Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti
Dear co member ap ne boht acha sawal kia hay crypto currency aur hard currency main kia faraq hay to dear kuch time se pakistan samiat dunya bhar main hard currency ka riwaj kam se kam hota ja raha hay kiun kay hard currency bazat e khud ek asset hay jis ko smabhalna ek boht bari zimadari hay is liye hard currency ko khatam kar kay crypto currency jari karnay ka faisla kia gay hay magar is main kafi countries ka concern hay kiun kay worldwide pehlay hi boht si currencies exist karti hein in sab ko interlink karnay kay liye in sab kay darmiyan rate ka boht bara masla rehta hay is liye kafi mumalik is kay haq main nai hein un ka kehna hay kay alread ham currencies rate kay masail se do char hein to ham new tension main nai parna chahatay nalkay is kay badlay existing currencies ko e-currencies main tabdeel karna chahte hein is se hamin existing currency ko asset main nai badalna paray ga balke bank to bank aur shop to shop digital currency main trade ho jaye gi aur is se currency notes main anay wala expense jo kay ek boht huge expense hota hay bach jaye ga.
Pakistan main is ki example roz new open hote microfinance banks hein jo kafi sahulat offer karte hein ta kay un ki appkication kay through payment route ho deegar banks nay bhi online apps aur web kay zarye different payment kay bandobast kar diya hay ta kay lo crepto currency ko bhool jain waisay bhi ye pakistan main legally theek nai hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим