Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti ha?
    Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

    Dear different currencies Kay pairs ki values bhi different hoti hen crypto currency basically metals ya bitcoin ki digital form currency pairs us ko kaha jata hai jo US dollar ke sath cross trade hote hain developing countries ki currency ko US dollar ky sath cross pair trade kea jay to us currency pair ko major pair kaha jata haiBaki currency ko wapis m�in cross pair trade karne se unko minor trading pair kaha jata haiGbpjpy cadjpy gbpcad audcad audnzd gbpnzd ko minor pairs kaha jata haiExotic pairs bhi hain jo thinly currency ko agr usd ky sath trade kea jay to inko kaha jata hai yeh tryusd usdmxn eurhuf nokusd Exotic pairs kehlaty hainMajor pairs py trading bahot asan hai aor forex trading ma apko knowledge aor experience ky sath sqth in technical analysis bhi learn krna chye jo bahot asan currency pairs jin ky sath bhi usd trade hota ho aor wo leading countries ki currencies hon unko ap major pairs ka ho gay aor jin pairs ky sath usd nhi trad hota unko minor currency pairs kaha jata haiUsdjpy Gbpusd Eurusd Nzdusd Usdchf Audusd EurGBP Eurjpy yeh sary major pairs hain aor in ki movement bahot munasib hoti hai aor in ka analysis easy hai aor in py apko shuru ma in pairs py trading krni chyeMinor pairs wo hain jin py usd trade nhi hota hai Gbpjpy audjpy NZDJPY capjpy cadgbp eurgbp yeh sary minor pairs hainExotic pairs wo hain jin ki countries traqi paper haun NOKusd usd try usdmxn aor eurhuf yeh exotic pairs hain jin ky sath aik major currency qor aik thinly countries currency ho unko exotic pairs kaha jata hai currency pair kahin kam Karen kyunki currency pair bhi aise hi hone chahie jinki movement kam Ho kyunki unki movement kam hogi to unka account jaldi bahut nahin hoga aur unko sikhane mein jyada fayda hoga aur agar vah jyada knowledge nahin rakhte to vah sirf tum ho
    • #3 Collapse

      Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

      Currencies pair trading karne ke liye bhi experience ka istemal hota hai aur har EK member ko currencies per trading ke liye bahut jyada acchi tarah se focus karna chahie koi bhi aisa member ke Jo new member hai usko apni trading ka achcha start lene ke liye sabse pahle kisi bhi currency ke pair ko select karke aur use per trading karna chahie currency par trading karke har EK member ko trading se related bahut jyada acchi tarah se experience mein bhi jata hai aur acche se ideas bhi unko mil jaate Hain currencies pair trading karna bahut jyada useful hai aur yah har EK member ko maloom hona chahie aur ISI tarah se members ka experience bhi improve ho jata hai lekin aise members ke jinko trading se related koi bhi experience hasil nahin hota yahi vajah hai ki vah apni trading mein nakam hote hain aur usse fayda nahin lete Hain trading karna ek aisa kam hai ki jismein har EK member ka expert hona bahut jyada jaruri hai aur yah experience members ko khud se aur apni mehnat se hasil karna hota hai achcha experience hasil kar lene ke bad koi bhi member apni trading ko bahut jyada acchi tarah se Kar leta hai aur is tarah se members ko big pears per trading karte hue mushkil nahin hoti bahut jyada acchi tarah se trading karne ke liye har ek number ko apni trading ko acchi tarah se continue karna chahie aur jyada acchi tarah se members ko apni trading par focus bhi karna chahie
       
      • #4 Collapse

        Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

        Crypto currency digital currency ki kehty hain jis ki physical koi appearance nehi hoti lekin woh apni value zarur rakhti hai aur just ham digits ko move kerwaty hain agar ham ny crypto currency sale purchase kerna hai ya ham ny kisi ko payment kerni hai tou ham physical koi currency pay nehi kerty balky just kuch digits move ker dety hain ky aik digit ki jitni price market main chal rehi hoti hai ham uski value ky mutabiq digits transfer ker dety hain tou hamari yeh payment crypto currency main bhi ho sakti hai

        Currency ki basic type tou solid currency hi hoti hai jo metal coin ki surat main bhi ho sakti hai aur printed papers ki surat main bhi tou ham jo bhi sale purchase kerty hain ya kisi ko payment kerty hain tou ham solid currency pay kerkerty hain jo kuch rupees dollars euros aur isi terha her country ki apni apni currency main payment hoti hai aur maximum people solid currency ki hi use kerty hain lekin near future main aesa lag raha hai ky solid currency crypto main hi change ho jaey gi aur crypto currency ki apni value Ho gi ky her kisi ky account main just kuch digits hi hua kerain jin ko move kerwaya ja saky ga

        Kuch time period ky bahd dono currencies main ham slaw purchase ker sakain gy lekin aesa bhi kuch time period ky liay hi hoga phir time change ho ker crypto currency ki taraf chala jaey ga jab physical Currency ki value khatam ho jaey gi tou yeh uneducated people ky liay bahot mushkil time hoga ky jab physical currency totally digital or crypto currency main change ho jaey gi isliay hamain is ky liay prepare rehna chahiay ky physical currency kisi waqat bhi transform Ho ker crypto currency ban sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
          G han dear ye aik trha ki curency hai asal mai hota ye tha ky start mai kafi zayda crypto pay kam kiya jata tha per jaisye jaisye baki curency aye hain tu es pay kam kafi kam ho gaya hai na ap aisye khaye saktye hain kay es mai abhi kam ho nhi rha hai tu ap ka kam hi kay ap curecy pair pay kam kartye hain tu ap kisi bhi curency pair pay acha kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hain waisye bhi kafi log hain jo kay kam kartye hain tu wo curency pay he kam kartye hain aj kal ka trend hai kay ap es mai kam kartye hain market mai tu best pair jo hotye hain wo curency pay he ap ko mil jatye hain curency pair mai kam karna kafi asan hota hai jub kay es ki sub say best waja jo hia wo ye hai kay ap ka nuqsan ho bhi jata hai es mai ager tu ap kaliye zayda masla nhi banta hai kiyu kay ao bad mai es mai lose jo recover nhi bhi kartye haim tu ap kaose auto pay he recover ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap sirf kam kiya karain aur ap kam karain curency pay ta kay bad mai ap ka kam es mai ap ko kafi profit daye jata hai aur ap es mai acha kam kartye hain aur ap kamyab bhi ho jatye hain tu acha kam ap ko kabhi nakami nhi daita hai tu ap es mai dil laga kay acha kam karain ap es mai kosesh kiya karain kay ap mahnet ahr lagan kay sath acha kam kar saktye hain ager ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam jartye hain tu ap kaliye kafi asan ho jata hai kay ap es mai acha kam kartye rhatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap ka acha kam ap ki mahnet pay he hai tu ap mahnet aur lagan kay sath es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain
           
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

            Currency ki basic type tou solid currency hi hoti hai jo metal coin ki surat main bhi ho sakti hai aur printed papers ki surat main bhi tou ham jo bhi sale purchase kerty hain ya kisi ko payment kerty hain tou ham solid currency pay kerkerty hain jo kuch rupees dollars euros aur isi terha her country ki apni apni currency main payment hoti hai aur maximum people solid currency ki hi use kerty hain lekin near future main aesa lag raha hai ky solid currency crypto main hi change ho jaey gi aur crypto currency ki apni value Ho gi ky her kisi ky account main just kuch digits hi hua kerain jin ko move kerwaya ja saky ga

            Kuch time period ky bahd dono currencies main ham slaw purchase ker sakain gy lekin aesa bhi kuch time period ky liay hi hoga phir time change ho ker crypto currency ki taraf chala jaey ga jab physical Currency ki value khatam ho jaey gi tou yeh uneducated people ky liay bahot mushkil time hoga ky jab physical currency totally digital or crypto currency main change ho jaey gi isliay hamain is ky liay prepare rehna chahiay ky physical currency kisi waqat bhi transform Ho ker crypto currency ban sakti hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

              Dear aapane Ek bahut hi important question Kiya Hai Iski Jawab Mein Main aapko Kuchh information share karna chahta hun jo aap ke knowledge ke increase karne ke sath sath bahut Sare junior members ko bhi bahut jyada information provide Karegi isliye junior number se request Hai Is Tarah Ki jitni bhi post Ho unko carefully study Kiya Karen Taki day by day wo Pakistan Forex forum se maximum learning Hasil Karke apni trading co best banaa saken.

              Hard Currency :
              Dear hot currency wo hoti hai jo physical form mein aapke pass available Hoti Hai for example Agar aapke pass koi Aisi metal ya koi Aisi document Jo immediately cash mein convertible Ho for example Agar aapke pass gold Hai yah aapke pass Kisi Bank ka check hai jo jo aap immediately cash mein convert Karva sakte hain usko aap hath currency Kahate Hain iske sath sath aapke pass Agar cash available hai usko bhi aap hard currency Kaise sakte hain.

              Cryptocurrency :
              Cryptocurrency digital currency ki ek form hai jismein aapke pass koi real amount Nahin Hoti aur just aap is ko computer ke sath connect Karke Kisi dusre member ko transfer kar sakte hain isko cryptocurrency ka naam Diya jata hai. Cryptocurrency 1 latest currency Hai Jiski bahut jyada importance Kuchh time ki baat ho jayegi Kyunki aap maximum members ko dekhte hain ki vah apne pass Kash Rakhna munasib Nahin samajhte aur Agar unke pass Kuchh Aisi devices hongi jisse vah currency kisi ko bhi transfer kar sakte hain to yah Ek bahut hi Achcha yah aur reliable method Hoga jismein aap apni purchasing bhi complete kar sakte hain aur aapko Jyada risk bhi involve Nahin hoga.
               
              • #8 Collapse

                Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                Dear friend aap ne crypto-currency aur hard currency ke bare mein jo question Kiya Hai To Main aapko Iske bare mein guide kar deta hun but usse pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki Forex Mein kam karte hue Hamen hard currency aur crypto-currency ki ki Kaise jarurat padati hai aur ham Kaise is se fayda uthate hue Apna business chalate Hain Tu Jab Bhi Ham Koi investment karte hain Forex per to hamare pass jo cash mein currency hoti hai vah hard currency hoti hai usko Ham invest Karke a apni trading ko perform karte hain aur us se Jo fayda Hota Hai profit Ki Surat mein jo Hamare account mein software ki shakal Mein Hota Hai To wo crypto currency ke Taur per Hota Hai To Chalen ham thoda sa crypto currency aur hard currency ke bare mein information Lete Hain Ki yah kya hoti hai aur unko Kaise Ham deal Karte Hain

                Hard Currency:
                Dear friend jo bhi currency hamare pass cash ki Shakal Mein hoti hai ya hamare pass Kisi material ki Shakal Mein Jaise ke gold ya Kisi Bank ke check ki Shakal Mein Hoti Hai To usko Ham hard currency Kahate Hain Kyunki vah Aisi currency Hoti Hai Jisko Ham Kisi bhi waqt cash Karva sakte hain aur uski Ek apni value hoti hai aur uski Ek Apne availability Hoti Hai To Jo hard currency Hoti Hai vah hamare pass cash ki Shakal Mein hoti hai ya hamare pass koi aisa kimati material hota hai Jisko ham dekar currency Le sakte hain ya hamare pass koi check hota hai to usko Ham Apne bank se cash Karvate Hain To Aisi currency ko hum hard currency Kahate Hain Jab Ham Forex investment Karte Hain Ki aapane Kisi bhi Business mein investment karna chahte hain To Hamen hard currency ko convert karvana padta hai ya hard currency ko Jama karvana padta hai apne broker ke sath aur FIR usko apni trading Mein Lagana padta hai To Hamen hard currency se a hi Apna business start karne ka mauka Milta hai aur ham hard currency use karke hi business ko start kar sakte hain

                Crypto currency:
                Crypto currency aap yah samjhe ke Ek digital currency hai jo aapke pass software ki Shakal Mein hamare pass hoti hai yah hard currency ko convert Karke computer ke sath yah online essay software mein Dali jaati hai ki jo Ham computer per online Ek dusre ke sath share kar sakte hain but is ko use karne ke liye Hamen isko convert karna padta hai hard currency Main To Jitna Bhi Hamara online business hota hai vah crypto currency se hi hota hai aur ham software Ki Surat Mein Apni investment karte hain yah withdrawal Karte Hain To yah Apne Kisi business ko chalane ke liye use karte hain to usko crypto currency Kahate Hain crypto currency software ki Shakal Mein Hoti Hai Iski Koi apni asali Shakal Nahin Hoti Bal kese ko Ham computerized use karte hain aur se fayda uthate Hue Apna business easily Chala sakte hain crypto currency International currency ki ek Shakal Hai Jisko Ham Kisi bhi currency Mein convert Karke Apna business Chala sakte hain ya apni investment kar sakte hain ya is currency ko convert Karke Ham hard currency Ki Surat Mein withdrawal kar sakte hain to Jab Bhi Ham trading Karte Hain To Hamen cryptocurrency aur hard currency donon ki jarurat padati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                  Bhai ine donon mein bahut Fark hai yah donon sath sath nahin chal sakti hai crypto-currency aur hard currency donon bahut Fark hai hard currency vah hai jo hamare hath mein paise a jaate Hain usko Ham hard currency kahate Hain cryptocurrency vo hai jo online princy aajkal mein tarikh ki ja rahi hai jisko ham sirf aur sirf computer per ya apne account mein de sakte hain isko Ham hard nahin Le sakte is ko Ham khareed sakte hain apne dollar invest karke Ham currency khareed sakte hain jameen ka rate badh jata hai to Ham infosel karke achcha prapt Kama sakte hain yah bhi ek trading ki kasam hai aur yah bhi trading mein aata hai cryptocurrency hard currency se bahut mast lag rahe hain Ham group karti free sakte hain vah cryptocurrency per trade ka sakte hain jab cryptocurrency aapka kaun jaati hai to hamari Jo paise jisse humne yah khareed hote hain vah bhi up and down jaate Hain agar humne 1000 dollar ki cryptocurrency kharidi hai aur currency ka rate aap Ho Gaya hai cryptocurrency ka rate aap Ho Gaya hai to fir colour hamen wapas jata milenge aksar aise hota hai ki aapane hazar rupaye ki cryptocurrency kharidi hai to hamen to usmein se 500 ka profit hasil hota hai aur hamen 15 se wapas Mil jata hai aur last bhi ho sakta hai lekin cryptocurrency hard currency bahut matlab hai donon mein bahut bada Fark kar sakte sakte kar sakte hain jaati hai iski Koi nahin hai is ko hum dollar se kharide hain aur Dala se Hi bhejte Haincryptocurrency bahut acchi currency hai bahut acchi trade bhi hoti hai isliye isko Ham soch samajh Kar use kar sakte hain yah bhi account ki tarah hoti hai ham log investment karte Hain to cryptocurrency ko khareed Hain jab cryptocurrency badh jaati hai to Ham isko sal kar dete hain aur ham apna prapt hasil kar lete hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
                    Assalam o Aluikum! Dear forex member apna bhot important question hamara sath share kia ha jo currencies ki type k bara man ha. Is sa related man apna knowledge apka sath share kerta hon.

                    1. Hard Currency :


                    Ye ak physical currency ha, jisko asa develop countries issue kerti han jinki industrial economy strong Goverment run kerti ha. Most common hard currencies man,

                    i. UK ka "Starling Pound"(GBP).
                    ii. Western Union ka "Euro"(EUR).
                    iii. US ka "Dollar"(USD). etc.

                    Hard Currency strong stability show kerti han, lakin short-term man foreign Exchange ki waja sa kuch fluctuations show kerti han. Hard currency ko international market man "BUY/SELL" k liye aur international market man benchmark tor per exchange k liye use kerta han. Ager Hard Currency unstable hoti h pora World is sa effect hota ha.

                    2. Crypto currencies :

                    Ye digital currency ki ak type ha q k ye online hoti ha. Ye ak virtual currency b ha q k isko "CryptographicAlgorthams" sa calculate kerta han. Ye ak electronic currency ha jo ham sirf disgits man he ak device sa dosri device man tranfer ker sakta han. Is currency k stole aur girna ka koi risk nahe hota ha. Aur physical currency k moqabla man isko carry bhot easy ha. Is sa hamari shoping asan ho jati ha. Aur payments aur receipts man is currency ka use asan ha.


                    Crypto currencies ko ap asani sa hard currencies man convert ker nikal sakta han.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                      Currency ki basic type tou solid currency hi hoti hai jo metal coin ki surat main bhi ho sakti hai aur printed papers ki surat main bhi tou ham jo bhi sale purchase kerty hain ya kisi ko payment kerty hain tou ham solid currency pay kerkerty hain jo kuch rupees dollars euros aur isi terha her country ki apni apni currency main payment hoti hai aur maximum people solid currency ki hi use kerty hain lekin near future main aesa lag raha hai ky solid currency crypto main hi change ho jaey gi aur crypto currency ki apni value Ho gi ky her kisi ky account main just kuch digits hi hua kerain jin ko move kerwaya ja saky ga Dear friend jo bhi currency hamare pass cash ki Shakal Mein hoti hai ya hamare pass Kisi material ki Shakal Mein Jaise ke gold ya Kisi Bank ke check ki Shakal Mein Hoti Hai To usko Ham hard currency Kahate Hain Kyunki vah Aisi currency Hoti Hai Jisko Ham Kisi bhi waqt cash Karva sakte hain aur uski Ek apni value hoti hai aur uski Ek Apne availability Hoti Hai To Jo hard currency Hoti Hai vah hamare pass cash ki Shakal Mein hoti hai ya hamare pass koi aisa kimati material hota hai Jisko ham dekar currency Le sakte hain ya hamare pass koi check hota hai to usko Ham Apne bank se cash Karvate Hain To Aisi currency ko hum hard currency Kahate Hain Jab Ham Forex investment Karte Hain Ki aapane Kisi bhi Business mein investment karna chahte hain To Hamen hard currency ko convert karvana padta hai ya hard currency ko Jama karvana padta hai apne broker ke sath aur FIR usko apni trading Mein Lagana padta hai To Hamen hard currency se a hi Apna business start karne ka mauka Milta hai aur ham hard currency use karke hi business ko start kar sakte hain Ye digital currency ki ak type ha q k ye online hoti ha. Ye ak virtual currency b ha q k isko "CryptographicAlgorthams" sa calculate kerta han. Ye ak electronic currency ha jo ham sirf disgits man he ak device sa dosri device man tranfer ker sakta han. Is currency k stole aur girna ka koi risk nahe hota ha. Aur physical currency k moqabla man isko carry bhot easy ha. Is sa hamari shoping asan ho jati ha. Aur payments aur receipts man is currency ka use asan ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                        Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
                        Cryptocurrencies and hard currencies mein kafi difference hota hai aur yah kabhi bhi saath nahin chal sakti hain inmein major currency US dollar ke sath ko relation ho sakta hai hai but hard currencies and cryptocurrencies mein kafi difference hai aur yah ek sath nahin chal sakti hain hard currency hamare liye bahut important hai aur hamen inke fundamental analysis bhi mil jaate Hain aur ham entry easily trading kar sakte hain lekin cryptocurrencies hamen fundamental analysis Milana mushkil hote hain aur ine per hamari trading bhi good nahin ho sakti hai...
                        Difference between hard currencies and cryptocurrencies
                        Cryptocurrencies and hard currencies mein kafi difference hota hai hi aur ham agar dekhen to hard currency is kisi ne kisi currency kisi ne kisi country ke related hoti hai aur vah kisi ek country ki currency hoti hai but cryptocurrency kisi bhi country ki currency nahin hoti hai aur na hi hamen iske kisi biodata ka pata hota hai isliye ham cryptocurrencies per goat working nahin kar sakte hain aur ham kabhi bhi cryptocurrencies se good trading nahin kar sakte hain main samajhta Hun ki hamen hard currencies per working karni chahie...
                        Benefits of hard currencies
                        Trading ke liye ye hath currencies ke kafi benefits hote Hain aur ham in currencies ke easily fundamental analysis hasil kar lete hain aur ham bijali hi trading kar sakte hain isliye main samajhta Hun ki hamen hard currencies mein jarur experience Lena chahie kyunki yah currencies hamare liye bahut important hai aur in per hamari trading kafi good Ho jaati hai hai isliye hamen jarur hard currency ke liye hardworking karni chahie tha ke Ham infantilize karke market mein board trading kar saken..
                        Disadvantage of cryptocurrencies
                        Cryptocurrencies mein bahut si disadvantage hai jiski wajah se cryptocurrency trading karna kafi risky aur kafi dangerous hota hai aur main samajhta hun ki agar Ham cryptocurrency trading na karen to hi hamare liye behtar hai kyunki cryptocurrencies ke analyses karna hamare liye bahut mushkil hote hain isliye hamen cryptocurrencies per working nahin karni chahie kyunki iske fundamental analysis hamen nahin Mil sakte hain aur is mein market ki fast volatility hoti hai jiski vajah se hamari trade uncontrollable Ho jaati hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                          dear agar aap forex market mein cryptocurrency ka concept dekhe to aapko yah baat samajh mein a jaati hai ki yah currency bahut hi different hoti hai yah sirf online business ke liye use ki ja rahi hoti hai is currency ko Ham hard currency ke sath use nahin kar sakte kyunki iski value different hoti hai aap normal kisi bhi hard currency ko dekhen to usmein aapke pass physical amount available hoti hai agar aap cryptocurrency mein kam karte Hain to aap Puri duniya mein kahin se bhi is currency crore purchase kar sakte hain cryptocurrency ke bahut sare spares available hote hain jinko aap apne account par use kar sakte hain agar aap is market mein cryptocurrency per trade karna chahte hain to aapko is market mein cryptocurrency ke pairs per apne analysis karke trade open karni hoti hai jo trader is market mein cryptocurrency per kam karne ka experience nahin rakhte unko is per trade nahin karni chahie.

                          agar Ham baat karte hain hard currency ki to isko Ham kisi bhi country mein use kar sakte hain kyunki hamare pass jab currency available hoti hai to Ham isko kisi bhi currency mein exchange karva sakte hain agar aap cryptocurrency per kam kar rahe hain to isko exchange karvane ki jarurat nahin hoti aap is ko kisi bhi time per purchase kar sakte hain uska rate har second bad change ho raha hota hai aap ais mein trade karna chahte hain to aapko iske bare mein acchi information honi chahie kyunki ismein aapko ka bhi jyada risk Lena padta hai cryptocurrency ki moment kafi jyada fast hoti hai hai agar aap is per trade karte Hain to aap kis mein nuksan bhi ho sakta hai isliye ismein trade lagane se pahle soch samajh Kar decision Lena hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                            Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
                            Assalam o Alaikum! Dear brother apna bhot he important aur informative sawal pocha ha. Currencies bara information hon bhot zarori h. K jb tak hamen different currenciea k bara pata nahe hoga to ham kasa kisi k sath lan dan ker sakt hn. Aur ger ham n markwt mn trade kerni hato apna mulk ki currencies k sath bqi mulkon ki currency ka pata hona chaheye tab he ham trading ker paen g.

                            Apna 2 currencies k bara man informtion share ki ha. In currencies k bara man man b apka sath acha knowledge share kerta hon

                            Hard Currency ak asi currency h jo pori donia man demond rukhti ha. Iski value itni asani sa nich nahe gerti. Ye k physical currency ha. Ye sirf wahen countries issue ker skti han jahan per induatrial strong hon. In man kuch hard currencies k bara man ye ha, Uk ka starling pound, Western union ka Euro(euro) aur US ka dollar (usd).

                            Crytpo currencies asal man digital currencies ki ak form ha q ye online ha. Crypto currencies wahid al asi currency h jo aj kal carry kerna lost hon a wagera ki tension free ha. Ye physical money nahe balka electronic money h jisko ham ak device sa dosri device mn sirf number ko likh ker send kerta hn. Isko hm crypto form sa physical currency man covert kia ja skata ha.

                            Dono k apna kuch benefits han aur kuch drawbacks han. Crypto currencies online shoping kern k liye hard currencies sa best ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq ha? Dono sath sath chal sakti

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                              Friends plz ye bata deyn k crypto currencies or hard currencies ma kiya faraq hai. Crypto currencies hard currencies k sath chal sakti hai? Crypto currencies k any sy hard currencies par kiya faraq pary ga? Plz reply???
                              cryptocurrencies or hard currencies mein bahut sa Fark hota hai aur hamesha ko samajhna chahie kyunki Ham cryptocurrencies ko bhi hard currency samay lete hain lekin aisa nahin hai kyunki hard currency ka yah matlab hota hai ki jab kisi country ki currency ka Ham len den karte Hain to yah to hamen vah rupees yah vo dollar ki shakal mein milati hai aur ham ek dusre se tijarat karte hue kisi bhi currency ka len den karne ke liye hard currency ko istemal karte hain aur kisi bhi e country ka sikka istemal karte Hain lekin cryptocurrency mein aisa nahin hota hai isliye cryptocurrency aur hard currency mein kafi jyada Fark hota hai aur hamen cryptocurrency ke bare mein aur hard currency ke bare mein acche tarike se Janna chahie tha ki hamen inke Fark ka pata chal sake...
                              cryptocurrency kisi bhi country ki koi currency nahin hoti hai aur yah 1 digital currency hoti hai cryptocurrency mein Bitcoin ethereum litecoin man jaisi currencies hai aur INR currency ka hamen yah bhi pata nahin hota hai ki Inka masjid kaun hai aur in currency ko kisne ijad kiya hai hamen currencies ke bare mein acchi maloomat rakhni chahie tab hamara kam achcha hoga agar hamen currencies ke bare mein acchi manmad nahin hai to fir hamara kam Bata nahin ho sakta hai isliye hamen jarur currencies ke bare mein acchi Mal mat rakhna Amitabh hi hi mein kamyabi hogi warana cryptocurrency aur hard currency ke Fark ko agar Ham nahin samjhe ayenge to hamen kam jab bhi nahin Mil payegi.
                              💖اللهم صل على سيدنا محمد💖

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X