Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

    Learning aur knowledge her kaam kay liye bohat zaruri hota hai. Forex trading ho ya koi bhi dusra business ho aisa kabhi nahi ho sakta hai kay hum baghair learning kay usay ker sakey ya uss mai khud ko expert he samajhna shuru ker lain. Agar genuinely daikha jaey tou koi bhi choti moti shop kholnay say pehlay loog kisi Dusri shop pay uss ka experience zarur laitay hain takay unhain apnay business ko start kertay waqt kisi kisam ki mushkilaat darpaish na aey. Forex trading bhi aik business hai aur iss business mai physical nahi bulkay mentally aur technically strong hona bohat zaruri hota hai. Iss liye koi bhi trader learning, knowledge, demo mai practice, skills improvement, advanced techniques aur experience seekhnay aur haasil kernay kay baghair khud ko kabhi bhi expert nahi samajh sakta hai.

    Forex trading business aik simple business hai kiyu kay iss business mai aisa koi bhi hidden secret nahi hai jo kuch traders ko pata na chall sakey aur Kuch traders ko pata chall jaey. Iss liye her trader kay liye Forex trading kay doraan learning kay aik jaisay moqay available hotay hain. Yeh her trader pay depend kerta Hai kay woh kitni mehnat kerta hai aur Kitna time seekhnay mai lagata hai. Jitni mehnat ziada hogi aur jitna seekhnay ki justaju aur khawhish ziada hogi utna he expert bannay ka tenure Kamm hota jaey ga.

    Koi bhi trader advance learnings aur apnay skills ko advance kiye baghair khud ko expert nahi samajh sakta hai aur Agar koi trader iss tarah ka chance laita hai tou yeh risk hota hai aur uss ko loss bhi ho sakta hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay apnay accounts aur apnay business ko safe aur secure tareekay say chalatay rahain. Advance learnings aur skills MT4 trading terminal ko achi Tarah seekhnay say bohat achi Tarah develop ho sakti hai aur trading mai ziada benefits bhi MT4 trading terminal ko bahtreen tareekay say utilize ker kay he liye jaa saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

      Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai aur aapke question ke Jawab Mein Mein sabse pahle yah Kahta Hun Ki without learning you can't do anything. Agar aapke pass Forex kay related learning nahin hai to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki ismein jitni bhi advanced learning hai vah aapki kamyabi ke liye bahut hi important hoti hai.

      Sabse pahle agar aap Dekhen to aapke pass Forex trading ke related basic knowledge Hona chahie jismein aap ko pata Hona chahie ki aap ko trade Kaise open karni hai aur kaise close karni hai ismein lot size ki selection kitni rakhni hai aur iske sath sath aapane market to Kaise dekhna hai aur Kis Tarah take profit aur stop-loss ki limits ko apply karna hai.

      Iske bad ismein aapke liye planning aur different types of strategies ka Mala a jata hai jismein aap apne Karm ki planning karte hain aur use planning ko Apne a target ko complete karne ke liye Apne kam ke upar apply Karte Hain iske sath sath aap different strategies ko bhi istemal karna learn karte hain aur uske bad Apne kam ke upar apply karne ke bad Apna experience build up Karte rahte hain.

      Market patterns ko samajhne bhi bahut Jaruri hota hai Kyunki Ham Ko market ki movement use Waqt Tak samajh nahin aati jab tak Ham market Mein istemal Hone Wali different candlesticks ki daloge learn nahin kar lete candlestick uski bahut sari type hoti hai aur yah Humko market ki movement ke bare mein indicate kar rahi hoti hain.

      Iske sath sath agar aap apne Karm ki quality ko accha banana Chahte Hain to market Mein different types of analysis Hote Hain Jis per trading depend kar rahi hoti hai aur agar aap apni trading ko profitable aur effective banana Chahte Hain To aapko analysis per Jarur focus karna Hota Hai.

      Market mein maujud Kuchh Aise indicator Hain jinki help Lena aapke liye bahut Jaruri aur important Hota Hai market Mein available indicator ki bahut sari types Hoti Hai for example Momentum indicator moving average indicator or uske sath 7 Fibonacci indicator Shamil Hai Iske alava Aur Bhi bahut Sare leading indicator aur lagging indicators Hote Hain.

      Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapke pass above-mentioned paragraph ki proper learning honi chahie Agar aapke pass yah learning nahin hai to aap kabhi bhi Ek Kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye trading mein enter hone se pahle aap iski proper learning Hasil kar liya Karen.
      • #18 Collapse

        Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

        forex market Mein of tab tak khud ko expert trade account nahin kar sakte jab tak aapko is market Mein advanced level ki learning hasil nahin Ho jaati kyunki is market Mein advanced learning hasil karne ke liye aapko is market Mein kafi jyada mehnat karni hoti hai uske bad aap is market Mein kamyab hote Hain Jo tradus market Mein apni learning complete kar lete hain uske bad unko kafi jyada practice ki jarurat hoti hai Taki unko is market Mein kam karne ka achcha experience hasil Ho jaaye jab aap is market Mein acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai uske bad aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain Jo tradus market Mein apna experience increased karte rahte hain unko is market Mein kam karne ka achcha tarika pata chal jata hai aur vah is market Mein apne account per jyada risk lekar apne account mein achcha profit banaa sakte hain agar aap is market mein advanced learning ke bagair Hi Kam karte hain to aapko ismein itna jyada profit nahin milta jyada profit hasil karne ke liye aapko advanced level ki learning hasil karni hoti hai Taki aap is market Mein aasani se achcha decision lekar jyada profit banaa sake.
        • #19 Collapse

          Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

          with out strengthen studying se ap kbhi bhi khud ko professional nahi smjh skty hain es liye aghr ap chahty hain okay ap foreign exchange foremost kamyab hon or khud ko expert smjhen tu ap foreign exchange important kamyab ho skty hain or foreign exchange essential achi buying and selling kar skty hain es k liye apko strengthen level par forex ki mastering karna hogi jis se ap foreign exchange ko achi trha se smjh skty hain or market ko achi trha se smjh skty hain forex most important kamyab hony okay liye apko forex ka mukmal understanding hona zarori hai jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr forex marketplace ko ap har level par aghr smjh skty hain tu he ap[ forex main achi exchange kar skty hain foreign exchange marketplace ki mastering okay liye apko boht se lecture internet se mil jaty hain jis ko examine kar skty hain or foreign exchange predominant acha kammyab ho skty hain foreign exchange predominant aghr ap achi incomes krna chahty hain tu ap forex primary achi mastering karengy tu he ap forex fundamental kamyab ho skty hain achi incomes bhi tab he milti hai foreign exchange hmaisha he apko tab kamybhi milti hai jub ap market ko achi trha se smjh skty hain or acha income lay skty hain foreign exchange fundamental ap aghr kamyab hona chahty hain tu boost stage ki mastering krna hongi jis se ap kamyab ho skty hain or achi incomes kar skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

            Dear members Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye hamare pass learning power Ka Hona bahut jyada jaruri hai agar Ham Apne learning power per focus Karen aur apni learning power ko strong karne ki koshish karen to Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain otherwise without learning power for Mein kamyabi in possible hai aise trader Jo Forex Mein Apni learning per focus Lagi Karte aur ignore Karte Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte aur Unki kabhi bhi earning increase Nahin Hoti unko Hamesha loss Ka Samna hi karna padta hai Hamen Forex Mein profitable trading karne ke liye mehnat karni hai aur struggle karni hai aur koshish karni hai ki Ham apni earning ko increase Karen aur Jyada Se Jyada koshish karen ki Ham market Mein expert Rider Ban Jaaye Jitna Bada Hamari learning power aur knowledge increase Hogi aur ham Forex ko understand Karenge Ham Forex Mein expert trader Ban sakte hain aur Market Mein easily market ki movement ko understand karte hue profitable trading kar sakte hain new traders ko chahie ke vah Forex ko join karte hi mehnat Karen aur struggle karte hue apni learning power ko strong Karen aur Forex ko learn karne ki koshish karen Is Tarah hard work karne se Ham Forex Mein expert Rider Ban sakte hain otherwise Forex Mein Ham kabhi bhi without learning power expert Rider Nahin Ban Sakte Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

              Assalamu alaikum all Forex member Hamen chahie ke Ham Forex Mein learning per Jyada focus Karen Kyunki trade market Mein Ham jitni Jyada learning Karenge itna hi Hamara apna fayda hai isliye Hamen chahie ki Ham apni learning per bahut jyada focus Karen Jitna Ham dusron se sikhate hain aur form Mein learning karte hain itne hi Hamari working abilities acchi hoti hain aur Hamara experience Bhi Jyada ho jata hai aur working skills increase Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie ki Ham learning per focus Karen Apne senior member se guideline Le aur forex market ko samjhe Kyunki Ham forex market ko demo count Kesari Ke samajhte Hain isliye Hamen chahie kya Ham apni demo Kaun ki practice ko bhi Suroor follow Karen Kyunki Jitna Ham vahan practice Karenge Hamen Forex ke bare mein Pata Chalta Jaega aur Hamen Itna pata chal Jaega Kate rate Kaise Lagani Hai indicators ka istemal Kis Tarah karna hai aur form Mein Kis Tarah Se Kam karna hai isliye Hamen chahie kya Ham focus Karen ki Humne trade kab aur kaise open karni hai aur indicators ki movement ko samajhne ki koshish karen Forex forum Ek bahut Achcha business hai ismein agar ham har Ek chij Ko samajh Jaate Hain to hamare liye koi bhi Mushkil Nahin Hoti aur Hamen trade Lagane mein bahut aasani Ho Jaati Hai trade Lagane Mein Ham profit Hasil kar lete hain aur Logon se bus Jaate Hain Hamen chahie ke Ham trade per focus Karen aur apni learning ko Jari rakhen advance mein apne aap ko experts samajhna bahut badi bevkufi hai isliye Hamen chahie ki Ham learning Karen Kyunki learning karne ke bad hi Insan expert ho sakta hai Jiske pass Jitna experience Hoga vah itna hi expert Hoga aur learning Jari rakhen Taki Ham Kamyab ho sake
              • #22 Collapse

                Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                Assalam-0-Alikum dear forex member apki baat bilkul sach hain jab tak humhy achii learning nahi a jati humhy trade create nahi krna chiye hum agr forex main apni girp banni hain tu humhy apni learning power strong karni ho gai zyda sy zyda mehnat kar k apni learning sachii karni ho gai jitni humhari learning achii ho gai utna hi humhy earning achii hasil ho gai humhy chiye k humhy us waqt tak thread create nahi karny chiye jab tak hum learning achii na ho jye humhyapni learning pay zyda focus karna chiye agr humhy forex main kmaybi hasil karni hain tu humhy learning pay zyda sy zyda mehnat karni ho gai achy trading us waqt hoti hain jab hum advance level ki learning karty hai agr humhy apni learning achi karni hai tu hum zyda sy zyda time forex ko dyna ho ga or apna daily ka target pura krna ho ga kis say hum achy trader ban sky gy ku k trading main experience or knowledge ka sath sath humhri learning zyda meter karti hain
                • #23 Collapse

                  Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                  Assalamu Alaikum dear member advanced learning ke bagair Hamen Khud Ko expert Nahin samajhna chahie Kyunki Forex ka business Ek bahut hi broad business hai aur Yahan Iske learning karna bahut jaruri hai Forex ki learning daily basis pr karna bahut jaruri hai Kyunki Jab Ham daily basis pr learning Karte Hain To Hamen advance learningg karne ka mauka Milta Hai Jab tak Ham advanced learning Nahin Karte Ham Khud ko expert nahin samajh sakte Kyunki jab tak ham advanced learning Nahin Karte tab tak Ham Forex ka experience Nahin Le sakte r Jab hamare pass Forex ka experience Nahin Aata To Ham acchi trading nahin kar sakte Kyunki experience k bger market ki situation ko samajhna impossible hai aur jb Hamen market situation hi samajh nahin aati To Ham expert trader Nahin Ban Sakte isliye Hamen chahie ki Ham Forex ki learning Karte Rahen Forex per Apna time invest Karen Taki Hamen daily learning karne ka mauka Mile Is Tarah Hamen advanced learning karne ka mauka Milta hai aur jab Ham daily learning Karte Hain To Hamen Forex ki knowledge or experience gain karne ka mauka Milta Hai To Jab hamare pass knowledge or experience aata hai to use knowledge or experience ko use karte hue Hamen Forex ki market ki situation ko samajhne Mein Aasani Hoti Hai Is Tarah Ham acchi trading Karke profit ki taraf jate hain aur expert trater bante Hain isliye Hamen chahie ky daily basis pr learning Karen Kyunki advanced learning ke bagair Ham Khud Ko expert Nahin samajh sakte na hi Ham expert Ban sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex business ki advance level ki learning jes me strategies, planing, discipline ki trading, indicators ka use karna aur news ko follow karna shamil hey kia es key baghir ham khud ko expert traders samaj sakty hey ya nahi?
                    ji bilkul agar hamari learning acchi nahin hai to Ham apne aap to ek saccha trader nahin ka halva sakte hain achcha trader pahalwan ke liye hamari learning achi honi chahie tab hi hamare liye kamyabi hai aur agar hamari learning acchi nahin hai to karo hamare liye kamyabi bhi nahin hai isliye hamesha se pahle apni learning ko behtar banana chahie tab hamen kamyabi milegi agar Ham apni learning ko pata nahin banaa sakte hain to fir Punjabi humse kafi dur hai kyunki learning ko behtar banana hamare liye bahut jaruri hai jab learning ki bekar nahin hogi to fir kamyabi kaise mil payegi isliye learning ko jarur beta karna chahie tha ki Ham aasani ke sath kamyab Ho jaaye aur agar hamari learning batana Hui to fir Punjabi hamare liye bahut mushkil ho jayegi hamen sabse pahle apni learning ko behtar karna chahie tabhi hamen kamyabi mil sakti hai iske alava is market mein kam jab hona bahut mushkil kam hai kyunki yah market bahut khatarnak hai aur ismein sirf tajurba wale log kam kar sakte hain.
                    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                    • #25 Collapse

                      Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                      Dear Forex dear members Forex trading platform Hai jis MN experince Hasil karna knowledge Hasil karna bahut jaruri hai without learning and knowledge ke Ham kabhi bhi Forex trading kamyab Nahin ho sakte Forex trading Mein successful hone ke liye aapko knowledge Hasil karna bahut jaruri hai Jab aap knowledge ko utilise karte hue apni trading start karte hain to aapko Forex trading Achcha profit Achcha bouns hasil hota hai to isliye sabse pahle aapko chahie learning Karen learning Hasil karna bahut jaruri hai Sabse pahle aapko basic learning basic learning Hasil karne ke bad aapko chahie advanced learning Hasil Karen learning aur basic learning aapko forex trading Mein successful bna sakti hai Forex trading platform Hai jismein jitni Jyada learning aur knowledge Hoga utna hi aap Forex trading Mein successful aur Kamyab Hote Hain learning knowledge or experience Aarti karne ke liye aapko chy Zayeda sy Zayeda demo account py practice Karen kaun se practice Karenge utna hi aapko Forex trading profit Achcha bouns hasil Ho Gaya isliye aap chahie sabse pahle basic learning sikhen then advance ki taraf movement Karen Jab aapke pass advance knowledge hoga to aap market ki situations ko Dekhte Hue market ko analysis karte hue Apne trading start Karenge jisse aapko Achcha profit Achcha bonus acchi earnings Hasil Hogi Forex trading main aap demo account per Sab Kuchh dekh sakte hain ismein aapko just mehnt ki hardworking ki knowledge ki Bahut need hoti Hai Jab aapka Apna knowledg hoga to aap mehnt k sath Apne trading ko join kar sakte
                      Forex trading Mein Jab tak aap ek expert trader Nahin Ban Jaate to aapko chahie Kabhi Bhi Apne trading ko start na Karen sabse pahle Karen ko Knowledge Hasil Karen practis karte hue Apne trading co start karen
                      Last edited by ; 31-08-2020, 06:14 PM.
                      • #26 Collapse

                        Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                        Meta trader 4 and 5 ma introduced hony waly new indicators ky bary mma hamen proper learning krni chye aor unko use krna ka tareeka bhi smjhna chye ta ky hamen advance technology ko use krty huy mazeed earning safety ka sath krny ka mouqa mily.
                        Self made trading strategies and analysis ka istemal
                        forex trading market ma earning ky leay hamen apni self made Trading strategies ko istemal krna chye aor hard working aor struggle ky sath khud ko teyar krna chye in sari chezon aor formulas py amal kr ky he hamen khud ky trading ky qabil bnana chye without trading experience and knowledge ham agr khud ko expert smjhen gay to yeh khud ky sath dokha ho ga..
                        Step by step learning, knowledge and risk taking
                        Hen step by step basic learning demo account practice aor usky bad real account ma kam krna chye ta ky ham safe capital sy trading kren minimum lot size use kren proper management kren aor future business planning krty huy psychological tareeky sy market ko smjhen
                        • #27 Collapse

                          Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                          Ji Agar Ham Sab Yahan per mehnat Karenge To Ham Sab Yahan per Kamyab Swetha Ho Jaenge aur mein kamyabi Hasil karne ke liye Sabko mehnat karna Hogi Ham Sabko mehnat Karke bhi Hamen kamyabi Milegi so isliye Ham Sabko apni field ke andar Apna Kam karna hoga Apne time per Apna Kam karna hoga Agar Ham Sab Apne type per Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi Milegi so isiliye Ham Sabko Yahan Per Dil Laga kar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banda Yahan Paya Mahila Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sabko Yahan per Apne field ke andar mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie aur Yahan per kam karne se Ham Sab kam yah hote hain to isiliye Dil lagakar kam Karen malick Karen aur apne bonus ko improve Kare usko improve Karke Ham Sab Kamyab hote hain SO sweet Mahila ke sath kamyabi Hasil Karen Aur Dil lagakar Dil lagakar kam karne se Ham Ho Jaate Hain aur hone ke liye Hamen Hona bahut hi jaruri hai isase Hamen experience Milta hai aur Hamare andar kam karne ka develop Hota Hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                            ummid hai sab khairiyat se honge ji han bilkul without advanced learning hamen khud ko padh bilkul Nahin samajhna chahie kyunki ek expert insan wahi hota hai jo jiske pass knowledge achcha ho jiska practical work jyada ho without any practical work koi bhi insan perfect expert Nahin ho sakta apne bhi kam mein to uske liye pass se learning Ka Hona bahut jaruri hai tabhi ham expert ho sakte hain trading mein
                            • #29 Collapse

                              Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                              g dear apny bohat hi acha swal kia hai k hamein bgair kisi bhi learning k khud ko expert samjhna chaiye tou m apko btata chalo k yeh bilkul hi galt soch hai. hamein kbhi bhi ko ko kisi bhi experience aur learning kiye bgair kbhi bhi expert nahi samjhna chaiye. q k agar ham aeis karty hain tou is mein hmara hi nuksaan hai. ham khud ko control kiye bgair forex mein kaam karty rahein gy bgair kisi bhi experience k. aur ham na-kaam hoajein gy aur hamein is trhan bht hi ziada loss ho sakta hai. aur is hmara time bhi waste ho ga. aur is baat ka yhi solution hai k self confidence k liye demo account bohat zaroori hai demo account par hum learning kr k kaam krty hain kaam ko samjhty hain kam ko seekhty ain us par mehnat krty hain knowledge gain krty hain sabar se kaam lety hain or phr ahista ahista hamen experience gain hony lag jata hai or jesy jesy hamen experience gain hota hai hamen kamyabi hasil hoti jis ki wajah se hamara confidence level boost up hota hai or humen khud par yakeen aitmad or bharosa hony lag jata hai is k liye hamen bohat c practice zaroori hai jo hamen sirf or sirf demo account se hasil ho sakti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Without advance learning key kia hamy khud ko expert samjna chaye?

                                Assalamu alaikum dear friends Ham Sab Yahan per mehnat Karenge To Ham Sab Yahan per Kamyab Swetha Ho Jaenge aur mein kamyabi Hasil karne ke liye Sabko mehnat karna Hogi Ham Sabko mehnat Karke bhi Hamen kamyabi Milegi so isliye Ham Sabko apni field ke andar Apna Kam karna hoga Apne time per Apna Kam karna hoga Agar Ham Sab Apne type per Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi Milegi so isiliye Ham Sabko Yahan Per Dil Laga kar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banda Yahan Paya Mahila Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sabko Yahan per Apne field ke andar mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie aur Yahan per kam karne se Ham Sab kam yah hote hain to isiliye Dil lagakar kam Karen malick Karen aur apne bonus ko improve Kare usko improve Karke Ham Sab Kamyab hote hain SO sweet Mahila ke sath kamyabi Hasil Karen Aur Dil lagakar Dil lagakar kam karne se Ham Ho Jaate Hain aur hone ke liye Hamen Hona bahut hi jaruri hai isase Hamen experience Milta hai aur Hamare andar kam karne ka develop Hota Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X