Re: Hedging Kia ha?
G baai aap nay acha sawaal kia hay k hedging kia hay.
Baai jaan jab bhi aap trading karte Hain to aap uske liye analysis karte Hain aur yah jaruri nahin hota kya aapke analysis sahi hi ho aur aapko usse fayda Hasil Ho aksar aukat aisa bhi hota hai ki aap jis side per trade open kar lete hain to aapki trade loss mein ravana Ho jaati hai aur jab bhi aisi situation banti hai to aapko Koi Na Koi aisi planning karni hoti hai jisse aapki trading sev ho jaaye aur aapki ki last mein jaane wali trade aapka account waash na kar de is time per aap apni trade ke a opposite site per same usi lot size ke sath trade open karte Hain usmein aapse a trade ka commission to cut jata hai lekin aapka account wash nahin hota isko he hedging kehthay hay.
Jab bhi aap apne trade ko hedge karte hain to aapko chahie ki aap market ke acche analysis Karen aur uski vajah yah hoti hai ki aap aap apni trade ko kis time tak is position per rakhenge kyunki isko aap musalsal bhi nahin rakh sakte aise time per aapko apni trade ko Minister karna hoga aur jab bhi aapko Lage ke aap aapki trade aapko ab kisi bhi side per fayda de sakti hai to usi waqt aapane Ek trade ko close karna hota hai yah Ek bahut accha tarika hai apne account ko safe rakhne ka aur isase aap ek accha fayda Hasil kar sakte hain kyunki aapko lost ho jata hai lekin aapka account watch nahin hota aur aap future mein apne dost ko recover kar sakte hain Agar Ham apni trading mein ine sab chijon ko sikhe to hamen future main usse bahut achcha fayda Hasil ho sakta hai kyunki ki yah business aisa hai ki ismein aapko kuchh Na kuchh sikhana hoga to hi aap fayda Hasil karenge aur agar aap ine chijon ko nahin sakte aur aap apne dost ko sirf nahin karte to aap kabhi bhi fayda se nahin kar sakte hamen chahie ki jitna ho sake Ham is business ka jyada se jyada knowledge Hasil Karen Taki Ham ismein expert Ho jaaye aur hamen Forex trading se achcha fayda Hasil Ho shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим