Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

    Definition.
    Parabolic Sar aik bahut he helpful indicator mana jata hay. Specially jab market up ya down trend main move kar rahi ho. Is main mukhtalif dots hoty hain jo aik khas gap say banty rehty hain. Har period ka aik dot hota hay. Is indicator ki madad say hamain trend main trading kay liye bahut helpful signal milty hain jis say na sirf entry point milta hay balkeh hamain exit point bhi milta hay. Aur is tarah trader yahan per kafi effective trading kar sakta hay. Laikin jab market sideway movement main ho to phir is main trading mumkin nai hoti q keh iskay signals kafi false hoty hain aur in say loss kay ziada chances hoty hain.

    Trading strategy in parabolic SAR.
    Is indicator say hamain stop and reverse ka pata chalta hay jis waja say traders is main stop loss aur take profit limits use karty huye trading karty hain. Yahan per hamain tab buy ki trade karni chahiye jab dots price kay up side say nichy a jaye to buy ki trade ki indication milti hay. Isi tarah jab dots price kay nichy say up side per shift ho jayain to ye sell ka signal milta hay aur yahan per sell ki trade mumkin hay.

    Effectivity of parabolic SAR.
    Parabolic SAR ki effectivity trending market main bahut masbat samjhi jati hay. Yani up trend main jab dots nichy a jayain to buy ki trade karain laikin jaisy he ye dots uper jayain trade stop kar dain aur again in dots ka nichy any ka wait karain. Q keh up trend chal raha hay is loye is indicator ki madad say hamain sirf buy ki trade he lagani chahiye. Albata ager ham is main trend ki short reversal main trade karna chahty hain to phir hamain chahiye keh RSI indicator ka ise karain aur overbought ka signal milny per wahan say sell ki trade lagayain.
     
    Last edited by ; 01-11-2020, 12:14 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

      stop or reverse trader ki madad say hum ba asani trading kr skty hyn Dramatic rejected swift mein ke fees bahut jyada ho Jaate Hainaur organization Meinbullishfashion wrangle activity share jissay kernay k liaye hamay follow aver pahlay is adventure ko achay dispute seekhna hoga is activity k saaray subjoin ko apnay dimaagh may rakhna hoga or master suggest aham direction assertive supervision regimen. Dostou hamay is interest may kaam kertay waqt apni emphatic superintendence ka khaas khiyaal rakhna hoga hamay aik mazboot give a into for ker k or aik achi superintend bana k kaam kernhain aur hm ko chahiye k forex trdaing mein agar aap ko kaamyaab hona hai make suitable aapk ke k here frames afflict over bhot sari Unclothed proscription ho sakti hain. loathsome abominable k andar or b occupied debar ho sakti hai but ye sb ki sb worry b bearing interdiction ki quarter child he honi chahe. selection length of existence arch prohibit Evanescent issue interdict ka rotation bana deti hai or irregular timw ye act rotation bana deti hai eahot aihmiat k hamil hoty hean kyn k interdiction aik out hoti ha plunder order arraign here pleasing , jis ki aik distress kay sath backside ya succeed hoti ha ye power freeze in this speech dono taraf ho sakti ha. valis bray for authoritative candid achi willing direct lga saty hain aur hamain is forex brazen knowldge hasil kar k hi take into folding certain karni ho gi aur is forex plainly Mass get started a deputy alternatively of equip hon k is k bary comprehensive experience ka hona boht hi zarori hota haiDear profession Mein Face koi bhi come nigh banta hai to in compliance maturity per aap connection Karte Hain To usmein aap ko Jarur usual application exploit and exploit ke kerni parti thi jo on Bara masla Tha. Pak forex slot ki wajah quarrel yeh dono he masla aik he jagah at unplanned give instaforex nay interpret ker diye hain. Ab naive tou forex seekhnay kay kiye aur naive he responsibility
       
      • #48 Collapse

        Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

        Assalam o Alaikum! Dear member apna "Parabolic Sar" indicator per hamara sath bhot acha knowledge aur experience sharekiya ha. Apka is knowledge aur experience share kerna sa moja bhot faida howa ha aur umeed ha k baqi sab bhaiyon ko b Parabolic Sar ka acha knowledge mila hoga. Dear "Parabolic Sar" indicator k related apna knowledge aur experience apka sath share kerta hon. Dear forex trading man 90% trader loss kerta han q k forex market ak currency market ha jiski waja sa iski movement per kafi zyada factors han jo effect kerta han is liye forex market ko smajhna ak moshkil kam ha jo "Metatrader-4/5" man mojod technical indicators aur tools ki madad sa asan ho jata ha. Indicators ka use ak trader ko market price chart man "Trade Entry aur Trade Exit" ko decide kerta ha. Is liye traders ko indicators k related knowledge complete kerna sa market man ak secure trade entry aur trade exit mil sakta ha.

        Parabolic Sar Indicator :

        Parabolic Sar Indicator ak most famous indicator ha jisko forex market sab he traders use kerta han. Parabolic Sar indicator ak trader ko is qabil banata ha k wo matket price ka current trend find ker saka aur iska sath sath market price chart man trade entry aur trade exit point ko b decide ker saka. Parabolic Sar ka use bhot easy ha. Jisko trader apni trading doran bhot asani sa use ker sakta ha.

        Key Points:

        1. Parabolic Sar indicator ko J. Welles Wilder na develop kia ha jis sa trader market ka trend aur trend reversal k potential ko find ker k deta ha. Ager parabolic sar ko trend reversal candlestick pattern k sath combination man use kiya jae to best result hasil kiye ja sakta han.
        2.Technical indicators ka trailing stop aur reverse method ko use kerna ko Sar kehta han, jisko trader market price chart man trade entry aur exit point asani sa find ker leta ha.
        3.Parabolic Sar indicator market price chart man financial assets k price k oper ya nicha series of dots ki shakal man hota han.
        4. Ager Parabolic Sar indicator k dots market price k nicha hon to ye market price k uptrend ko batata ha, aur ager series of dots market price k oper hon to ye market price k downtrend ka batata han.

        Trading with Parabolic Sar Indicator :

        Parabolic Sar indicators per trading k liye trader ko chaheye k wo dosra technical indicators jasa k stochastic, moving average aur ADX ko use ker k zayada accurate signals generate ker k profitable trades ki ja sakti han, q k Parabolic Sar indicator constantly signals generate kerta ha aur volatile market aur weak trend man b signals deta ha jo k galat signals ho skata han. Is liye Trading man koi b trader aur koi analysis 100% accurate nahe hota han is liye trader ko market ki adverse movement k liye Stop loss aur take profit ka use lazmi kerna chaheye.
        Click image for larger version

Name:	images - 2020-11-01T115226.456.png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12335063
         
        • #49 Collapse

          Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

          dear friend, Parabolic SAR aik technical indicator ha jis ko kisi pair ki price moment ki direction ko janchnay k liay use kartay hain, ye hmain trend k end ya reversal ki indication daitay hain, ye charts par dots ya points ki surat ma show hota ha jo price moments ma potential reversals ko show kartay hain,

          jb dots candles k below bn rahay hon to ye buy k signal ki indication hoti ha aur jb dots candles k above bn rahay hon to ye sell ki trade ko show kartay hain, ye aik simple indicator ha jo hmain prices k rise karnay ya fall karnay ki information daita ha, jb dots aik direction sa dusri direction ma flip hotay hain to iska mtlb ye hota ha k ab price ki moment ma potential change honay k kareeb ha, ye trending markets k liay ya long rallies k liay proper strategy bnanay k liay bht mufeed hotay hain, sideways markets ma is indicator ka use itna mufeed nhi hota,

          pairs ki prices rise karnay k sath parabolic SAR k dots b rise kartay jatay hain aur trend ki advancement k sath speed increase kartay jatay hain, ye indicator market ma enter aur exit honay k liay trailing stop aur reverse methods (SAR) ko use karta ha, steady trends wali market ma ye behtar results daitay hain, in ka negative point ye ha k ye kafi false signals generate kartay hain lihaza in sa bachnay k liay hmain hmesha dominant trends ma trade karni chaiay ya inko dusray tools k sath combine kar k use karain ta k mistakes sa bach sakain
           
          • #50 Collapse

            Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

            Yes forex trading ma bhot sary indicators hain har indicator trader market ma trader k helper ka role play karty hain. Ye market ki sari information trader k samny rakh dety hain. Es information ko use kar k trader na serf achi market entery ko hasil kar lety hain balky market sy exit hony ki b information dety hain. Parabolic sar ik bhot popular indicator hai or ye rsi k bad zayada used hony waly indicators ma sy ik hai. Es topic ma ham parabolic sar ko further explain karyn gy.

            Parabolic sar mt4 indicator. Parabolic sar dots ki sorat ma market ki direction ko show karty hain. Chart ma jb dots candle stick k nechy ban rahy ho to eska matlab hai k market ma up trend hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe or stop loss k lae cande stick k nechy parabolic sar point ko choose karna chahe. Similarly jb parabolic sar dots ki sorat ma candle stick k uper show ho rahy hoty hain to eska matlab ye hota hai k market down trend ma hai or trader ko es time sell ki trade ko open karna chahe or stop loss ki sorat ma parabolic sar dots jo k candle stick k uper show ho rahy hoty hain enko choose karna chahe.

            Parabolic sar help to judge choppy state of market. Forex market k chart ma jb ik dot candlestick k uper ban rha ho or next candle stick ma dots nechy show ho rahy ho to trader ko market ma entery ni karni chahe kiu k es time par market choppy condition ma hoti hai or es state ma market k trend ko pick karna bhot mushkil hota hai. So traders ko es base par market ma kio enter ni leni chahe.
             
            • #51 Collapse

              Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

              What is Parabolic Sar Indicator ?
              Forex Trading ki market main yeh aik aisa indicator hai ye aik aisa pattern hai joh keh humain kisi bhi currency pair ya community k baray main aik short term future moment provide karta hai joh ismein joh future main shaitan ke liye kar sqti hai ya nahi kisi bhi currency pair future mein movement ke liye ek acha decision ly sqty hai.Click image for larger version

Name:	Parabolic Sar indicator.jpg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12335069
              Parabolic Sar Indicator ky Faiday ?
              Ye bohut acha or benefit deny wala indicator hai iska sabse acha benefit mein kia milega k jab bhi hum log aik indicators for se mal karengy toh usmein hum maximum profit ly sqty hain kyunky yeh kese petrol hota hai joh humein Forex Trading ki man ki ke bary mein kuch aise indicators provide karty rehty hain jinko istemal kr k hum log forex trading ki sharten trading ke liye eik permission dy sqty hain or Hindi Seasons ko istemal karny ke bad ham achi take profit yeh stop loss limit set kar sqty hain.Click image for larger version

Name:	Parabollic Sar.jpg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12335067
              Parabolic kaam kese krta hai Parabolic stop or Reverse pattern k sath ?
              Forex trading ki market mein agar hum agher Reverse pattern or Parabolic sar k sath kaam krna chahty hain toh humein is mein following method ko follow krna hoga. Sabse pehly ye hai k humein apny "MetaTrader4" k Platform mein install karna prhayga or isk sath sath Forex Trading ki market nahi hamein is related ek achha decision lena prhygaClick image for larger version

Name:	Parabolic sar point.jpg
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12335068
               
              • #52 Collapse

                Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                Assalamu alaikum my dear all Forex member forex trading ma bhot sary indicators hain har indicator trader market ma trader k helper ka role play karty hain. Ye market ki sari information trader k samny rakh dety hain. Es information ko use kar k trader na serf achi market entery ko hasil kar lety hain balky market sy exit hony ki b information dety hain. Parabolic sar ik bhot popular indicator hai or ye rsi k bad zayada used hony waly indicators ma sy ik hai. Es topic ma ham parabolic sar ko further explain karyn gy Parabolic sar dots ki sorat ma market ki direction ko show karty hain. Chart ma jb dots candle stick k nechy ban rahy ho to eska matlab hai k market ma up trend hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe or stop loss k lae cande stick k nechy parabolic sar point ko choose karna chahe. Similarly jb parabolic sar dots ki sorat ma candle stick k uper show ho rahy hoty hain to eska matlab ye hota hai k market down trend ma hai or trader ko es time sell ki trade ko open karna chahe or stop loss ki sorat ma parabolic sar dots jo k candle stick k uper show ho rahy hoty hain enko choose karna chahe Forex market k chart ma jb ik dot candlestick k uper ban rha ho or next candle stick ma dots nechy show ho rahy ho to trader ko market ma entery ni karni chahe kiu k es time par market choppy condition ma hoti hai or es state ma market k trend ko pick karna bhot mushkil hota hai. So traders ko es base par market ma kio enter ni leni chahe
                • #53 Collapse

                  Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                  AOA dear friends , trading ko samajhne ke liye bahut sare tools aur indicators istemal kiye jaate Hain Forex members aisa Hi ek tool hai jisko parabolic sar ka naam Diya gaya hai is indicator ki madad sey aap na sirf apni trading ko improve kar sakte hain Bal ke bahut hi acchi Tarah se aap profit bhi haasil kar sakte hain aur Parabolic sar indicator other indicators se muktalif chart me signal deta hay jes ki banawat dot ya point shape key hoty hey jo key market trend key change hony key sath candle key up side me ya down side me banty hey, other technical indicators ya to lines chart me banaty hey jo key market key bullish ya bearish trend ka eshara dety hey aur
                  Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12335078market pair ko samjhny k leau aik boht he acha indicator hy us maen app jb us ko use kerty haen to pher kisi bhe pair ki move maen us currency k trend ko aik to clear btata hy dosara us maen agar parabolic sar k dots door price candles say bantay haen to ye zeada strength of trend power ko show kerta hy hum us ko setting maen vizualization all pairs ki rakhean dosara ta k hum us say aik to scalping bhe ker sagain gy pher hum H1 and H4 kimadad say us ko use ker k ahort trades lay paen gy ourpher futher Daily weekly our monthly time frame maen use ker k hum us say swing trading bhe ache ker sagtay haen
                  Jab bhe dots oper hoon our price nechy hoo to pher app ko sell ki opportunity deikhain gy our us maen ager bara time frame hy to pher trend down ho ga but ager dots down py show ho rahy hoon price up ho our distance dots ka orice say zeada hoo to pher ye comfirm our strong up trend ho ga app buy ki trafes laen gy dear friends ine sab indicators ko real trading main istemal karne se pahle agar aap aap demonstration account per kam kar lete hain aur yah sari learning vahan se Hasil kar lete hain to aapko bahut hi fayda Hasil ho sakta hai trading ko improve karne ke liye
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                    Parabolic Sar indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market Mein different important information provide kar raha hota hai dear yah important indicator aapko different clouds ki basis for information there han hota hai Jisme aapko decision-making karna Aasan hoti hai aur aap maximum advantages Hasil kar sakte hain. No doubt parabolic Sar indicator aapke liye bahut jyada profitable ho sakta hai aur aapke advantages ko increase kar sakta hai no doubt Jab aap different important indicators ko apni trading per reply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Forex trading me jab aap different important indicators ko apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

                    Parabolic indicator of ke liye bahut hi important role play kar sakta hai dear jab aap is indicator ko apni trading per properly learn Karke apply karte hain to aapko market Mein inter hone ke liye best opportunities mil sakti hai jo aapke liye bahut hi important role play kar sakte hain. No doubt parabolic indicator of ke liye important ho sakta hai aur aapki trading main aapke liye bahut jyada profitable ho sakta hai Forex trading Mein Jab aap different important indicators copy trading per reply karte hain To Aisi situation main aapko maximum advantages mil sakte hain.

                    Dear jab of parabolic indicator ko istemal kar rahe hote hain to aapko yah different important information different dots ki this is per provide kar raha hota hai aur use per aapane Ek line draw Karni Hoti Hai Jiski help se aap decision-making kar sakte hain no doubt agar aap iski proper learning karte hain aur isko properly apni trading per reply karte hain to aap apne profit ko maximize karne ke liye important role play kar sakte hain.
                     
                    • #55 Collapse

                      Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                      Walaikum Assalam kaise hain aap sab I hope ke aap sab khairiyat se Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge dear aapane Hamare Sath parabolic Sar per bahut Socha topic or discuss Kiya Hai Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki parabolic Sar Ek bahut hi Achcha indicator Hai Ham is indicator ke related Achcha experience and knowledge Hona chahie tha ki Ham en cindicator ko istemal karke market Mein Achcha result Hasil kar Saken aur apne is business mein long time ke liye kam kar Saken

                      Forex trading ke Business mein bahut se trader ko loss is vajah se hota hai because vo indicator Ko istemal Nahin karte isliye Tamam trader ko chahie ki vah apni trading mein indicator ko zaroor istemal Karen indicator ko istemal karke vah apni trading Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain parabolic Sar indicator Ek bahut hi famous indicator Hai parabolic Sar indicator ko Forex trading ke Business mein bahut jyada important Di Jaati Hai parabolic Sar indicator indicator ko is Kabil banata hai ki vah market main current trend ko samajh sake

                      Agar Ham Forex trading ke Business mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen kabhi bhi indicator ko avoid nahin karna chahie parabolic indicator Hamesha dots ki Shakal Mein market mein show hota hai parabolic Sar dots Hamesha candlestick ke upar show ho rahe Hote Hain Indore se Ham is chij ko confirm kar sakte hain ki market ki movement downtrend mein hai ya uptrend mein agar market ki movement downtrend Mein Ho To Hamen Aisi situation mein Hamen sell ki trade open Karni chahie Hamen Hamesha market ki movement ko acchi Tarah se samajhna chahie Jab ham market ki movement Ko acchi Tarah Se samajh a len to Uske bad hi Hamen market Mein entry Karni chahie
                      • #56 Collapse

                        Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                        Market Mein parabolic sar indicator ke bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie Taki Ham is indicator ko acche tarike se samajh sake aur Market Mein acche tarike se kam kar sake parabolic indicator Hamari trade ke liye bahut jyada helpful hota hai Hamen Iske bare mein Apne study ko purple a complete karna chahie Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Hamen se acchi information ko Hasil kar Saken market Mein trading kar hote hain to parabolaic Sar indicator Hamen market ke bare mein acche signal provide karta hai

                        Trader Yahan per effective trading kar sakte hain Jab market ke movements sideway Hoti Hai To Ham market se acche advantage Hasil nahin kar sakte na Hi Achcha result Haasil kar sakta Na hi market Mein accha profit Hasil kar sakte hain is indicator ki help say trader ko stop or reverse ka Pata Chalta Hai indicator ki help se Hamen market Mein buy ki trade open Karni chahie parabolic Sar indicator bahut hi popular indicator Hota Hai

                        Parabolic Sar indicator ko hum easily use kar sakte hain Jab Ham market Mein parabolic Sar indicator per trading kar rahe ho To Hamen ismein technical indicator ko bhi use karna chahie market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha acchi strategy ko Apne trademech Lagana chahie is share market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Hamen market ke bare mein acchi information honi chahie

                        Hamen apne business ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie tha ki Ham apne business ke bare mein acchi information Hasil kar sake aur Achcha profit kar sake market Mein trade Lagate Hue Hamen ine indicator ko acchi tarike se Soch Samajh Kar apni trade Mein use karna chahie Ham indicator ko Khud select Karte Hain Ham market ke rules or regulation ka bhi Khyal Rakhna chahie
                         
                        • #57 Collapse

                          Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                          Assalamu Alaikum dear Forex forum member Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To Ham dekhte hain ke ismein Ham bahut jyada trading indicators aur trading tools ka istemal kar sakte hain jisse Ham trading Mein istemal kar sakte hain aur is se Ham fayda Hasil kar sakte hain Kyunki trading mein aap Jab Kisi bhi indicator Rajkamal Karte Hain To usse aapko bahut jyada acchi training Ho Jaati Hai Aur office market Mein Achcha profit easily Le sakte hain.

                          Dear forex market Mein Ham Sab kam Karte Hain To ismein Ham dekhte hain ki ismein bahut jyada indicators Hote Hain Ham Jaise ji aapane parabolic Shahar ke bare mein information share Ki Hai To ismein yah Ek bahut hi Jabardast indicator Hai Kyunki aapko market mein bahut jyada Achcha profit Le sakte hain Diya iska fayda hote hain ki aap ko ismein market Mein dots ki shape Mein entries mil Jaate Hain jisse aap apni trade ke sath take profit aur stop wash ka istemal kar sakte hain aur Market ke reversal ke chances bhi aapko Pahle Se Maloom Ho Jaate Hain.

                          dear jab market technical movement kah rahi Hoti Hai To parabolic Sar ke bare mein object information lete hain aur usko aap use karte hain to isase aapko ya fayda hota hai ki market ki Munh Matka Idea aapko ho jata hai aur aap kis market Mein Achcha profit easily Le sakte hain aur agar aap is parabolic Sar kar Sambhal karte hain aur uski Burai proper learning karte hain to uska aapko bahut jyada acche advantages aur benefits mil sakte hain jisse aapki trading aur Jyada best ho sakti hai aur aap ko isase aur Jyada Achcha profit hone ke chances badh Jaate Hain.
                          • #58 Collapse

                            Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                            Forex trading ki market parabolic sar bahut jyada importance rakhte hain aur Forex trading ki market main in ke bare mein complete informations Ka Hona aur trader ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai market Mein maujud is parabolic Sar ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie balka traders ko ine per Jyada Se Jyada focus karna chahie aur unko acche tarike se read karne ki koshish Karni chahie Taki vahin ke bare mein jyada Se Jyada information Hasil Karke Apne knowledge main ijafa kar sake

                            Forex trading ki market Mein parabolic Sar Ko stop and reverse indicator Kaha jata hai aur is indicator Ko market ki price ke sath combine Kiya jata hai market Mein parabolic stop and reverse indicator market Ne buy or sell ke signals provide karte hain ya buy or sell ke bare mein complete information Dete Hain Jin ke jariye se buy or sell ki position ko confirm kiya Ja sakta hai

                            Market Mein traders Jab is indicator ka istemal karte hain to use Waqt Mujhe chahie ke vah apni trade Mein stop loss ka bhi istemal Karen Kyunki use Waqt stop-loss Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Kyunki market Mein yah stoploss traders ki trade ke liye bahut jyada profitable hota hai Iske jariya Seva market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye traders Jab you training start karen to unhen apni trading bahut hi carefully aur ek planning ke hisab se hi start Karni chahie without planning ke unhen kabhi bhi apni trading start Nahin Karni chahie Kyunki Is Tarah Se vah Kabhi Bhi market ko acche tarike se nahin samajh Payenge aur na hi Uske hisab se market Mein Apna Kam start kar Sakenge isliye bahut hi Soch Samajh Kar aur Market ko acchi Tarah Se confirm karne ke bad hi market Mein Apni trade open Karen aur apni trade ke sath stop loss take profit ka istemal lazmi Karen
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                              Parabolic sar forex market main trade kerny ky liay best indicator hai jis ko bahot asani ky sath read aur follow Kia ja sakta hai jab market aik hi trend main movement kerty huey dot ko same side per continue rakhti hai tou aesy time per hamain wiat kerna hota hai ky jab market same direction main big movement kerty huey dot ko other side per shift kerti hai candles ky tou hamain jis direction main dot shift ho jaey isky against main trade open ker leni hoti hai aur jab ham same trade ko open ker lety hain tou hamain market ki same trend main movement ko continue observe kerna hota hai ky ham aesy time per trade close kerain jab again marker ki movement ki waja sy dot shift ho jaey tou market main aesy time per trend change hona shoru ho jata hai jab market main aesi position creat hoti hai tou hamain market main trade open ya close kerni hoti hai aur ham market main dot ky shift hony per per apni trade main open ya close kerny ka decision kerty hain agar ham market ko continue observe kerty rehty hain tou jab market main aesi situation creat ho jaey ky jab market ki movement per dot candles sy aik side sy shift ho ker dusri direction main shift ho jaey tou aesy main hamain trade open ker leni chahiay ky aesy time per market main new trend start ho chuka hota hai aur jab ham is new trend ko follow kerty huey trade open ker lety hain tou hamain same open trade ko tab tak continue kerna hota hai ky jab market main again trend change na ho jaey aur same trend market main us waqat change hota hai jab market ki movement per dot again shift ho ker candles ki other side per chala jata hai hamain aesy time per trade open rakhny main loss ho jata hai so hamain dot shift hony per apni trading stretigy ko bhi change kerna hota hai tab ham loss sy bach sakty hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Parabolic sar (stop and reverse) in metatrader 4

                                Forex trading Ki best prediction Parabolic sar indicator sy hasil ki ja skti hy other indicators se different chart me signal deta hay jes ki banawat dot ya point shape key hoty hey jo key market trend key change hony key sath candle key up side me ya down side me banty hey other technical indicators ya to lines chart me banaty hey jo key market key bullish ya bearish trend ka eshara dety hey support aur resistance k tor par bhi use kar saktay hain, thora fasla day kar fractals show hotay hain aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain long term may karna hoga short term may nahi hogi kyo keh short term may fake fractals bohat bantay hain aur phir andaza karna mushkil ho jata hay keh konsa fractal sahi hay, baaz dafa fractal form ho kar phir ghayab ho jata hay is lye phir hamay 3 candles tak k wait karna hota hay ta keh fractal confirm ho jayeya phir big time frame jaisa keh H4 ya D1 may dekhna hota hay short term may faida Hota hy isky ilawa parbolic indicators ko use krty hain tu es main hmain achi trah se smjhny k liye knowledge hona chahye q k jub tak hum indicators ko use karty hain tu hmain apny analysation bhi zarri hoti hai q k hmain indicators hmaisha sahi result nahi dety hain es liye hmain ahitayt se en ko use krna chahye Parbolic indicators ko understand karny k liye kuj parbolic indicators ko hum SAR bhi kahty hain yah aik trahs e sidha or asan tarika hota hai es main hum trend ko find out karty hain k trend kahan se start krty hain or akhan khtam hota hai yah donu he hmain es indiactors se milty hain es liye hum trend ko achi traha find out karny k bad he apni trading karen ta k hmain loss na ho jay indicator nahi hai jo 100% right Ho trading karne ke liye koi bhi indication use kare wo traders ki help zaroor karte hain shukriya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X