Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho
Candle sticks
Candle sticks ka istemal sanb se pehle japan me shoro howa is waja se is ko japani candle sticks bhi kaha jata hai. Jab hum forex trading me kisi pair ki priceko kisi khas interval k leye candle ka istemal karte hen to jo chart ye create karta hai us ko candle sticks chart pattern kaha jata hai. Candle sticks ka chart line bar chart se mukhtalif hota hai. Q k bar cahrt me sirf pair ki priceki close value hi show hota hai jab k candle sticks me har aik time interval k leye aik alehda candle banti hai.
Candle sticks time frame
Candle sticks chart pattern se nine (9) qisam k time frame show hote hen jo hamare meta trader platform pe dasteyab hote hen. Wo time frame darjazel hen.
One minute time frame:
one minute time frame ko shortly M1 se show ya lekha jata hai jo k sirf aik minut ki candle stick ko show karti hai aur sixty seconds complete hone k baad new candle stick shoro hoti hai.
Five minutes time frame:
Five minutes time frame ko mt4 ya mt5 meta traders pe shortly M5 se zahir kia jata hai jo k five (5) minutes ki chart pattern ko show karta hai. Five minuts ka cycle complete hone k bad ne2 candle stick shoro hoti hai.
Fifteen minutes time frame:
Fifteen minutes ki time frame ko hum shortly M15 se jante hen jo k hamen fifteen minutes ki time duration show karwata hai. Is ka bhi new cycle fifteen minutes complete hone k baad shoro hota hai.
Thirty minutes time frame:
Thirty minutes time frame ya half hour time frame ko shortly hum M30 se zahir karte hen jo k 30 minutes ki duration pe mushtamil hota hai. Ye bhi new candle stick 30 minuts bad shoro karta hai.
One hour time frame:
One hour time frame ko h1 se zahir kia jata hai jo forex trading me short term trading k leye sab se ziada istemal hota hai. Aur ye candle sticks one ko 24 hours se show karta hai. One hours complete hone k bad new candle stick ka aghaz hota hai.
Four hours time frame:
Four hours time frame mt4 ya mt5 pe h4 se zahir hota hai aur ye long term trading k leye sab se ziada istemal hota hai. Wese bhi is time frame pe long term ki analysis hoti hai.
One day time frame:
Forex trading me one day time frame ko D1 se zahir kia jata hai aur is pe bhi long term trading hoti hai ye time interval one day ki duration pe mushtamil hota hai. Us k bad new candle shoro hoti hai.
One week time frame:
Second last bari time frame one week ko symbol W1 se deya jata hai. Aur is ki duration one week hoti hai. Forex trading me is time frame ko bhi long term trading k leye istemal kia jata hai.
One month time frame:
Sab se last aur sab se bari time frame jis ko MN se show kia jata hai is pe to analysis mushkil hai ya bari bari banks karte hongay. Ye time frame one month ki duration pe mushtamil hai aur one month k complete hone k bad new candle stick banti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим