Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?
Learning aur knowledge her kaam kay liye bohat zaruri hota hai. Forex trading ho ya koi bhi dusra business ho aisa kabhi nahi ho sakta hai kay hum baghair learning kay usay ker sakey ya uss mai khud ko expert he samajhna shuru ker lain. Agar genuinely daikha jaey tou koi bhi choti moti shop kholnay say pehlay loog kisi Dusri shop pay uss ka experience zarur laitay hain takay unhain apnay business ko start kertay waqt kisi kisam ki mushkilaat darpaish na aey. Forex trading bhi aik business hai aur iss business mai physical nahi bulkay mentally aur technically strong hona bohat zaruri hota hai. Iss liye koi bhi trader learning, knowledge, demo mai practice, skills improvement, advanced techniques aur experience seekhnay aur haasil kernay kay baghair khud ko kabhi bhi expert nahi samajh sakta hai.
Forex trading business aik simple business hai kiyu kay iss business mai aisa koi bhi hidden secret nahi hai jo kuch traders ko pata na chall sakey aur Kuch traders ko pata chall jaey. Iss liye her trader kay liye Forex trading kay doraan learning kay aik jaisay moqay available hotay hain. Yeh her trader pay depend kerta Hai kay woh kitni mehnat kerta hai aur Kitna time seekhnay mai lagata hai. Jitni mehnat ziada hogi aur jitna seekhnay ki justaju aur khawhish ziada hogi utna he expert bannay ka tenure Kamm hota jaey ga.
Koi bhi trader advance learnings aur apnay skills ko advance kiye baghair khud ko expert nahi samajh sakta hai aur Agar koi trader iss tarah ka chance laita hai tou yeh risk hota hai aur uss ko loss bhi ho sakta hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay apnay accounts aur apnay business ko safe aur secure tareekay say chalatay rahain. Advance learnings aur skills MT4 trading terminal ko achi Tarah seekhnay say bohat achi Tarah develop ho sakti hai aur trading mai ziada benefits bhi MT4 trading terminal ko bahtreen tareekay say utilize ker kay he liye jaa saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим