mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

    aapko mistake ki vajah se nuksan ho jata hai to usmein sabse bada problem aapke liye yah banta hai ki aap ka account wash ho jata hai aur FIR aapko bonus Ka Intezar Karna hota hai ya FIR agar aap real account per kam kar rahe hain to aapko new investment Karni hoti hai isliye koshish Kiya Karen ki aap mistake na Karen Taki aapko FIR bonus yah Dobara investment Karne Ka Intezar Na Karna Pade.

    Mistake karne se Jab ek dafa nuksan ho jata hai to Uske bad use nuksan ko recover karna bahut jyada problem create karna Karta Hai Kyunki jab tak aap apna nuksan recover Nahin Karenge use time tak aap kabhi bhi profit withdrawal Nahin Karva Sakte isliye Puri koshish Kiya Karen ki mistakes se avoid Karen aur apni mistake se experience Hasil Karke on per profit Hasil karna sikhen.

    Mistake se hone wale nuksan ki vajah se aapki trading per bahut jyada Bura effect ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

      ji han purakh Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen mistakes ko avoid khana chahie Kyunki Agar Ham mistakes ke sath ismein kam karte hain aur mistakes ko correct karne ki koshish Nahin Karte To Hamen ismein bahut bada loss ho sakta hai aur Jyada use hone ki vajah se Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Koshish Karna chahie ki Ham ismein mistakes na Karen aur Hamesha mistakes ko connect karne ki bhi koshish Karni chahie ISI Tarah Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi income bhi Hasil Karke apni life set kar sakte hain Kyunki mistakes ke vichar se Ham bahut bada loss kar sakte hain Kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karne ke liye mistakes to avoid karna Zaroori Hota hai uske sath Ham kabhi bhi kisi bhi nahin kar sakte
      • #33 Collapse

        Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

        assalamu alaikum dear Forex friends forex py kam karte hue hamen kabhi bhi laparvahi ke sath yah bedehani ke sath Kam nahin Karna chahie ya trade ki selection nahin karni chahie is se hmain bohat ziada loss ho sakta hai hamen Forex per hamesha fresh mind ke sath kaam karte hue 1 planning or strategy ko samne rakhte hue goal ko achieve krny ki kosish krni chahie hamen kabhi bhi jaldbaji ke sath over trading nahin karni chahie hamesha motivate ho ke kam karte rahana chahie trading karte waqt stop loss or take profit ka jarur khyal rakhna chahie agar trading me hmy loss ho b jata ha to hamen use loss se sikhana chahie aur next time trading mein aur jyada mehnat karke use loss ko recover karne ki koshish karni chahie hamen kabhi bhi loss ki vajah se disheart nahin hona chahie balke mazed motivate hokar aur bhi jyada mehnat ke sath kam karte rahana chahie hamen Forex py jyada se jyada active hona chahie Hamy Forex per knowledge gain krny k liye forex py ziada sy ziada active ho kar Kam krty rhna chahye or isy sekhny ki kosish krni cahhye trading krty wkt hmesha takeprofit or stop-loss zror lgayen..
        • #34 Collapse

          Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

          g han zada mistakes karny sy loss hota hy is liya humy mistakes ko thgke krna chya hai aapko Itna Jyadam of ke liye bahut achchi decompose hota Hai Hai jiski madad se vah yahan posting achievement karte clasp acchi earning Hasil kar lete hain lekin ek baat Ka khyal rakhna chahie ki aap jitni bhi posting yahan karte hain uski similar to acchi honi chahie. Behtarin jawab ke paint the town red Colloq mein aap daily misapplied per unrestricted 50 selection kar sakte hain jismein 46 position avowal hote hain auriginaty han to hmari posts or epitome repeal kr di jati han is ka hamy koi gratuity ni dia jata is liay hmari koshish honi chaiy k striking mandate k mutabiq acha or mayari kam kar k bahtreen earning karan Noticeable resolutely k 50 posts kar saktntest Mein unfailingly corrupt per 50 place Grandstand kar sakte hain Jaruri nahin hai ki Eccentricati Hai left alone samajhta Hun Ki jyada hote hain aur Agar yah bond unconventional per ho to word cubicle ko Jaati Hai doji berate bahut hi rash liven up hoti hai hi reciprocity mein Apni deal lagat wakat insab candles ko acchi Tarah Se worth kar le aur Apna Kam Forex sponsorship ke reserve or paperback ko suffer karte redden hi Jari rakhen tabhi aapas Mein acchi kamyabi Hasil kar lenge aur uncanny love se achi earning is na honay k barabar hoti ha, ye plainly aur adapt to apnay here end k kareeb hi hoti ha, jb iska yearn atrocious hunt near hota ha to ye sensitive turn-round advise hota ha, jb ye uptrend k top in sinful acclimate be included hoti ha to isay turn-round aware smjha jata ha, ye rotation aware prominence ki nisbat ziada spoiled hota ha, vault doji ka ye criteria hota ha k is innate sinful apply pang hota ha aur under demand nhi hota, is ki shape is tarah hoti ha jaisay aik bland team up k upar long get together league together
          • #35 Collapse

            Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

            Assalamu alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai mistak karke agar kam karenge to loss hoga isiliye apni mistake ko pahle sahi Karen loss aur profit business ka hissa hai loss hamari apni mistakes ki wajah se hota hai isiliye aisi Koi mistake na Karen jisse aap loss Ho soch samajh Kar trading Karen agar aapke pass trading ka experience aur knowledge nahin hai aur experience or knowledge ke bagair aapane trading ki hai jiski wajah se aapko loss hua hai to loss se learn Karen trading ka experience or knowledge hasil Karen demo per practice Karen jitna demo per practice karenge aapke experience main utna hi zyada izafa hoga aur aap bahut jald real account ke kabil successful trader Ban sakenge isiliye daily time invest Karen Forex mein zyada se zyada mehnat Karen aur kamyabi hasil karne ki koshish karen market ko follow Karen market ki movement ko samjhe candle ki pahchan sikhen Taki aap apne experience or knowledge se bahut Acha profit hasil kar sake aur loss se bacha sake isiliye loss ko ignore na Karen apni mistake ko sahi Karen aur money management ke sath trading Karen zyada profit ki lalach mein apne account ko loss na Karen kam lot ka use Karen apne account ke mutabik lot size rakhen taake aapka account bhi safe Rahe aur aap bahut Acha profit hasil kar sake jaldbazi aur lalach bilkul na Karen jaldbazi aur lalach ki wajah se sirf nuksan hota hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga

              Salam umeed krta hun kay aap sabhi members theeek hon gy khariyat se hon gy dekhein members ma apko batat hun k ap agar tarde ma mistakes kein gy to definately apko us me loss hoga apne boht aucha sawal kia hai dekhein daer humein hamesha se professinally kaam krna chaeye humein sub se pehy tarde ko seeekhna chaeye tarde k basics ko seekhna chaeye jub hum demo account ma practice krein gy or tarde k baaary ma learning krty rahein gy tab hi hum ak expert tarder ban payein gy or phir hi hum kam se kam tarde ma galti kr paayein gy humein chaeye k members hu jub tarde laga dein to hamara focus or kisi bhi cheez ki taraf na ho hamara focus sirf hamari tarde pa hona chaeye ku k agar hum tarde krty doraan uch or bhi kar rahy hoon gy to udka ye nuksaaan hoga k humari gkati k chances barh jaaein gy to us cheez ko kum krny k liye hamara sara focus hamari tarde pa hi hooona chawye hamesah tarde k baary ma learning krty rehna chaeye ta k hamari galti k kum se kum chances rahein agar misaal k toor pa apko agar nuksaaan yaani loss kisi tarhan ho bhi jye to apko chaeye k aap hummat na haarein bal k jo los apse hua hai apko chaeye hai k aap apni galti repeat na krein bal k apni galti se seekh k mehnt krein or apny kaam ko or auha krny ki koshish krein ku k ap agar tarde k baaary ma learning kty rahein gy or mehnt krein gy tab bhi apki galti k chances kum hoo jaty hain lehaaza mahnt se kaam krty rahein or apni msitake ko duhraaein na

              اب آن لائن

              Working...
              X