planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?
    all dear forex members...............
    1: forex trading main planning k sath trading karny se hmain kiya kiya faidy milty hain ?
    2: or hmain planning se trading karni cahhye k nahi?
    3: or hmain planning karty waqt kin kin baton ko madh e nazar rakhty howe trading ka faisla karna chahye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

    Dear brother Forex trading esa behtareen business hay jiss may Agar haum trading karney Kay liye proper planning aur strategy Kay saath trading kartay hay to haumay zayada achay results hasal hotay hay kamyaabi issi bat may hay Kay haum trading kartay hoye pehlay say planning aur strategy bna kar Kam karnay tou haumay hamesha apni abilities pay bharosa rakhna hota hay jab haum apni abilities aur apni learning skills pay depend Kartay hoye trading ki planning kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay haumay trading ki planning kartay hoye pehlay market ki movement ka knowledge hona lazmi hay Kyu Kay haumay sab trading market may Karin hoti hay iss liye jab haum trading ki planning aur strategy bnatay hay tou haumay market Kay trends aur news ko monitor kartay rehna chahiye phir jab haum uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay trading may haum sabko knowledge aur learning ki zarorat hoti hay jab haum trading ki learning aur knowledge hasal kartay hoye trading planning aur strategy bnatay hay tou hamaray liye Kam karna asan ho jata hay.

    Humay planning karna parti hay Kyu Kay bagair planning Kay app koi bhi Kam theak say nai kar saktay hay aur forex trading may expert traders hamesha trading Kay liye planning aur strategy ko importance daytay hoye trading kartay hay.haumsay market ki movement ko monitor kartay hoye analaysis karney hotay hay aur jab haum trading strategy tarteeb daytay hay to haumay analaysis ki zarorat hoti hay Kyu Kay haumay trading may market ki movement ko analyz karna parta hay phir haum koi planning aur strategy tarteeb daytay hay.

    Forex trading may planning Kay liye appka analaysis karney ka knowledge power full hona chahiye phir learning aur information ki zarorat hoti hay tou haum effective aur positive planning Kar saktay hay .
    • #3 Collapse

      Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      all dear forex members...............
      1: forex trading main planning k sath trading karny se hmain kiya kiya faidy milty hain ?
      2: or hmain planning se trading karni cahhye k nahi?
      3: or hmain planning karty waqt kin kin baton ko madh e nazar rakhty howe trading ka faisla karna chahye?

      Dear member aapane planning ke bare mein jo question Kiya Hai Uske Jawab Mein Main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab Ham planning Karke Apna Kam complete karne ki koshish karte hain to use Humko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain unme se kuch important advantages main aapke Samne share karne ki koshish karta hun.

      Easy to complete target:

      Jab aap planning Karke kam Karte Hain To usmein aapke liye bahut Aasan ho jata hai apne target ko achieve karna Kyunki planning main aap apne kam ko different parts Mein divide karne ke bad complete karne ki koshish karte hain aur Har part per complete focus dekhte hain.

      Comparison with performance:

      Jab aap planning Karte Hain To usmein aap apne target set karne ke bad hi Apna Kam start karte hain aur jab aap aap apna kam complete kar lete hain to apni performace ko apni takat ke sath compare Karke Ek Idea Laga sakte hain ki aapki performance Kitni achieve hui hai aur aap jis level Tak Jana Chahte the kya hua aapko achieve ho chuka hai ya nahin ismein aapke liye comparison karna bahut easy Hota Hai.

      Planning is Necessary:

      Aapke question ka second part yah tha ki kya Humko planning Karni chahie ya nahin to is Hawale se main aapko yah batana Chahta Hun Ki Hamesha se planning ki importance bahut jyada hoti hai aapko Apna Kam start karne se pahle planning Jarur Karni chahie Kyunki Jab aap planning Karke kam complete karne ki koshish Karte Hain To usmein aap ko bahut benefits mil sakte hain aur aapka kam aasani ke sath complete ho sakta hai aur agar aap planning Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kamyab trading nahin kar sakte isliye planning ko Ho Apne Ni trading ka mamul banaa len.

      Important factors in planning:

      Aapke question ka third part kiya tha ki Jab Ham plan kar rahe hote hain to use time per Humko kin chijon ka khayal rakhna chahie to usmein main aapko briefly yah batana Chahta Hun Ki Jab aap planning karte hain to usmein aapko just do main chijon ka khayal rakhna chahie aur usmein sabse pahle aapka 1 goal aapke Samne Hona chahie Jis purpose ke liye aap planning kar rahe hote hain aur 2nd main chij aapki strategy hoti hai ki jo aap planning kar rahe hain usmein kaun si strategy ko istemal karne ke bad aap apne target ko achieve kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	11
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12329510
      • #4 Collapse

        Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

        G han dear ager ap nay achi trading karni hai aur ap chatye hain kay ap es mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap apna kam hamesha he planing bana kay kiya karain ta kay bad mai ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamnat hai kiyu kay ap ka kam hamesha acha ho jatye hain tu acha kam kartye rhain aur plan kay sath kam kartye hain tu acha kam achi planing mai hai kiyu kay plan kay sath kam acha hota hai hamesha aur ap kay kam ki quality achi ho jatye hai jis kay bad ap ko es mai profit bhi milta hai ager ap plan kay beghair kam kartye hain tu ap kaliye kafi masail ka samna karna parta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam acha karain mahnet kay sath karain ta kay bad mai ap faidye mai rhain tu ager ap beghair planing kay ed mai mahnet kay sath kam bhi kartye hain tu ap kaliye kamyabi jasil karna atna asan nhi jota hai mushkil hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu planing mai ap ko kuch diffrent qism ka expernce ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu acha kam hota he planing mai hota hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam ho jata hai aur ap laiye kafi faida daita hai tu acha kam ap ki achi planing mai kafi hai tu apna kam ap mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap sath mai planing kay sath ap kafi had tak kamyabi laitye hain tu kam ap nay karna hai tu plan bana kay karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
          Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Agar aapane trading acchi Karne hain aur aap Chahte Hain ki aap is market Mein Kamyab ho jaen to aapko Apna Kam start Se Hi planning Karke karna hoga Ek proper planning karne se aapka kam bahut Achcha ho jata hai aur aap step-by-step kam karte hue achha profit Kama sakte hain aur aap is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain iske sath sath Hamen apni abilities per bhi Bharosa Rakhna Hota Hai Jab Ham Apne abilities aur apne skills per depend karte hue trading karte hain aur ek proper planning ke sath Karte Hain To Ham Kamyab Ho Jaate Hain Jab aap planing Karke kam Karte Hain To Apne target ko achieve karna bahut hi Aasan ho jata hai Kyunki doston Jab Ham planning Karte Hain To Ham Apne kam ko different parts Mein divide kar lete hain aur FIR Har part per acchi Tarah focus Karke kam karte hain Jiski vajah se Hamara kam bhi achcha ho jata hai aur Hamen Achcha profit Diya jata hai Jab Ham planning Karte Hain To Ham Ek target set kar lete hain aur jab Ham Apna target set kar lete hain to Delhi base per Hamara takat pura hota hai ISI Tarah Ham Kamyab ho sakte hain Jab Ham josana Apne target ko pura Karen acchi Tarah focus ke sath trading Karen doston Mere Khyal Se To Agar Ham is platform Mein Kamyab Hona Chahte Hain to is kam ok start karne se pahle Ek planning behad sunhari Hai Jiske Bina per Ham Apne kam ko focus ke sath kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

            Aoa dear members. Forex ek asa plate form hai jis me so Kam KR k acha profit earn KR sakty hain. But kch asy members bhe dekhty gay Hain Jo trade krty hoey loss KR bethty Hain Inka Sab sy major factor hota hai k wo forex me proper trade nibkrty aur apni hi mistakes ki waja sy apna loss KR bethty Hain so hamain forex me trading krty hoey proper steps ko follow krna cheye tabhi ham kamayab ho sakty Hain. Forex trading ka pehla step hi planning ka hai. Aur ye Sab sy important factor hai forex me. So hamain cheye k ham jab bhe apni trade start krain proper planning k sath hi krain. Planning trade start krny sy phly ki jati hai hamesha.
            Proper planning me ham my kitni investment krni hai ye bhe shamil hota hai usky elawa bhe bht si bayo ka khayal rakhna hota hai jinko ham by initially fave krna parta hai. So proper planning bht zaroori hai . Planning sy ham phly sy apna mind bana lety Hain k kitny profit ya loss p ham by apni trade stop KR Deni hai so ham ek target set KR lety hai aur us target ko achieve krny ki koshish krty hainaur usky kiye hard work bhe kry Hain. Jab wo target achieve ho jata hai to mazaeed lalach me nai part jis sy ham bary loss sy bhe bacha sakty Hain. Isky elawa ham different situation k liye phly sy khud ko that KR lty Hain to agar koi problem a bhe jati hai to ham usy achy sy face KR lety Hain because usky bary me ham my phly sy planning KR k rakhi hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

              Bhaijaan Forex trading main agar aap Kamyab trading karna chahte hain aur Achcha profit Hasil karna chahte hain to aapko apni trading planning ke sath karna hoge Kyunki planning ke sath ki Gai trading aapko bahut fayda deti hai jisse aap Forex Mein acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex Mein planning ke sath trading karne ke bahut se fayde Hain jisse Ham apni trading ko apne liye profitable banaa sakte hain aur Ghar Baithe hi acchi earning Hasil kar sakte hain
              1: Forex trading mein agar aap apni trading planning ke sath karte hain to uska sabse bada fayda aapko ya Milta Hai Ki aapko Forex Mein lose hone ke chances bahut kam ho Jaate Hain.
              2: forex trading ko planning k sath karne se aapke trading Mein risk ko manage karne mein aasani Hoti Hai Kyunki aapki trending Mein disc tab hi jyada Hota Hai Jab aap planning Karke trading Nahin Karte Hain loss hone ke chances bahut Hote Hain.
              3: Jab Ham Apne trading planning ke sath Karte Hain To Ham Fox Mein Apne knowledge ka use karte hain aur Soch Samajh Kar apni trading karte hain aur jaldbazi bilkul Nahin Karte Kyunki Jab Ham jaldbaji main bhi trading karte hain to bhi Hamen loss ho jata hai planning mein aap yah sab points ko acchi Tarah Se Samajh Kar aur apne liye best trading method ka use Karke apni trading kar sakte hain jisse aap ko fayda hi fayda hoga loss hone ke chances bahut kam Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                all dear forex members...............
                1: forex trading main planning k sath trading karny se hmain kiya kiya faidy milty hain ?
                2: or hmain planning se trading karni cahhye k nahi?
                3: or hmain planning karty waqt kin kin baton ko madh e nazar rakhty howe trading ka faisla karna chahye?
                Assalamu alaikum Jo trader is market Mein acchi planning kar leta hai usko is market Mein kabhi bhi mushkil waqt ka samna nahin karna padta kyunki is market mein mushkilat aapko tab aati Hain jab wapas market Mein discipline ke bagair kam karte hain yah aapke pass is market Mein kam karne ka koi trading plan available nahin hota is market Mein jab aap trading plan ko use karte hain to aap is market Mein achcha decision de sakte hain aapko is market minut lagane ke liye khud soch samajh Kar kam karna hota hai uske bad aap is market Mein achcha kam kar sakte hain Jo tradus market Mein main taiyar karte waqt kisi se nahin lete hain vah ismein plane achcha taiyar kar lete hain aur is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain aapko chahie ka office market Mein kaam karte waqt soch samajhkar decision nahin agar aap is market Mein achcha nahin lete hain to aapko is market Mein aata neta ka maja bhi mil jati hai Jo tradus market Mein mistakes karte rahte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie kapus market Mein apne plan ke liye hath se kam karte rahen jab aap is market Mein apne plan ke liye hath se kam karte hain to aapko ismein achcha result Mil jata hai har trader is market Mein apni trade strategy banakar kam start karta hai agar aapki trading strategy acchi hogi to aapko is market Mein aasani se kamyabi Mil jayegi Jo trader trading strategy ko best banane ke liye main karta hai usko kamyabi jarur milati hai aapko trading strategy per Amal karne ke liye khud Mein net kar nahin hogi uske bad aapko is market Mein aasani se kamyabi Mil jayegi Jo tradus market Mein net nahin karta usko kabhi bhi kabhi abhi nahin milati.
                • #9 Collapse

                  Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                  planing jaha bhi jis business main b ki jaye us main kamyabi aap k qadam choomti hai our aap kisi bhi business ko dekhe ge to aap ko malom ho ga k us business ki trakki ka inhissar us ki planing par hai ek acha planner hi acha business man hota hai wo apni planing se apne business ko upar top tak le jata hai is liye trading business main b hame achi planing ya strategy ki ashad zarorat hoti hai our wo traders jo apni khud ki strategy bana sakte hai wo is business main kamyaab ho jate hai our apna target profit daily achieve karne ki salahiyat rakhte hain is liye hamehs koshish kare k trading ko pory dehaan se seekhe our apni khud ki strategy banye our demo par usy test karen us k bad achy result anale ki sorat main use live trade main shamil kare our profit hasil karen ye ap ko apk dreams pory karne main madad de ga

                  planing and strategy k faidey:

                  dear friends planing k bohat sare faide hai agar aap planing se kam kare to aap business ko develop kare sakte hai our usy top par le ja saket ha
                  1 => planing se aap trading main apna risk control kar sakte hai
                  2=> planing our strategy par amal kar k aap loss recover kar sakte hai our kam se kam loss hasil karen ge
                  3 => planing aap ko confidence k sat trader kane main madad de g our aap confidence k sat profit hasil karen ge
                  4=> achi strategy par trade karne se loss kam se kam milta hai our hm zyada se zyada der tak market main survive kar sakte hai
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #10 Collapse

                    Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                    G han pricey ager ap nay achi buying and selling karni hai aur ap chatye hain kay ap es mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap apna kam hamesha he planing bana kay kiya karain ta kay terrible mai ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamnat hai kiyu kay ap ka kam hamesha acha ho jatye hain tu acha kam kartye rhain aur plan kay sath kam kartye hain tu acha kam achi planing mai hai kiyu kay plan kay sath kam acha hota hai hamesha aur ap kay kam ki great achi ho jatye hai jis kay horrific ap ko es mai profit bhi milta hai ager ap plan kay beghair kam kartye hain tu ap kaliye kafi masail ka samna karna parta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam acha karain mahnet kay sath karain ta kay horrific mai ap faidye mai rhain tu ager ap beghair planing kay ed mai mahnet kay sath kam bhi kartye hain tu ap kaliye kamyabi jasil karna atna asan nhi jota hai mushkil hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu planing mai ap ko kuch diffrent qism ka expernce ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu acha kam hota he planing mai hota hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam ho jata hai aur ap laiye kafi faida daita hai tu acha kam ap ki achi planing mai kafi hai tu apna kam ap mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap sath mai planing kay sath ap kafi had tak kamyabi laitye hain tu kam ap nay karna hai tu plan bana kay karain
                    • #11 Collapse

                      Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                      Bhaijaan Forex trading Mein planning ke sath trading karne mein hi aapki kamyabi hai agar aap apni trading Mein planning ke sath Apna Kam Karenge to aap ek din expert trader Ban sakte hain planning ke sath trading karne ke bahut se fayde Hain jisse Ham Forex Mein profit Hasil kar sakte hain Jo log Forex Mein planning ke sath trading karte hain unko sabse bada fayda ya Milta Hai Ki unko loss kam se kam Hota Hai Jiski vajah Se vah Achcha profit Hasil kar lete hain planning ke sath aap risk ko manage karne mein bhi aasani hoti hai aur aap acchi trading bhi kar lete hain Jab Bhi Koi trade planning ke according ki Jaaye to usmein fayda hi Hota Hai Jis Tarah Agar Ham market ko acchi Tarah Se analysis Karen aur apne trading entry Ke Sath 7 exit point Tak Tamam kam acchi Tarah Se set Karen aur sab Kuchh Achcha Achcha planning ke according Karen To Hamen Forex Mein profit Lene Se Koi Nahin rok sakta hai isliye sabse pahle planning Karen Uske bad apni trading Karen aapko Forex mein bahut Achcha profit milega trading karte waqt aapko Jin Baton Ka Khyal Rakhna chahie vah sabse pahle yah hai ki aap ko yah sochana chahie ki aap jis trading strategy ka use kar rahe hain kya usse aapko profit Hoga Jab aap profit ka Soch kar aur acche methodology ka use Karenge to aapko loss kam Hoga aur aap acche trading Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge loss aapko tab Bhi Jyada Hota Hai Jab aap planning ke sath apni trading Nahin Karte aur Market ko acchi Tarah Se analysis Nahin karte
                      • #12 Collapse

                        Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha forex trading main planning ki bot zyada ahmiat hy ham achi planning k bagar kamyab trading ni kar sakty har trader pahly apni trading ki planning kar lyta hy k ham ny agy kya or kitni trading karni hy or ham kasi trading kar k kamyabi hasil kar sakty han planning kar k trading karny k bot sy faidy han humy planning karny sy apni trading k bary main pta hota hy k humara target kitna hy jisy ham pora kar k trading stop kar dyty han or thora thora profit hasil karty rahty han ziada tar traders apni trading ki planning ya to monthly karty han ya weekly karty han or myry khayal sy to weekly planning best hoti hy q k humy monthly planning k leay ziada kam karna parta hy or ziada time dana hota hy is leay weekly planning best hoti hy jo k hum easily kar k kamyab trading kar sakty han weekend pe market close hony ki waja sy humy rest k sath sath planning b karni chaey or trading market ko samjeny ki koshish karni chaey ji han dear planning hamy forex trading m kamyabi hasil karny m bot madad gar sabit hoti hy ji han humy bilkal apni trading ki planning karni chaey ye behad zrori hy k hum apni trading ki pehly sy hi planning kar lan or bahtreen stertgy bna kr trading start karan market ko samjy bagar ham kamyabi hasil ni kar sakty humy apni trading planning m bot c baton ka khayal rakhna chaey jasy k hamar knowledge or experience trading k leay mukmal hona chaey humy money management k sath or analysis ko study kr k trading start karni chaey
                        • #13 Collapse

                          Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                          dear ham is life main koi bhi kaam start kartay hain to hamko usk baray main sab say pehlay aur sab say lazmi yeh hota hay k ham usk baray main yeh jaan lain k is ka asal main maksad kia hay aur agar ham uska maksad jaan jatay hain to ahmko us kaam main intersr bhi hota jayega aur ham us main say bahut kuch hasil bhi kar saktay hain isi tarha say hamaray samnay forex markeet ka kaam hay jis main agar ham makreet ko aik planing say kartay hain to ham is main success bhi ho saktya hain aur is say achi earning bhi kar saktay hain jisk fawaid darj zail hain.
                          PLANING HAY KIA CHEEZ;
                          dear forex markeet main jub ham kuch learn kar chukkay hotay hain to ahmko is main kaam ko start karna hota hay ab aik simple say cahrt main ham markeet ko kaisay samjh saktay hain aur is main kaisay entery aur exit hasil kar saktay hain is main kaam karnay ko exit aur entery k tareeky ko ham aik plning ka name daitay hain jub hamko hamara knowledge is baat ki allow karta hay k ab markeet main kaam karnay ka sahi signal hay ab hamko markeet main enter ho jana chaye to in baatonko planing kehtay hain.
                          PLANING SAY TRADING KA KARNA;
                          dear ham old traders ki history ko daikhtay huway unk knolwedge ko read kartay huway is baat ka soch rkhtay hain k jub tak ham forex markeet main kisi achi planing say kaam nai akrtay hain hamko tab tak is makreet main say kuch earning nai mil skaty hay is liye agar ham is makreet main succes hona cahhtay hain to ahmko har haal main markeet main kaam aik planing say karna chaye jis main kamyaabi hay aur experience bhi hay.
                          PLANING K DOURAAN KIS BAAT KA KHAYAL RAKHNA ZARURI HAY;
                          dear jub ham is markeet main kaam karnay k liye tayaar ho jatay hain tab hamko in baatonka khaas khayal rakhna zaruri samjhna chaye k hamko jub achi confirmations mil jayen to hamin markeet main phir bhi andahdhun tareekay say aur without money managmnt k kabhi bhi kaam ko satart nai akrna chaye agr ham phir bhi yeh ghalty kartay hain to ahmko hamari planing bhi koi faida nai day sakty hay jisk liye zaruri hay k ham har aik baat ko maday nazar rakhtay huway kaam karain aur markeet say acha earn karnay main kamyaab hon.
                          • #14 Collapse

                            Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                            Dear forex members ,forex trading ek aesa business a jismy hm aghr planning k sath kam karhy gy to hm bht ziada kamyabii hasil kar sakty hay ,expert r kamyab traders hamesha phly planning karty hay phr Usk bad forex trading my kam karty hay ,Isliay dear forex members ,hmhy phlysy forex trading k barhy my planning karne chaheay ,r planning tb e kr sakty hay jb hmrhy pas knowledge majood o ga r knowledge gain karnhy ka sbsy best method demo trading account sy practice karna a ,whan sy hm apny forex trading k barhyy bht ziada knowledge gain kat sakty hay .isk elawa seniors members ke post sy b hmhy knowledge ko gain kar sakty hay ,hm yay learn kar sakty hay k unhon ny kon kon se strategies ko ,tools & rules ko use kya a r kamyabii hasil ke a ,leverage ko ktna limit my rakhna a ,odd ko ks trh sy use kya a ,Analysis ka use karna ,hm yay sab kch learn kark phr ek baqaheda planning k sath forex trading ke trf hahy gy to kamyab traders bn sakhy gy r ziada sy ziada profit hasil karhygy r loss ko kam sy kam karhy gy ,To dear forex members ,kamyab traders bnany k liay hmhy planning only sy karne chaheay r phr forex business ke trf hana chaheay .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: planning se trading karny se apko kiya kiya faidy milty hain trading main?

                              Question number 1: forex trading main planning k sath trading karny se hmain kiya kiya faidy milty hain ?
                              Answer
                              Forex trading ki market ke andar Agar Hamen ek achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham forex trading ki market main Koi bhe trade open Karte Hain to trade open karne se pahle Ek acchi Si planing Karen aur uske bad Hamen trade ko open karna chahie planing bahut hi jyada important chij hai agar Ham ismein without planning kam Karte Hain Kisi Kisam ka koi analysis Nahin karte hain jaldbaji Mein trade open kar dete Hain To Is Tarah Ham is market Se Kabhi Bhi Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain koi bhi trade open karne se pahle Hamen planning Karni Hoti Hai technical analysis ,sentimental analysis fundamental analysis karna Hota Hai aur uske bad money management ko follow karte hue Hamen ismein trade Lagani hoti hai agar Ham rules ko follow karte hue aur planning ke sath work Karte Hain To Hamen bahut hi acche results Milte aur ham bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain is market se .
                              Question number 2: or hmain planning se trading karni cahhye k nahi?

                              Answer
                              Agar Ham Forex trading ki market ke andar without planning Koi trade open Karte Hain To Hamen kabhi bhi acche results Nahin Milte Hain Agar Ham ismein success hunna chahte hain aur ek accha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham planning compulsory Karen koi bhi trading Laga rahe hain to trade Lagane se pahle planning kar support and resistance follow trend Uske bad hi Hamko is market ke andar trade open Kareni chahie .
                              Question number 3: or hmain planning karty waqt kin kin baton ko madh e nazar rakhty howe trading ka faisla karna chahye?

                              Answer
                              Sabse pahle to planning ke andar Jo chiz aapane Maday nazar rakhne Hoti Hai Apna account balance Uske bad Jis currency pairs ke upar aap trade Laga rahe hain uska technical analysis aur fundamental analysis ,money management ,take profit ,stop loss ,lot size Uske bad hi aapko is market Mein trade open karne chahie agar aap Aisa karte hain to aapko yakinnan is market Se accha profit Hasil Hota Hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X