Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4
Parabolic sarhain aur Market ke channel kar sakte hain.
Forex trading kay Doraan traders mukhtalif tareekoo say analysis kertay hain jinn mai MT4 trading terminal pay mojud indicators ko bhi apply ker kay analysis kiye jatey hain aur uss kay saath saath trading kay charts pay manual tareekoo say bhi charts pay big time frames kay saath trends daikhay jatey hain aur phir unn say analysis kiye jatey hain. Forex traders jiss tareekay say ziada asaani samajhtay hain ussi tareekay say analysis ker laitay hain. Indicators say analysis kernay kay liye traders ka knowledge aur learning bohat achi honi chaiye takay indicators ki madad say jo indications milti hain unhain achi Tarah samajh kay kaam kia jaa sakey. Ziada ter traders indicators ki bajaey manual tareekay ko ziada foqiat aur ehmiat daitay hain kiyu kay manual analysis kay liye trading terminal pay currency ya commodity charts ko select ker Lia Jata hai aur mukhtalif time frames kay saath previous movements ko parha Jata hai jiss kay baad future movements ka andaza laga kia Jata hai.
Parabolic sar indicator. bahot mufeed hai agar ham is ka sahi trha sey use karty hain to yeh hamry lia bahot faida mand ho skta hai or idictore k use sey ham k acha profit earn kar skty hain .magar markeet ko analysis karna bhe ap ko lazmi ana chahi hai ap jitna ziada markeet k sath tuch rhy gayai ap utna hi acha analysis kar payai gey .koi bhe kam ham os waqt tak nahi kar paty hain jab tak ham os kam ko sekh nhi lety hain isi trha forex main same yahi process hai agar ham ko kam ki samjh hoge tab ja kr ham acha prfome kar payai geyai .or ap 100 percent bhe indictore k opar yaqiin nahi rkh skty hain ap ko markeet ko shoro sey ley kar majoda position tak analysis karna chahi hai or check karna chahi hai k jo majoda condition hai markeet ki kiya is sey phily kabhe markeet is position main ai hai agar ai hai to dobara os ney kise trf move kiya tha ap ko sub baat ko zahin main rkh kar traiding karni chahi hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим