Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka use ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka use ?
    Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

    G dear Ichimoku Kinko Hyo basically forex me aik technical indicator Hy jis ki madad sy Ham guage of trading candle ko identify kr skty hen moreover ye basic momentum of running trend me aik best way of trading hota Hy ye basically forex me signals generate krny Kay leay use hony Wala best technical indicator Hy is Indicator say bohat madad milti hai aur future trading mai apni positions open aur close kernay ka sahi waqt pata chalta hai. Indicators MT4 trading terminal pay available hotay hain laikin traders kay liye zaruri nahi hota kay woh indicators ko use karain ya nahi karain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex traders ko indicators say faida hota hai ya nahi hota laikin indiactors ko achi Tarah seekhna bohat zaruri hai kiyu kay Behar haal indicators traders ko help bohat milti hai kiyu kay indicators ko Kab kisi selected chart pay indicator ko apply kia Jata hai tou uss indicator ki graphic presentation chart pay show ho raha hota hai jiss say traders ko apni trade ka andaza aur idea mill Jata hai. Indiactors bhi basically market ki previous movements ko daikh kay he future trading kay ideas miltay hain indicator use karny se ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus ko dekh k trade kar skaty hai ais market mai ap agar kisi indicator ko use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais se ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai jo indicator use karna hai aus k bary mai ap ko ye pata ho k ye indicator kon se time mai acha kaam karta hai aor ais ki setting kaisi rakhy gay jis se hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais k liay ap ko indicators ka pata hona chaye
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

      indicators ko apni trading mein istemal karke har EK member hi achcha fayda Le sakta hai aur yah indicators trading mein kis tarah se istemal Karne hain yah members ko maloom hona chahie aur kisi bhi member ko yah tab maloom ho jata hai ki jab vah indicator se related apne experience ko bahut jyada acchi tarah se istemal Kar Rahe hote Hain indicators ki vajah se bhi members ko trading mein fayda ho sakta hai lekin har EK member ko bahut jyada acchi tarah se in ko istemal karne se related hard working karna chahie acchi hard-working ke bad Hi har EK member ko har EK kaam ke bare mein acche se idea hota hai aur FIR vah use kam ko acchi tarah se karke aur usse benefits lete Hain maximum members aise Hain ki jinko trading se related koi bhi achcha experience nahin hai kyunki vah apni trading se related practice ko continue nahin karte Hain Koi bhi member jab trading se related apni practice ko continue nahin karta tu is tarah se FIR members ko indicators ke bare mein bhi kuchh maloom nahin hota hai indicator se related har EK member ko apna knowledge improve kar lena chahie aur yah indicators members ko trading mein bahut jyada help dete Hain yah har EK member ko maloom hona chahie ki indicators ko kis tarah se istemal Kiya jata hai aur yah bhi maloom hona chahie ki yah indicators kitna jyada members ko trading karne mein help dekar aur unko acchi earning dekhte hain
      • #4 Collapse

        Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

        Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex traders ko indicators say faida hota hai ya nahi hota laikin indiactors ko achi Tarah seekhna bohat zaruri hai kiyu kay Behar haal indicators traders ko help bohat milti hai kiyu kay indicators ko Kab kisi selected chart pay indicator ko apply kia Jata hai tou uss indicator ki graphic presentation chart pay show ho raha hota hai jiss say traders ko apni trade ka andaza aur idea mill Jata hai. Indiactors bhi basically market ki previous movements ko daikh kay he future trading kay ideas miltay hain indicator use karny se ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus ko dekh k trade kar skaty hai ais market mai ap agar kisi indicator ko use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais se ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai jo indicator use karna hai aus k bary mai ap ko ye pata ho k ye indicator kon se time mai acha kaam karta hai aor ais ki setting kaisi rakhy gay jis se hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais k liay ap ko indicators ka pata hona chaye
        • #5 Collapse

          Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?
          Jahan forex market main trade kerny ky liay bahot achy achy indicators hain wahan ichimoku kinko hyo bhi bahot importance ka Hamil hai ky agar ham is indicator ko achi terha samajh lety hain tou hamain trade kerny main bahot asani hoti hai ky jab market kisi bhi direction main move ker rehi ho aur ham dame ichimoku kinko hyo indicator ko use ker rehy hon tou hamain market ki future movement ko samajhny main asani hoti hai ky usky indicator sy hamain yeh pata chal jata hai ky jo movement ho rehi hai ya jo movement ho chuki hai tou usky mutabiq market ki next movement konsi ban rehi hai phir ham usi hisab sy trafe open kerty hain aur hamain bahot achi earning hasil ho jati hai tou sab sy pehly hamain ichimoku kinko hyo ko achi terha samajh lena chahiay ky yeh kesy work kerna hai aur is per trade kis terha sy open ki jaey tou hamain profit hasil ho sakta hai tou phir hi same indicator sy ham faida hasil ker sakty hain agar ham is indicator ko samajhny ky liay pehly demo trading account main apply ker lain aur market ki movement ko observe kerty huey iski successful percentage ko find ker lain tou hamain pata chal jata hai ky yeh indicator trading main hamari kitni help ker sakta hai agar hamain iska complete knowledge hasil ho jaey tou yeh aesa best indicator hai ky hamain phir kisi aur indicator ko use kerny ki zarurat hi ja pery

          Hamain same indicator ko RSI ky sath mila ker use kerny sy best results milty hain ky hamain reversal signals RSI sy bhi mil raha ho tou ichimoku kinko hyo sy open ki jany wali trade ko hamain stop kerna hota hai ky agar ham RSI main trade reversal signals ky sath bhi ichimoku ky mutabiq trade continue kerty hain tab hamari open trade main loss ky chances bhi bach jaty hain lekin agar ham in dono indicators ko mila ker use kerty hain tou hamain bahot achy results hasil hoty hain lehaza hamain sirf ichimoku per hi Trade kerny per bhi nuqsan ho sakta hai tou agar ham RSI ko sath mila ker trading ky liay use kerty hain tou phir ham bary loss sy bhi bach sakty hain aur bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai
          منسلک شدہ فائلیں
          • #6 Collapse

            Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?
            G dear jis tarha baki curency hai usi type ki ye curency hai tu ap es mai acha kam kar saktye hain ager ap mahnet aur lagan kay sath dil laga ky kam kartye hain tu ap kaliye curency mai kam karna mushkil nhi hai ap ka kam hai kay ap es mai trade open kar liya karain ta kay bad mai ap kaliye faida ho jata hai baki pair mai ap kam kartyr hain tu ap kaliye kafi parshani ban katye hain jis mai ap ko pta hai kay sub shamil hain matlab kay oil ho gaya us kay sath gold ho jata hai ye curency nhi hai jis ki waja say ap es pay kam kartye hain tu ap es mai kabhi kanyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karna chatye hain tu ap curency mai dil laga kay kam karain kiyu kay curency mai ap ka a kafi acha ho sakta hai kafi log hain jo curency mai kam kartye hain tu un ki base achi ho jatye hain kiyu kay ager daikha jaye tu ap ko pta hia kay ap curency mai kam kar kay kafi had tak kamyab ho jatye hain ager es mai ap ka nuqsan bhi ho jata hao tu aik time pay ja kay ap ka kafi daida ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap hamesha curency pair mai kam karain kiyu kay ye kafi kam balance mai bhi ap ka kafi sath daitye hain aur ap es mai trade open kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai bina tenshion kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay curency pay kam kar kay ap kabhi nakamnhi hotte hain tu ap ka kam hai kay ap nay kamyabi laini hai tu ap apna kam curency pay he kiya karain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi ata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

              Je forex ma indicators ki bhot bari variety available hai en ma sy ik inchimoku minko hayo b hai. Es indicator k estamal sy ham candle stick ka gauge mahloom kartyn hain or es indicator sy market trend ko b achy tareeky sy measure kiya ja sakta hai. Jo trader indicators ko use ni karta wo apny lae acha entery point pick ni kar sakta. Forex trading ma achy entery point hamesa indicator ki he madad sy meltyn hain kio or es mamlay ma hamari help ni kar sakta. Ik time ma hamy sary indicator use b ni karny chahe kiu k har indicator ka result different ata hai or es sy trader confuse ho jata hai. Trader ko chahe k wo kio sy 2 indicators ka intakhab kary or phr un sy help ley kar trade open kar le. Forex ma kio trader b etna expert ni hota k wo khud market ki state ko samaj jae or ik indicator ki tarha acha analysis farham mar dey. Agr ham forex ma profit hasil karna chahtyn hain to hamy indicators ki help lena he hoti hai. Indicator k bena ik trader ki kio simmet ni hoti. Usko mahloom ni hota k market kis taraf jae gi or na he wo market ko predict kar sakta hai. Trade ki training k doran hamy mt4 ma different available indicators ma sy kuch lazmi use karna sekhny chahe. Agr ham enki sekhny ma kamyab ho jayn start ma he to future ma hamary lae bhot asaniya ho sakti hai. Kio b trader forex ma indicator ki help k bena kamyab ni ho sakta. Indicators he trader ko guide kartyn hain k ab us ny kon si direction ko pakarna hai. Agr wo sahe sy enko use kar ley ga to usko profit ho ga warna usko loss sy kio ni bacha saky ga. Mt4 ma agr ye different indicator na hoty to hamary lae trade na kamyab hona or zayads mushkil ho jata. Ye hamy apny knowledge k mutabik best guide kartyn hain or badlay ma kio fee b charge ni karty. So hamy lazmi indicators ko use karny ki adat ko apnana chahe.
              • #8 Collapse

                Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                Je forex ma indicators ki bhot bari variety available hai en ma sy ik inchimoku minko hayo b hai. Es indicator k estamal sy ham candle stick ka gauge mahloom kartyn hain or es indicator sy market trend ko b achy tareeky sy measure kiya ja sakta hai. Jo trader indicators ko use ni karta wo apny lae acha entery point pick ni kar sakta. Forex trading ma achy entery point hamesa indicator ki he madad sy meltyn hain kio or es mamlay ma hamari help ni kar sakta. Ik time ma hamy sary indicator use b ni karny chahe kiu k har indicator ka result different ata hai or es sy trader confuse ho jata hai. Trader ko chahe k wo kio sy 2 indicators ka intakhab kary or phr un sy help ley kar trade open kar le. Forex ma kio trader b etna expert ni hota k wo khud market ki state ko samaj jae or ik indicator ki tarha acha analysis farham mar dey. Agr ham forex ma profit hasil karna chahtyn hain to hamy indicators ki help lena he hoti hai. Indicator k bena ik trader ki kio simmet ni hoti. Usko mahloom ni hota k market kis taraf jae gi or na he wo market ko predict kar sakta hai. Trade ki training k doran hamy mt4 ma different available indicators ma sy kuch lazmi use karna sekhny chahe. Agr ham enki sekhny ma kamyab ho jayn start ma he to future ma hamary lae bhot asaniya ho sakti hai. Kio b trader forex ma indicator ki help k bena kamyab ni ho sakta. Indicators he trader ko guide kartyn hain k ab us ny kon si direction ko pakarna hai. Agr wo sahe sy enko use kar ley ga to usko profit ho ga warna usko loss sy kio ni bacha saky ga. Mt4 ma agr ye different indicator na hoty to hamary lae trade na kamyab hona or zayads mushkil ho jata. Ye hamy apny knowledge k mutabik best guide kartyn hain or badlay ma kio fee b charge ni karty. So hamy lazmi indicators ko use karny ki adat ko apnana chahe.


                Ref: Ichimoku kinko Hyo indicator se ham kis had tak fayda utha sakty hain or is ka use ?

                Assalamu Alaikum dear friends ICHIMOKU yah apne aap Mein Ek system hai hai yah sirf indicator nahi hai hai iska matlab hai k yeh aik hi nazar me market k ruhjan ka btata hai Yeh Aisa Ek Chart hai Jis per Najar Dali Ne Se a market ka balance samajh mein Aata Ho is system ko 30 Sal Tak study Kiya Gaya1968 ke qarreb is ko launch kia gia ismein aapko patience chahie bahut jyada practis chahie tab ja k ap ichimoku se ap trade ker sakty hen . Smarket Hamesha teen Tarah Se trading karta hai Ek market down trend Mein rahata Hai dusra market uptrend mein Main Aur Teesra market chopi Hota Hai market Kahin Ek level per Upar niche Hota rahata Hai hai yah Jo choppy market Hai yah Upar niche Hota rahata Hai hi hai Chuke choppy parted se Humne loss kiye hote hain ya koi system nahin hai jo bataen ki market abhi uptrend mein jata hai hai yah market main aapko vate kar sakte hain ya stop plus ya take profit Aage Badha sakte hain choppy market Se Hamare Hath se acche trendz bhi chhut Jaate Hain.

                Ichimoku indicator system yeah koshish karta hai Hai Ke Chop market ko filter kar de aur Hamen clear trend ka major portion De De Ichimoku Ek trend following system hai lekin friend banne ke bad isko capture karne ki koshish karta hai yah koshish karta hai ki 70% Jo market ka ka trend hai vah aapke Hath Mein De dega aur starting Ko Chhod deta hai aur and ko bhi Chhod deta hai Iske alava sport and resistance joki future mein aane wala hai hai yah vah area hai hi Jahan per market future Mein struggle karne wala hai hi Ichimoku struggle karne wala hai Inko support and resistance ko bhi protect karta hai Ichimoku bahut dynamic hota hai Ichimoku indicator ko japan me 74 percent log trading me use kerty hen is ko istemal kerny k bad kisi or indicator ko lgany ki zarorat nhi rehti is ki popularity bhi bahut zyda hai .
                • #9 Collapse

                  Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                  Dear forex friend ichimoku ki ko hyo bohat acha indicator hai indicator koi bhi ho humein usi waqat faida dy sakta hai Jab hmare pass us indicator se related acha knowledge acha experience mojood ho GA bohat sare members ichimoku indicator ka istemal kr KY acha profit hasil kr rahe hain aur kuch log support and resistance indicator see acha profit earn kr rahe hain ye hmare upar depend krta Hai ky hmare pass kis indicator ka acha knowledge hai bohat sare members aise bhi hain jo indicators ka istemal nahi krty balky history ko observe kr KY us ky according apny mind Mein Koi strategy bna lyty hain aur phir usi KY according trading kr KY acha faida hasil kr lyty hain ye business humein Har tarha se acha profit dyta Hai Bas hmara focus hona chaheye aur humein is kaam ko apna free time dyny ki koshish Karni chahiye is business Mein bohat zayada faida Hai lekin Un logon KY liye jo khud ky saath apny kaam ky saath sincere hain aur proper Lagan see pany kaam par focus krny ki koshish krty hain humein bhi apny kaam ko SEEKHNY samajh any ki koshish krni chaheye ta ky seniors ki tarha hum bhi apna future secure bnane mein kamyabi hasil kr saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                    Sab say pehlay to hamain es bat ka knowledge hona chahiay k indicators hain kia aor Ichimoku Kinko Hyo kisay kehtay hain? Kun k Ichimoku Kinko Hyo kay benefits and uses kay baray main jananay kay liay zarori hay k es ko achi taran understand kar lia jay ta k kisi qisam ki koi confusion paida na ho lehaza main sab say pehlay indicators kay baray main bat karoon ga.
                    Indicator:
                    Indicator woh eshara ya graph hay jo MT4 ya MT5 main market ki previous condition ko samnay rakhtay howay hmain next condition kay baray main indicate karta hay yehni batata hay k ab market main prices up hon gi ya down, market up move karay gi ya down trend kon sa ho ga up ya down? Market trend ko understand karnay kay liay traders many types kay indicators use kartay hain jin main ADX, Parabolic SAR, RSI, Stochastic, Bollinger Bands, Fibonacci, Moving Average, MACD, Cross Over and Ichimoku Kinko Hyo shamil hain. Waisay to yeh sab bohat ziada important hain aor en main say ziada Moving Average ko traders use kartay hain lakin yahan ham Ichimoku Kinko Hyo ki baat karain gay.
                    Ichimoku Kinko Hyo:
                    Es indicator ko shortly Ichimoku bhi kehtay hain esy Japanese nay ejad kia hay yeh char cheezon par mushtamil hota hay.
                    1: Kijun Sen
                    Yeh blue color ki aik line hoti hay. Agar price es line say oper ho to price oper janay kay chances hotay hain agar price es line say nechay ho to price nechay janay kay chances hotay hain.
                    2: Tenkan Sen
                    Yeh red color ki aik line hoti hay jo k oper ya nechay ho to market trend main hoti hay aor agar sedhi ho yehni right left ho to market side main hoti hay.
                    3: Chikou Span
                    Chikou Span aik green color ki line hoti hay yeh price ko agar oper say nechay cross karay to Sell ka signal hota hay aor agar yeh price ko nechay say oper cross karay to Buy ka signal hota hay.
                    4: Senkou Span
                    Brown color ki lines par mushtamil yeh badal(cloud) sa hota hay. Price es badal(cloud) say oper ho to trend up hota hay aor agar price badal(cloud) say nechay ho to trend down hota hay.
                    Click image for larger version

Name:	Ichimoku Kinko Hyo-2.jpg
Views:	1
Size:	532.6 کلوبائٹ
ID:	12330297
                    Benefits:
                    Ichimoku Kinko Hyo ko agar achi taran learn kar kay understand kia jay aor pehlay demo pay es ki achi taran practice kar kay experience hasil kia jay to yeh real main trader ko bohat ziada faida day sakta hay trader kisi kay signal ka mohtaj nahi hota woh khud hi analysis kar kay market kay trend ka pata laga laita hay aor phir trend kay mutabiq hi Buy ya Sell ka order lagata hay aor phir es indicator ki madad say trend kay change honay par trade close kar kay profit ko save kar laita hay es taran es ki bhi others indicators ki taran bohat ziada importance hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aaj aapse ek indicator ke about puchna chahta hun ichimoku kinko hyo Maine huna hai ki yah indicator bahut jyada popular hai agar Ham ais indicator ko istemal Karte Hain To is market ke andar Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain expert aur professional trader bhi is indicator ka istemal karte hain aap apne Rai pesh Karen kya Ham is indicated se Vaki Mein faida uthaa sakte hain kya yah Vaki Mein Hamare liye faydemand Hota Hai ?
                      Ji han aapane bahut hi acche question ka intekhab Kiya Hai ichohimoku kincko hyo ek bahut hi Achcha indicator hai Ek beginner ke liye bahut hi faydemand sabit hota haiichhohimku kincko hyo Ek bahut hi popular indicator hai aur yah indicator free mein use Kiya jata hai expert and professional trader Bhee is indicator ka istemal Karte Hain Jo ke bahut hi profitable hoti hai is indicator ki 4 types hai ab ham aap ko ine types ki detail ke bre main batane ja rahi hun jo ki bahut hi faydemand sabit hoti hain Auron ko istemal karke ham Forex trading se profit Kama sakte hain aur is ke jarie se Ham market ke up or down ke bare mein maloomat Haasil kar sakte hain jo ki Hamen los se bacha sakti hai Hamen Ek Achcha Khasa profit Hasil kar sakte hain isko Ham shourt May iki moco Kahate Hain yah Ek acha indicator hai aur isko japaniyon Ne Ijazat Kiya Hai ab Ham Iske types ki tafseel batane ja rahe hain.

                      Kijun sene

                      Yah Neele Rang ki line hoti hai agar price is line se a Upar Ho ho to price Upar Jaane Ke chances Hote Hain Agar iski price a is line se niche ho to price niche Jaane Ke chances Hote Hain.

                      tenKansin

                      Is main red colour ki line hoti hai agar yah line Upar Ja niche ho to market trend hoti hai agar Sidhi ho to right left ho to side market hoti hai Ek bahut hi dilchasp indicator Hain jinhen bahut hi easily use Kiya Ja sakta hai.

                      Chikou Sapan

                      Is indicator Mein green colour ki line hoti hai agar yah price ko Upar Se niche crass Karen Tu isko Sel signal Diya jata hai agar yah price ko niche se upar cross karen to isko Pe signal Diya jata hai.

                      Sinkco sapan

                      Ismein Brown Rang ki line hoti haiYah Ek Badal Ki Tarah hoti hai Agar ismein price Badal se upar Chali Jaaye to ab triend Hota Hai agar price is Badal se niche ho to down trend Hota Hai.

                      ichohimoku kincko hyo is indicator ko aap is tasvir ke andar dekh sakte hain Is Tarah aap is ko Sahi tarike se samajh Sakenge



                      Click image for larger version

Name:	Screenshot_7.png
Views:	2
Size:	75.9 کلوبائٹ
ID:	12330304



                      ichohimoku kincko hyo Ke Sath Sath yah indicator bhi bahut hi faydemand sabit hote hain Agar Hamen Sab indicators ka experience hoga to ham profit Kama sakte hain aur loss se Bach sakte hain market .

                      Jaisa ki Ham Jante Hain Ki ais market mein bahut jyada indicator Hain Hamen kabhi bhi Akela Kisi Ek indicator Ko istemal Nahin Karna chahie bulk a confirmation ke liye 2 ya 3 indicators ko istemal karna chahie Jab vah Hamen same result provide Karen To Hamen is market ke andar trade Lagani chahie otherwise Agar Ek indicator Hamen buy ka signal aur dusra indicator Hamen Sell single day To Hamen is market ke andar trade Nahin Lagani chahie Jab 3no indicator Ek Jaisa signal de To Hamen ose waqat trade Lagani chahie.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                        Walekum assalam yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to usmein bahut Sare indicators Humko guide karne ke liye kam kar rahe hote hain lekin indicator say proper guidance Hasil karne ke liye sabse pahle Humko syndicated se related complete information Hasya Kahani chahie aur uske bad Jab Ham indicator Pipra per learning Aasan Karte Hain To Uske bad usko apni trading per reply karte hain Jiski vajah se Ham apni trading co profitable bana sakte hain aapane ji Syndicate Adhikar Hamare Sath kiya hai no doubt short-term basis per yah Bhi Ek bahut hi important indicator Se Jo Humko trading se related different indications provide kar raha hota hai yah indicator Humko different Claus mein Main calculation provide kar raha Hota Hai Jiski different colours ki line hoti hai aur ham uski basis per ismein decision making Karke apni trading co profitable banaa sakte hain. Iski kuch details ap sa share krny kay liye isko 4 parts main ap divide kr sakhty hain.

                        Chikou Span clouds
                        Dear is types main Chikou Span aik green color ki line banti hay yeh price ko agar oper say nechay cross karay to bearish ka sign hota hai or agar yeh price ko nechay say oper cross karay to purchase ka signal hota hay.

                        Senkou Span clouds
                        Dear jab Brown color ki lines par mushtamil yeh badal sa hota hay. Price es badal say oper ho to trend up hota hay aor agar price badal say nechay ho to trend down hota hay.

                        Kijun Sen clouds
                        Dear members Yeh blue color ki aik line hoti hai. Agar price es line say oper ho to price oper janay kay chances hotay hain agar price es line say nechay ho to price nechay janay kay chances hota hai.

                        Tenkan Sen clouds
                        Iski last types wo hai jis main Yeh red color ki aik line hoti hay jo k oper ya down ho to market trend main hoti hay aor agar straight ho yehni right left ho to market side main hoti hay umeed hai ap en ko different line sa peechan sakhty hain.

                        Dear agar aap is indicated se properly utilised Hona Chahte Hain To aapko Iske different clouds ki pahchan honi chahie aur aap ko iski jab tak papa learning Nahin Hoti aap isko properly utilised Nahin ho sakte aur Bank prashasan nahin kar sakte yah indicator Hamesha short term basis ke liye Jyada benefit hota hai aur iske sath agar aap different indicators ko milakar apni trading per reply karen to aapko Jyada benefits lay sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                          forex market mein kam karne ke liye aapke pass bahut sare indicator available hote hain agar aap is market mein Koi bhi indicator select kar rahe hain to aapko yah pata hona chahie ki iss indicator ko kaise use karna hai jaise abhi aapane indicator ki baat ki hai to ismein hamare pass cloud bane hue show ho rahe hote hain Jin clouds ko dekh kar Ham is market mein trade open kar rahe hote Hain jab aap is market mein in clouds ko dekhkar trade lagate Hain to aapko yah pata chal jata hai ki market inke hisab se moment karni hai aap jab is market mein Koi bhi indicator use kar rahe hote hain to aapko yah baat clear honi chahie ki market mein Jo bhi indicator use Kiya jata hai vah market ko moment nahin karva Raha hota vah jab ke market ko dekhte hue indicator ab signal de raha hota hai kaise Hi aapane agar is market mein trade lagani hai to aapko yah baat apne man mein rakhni chahie ki is market mein jo indicator aapko signal de raha hai yah market ko observe karte hue signal Diya ja Raha hota hai ki darbar market ki moment change ho jaati hai to aap ke indicator ke liye hath se aapki trade ka stop loss hit ho jata hai isliye aap is market mein Jo bhi indicator use karna hai iske roj ka aap ko pata hona chahie tha ki aap is market mein nuksan se bach saky.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                            Dear friend Ichimoku kinko Hyo indicator se Ham apni trading co bahut Jada profitable Kaise perform kar sakte hain Kyunki yah Kaise indicator Hai Jisko follow karte hue Agar apni trade ko Shuru karte hain to main bahut hi fayda Milta Hai yah bahut jyada popular indicator hai Hamesha Hamen kam karte hue apni trade ko Sahi tarike se perform karna chahie ki Hamen Har apni trade profit mein mile aur ham kam se kam nuksan karte hue apne business ko Kamyab banaa sake aur aur Hamesha kam ke bare mein Aisi planning aur strategy Banaya Karenge aapko Jyada Se Jyada sikhane ka mauka Mile aur aap apne liye long term trading karte hue fayda Utha Saken to Aaj Ham Jis indicator ke bare mein baat karna chahte hain vah hai Ichimoku kinko Hyo Ek Japani e Bada indicator jisse aapko for types ki location Ka Pata Chalta Hai Aur apni trading se fayda uthate Hain basically indicator Hamen filtration deta hai aur Hamen Ek Sahi friend Ka Pata deta hai ki market trend kis tarike se chal raha hai aur ham apni trading ko perform Karke Kaise fayda Utha sakte hain

                            Ichimoku kinko Hyo
                            Basically ye indicator Hamen market ki Momentum ke bare mein indication Deta Hai jisse ham Ek best way se candlestick ki movement ko judge karte hue technical analysis Le sakte hain aur apni trade ko Aise point se shuru karte hain Jahan se Hamen Shuru Mein Hi profit Milta Hai Forex trading business Mein Hamen Aise indicator ko follow karna chahie Jo Hamen simple state ki aur planning ke sath profit De Hamesha kam karte hue Apne kam ko information on Knowledge ke sath perform Kiya Karen tabhi aap ko fayda mil sakta hai aur aap isiliye apni trading se kamyabi Hasil kar sakte hain Hamesha simple indicator ko Palan Karte Raha Karen aur apne kam ko perform karne ke liye Jyada Se Jyada hard work art Raha Karen tabhi aap ko fayda Mill sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ichimoku Kinko Hyo indictores sey ham kis had tak fayda utha skty hain or is ka u

                              Bahi ya indicator bohot zabardast hai ichimoku kinko hyo bahtreen indicator hai or ya technical indictor bi kaha jata ha is lia is sy hum log bahtreen trade ko open kar sakta hain ya indicator trend ka lia bi bohot accha hai or hum is sy best analysis kar sakta hain laken is ka lia ak bat lazmi hai ka hum log lazmi is mai mahnat karian or is sy acchi kamai ka lia huma learning zyada karna pahra gi jis na bi is mia accha kam kia wo kamyab huwa laken learning or earning ka lia huma is mai mahnat karna pahri knowledge hasil karna para ga phr kahin ja kar hum log is indicator ko use karna ka qabil hon gain is lia dear member jitna ho saka learning karian kiun ka indicator ka knowledge bohot lazmi hai jis na bi indicator ka knowledge hasil karna hai osa senior members sy help lani chaya muja bi is ka bara mai aj maloom huwa hai laken mai ab is ko samjhna ka lia videos ko dahko ga ka ya indicator kasa kam kara ga or kis tahra kam kara ga or kasa ya huma ya munafa da ga huma is mai mahnat karni pahra go tub ja kar kahin hum log is ma kayabi hasil kar saka gain is indicator ko hum log technical analysis ka lia hum use kar sakta hain or hum log is sy ak acchi trade open kar sakta hain technical analysis karna or is indicator ko use karna ka lia huma ak bahtreen trade open karna ko mila gi or agr trade sahi point sy open ho gi tu huma kafi accha fida hasil ho sakta hai is lia mahnat karian or phr acchi kamai kar ka fida hasil karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X