Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

    Parabolic sarhain aur Market ke channel kar sakte hain.

    Forex trading kay Doraan traders mukhtalif tareekoo say analysis kertay hain jinn mai MT4 trading terminal pay mojud indicators ko bhi apply ker kay analysis kiye jatey hain aur uss kay saath saath trading kay charts pay manual tareekoo say bhi charts pay big time frames kay saath trends daikhay jatey hain aur phir unn say analysis kiye jatey hain. Forex traders jiss tareekay say ziada asaani samajhtay hain ussi tareekay say analysis ker laitay hain. Indicators say analysis kernay kay liye traders ka knowledge aur learning bohat achi honi chaiye takay indicators ki madad say jo indications milti hain unhain achi Tarah samajh kay kaam kia jaa sakey. Ziada ter traders indicators ki bajaey manual tareekay ko ziada foqiat aur ehmiat daitay hain kiyu kay manual analysis kay liye trading terminal pay currency ya commodity charts ko select ker Lia Jata hai aur mukhtalif time frames kay saath previous movements ko parha Jata hai jiss kay baad future movements ka andaza laga kia Jata hai.
    Parabolic sar indicator. bahot mufeed hai agar ham is ka sahi trha sey use karty hain to yeh hamry lia bahot faida mand ho skta hai or idictore k use sey ham k acha profit earn kar skty hain .magar markeet ko analysis karna bhe ap ko lazmi ana chahi hai ap jitna ziada markeet k sath tuch rhy gayai ap utna hi acha analysis kar payai gey .koi bhe kam ham os waqt tak nahi kar paty hain jab tak ham os kam ko sekh nhi lety hain isi trha forex main same yahi process hai agar ham ko kam ki samjh hoge tab ja kr ham acha prfome kar payai geyai .or ap 100 percent bhe indictore k opar yaqiin nahi rkh skty hain ap ko markeet ko shoro sey ley kar majoda position tak analysis karna chahi hai or check karna chahi hai k jo majoda condition hai markeet ki kiya is sey phily kabhe markeet is position main ai hai agar ai hai to dobara os ney kise trf move kiya tha ap ko sub baat ko zahin main rkh kar traiding karni chahi hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

      dear agaram forex market mein parabolic s a r indicator use karna chahte hain to humko is indicator ke bare mein pata hona chahie ka indicator kaise work karta hai agar Ham is indicator ko use karke kam karne ke to humko is market mein kafi acchi trade mil jaati hai is indicator ko use karke Ham kam kar deta humko is mein fayda tab hota hai jab Ham parabolic aise are ko apni trading strategy mein acchi tarike se main karke kam kar deta humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trader apni trading strategy ke hisab se indicator use karte hain is kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham market mein parabolic aise aur indicator ko use karte hain aur uske hisab se market mein trade lagate Hain tumko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trader forex market mein acchi planning karke kam karte hain is market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai jo trading forex market mein sote samay kar kam khatm is market mein kafi acche tarike se kam karte hain forex market mein planning karke kam khatm kis market mein kafi jyada achcha result Mil jata hai Jo trader forex market mein trading plan banaa kar kam kar rahe hote hain vah is market mein mistake nahin karte agaram is market mistakes karte rahte Hain Ham khush market mein kafi jyada nuksan ho jata hai jota forest market mein discipline ke sath kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain agar trading mein mistakes karte rahenge Ham kis market mein kabhi bhi fayda nahin hoga market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hoga agar Ham forex market mein acche tarike se kam kar deta hun kis market mein kafi achcha result Mil jata hai.
       
      • #63 Collapse

        Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

        forex per kam karna itna mushkil nahin hai aur agar koi bhi member yahan per join ho jane ke bad apni learning ko bahut hi acchi tarah Se haasil kar lega tu is tarah Se members ko kam karne mein koi bhi problem nahin hogi aur yah baat important hai ki members ko members ke liye yah baat bahut important hai ki members ko apne kam ko bahut acchi tarah Se important Dena hogi aur members ko apne kaam se related kabhi bhi acchi tarah Se mehnat karna hogi aur jo log acchi tarah Se mehnat karte Hain vah log apne kam mein kabhi unsuccessful nahin hote aur yahi vajah hai ki members ko kam se related bahut hi acchi tarah Se mehnat karne ke bad hi acche results aate Hain aur jo log apne kam mein acchi tarah Se mehnat nahin karte yahi vajah hai ki vah log yahan per acche results nahin Le par Rahe hote Hain maximum members ko trading se related koi bhi acchi practice nahin hoti lekin vah members apni trading ko continue kar rahe hote Hain is tarah Se ki jaane wali trading maximum members ke liye bahut nuksan deti hai isliye members ko apni trading is tarah Se nahin karni chahie aur is tarah Se trading karne mein members ko update karna chahie members ke liye important baat yah hai ki members Ho apni trading per bahut acchi tarah Se focus karna hoga agar members ko trading karne mein koi bhi problem a rahi hai to uske liye members ko senior members ke sath connected hokar aur bahut hi acchi tarah Se help lekar apni trading ko karna hoga aur is tarah Se Hi members apni trading co beneficial kar payenge
         
        • #64 Collapse

          Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

          Parabolic sar:-
          Parabolic Sar aek bohat hi helpful indicator samjha jata hai. Specially jab market up ya down trend mein move kar rahi hoti hai tou Iss mein mukhtalif dots hoty hain jo aek special gap sy banty rehty hain. Har period ka aek dot hota hai. Iss indicator ki madad sy hamein trend mein trading ky liye bohat helpful signals milty hain jis sy na sirf hamein entry point milta hai balky hamein exit point bhi milta hai jo k bht hi beneficial sabit hota hai. Aur is tarhan trader yahan per kafi effective trading kar sakta hai. Lekin jab market sideway movement mein ho tou phir is mein trading mumkin nai hoti q ky iskay signals kaafi false hoty hain aur in sy loss ky ziada chances hoty hain.
          Parabolic sar mt4 indicator:-
          Parabolic sar dots ki surat mein market ki direction ko show karty hain. Chart mein jb dots candle stick k neechy ban rahy hoon tou isss ka matlab hai k market mein up trend hai aur trader ko iss time par buy ki trade open karni chahiye aur stop loss k liye candle stick k neechy parabolic sar point ko choose karna chahiye. Similarly jab parabolic sar dots ki surat mein candle stick k opper show ho rahy hoty hain tou iss ka matlab ye hota hai k market down trend mein hai aur trader ko iss time sell ki trade ko open karna chahiye aur stop loss ki surat mein parabolic sar dots jo k candle stick k opper show ho rahy hoty hain inn ko choose karna chahiye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #65 Collapse

            Re: Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

            parabolic indicators ka sahe tarah se use karna he hamen kamyab banata hae to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karen aik ache trader ke tarah se take hum is main ho saken kamyab or hum is main aik ache trader bhe ban sakne lakin indicators ke madad se ap hamesha he ache tarding kar sakte hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se mehnat kiya karen take hum is main kuch na kuch to success gain kar he jaen lakin hamne is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se acha kam kiya karen jitna zayada hum is main ache trader ke tarah se is main trading kar he jate hain to hamen is main success ho he jata hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karen take hum is main success hasil kar bhe sakne or is main hum kamyab bhe ho saken tab he to hamne is main aik ache trader ke tarah se success mil sakta hae bas hamen apne kam ko bhe better karna ho ga tab he to is main hum success gain kar he jate hain bas hamen kabhe bhe is main apne kam ko kam nhe karna cahiye balke mazeed acha karte rahen take apke skills improve hote rahen tab he to ap is main kamyab ho jate hain or ap is main aik successful trader ban he jaya karte hain bas hamen kabhe bhe apni himmat nhe harne cahiye balke is main hamen cabhiye ke hum mehnat ke sath ache tarah se kam karen take hamne is main success bhe hasil ho jae

            اب آن لائن

            Working...
            X