Re: how many Types of Candles in Candlestick Chart ??
forex k platform par bohat sary patterns hain jin mein se sab se easy candle stick pattern hai aur is ko samjhna bhi bohat zeada aasan hai is liye traders apni trade mein isi ko prefer kerty hai taa k un ki trade profit wali side par jaye candles aik pattern generate kerti hain jo k market k bary mein signals deta hai aur trade ko hum us direction mein ly jaty hain in mein hammer candle stick pattern shamil hai is mein candle ki shape hammer jesi hoti hai is candle ki body zeada bari hoti hai aur is k elava is ka shadow is se kam bera hota hai is ki body hammer jesi hoti hai is liye is ko hammer candle stick pattern kehty hain is k elava spinning top candle stick pattern shamil hai humen chahiye k hum is ko trading mein usi waqt use keren jab humen is k bary mein proper learning ho
is mein jo candle benti hai us ki body choti hai aur us k shadows bohat zeada hoty hain aur is ki aik eham feature ye hai k ye humen market mein reversal k signs deti hai k jo trend pehly chal raha tha wo khatam ho geya hai aur us k baad ab koi aur trend start hony wala hai isi tarhan is mein bullish candle stick pattern shamil hain ye aik aisa pattern hai jis mein market ki prices bohat zeada high ja rahi hoti hain aur hum is pattern ko jab bhi dekhen tou humen is mein buy ki trade lagani chahiye isi tarhan bearish candle stick pattern bhi hai is mein hum sell ki trade lagaty hain kuen k market k rates bohat zeada down ho jaty hain is mein aur bhi bohat sari candles shamil hain jin doji candle, marbuzo wagera hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим