Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?
Assalamu Alaikum dear Forex member.. planning se trading karne se Hamen Forex trading mein bahut fayde Milte Hain Hamen chahie ki Ham planning Kar Ke hi Forex trading Karen Kyunki Forex ki market Ek bahut hi broad market hai yahan loss r profit donon hi ho sakte hain Ham Jab Koi trade open Karte Hain To Hamen andaza Nahin Hota Ky hm loss ki taraf jaenge ya profit ki taraf... Agar Ham Ne planning ki Hogi to is Hamen bahut fayda Hoga Kyunki planing ke bahut se fayde Hain.... Ppahla fayda yah hai ki planning karne se Ham Apne loss ko recover kr sakte hain agar humne achi planing ki hoti hai aur ham Hamen loss Ho Jata Hai To Ham use planning ko use karte hue loss ko recover kar padhte Hain Is Tarah Hamara account bach jata hai aur apne account ko safe rakhte hain aur planning karne ka Ek fayda Ya bhi hai k is sy hm risk Management kar sakte hain planning karne se Hamain khud per confidence Hota Hai ky hm ny achi trade lgai Hai Kyunki Ham Ne planning ki Hoti Hai Ki agr hmian profit Ho Gaya to main Kis Tarah manage karne aur loss Ho Gaya to Kis Tarah manage karna hai to Forex trading Mein Agar hm successful trader Banna Chahte Hain Hamen sabse pahle proper planning karna sikhana chahie.. Then trading krni cahehay.. Shukria..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим