Re: jaiza ; trade Lagane se pahle ki requirement
Dear members , kisi bi kam o karny se pehly hamen us kam ki basic requirements ko samajna chahye keh is kam ko kaisy complete karna hy aur kasiy isko kamyab banana hy . is klye hamen uski domain ko study karny ki zarorat hy . isi trah jab ham trading lagaty hain to hamen trading me bi kuch basic points ko samajna zarori hota hy . trading karny se pehly apko kuch points ka khial rakhna parta hy , menechy mention kar rha hn .
1- sb se pehly to apko demo account pay us pair ki trading kar ke uska analysis karna chahye keh kaisy movement kar rhe hy .
2- apko market ka analysis karny ki zarorat hy , keh is wakat market me konsa pair profitable ho sakta hy aur konsa pair loss me ja raha hy . is klye apko market ki deep study karni pary ge
3- market me apko analysis karny klye pehly indicators aur pattern ki madad leni chahye , takeh jab bi ap order put karen ap market ke bary me confident rahen keh meri trade profit me e jay ge .
4-apko risk management karna hoge keh agar meri trade loss me jati hy to iske bad meri kia planing hoge aur agar meri trade me mera account wash ho jata hy , ya phr sari market ka trend reverse me a jata hy to kia planing karny ki zaroat hy .
5- money management ke rule ko follow karna pary ga keh ap kitni income ko trade me lagaty hain aur kitni baki side me save kar ke rakhty hain . jo keh loss ke hony me ap klye helpful hoge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим