Apni trading strategy ke lehaz se trading session select karna kaisa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni trading strategy ke lehaz se trading session select karna kaisa hai?

    assalamu Alaikum dear friend forex trading mein analysis karne ke liye Ham ismein apni satrastgy aur apne analysis ke mutabik hi season ko choose karte hain ki ham ne kis season mein trade open karni hai yeh hum per depend karta hai ki hamare analysis mein kaunsa season shamil hai is liye aap ko chahie apne analysis ko strong banane ke liye mehnat se iska acha experience hasil Karen aur is business mein kamyabi hasil Karen ham ismein kamyabi sirf apni mehnat se hi hasil kar sakte hain hamen apne analysis ko behtarin tarike se use karna aata hai to ham forex mein behtarin earning ke kabil acche trader ban sakte hain ya ek behtarin online business hai jis mein hamen hamari mehnat se hi kamyabi milati hai hamen is business mein hamesha acha kam karna chahie aur apne aap ko strong banane ke liye mehnat karte rahana chahie ham is se monthly basic per behtarin profit hasil kar sakte hain agar ham is main soch samajh kar trading karte hain aur is mein jald bazi nahin karte forex mein hamesha koi bhi analysis use karna ho koi bhi satrastgy use karni ho agar aap is my money management use karenge to aap forex mein kamyab honge agar aap ismein money management use nahin karte to aap aise kafi nuksan karte hain isliye aap ko chahie forex mein acha kam Karen mehnat Karen aur is se kamyabi hasil Karen yah business hamen behtarin profit dega jab hamare pass iska acha experience aur knowledge hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni trading strategy ke lehaz se trading session select karna kaisa hai?

      ASSALAM O ALAIKUM forex market mein inter hone se pahle forex market ke bare mein information ka hona hamare liye bahut hi zyada zaruri hota hai jab hamare analysis strong hote hain aur jab hamen market ki taraf se acha aur strong signal mil raha ho tab hum usky mutabik season ka choose karke trade open karte hain Forex trading mein analysis karne ke liye hamen ismein apni strategy aur analysis ke mutabik hi season choose karna hota hai ke humne kaun si trade open karni hai aur kon se season ka use karna hota hai ye hamare analysis per depend karta hai jis season mein hamare analysis strong ho jate hain use per Ham trade open kar dete Hain jiski wajah se hamen yah to profit hota hai ya phir loss isiliye hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga kyunki without analysis ke ham kabhi bhi achi aur successful trading karke acha profit hasil nh kar sakte agar hum demo account per practice ke sath kam Karen to Ham real mein ache aur successful trader ban sakte hain demo account ka use karke ham market se acha response bhi hasil kar sakte hain demo account actually real account ki copy hoti hai jo broker ki taraf se hamen practice ke liye diya jata hai jab ham demo account ka use karke ismein strategy ky sath aur strong analysis ke sath kam karte Hain to ham kamyab Ho jate hain aur ham weekly or monthly behtarin profit earn kar sakte hain Forex mn kamyabi ham par depend karti hai kiun ky jab ham kisi kam mein time investment karte hain mehnat aur learning ko improve karte hain to ham use kam mein successful Ho jate hain to hamen chahie ki ham trading karte hue behtarin season ka choose Karen aur wohin season choose Karen Jo hamare liye save aur secure ho hamen kabhi bhi risky trading nh karne chahie apne account balance ke mutabik aur money management ke mutabik hi trade open karni chahie kabhi bhi trading karte hue risk nh lena chahie Forex mein jo sabse important baat matter karti hai woh money management hai hamen kabhi bhi money management ko ignore nh karna chahie money management ko follow karte hue hi trading karni chahie agar money management ko ignore kar dete hain to ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nh kar sakte
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Apni trading strategy ke lehaz se trading session select karna kaisa hai?

        forex market main successful trade kerna chahty hain tou hamain tamam trading sessions ka knowledge hona chahiay ky konsa session kab open hota hai taky ham usi time per apni trading stretigy use ker ky acha profit hasil ker sakain
        Jab market ka koi session open hota hai tou aesy time per market main fast movement start ho jati hai aur agar ham aesy time per market main trade open kerty hain baghair kisi stretigy ky tou hamain bara loss bhi ho sakta hai isliay jab ham market ky sessions open hony ky sath market main kisi bhi pair main trade open ker rehy hon tou hamain phir same open trade main koi aesi stretigy use kerni chahiay ky jis sy ham bary loss sy bach sakain aur hamain acha profit bhi hasil ho saky jis ky liay bahot sari trading stretigies available hain sirf hamain koi aesi stretigy select kerna hoti hai jis sy hamain required results hasil ho sakain. Agar ham her open ki jany wali trade ko aesy time per open ki jaey ky jab market ka session open ho raha ho tou is main koi aesi stretigy use kerty hain jo hamain Bary loss sy bhi bacha leti hai aur hamain acha profit bhi hasil ho jata hai tou phir ham forex market main successful trade bhi ker sakty hain shukriya.

        اب آن لائن

        Working...
        X