niche Jaane Ke chances Hote Hain.

    tanansene

    Yah Indicator Forex trading ma bahut hai kirdar Kahta Hai ismein Surkh Rang ki line hoti hai agar yah line Upar ya niche ho to market trendi hoti hai agar yah line right Ho Tu tu ja right ya left side market hoti hai

    Chikou span

    chikou Span bhi free ka indicator hai Iske jariye se bhi bahut hi isliye kam Kiya Ja sakta hai Ham ine Sab indicators Ko Dekhkar hi chimoku kinko hyo aur is Mein loss hone ke chances bahut kam Honge Agar Ham is Mein mehnat Karenge yah Shabd Rang ki line hoti hai agar ismein price ko Upar Se niche Ham cross Karte Hain To is ko signal ka naam Diya jata hai agar yah price ko niche se upar cross Kare to boy singnal ka naam Diya jata hai

    sinkouSpan

    Yah Brown Rang ki line hoti hai agar yah line Upar ho to up trend hota hai agar price is niche ho to downtrend Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?
      trading mein bahut si indicator ka istemal hota hai lekin coach indicator hamare liye bahut hi behtarin natija rakhte hain aur agar Ham ne kata ko theek tarike se istemal karte Hain to hamen kafi paida hota hai mere khyal mein Koi bhi indicator Ho hamen usko istemal Karne ka tarika pata ho to tab hi vah hamare liye accha sabit ho sakta hai hai hamara itna jyada market ka tajurba nahin hota hai aur ham market mein indicator ke bagair kam nahin kar sakte hain kyunki hamen khud se a market mein analysis karna bahut hi mushkil Ho jaate Hain isliye main samajhta hun hamen cricketer ki jarurat padati hai aur hamen indicator ko jarur istemal karna chahie lekin hamen yah baat apne dimag mein rakhni chahie ki hamen hamesha vo indicator istemal karna chahie jisko Ham acchi tarike se jante hain aur Taki Ham jis ko acchi tarike se istemal Karen kar sake jisse indicator ko Ham acchi tarike se istemal Na kar sake hamen use indicator ko istemal nahin karna chahie kyunki jisse indicator ko hamen istemal Karne ka chitra kaise pata nahin hoga to use indicator mein Ham kamyabi hasil nahin kar sakenge isliye hamen koshish karni chahie ki jo bhi indicator istemal Karen hamen uske bare mein acchi tarike se pata hona chahie tab hamen kamyabi milegi.
      Jay indicator bhi bahut achcha indicator hai aur ham ISI indicator se achcha fayda utha sakte hain kyunki bahut se log is to istemal kar rahe hain lekin pahle hai iske bare mein hamen acchi tarike se jaan Lena chahie aur iski practice kar leni chahie tha ke jab bhi Ham mustaqbil mein isko agar istemal karte Hain to Ham isko sahi istemal karke fayda utha sake
      💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
      • #18 Collapse

        Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

        Ichimoku kinko aik bahit hi acha technical indicator hai, ham iss indicator ki help se market k analysis krte hain ye indicator 5 lines pe working krta hain jinko ham tenkan-sen, kijun-sen, senkou span A, senkou span B and chikou span. Kehte hain ye indicator technical analysis k liye bahot hi important hai is indicator ko bahut se expert people use karte hain aur iss indicator ko bahut se technical analyser use karte hain kyunki ek technical indicator hai aur iss indicator ki help se Ham market mein easily trend ko find kar sakte hain aur hamari trading bahut hi good ho sakti hai hamen is indicator se jarur help leni chahie aur is ko samajhne ki koshish karni chahie.
        most important for Japanese pair
        Ye indicator Japanese ki ejad hai is indicator ko maximum Japanese hi use karte hain aur agar Ham s indicator ko JPY currency pair ke liye use karte hain tujhe hamen bahut hi good results deta hai, hi hamen is indicator ko jarur use karna chahie kyunki jitne Di Japanese technical trading karte Hain to vah sath hi is indicator ko use karte hain aur UN logon ko is indicator se bahut hi board result mil jaate Hain...
        uses for this indicator
        Yah indicator dekhne mein jitne complicated najar aata hai hi itna hi easy hai amazing is indicator ko easily use kar sakte hain is indicator mein to moving average hote hain jinki health se hamen market ke analyses karne hote Hain aur iske allahabad is indicator mein 1 cloud hota hai hai aur agar price cloud ke above hoti hai hai to market ka trend bullish hota hai hai aur agar price cloud ke niche hoti hai market ka trend down hote Hain hamen market ke a trend ko jarur analyse karna chahie tab hi market mein hamen good entry mil sakti hai yah ek leading indicator hai hai aur hamen is indicator ke sath sath second confirmation bhi leni chahie Taki Ham is indicator ko easily use kar sake aur ise indicator se good benefits Le saken yah indicator hamari trading ke liye bahut hi helpful hai aur ham is indicator se easily good benefits Le sakte hain.
        Is indicator ko use Karen aur isko demo account pay check Karen jab hamari demo account per practice hogi to tab hi Ham is indicator ko proper use kar sakenge aur agar hamari ise indicator pay practice nahin hoti hai to Ham is indicator ko correctly use nahin kar sakte hain MS indicator pe practice karni chahie tab hi ham isko thik tarike se use kar sakenge aisi indicator se hamen very good results milte Hain aur hamari trading bahut hi good ho sakti hai main koshish karta Hun ki is indicator ke liye mein ek example de sakun aur is indicator ko jitna possible ho sake iske uses ke liye main ek good screenshot de shakunta ke Jo beginners hai vah is indicator related good knowledge and good information Le sake sake next time mein vah bhi cindicator se good benefits Le sake hamen technical analysis ke liye indicators ko bar bar try karna chahie aur ine se jitna possible ho sake help lene ki try karni chahie.
        • #19 Collapse

          Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

          Ji dear ichimoku kinko hyo indicator bhi aj kal bahut use ho raha hay aur iski bahut maqbooliyat ho rahi hay. Jaisa keh ham forex main trading kay liye price predict karty hain q keh forex main ager hamari coming trade hamari favour main nai hogi to hamain loss ho sakta hay. Is liye ye indicator khas tor per price action ki probabilities ko calculate karny kay liye design kia gia hay. Is main 4 main components work karty hain.
          First Tenkan Sen. Is main price kay highest high aur lowest low kay sum ko 2 per divide kia jata hay jab keh ye last 8 time periods per calculate kia jata hay.
          Second Kijun Sen. Agarcheh is main calculation bhi same hoti hay laikin ye last 26 time periods per mushtamil hota hay jo price action ko bata raha hota hay.
          Third Senkou Span A. Jo keh Tenkan Sen aur Kijun Sen kay sum ko two per divide kar kay calculate kia jata hay laikin ye current price action say next 26 time periods per plotted hota hay.
          Forth Senkou Span B. Ye highest high and lowest low ko two per divid karny say calculate hoti hay. Laikin is ki calculation kay liye LAST 52 time periods use kiye jaty hain jabkeh isko NEXT 26 periods per plot kia jata hay.
          Jab in calculations ko chart per plot kar dia jaye to is kay bad hamain price momentum and prediction ko samjh kar trading order place karny main bahut help mil jati hay. Japan main ye indicatir bahut ziada helpful samjh kar use kia jata hay. Ham bhi ager is idicator ko proper samjh kar aur seekh kar istemal karain to achi trade kar sakty hain, laikin iskay sath hamain analysis ki bhi support lazmi laina hogi.
          • #20 Collapse

            Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

            Ji Ham Sab Ko Maine Karke Apna Kam karna chahie aur apne bolo Soi Peer karna chahie because bolo usko click karne se hi Hamen kamyabi Hasil hoti haiforex trading mein kamyaabi k raaz hain lekin aksaar log us raaz sy waqif hoty howay bhi koi faida nhe kr paty forex trading mein kamyabi k raaz yhi hain k ap sab rules ko follow kro or jahn rule k mutabiq entry bnti ha usko follow kry jahan par rule k mutabiq entry nhe bnti usko execute na kry beshak wo bd m profit mein chli jayee es sy aik toh apko sabar krna aye ga dosra apk loss k chance min ho jaygy esk ilawa apka account secure rhy ga bohat sare log kahte hai ke hum is business me zaida paise nahi bana sakte lakin me kahta ho ke is business me hum bohat achi earning kar sakte hai or is ko hum zaida se zaida kar sakte hai lakin lalach se nahi balke hume is forex trading business me kuch aisa plan karna hai ke hum is business se bohat zaida paisa earn kar sake. orex main achi earning hasil karne k liye ache plan ka hona bahut zarori hai jis se forex main ap plan ki madad se asaani k sath success ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain our forex main kamyabi hasil karne k liye ap ki mehnat bahut zarori hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?






              Salam G apny achi cheez hamary sath share ki hai , very beneficial and knowledgeable hai mai thora iss indicator ky bary ma bataata chalun..!
              G ..! Yh aik Japanese indicator hai , iss indicator ko used krny ky bad or kisi indicator ki zaroort nhi prhti hai, yh apny ap mai aik khass system hai, yh indicator kisi tabdeeli ki ijazat nhi dyta,
              yeh high or low price ki importance dyta hai, yeh Current past or future price 3no tareqy ki indication dyta hai..,3 kisam ky confirmation ky bad trade lagaya jata hai..!Iss mai aik Green line hoti hai wo market ko smjhny ky leay hoti hai market ky trend ko,,, issy ledging indicator bhi kaha jata hai..
              Isska kam yeh hai ky yeh peechy chalta hai..Leging line 26 candles peechy chalti hai.Aik blue line hoti hai yeh short term market ka trend smjhny ky leay hai.. yeh bhut fast hota hai . Uss ky bad Red line hoti hai , yeh mid term market ko smjhny ky leay hota hai.Jab blue line or Red line apas mai Croos hoti hai jo red line upper sy cross kry or blue line neechy rehta hai tu us waqt Sell ka trade lyna hai o issy Bearish Cross over bhi kaha jata hai..
              same usi trha jab red line nechy rhy or blue line upper ray
              tu us time hamen Buy ka trade lyna hai or isy Bullish Cross over bhi kaha jata hai.
              Click image for larger version

Name:	2AD58C4E-A4F3-49F7-B70F-3CFCB059E13C.jpeg
Views:	1
Size:	60.1 کلوبائٹ
ID:	12330441

              اب آن لائن

              Working...
              X