Re: mistakes kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht loss ho ga
Mistake karne se Jab ek dafa nuksan ho jata hai to Uske bad use nuksan ko recover karna bahut jyada problem create karna Karta Hai Kyunki jab tak aap apna nuksan recover Nahin Karenge use time tak aap kabhi bhi profit withdrawal Nahin Karva Sakte isliye Puri koshish Kiya Karen ki mistakes se avoid Karen aur apni mistake se experience Hasil Karke on per profit Hasil karna sikhen.
Mistake se hone wale nuksan ki vajah se aapki trading per bahut jyada Bura effect ho sakta hai Kyunki Jab aap ko ek dafa nuksan ho jata hai to Uske bad aapko mayusi bhi ho sakti hai Jiski wajah se aapki decision-making effect ho sakti hai. Jab aapki decision making effect Ho Jaati Hai To Uske bad aapki completely trading nuksan mein jana start ho jaati hai isliye mistakes se avoid Kiya Karen.
Jitni bhi expert traders hote hain vah Hamesha mistake ko avoid karke hi expert bante Hain no doubt Jab Bhi Koi trader initial stages per hota hai to usse mistakes Ho Jaati Hai Aur mistake ho jana Koi Badi Baat Nahin Hai Lekin Achcha trader vahi hai jo apni mistake se experience gained karta hai aur mistake ki repetition ko control karne ke liye Har time per koshish karta rahata hai agar Ham apni mistake per control kar lenge iska matlab ji hota hai ki Ham kamyabi ki taraf ja rahe hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим