Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4
Definition.
Parabolic Sar aik bahut he helpful indicator mana jata hay. Specially jab market up ya down trend main move kar rahi ho. Is main mukhtalif dots hoty hain jo aik khas gap say banty rehty hain. Har period ka aik dot hota hay. Is indicator ki madad say hamain trend main trading kay liye bahut helpful signal milty hain jis say na sirf entry point milta hay balkeh hamain exit point bhi milta hay. Aur is tarah trader yahan per kafi effective trading kar sakta hay. Laikin jab market sideway movement main ho to phir is main trading mumkin nai hoti q keh iskay signals kafi false hoty hain aur in say loss kay ziada chances hoty hain.
Trading strategy in parabolic SAR.
Is indicator say hamain stop and reverse ka pata chalta hay jis waja say traders is main stop loss aur take profit limits use karty huye trading karty hain. Yahan per hamain tab buy ki trade karni chahiye jab dots price kay up side say nichy a jaye to buy ki trade ki indication milti hay. Isi tarah jab dots price kay nichy say up side per shift ho jayain to ye sell ka signal milta hay aur yahan per sell ki trade mumkin hay.
Effectivity of parabolic SAR.
Parabolic SAR ki effectivity trending market main bahut masbat samjhi jati hay. Yani up trend main jab dots nichy a jayain to buy ki trade karain laikin jaisy he ye dots uper jayain trade stop kar dain aur again in dots ka nichy any ka wait karain. Q keh up trend chal raha hay is loye is indicator ki madad say hamain sirf buy ki trade he lagani chahiye. Albata ager ham is main trend ki short reversal main trade karna chahty hain to phir hamain chahiye keh RSI indicator ka ise karain aur overbought ka signal milny per wahan say sell ki trade lagayain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим