Dear forex friends aj ma app sab say kuch news say related information aur news ka different currencies pay un ka effect say related knowledge share krna chahti hu.
Dear friends Forex events ya forex news ka currency pay kafi asar hota hay iss liye news events pay nazar rakhna bohaut zaruri hay.inn may say kuch news kam asar dalti hay aur kuch news kaafi zayada asar dalti hay.har currency say relate Karney wali kuch news direct news hoti hay Jo directly ake currency pay effective hoti hay.magar dosri currency pay bhi inka kuch asar hota hay. For example E.C.B Bank kay president Kay words ya speech Euro par bohat zayada effective hotay hain.agar uss nay apni speech may Euro acconmy kay barray may nagtivie asar dia to Euro ka rate ake dam say neachay girney lag jaye ga aur ho sakta hay Kay chand minutes may hi Euro ka rate 100 points say bhi zayada neachay chala jata hay.easi situation may Euro ko bar wakat sell karney walay traders faiday may rehtay hay. News complete honey Honey kay 5 minutes bad aopko andaza ho jaye ga Kay currency ka trend kya hoga aur app analysis karay gay Kay uss kay remarks ka kya effect ho raha hay Agar nagtivie ho to uss ki speech complete honey kay bad walay 5 minutes may candal sticks chart ko dekhay Agar candal stick ka color red ya white ho to Matlab Kay currency neachay giri ho to sell ki trade laga kar long term may open karay.agar president Kay remarks achay houn green candal aney kay bad currency ko buy Kar lay iss ka matlub yei hay Kay euro ko buy karney may faida hoga.iss kah ilawa bhi kuch news hoti hay jo currency pay asar karti hay .Euro kay Case may haum dekhay tou Euro countries ka job data, P P I, G DP aur production data wagaira.iss kay ilawa factory order bhi effective hotay hain.aur kuch news ka Kam asar hota hay aur kuch news ka zayada asar hota hay.euro Kay ilawa dosri currency may Pounds aur Japani Yun Kay bhi apney apney news events hotay hain.aur in Banks kay Presidents bhi effective hotay hain news ki update leany kay liye behtareen website www.investing.com hay.jiss ka economical clander bohat jaldi up date ho jata hay.forex market may news ki bohut zayada importance hoti ha . market may different news different times may effect karti hay iss liye traders ko news pay focus karna chahiye.kyu Kay sirf haum news pay focus kartay hoye bohut zayada achi trading kar saktay hay.expert traders hamesha fundamental analysis Kay liye news ko hi dekh rhay hotay hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим