Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Hedging Kia ha?

    G baai aap nay acha sawaal kia hay k hedging kia hay.
    Baai jaan jab bhi aap trading karte Hain to aap uske liye analysis karte Hain aur yah jaruri nahin hota kya aapke analysis sahi hi ho aur aapko usse fayda Hasil Ho aksar aukat aisa bhi hota hai ki aap jis side per trade open kar lete hain to aapki trade loss mein ravana Ho jaati hai aur jab bhi aisi situation banti hai to aapko Koi Na Koi aisi planning karni hoti hai jisse aapki trading sev ho jaaye aur aapki ki last mein jaane wali trade aapka account waash na kar de is time per aap apni trade ke a opposite site per same usi lot size ke sath trade open karte Hain usmein aapse a trade ka commission to cut jata hai lekin aapka account wash nahin hota isko he hedging kehthay hay.
    Jab bhi aap apne trade ko hedge karte hain to aapko chahie ki aap market ke acche analysis Karen aur uski vajah yah hoti hai ki aap aap apni trade ko kis time tak is position per rakhenge kyunki isko aap musalsal bhi nahin rakh sakte aise time per aapko apni trade ko Minister karna hoga aur jab bhi aapko Lage ke aap aapki trade aapko ab kisi bhi side per fayda de sakti hai to usi waqt aapane Ek trade ko close karna hota hai yah Ek bahut accha tarika hai apne account ko safe rakhne ka aur isase aap ek accha fayda Hasil kar sakte hain kyunki aapko lost ho jata hai lekin aapka account watch nahin hota aur aap future mein apne dost ko recover kar sakte hain Agar Ham apni trading mein ine sab chijon ko sikhe to hamen future main usse bahut achcha fayda Hasil ho sakta hai kyunki ki yah business aisa hai ki ismein aapko kuchh Na kuchh sikhana hoga to hi aap fayda Hasil karenge aur agar aap ine chijon ko nahin sakte aur aap apne dost ko sirf nahin karte to aap kabhi bhi fayda se nahin kar sakte hamen chahie ki jitna ho sake Ham is business ka jyada se jyada knowledge Hasil Karen Taki Ham ismein expert Ho jaaye aur hamen Forex trading se achcha fayda Hasil Ho shukriya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Hedging Kia ha?

      Hedding yah Hota Hai ke apne account Banaye ho aur jab market Mein Koi order place karte hain to different order Laga Diya Jaaye Is Tarah profit nikal aata hai lekin yah fek hota insta Forex Walon Ko Pata Chal Jata Hai vah donon account band kar dete Hain Aisa nahin karna chahie proper Roj ko Walon karte ho working Karenge tab hi best tarike se ismein profit nikal Sakenge aur Apna account be saved Aag se khelenge
      • #78 Collapse

        Re: Hedging Kia ha?

        Hedging kya hai apne acha bataya hai hedging ke bare me hedging karne ka nuqsan hai ya faida kya hum hedging kar sakten hai?
        Hedging Kya Hai?
        Hedging aik hi time per same lot sell or buy karna yani 0.01 ki sell ki trade open kar lena or sath hi 0.01 ki buy ki trade laga lena is ko hedging kahte hai
        Hedging kuch trader apna account save karne ke liye b use karte hai yani agr kisi ki trade loss me ja rahi hai tu wo against trade open kar lete hai jis ko froex me hedging kahte hai jub aik trade profit de rahi hoti hai tu us ko close kar dete hai or loss wali trade ka wait karte hai ke wo profit me aa jaye tu close kare lakin aisa karna koi achi trading planning nahi hai is se humara loss zaida ho sakta hai.
        Me agr apni bat karo tu me kabi bhe hedging karne ka mashwara nahi dete hume apni trading hud karni chahiye or achi planing ke sath karni chahiye.
           
        • #79 Collapse

          Re: Hedging Kia ha?

          hedging aik he time par same lot sell aur buy kerna hai is ka matlb ye k agar 0.01 ki sell trade open ker lena aur sath he 0.01 ki buy trade laga lena is ko hedging kehty hain is ko kuch traer apna account save kerny k liye bhi lagaty hain is ka matlb ye hai k agar kisi trader ki tradde loss mein ja rahi ho tou wo against mein jaa ker trade ko open ker lety hain jis ko forex ki language mein hedging kehty hain is ko hum kabhi bhi ignore nahi ker sakty jab aik trade profit dy rahi hoti hai tou usko hum close ekr dety hain aur loss wali trade ka wait kerty hain k jab wo profit mein aa jaye gi tou us ko close ker lein gy lekin aisa kerna koi aik achi planning nahi hoti hai kuen k is se hamara loss bhi zeada ho sakta hai humen apni trading ko khud kerna chahiye aur kabhi bhi hedging ko apply nahi kerna chahiye
          jab aap apni trade ko hedge kerty hain tou aap ko chahiye k market ka achi tarhan se analysis ker lein kuen is se hamen idea ho jata hai k hum apni trade ko kis waqt tak usi position mein rakhen gy kuen k hum is ko continuous bhi nahi ker sakty aur ye sab se bari reason hai aur is ka sab se bera benefit ye hai k jab aap ko loss hota hai tou aap ka account wash nahi hota blky safe rehta hai aur is se aap apna account recover bhi ker sakty hain agar aap is mein experience hasil ker lein tou future mein aap ko bohat zeada profit bhi hasil ho sakta hai ye aik busiess hai is mein aap ko kuch na kuch seekhna ho ga begair seekhy hum is mein kaam nahi ker sakty aur na he bonus hasil ker sakty hain
          • #80 Collapse

            Re: Hedging Kia ha?

            Dear members Forex mein trading karte hue aap Hamesha alert Rahana padega aur Forex ke jitne bhi indicators Hain unke bare mein main maloomat Hasil karna padegi Kyunki indicators aapko bahut jyada strategy provide Karte Hain Jis ki madad se aap apni trade ko profit Mein convert kar sakte hain aur Inhi indicators ki vajah se a aapko market ke trend ka Ka Pata Chalta Hai

            aaj ka topic Hai hedging ke bare mein hedging Bhi Ek Aisi strategy hai Jisko aap istemal Karke bhoot fayda Hasil kar sakte hain hedging strategy ka maksad yah hai hai ki Jab aapane a Ek trade put Kar Di Hai hi aur aapki vah trade loss Mein ja rahi hai aur vah Itni lost Mein ja chuki hai ki aap yah samajhte Hain ki aap aapka account wash ho jaega to aap vahan per Apne account ko bachane ke liye hedging strategy istemal Karte Hain

            matlab yah ki aap vahan per Uske opposite trade put kar denge pahle aapki trade loss Mein ja rahi thi ab Jab aapane uski opposite trade putki hai hai to aapki Yahi trade profit Mein Chali Jayegi Aur Is Tarah aapka loss aur Prophet Ek Sath Chalte Rahenge aur aapka Jo loss tha uski vajah se aapka account wash Nahin Ho sakega Kyon ka aapki opposite trade profit Mein ja rahi hai yah hoti hai hedging strategy

            Ye aap Har Waqt istemal nahin kar sakte yah Bhi Ek planning hoti hai hai aur yah Hamesha Mushkil Waqt Mein kam Aati Hai isliye aap Iske bare mein Jarur se seekhen Aur Jab aap yah Kahin Aisi musibat mein phans jaen ki aapka bhi account wash hone wala ho tu ja us waqt ye strategy bahut hi Jabardast hai hai aap is ko istemal Karke Apna account Jarur bacha sakte hain
            • #81 Collapse

              Re: Hedging Kia ha?

              Forex trading Mein trade Lagate Waqt Hamen hedging ke bare mein acchi Tarah Se information Hasil kar leni chahie Uske bad yah Mein market Mein Apni trade Lagani chahie Kyon Kya Jab Ham market me trade Lagate Hain to use Waqt market ke signal movement Karte Rahte Hain Kabhi Upar Kabhi niche Hamen market ke singal ko Dekhte Hue hi market Mein Apni trade Lagani chahie Jab Ham market Mein sell 0.01 ki trade Lagate Hain pose Waqt Hamen Is ke sath buy ki bhi 0.01 ke sath ki rate Laga Deni chahie Agar Hamen ismein nuksan ho raha hota hai aur Hamare account ke varsh hone ka Khatra hota hai to uska Karta Nahin chahie ki Hamen ismein stop-loss laga dena chahie Jab Ham ismein stop-loss Laga Dete Hain to use Waqt Ham is Mein hone wale nuksan se bache Jaate Hain aur Is Tarah Se profit aur lost donon hi ruk Jaate Hain

              Jab Bhi Ham market Mein trade lagaen to use Waqt Jab Hamen usmein loss hone ka Khatra Ho To Hamen stop-loss laga dena chahie Taki Ham use nuksan bacche Sakenge aur Kuchh traders Aise hote hain Ke Jab unhen market Mein trade Lagate Waqt nuksan hota hai to vah use Waqt unke account ke Wash hone ka Khatra hota hai to vo trader bahut hi Soch Samajh Kar Apna Kam Karte Hain vah Apne account ko seve karne ki koshish karte hain aur apni trade per stoploss Laga Dete Hain Is Tarah wo Apne against jaane wali trade ko Apne Hak Mein kar lete hain aur is trade ko Ham hai hedging Kahate Hain hedging ke jariya se hi Ham market Mein hone wale loss se baccha sakte hain aur jab market Gate ja rahi hoti hai to use Waqt Ham thoda wate kar lete hain wait karne ke bad Jab market Hamen Achcha profit de rahi hoti hai to use Waqt ham stop-loss ko close kar dete hain aur use Achcha profit Hasil kar lete hain
               
              • #82 Collapse

                Re: Hedging Kia ha?

                Dear member kya hal hai aapka ummid hai aap sab khairiyat se honge aur apna Kam hai Na Sach kah rahi hun Gaya kyunki main se Kam Karne chahie hamare knowledge mein is aapa hota hai aaj hi heading heading ke bare mein aapko main batata hun ki setting karne se fayda bhi hasin ho jata hai aur bad mein ka nuksan bhi aajkal ho jata hai Ham apni trade open karne se pahle hamen chahie ki Ham market ko acche se analyse Kale lekin Bada Qatar aisa bhi hota hai ki Ham market ko acche se analyse karne ke bavjud bhi hamen confirm nahin hota ke hamen fayda hoga ya nuksan hoga isliye Ham apni trade open ka lete hain aur trade open karne ke bad Ham ne agar bike ki hoti hai aur hamen fayda ho raha hota hai to ekadam Seva by nuksan de jata hai aur hamen usi se usi lot size per sal mein bhi lagani padati hai isase yah hota hai ki agar aapko prapt nahin hota to aapka account was hone se baat jata hai aur aap kaun na fayda ya nuksan nahin hota aur aapka account be safe rahata hai isliye liye hamen chahie ki hamesha kaun chatting karne se pahle apne market ko acche se analyse kar Leta Hun ke hamen bad mein kisi pareshani ka samna karna pade hamesha market council ise karke hi chale gaye kyunki analyse karne se Ham mausima sathiyon se baat sakte hain
                • #83 Collapse

                  Re: Hedging Kia ha?

                  Forex main jb loss ho raha ho musalsak to account wash hony ka dr hota ha
                  Account wash hony se bchany k lye hn hedgin karty hn or jb market wps ati ha to hmara loss b rcvr ho jata ha
                  • #84 Collapse

                    Re: Hedging Kia ha?

                    Dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap market Mein Koi trade open karte hain aur Market aapko fever nahin kar rahi hoti to aap Uske against Apne account ko hack karne ke liye ek aur trade Laga Dete Hain for example Agar aapane market Mein pahle purchasing ki hui hai aur aap ko nuksan ho raha hai aur aapko yah idea hai ki market ho sakta hai bahut jyada downwards Ja Rahe sakti hai to aap use situation Mein Ek Uske against selling ki trade open kar dete hain jismein aap lot size bilkul same rakhte hain aur jab aapki Ek trade bahut jyada acche profit Mein Chali Jaati Hai to use time per aap usko close Karke market retracement Ka Intezar karte hain aur Jaise hi aapka nuksan kam hota hai aap market se exit plan ke through nikal sakte hain.

                    No doubt hedging strategy Ek bahut hi important strategy hoti hai agar aap having karna chahte hain to ismein aapko market se related maximum information honi chahie otherwise aapke liye heading acchi Nahin ho sakti Jab aap having Karte Hain To usmein aap ko Hamesha US time par hai jhing Karni chahie Jab aapko bahut jyada nuksan hone ka chance hota hai aur aapko yah Idea hota hai ki aapka account bilkul wash ho jaega otherwise aapke liye hedging karna Jyada perfect Nahin ho sakta aur hedging main aapko bahut Soch Samajh Kar decision-making Karni hoti hai.

                    Dear agar aap Koi trade open karna chahte hain aur aapko market ka trent pata nahin hai Kuchh trader is time per bhi hedging karte hain lekin hedging se avoid karna chahie aur aapko just US time par hedging strategy utilise Karni chahie Jab aapko bahut jyada nuksan ho raha hota hai aur aapko market Mein Apna account wash na hone se bacha Na Hota Hai otherwise aapko kabhi bhi hedging strategy Nahin istemal Karni chahie.
                       
                    • #85 Collapse

                      Re: Hedging Kia ha?

                      Hedging strategy.


                      Je dear hedging ko design kiya giya hai ta k ham trading risk ko kam kar sakyn. Jb apko dar hota hai k market crash hony wali hai or ap already wrong direction ma trade open kaye bethyn hai to es time ham ye technique use karty hain. Es ka benefit ye hota hai k ham market ki uncertanity sy apny account ko wash hony sy bacha letyn hain. Bhot sy trader hedging ko second option k tor pae use karty hain. Es ka matlab ye hai k ham pehly ik trade open karty hain to wait karty hain k market hamy favour kary gi to thek agr market hamy favour na kary or hamy dar ho k hamara account wash ho jae ga to ham hedging ko use kartyn hain. But hedging technique use karna etna asan ni hai jetna nazar ata hai. Es k lae b market ka perfect knowledge hona zaruri hai.


                      Hedging is easy but de-hedging is not.


                      Hedging karna easy hai but agr achy point par dehedging na ki jae to pechle sari practice ka kio faida ni hota or ham phr sy account wash hony k risk ma pans sakty hain. Hedging karny k bad hamy tb tak wait karna chahe jb tak market apni movement reverse ni kar leti. So maximum time ley ka asi situation ko examine karna chahe. De-hedging karny sy pehle es bat ka yaqeen kar lena chahe k market ab reversal trend ma ah chuki hai. Bhot sary trader fata fat profit hasil karny k chakar ma dehedging reversal sy pehle he kar lety hai jis sy unka account ik bar phr risk ma pans jata hai. Trader hedging ko ese lae second option k tor par use karty hain kiu dehedging ma bhot problems face karna parh sakti hai. Es lae trader ko kbi first prefrence k tor par kbi hedging ko use ni karna chahe. Asa wo trader karty hain jo es lalach ma par jaty hain k wo market ki har movment sy profit hasil karyn gy.
                         
                      • #86 Collapse

                        Re: Hedging Kia ha?

                        Assalam o Alaikum guys..
                        Ye jaiza ek technique about hedging k hai ... Hedging ek aese kam ko kehty hai jo trading mai loss ko equal krne ya osko rukne ko kehty hain

                        Heddging darasal mai hota kya hai .. isme agr aap ko ek trade mslan sell mai lgi hai aap ko loss hotay ja raha hai aur treend ka b pta k chnge ni hoga phr aap osi waqt oski opposite trade open krnty hain taakay aap chlne walay loss ko kuch cover kr sken aur phir aap agr study k bina ye hedge krne kee koshis krn gy tou double nuqsan v hoskta hai . Hedging stop loss tou krne mai madad deti hai

                        Hedding k nuqsan b bht hai agr aap ki luck sath ne deri false breakouts aap kee trading ka bera ghrak kr skty hain so hedging ko kam az kam use kren ye i think profitable ya safty se ziada nuqsan deh hai sko kam se kam ya behtr hai na ee use kren shukria
                        • #87 Collapse

                          Re: Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                          dear market mai kamyab tu har koi ho sakta hai per es mai kamyab zayda wo he hota hai jo es mai acha kam karta hai aur es mai investment zayda karta hai kiyu kay investment pay kafi jam hota hai ap es mai kam kartye hain aur ap kay pass balnce zayda hai tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai aur ap es mai kamyab ho jatye hai tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai shuru say he control karain ap es mai kam karain ta kay bad mai ap ka kam asan ho jata hai ap nay shuru say he ed mai direct trading mai he start liya hai tu pher tu ye kam asan nhi rhata hai aur na he ap es mai kamyab ho patye hain tu acha kam karna hai tu ap es kay start mai learning kiya karain ap es mai jitni zayda learning pay acha kam kartye hain ap ko es mai utni he zayda earning bhi ho jati hai jub ap ki learning compleate ho jati hai tu us kay bad ap ka kam hai kay ap es mai investmebt kar kay kam karain ta kay bad mai asani ho jati hao aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kam ager ap nay acha karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay kam karain mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye asaniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye hameshe he kamyab ho jatye hain tu mahnet kartye rha karain ta kay asaniya banti rhain tu kam jitna acha hota hai kamyabi ap kaliye utni he asan hai aur asan hoti jati hai aur ap es mai usi hisab say kamyab hotye jatye hain tu kam ager acha karna hai tu ap es mai hamesha dil say kam karain mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai bhi ap kaliye kafi asaniya ban jati hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain Sabko apni mehnat ke sath Apna Kam complete karna chahie
                          • #88 Collapse

                            Jaiza: Forex trading &quot;Hedging&quot;. And its advantages and disadvantages.

                            Forex trading Hedging
                            Forex trading me hedging wo strategy ya tareeqay kaar hai jis me aik trader kisi bhi pair, stocks ya commodities pe trading risk ko kam karne k leye istemal karta hai. Forex traers umoman is ko currency pair pe ziada istemal karte hen aur wo is ki risk ko is waja se kam bhi karte hen. Commodities ya stocks pe ye is waja se kamyab nahi hai q k commodities aik simmat musalsal movement karti hai jab k currency ki movement uper nechay ho rahi hoti hai. Hedging ki hikmate amli ziada tar traders kisi currency ki correct movement bare me ziada malomat na hone pe istemal karte hen. Hedging k motalileq mere andaze k hisab se jo faide aur nuqsannat kuch yon hen;
                            Advantages of Hedging
                            Hedging forex trading me traders ko sab se ziada faida kisi bhi currency pair ki risk ko kam karne me madad deti hai. Ziada tar traders ko others currencies k bare me ziada information nahi hoti is waja se ye hikmati amli bohut moasar sabit hoti hai. Jo new traders hen un k leye bhi hedging aik behtareen hekmate amli hai. Hedging hamare analysis time ko bhi save karta hai q k hedging k leye analysis ki zarorat nahi hoti. Hedging pe koi bhi kisi kisam ki beroni anasir asar andaz nahi hoti hai jese kisi mulk kisi jobless news, intrust rate aur dosre economic situation se pak hoti hai.
                            Disadvantages of Hedging
                            Hedging se agar aik tarf hamare riak kam hoti hai lekin dosre taraf is se hamare munafa pe bhi asar parta hai aur is se hamare ki sharah bhi us lehaz se kam hoti hai. Hedging se new trader ko us ki kisi bhi mamoli ghalti se nuqsan uthana par sakta hai q k ye analysis k bagher hoti hai to is me kisi koi knowledge nahi hoti k kisi pair ki mustaqil movement badal sakti hai ya nahi. Dosre hedging ko long term trading me hi istemal kia ja sakta hai aur us me hi ye kamyab hoti to ye hikamte amli chote sarmaya kaar k leye thek nahi hai aur is se un ko ziada faida nahi mel sakta. Bare sarmaya kaar is se long term trading me faida le sakte hen.
                            • #89 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading &quot;Hedging&quot;. And its advantages and disadvantages.

                              Hedging stretigy forex market main trade kerny ky liay best trading stretigy hai lekin jab tak ham hedging expert nehi ban jaty hamain hedging kerny per bhi forex trading main kamyabi hasil nehi hoti jab ham market main trade hedging stretigy ky sath continue kerty hain tou hamain long time ky liay koi profit hasil nehi hota jab tak ky market aik side per movement kerti rehti hai hedging stretigy aesi stretigy hai ky ham kisi bhi time per trade isterha open kerty hain ky agar ham ny kisi pait main buy ki trade enter ki hai tou same time main ham equal lot size ko use kerty huey sell main bhi sath hi trade enter ker lety hain phir market jis direction main bhi movement kerti rehti hai hamain is waqat tak koi profit ya loss nehi hota ky jab tak ham aik trade ko close nehi kerty market jab tak aik hi direction main movement kerti rehti hai aur kisi support ya resistance per ponch jati hai tou aesy time per hamain profit wali trade ko close kerna hota hai then loss wali trade main hamain wait kerna hota hai ky jab tak market reverse direction main movement shoru nehi ker deti hamain profit hasil nehi ho sakta lekin market Jitna bhi reverse direction main movement kerti hai aur hamara open trade main loss kam hota hai tou same loss bhi jitna decrease hota jaey ga hamara profit utna hi increase hota chala jaey ga forex market main trading ky liay hedging stretigy best stretigy hai jiska hamain sab day bara faida yeh hota hai ky ham jab tak aik trade ko close nehi kerty hamary trading account main wash hony ky chances nehi hoty aur na hi hamari loss increase aur margin decrease hota hai lekin iska sab sy bara nuqsan yeh hai ky jab ham aik trade ko close kerty hain tou agar market same trend main apni movement ko continue kerti hai tou hamara loss increase hi hota chala jata hai jab tak ky hamara account wash nehi ho jata
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Jaiza: Forex trading &quot;Hedging&quot;. And its advantages and disadvantages.

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                                Forex trading Hedging
                                Forex trading me hedging wo strategy ya tareeqay kaar hai jis me aik trader kisi bhi pair, stocks ya commodities pe trading risk ko kam karne k leye istemal karta hai. Forex traers umoman is ko currency pair pe ziada istemal karte hen aur wo is ki risk ko is waja se kam bhi karte hen. Commodities ya stocks pe ye is waja se kamyab nahi hai q k commodities aik simmat musalsal movement karti hai jab k currency ki movement uper nechay ho rahi hoti hai. Hedging ki hikmate amli ziada tar traders kisi currency ki correct movement bare me ziada malomat na hone pe istemal karte hen. Hedging k motalileq mere andaze k hisab se jo faide aur nuqsannat kuch yon hen;
                                Advantages of Hedging
                                Hedging forex trading me traders ko sab se ziada faida kisi bhi currency pair ki risk ko kam karne me madad deti hai. Ziada tar traders ko others currencies k bare me ziada information nahi hoti is waja se ye hikmati amli bohut moasar sabit hoti hai. Jo new traders hen un k leye bhi hedging aik behtareen hekmate amli hai. Hedging hamare analysis time ko bhi save karta hai q k hedging k leye analysis ki zarorat nahi hoti. Hedging pe koi bhi kisi kisam ki beroni anasir asar andaz nahi hoti hai jese kisi mulk kisi jobless news, intrust rate aur dosre economic situation se pak hoti hai.
                                Disadvantages of Hedging
                                Hedging se agar aik tarf hamare riak kam hoti hai lekin dosre taraf is se hamare munafa pe bhi asar parta hai aur is se hamare ki sharah bhi us lehaz se kam hoti hai. Hedging se new trader ko us ki kisi bhi mamoli ghalti se nuqsan uthana par sakta hai q k ye analysis k bagher hoti hai to is me kisi koi knowledge nahi hoti k kisi pair ki mustaqil movement badal sakti hai ya nahi. Dosre hedging ko long term trading me hi istemal kia ja sakta hai aur us me hi ye kamyab hoti to ye hikamte amli chote sarmaya kaar k leye thek nahi hai aur is se un ko ziada faida nahi mel sakta. Bare sarmaya kaar is se long term trading me faida le sakte hen.
                                G dear forex mai ager ap acha anylsis pay kam kartye hai tu ap es mai kafi acha kam heding mai kar saktye hai kiyu kay es mai ap nay trade ko hold karna hota hai tu ap hedging mai kafi acha kam kar saktye hai es kay kafi acha ho jata hai tu achi kamyabi mil jati hai tu kam ager acha kiya jata ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap har aik anylsis oay acha kam kartye hai tu ap kaliye asniya ban jati hai aur ap es mai usi hisab say acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hai tu sara kam mahnet aur lagan kay sath acha kam karnye mai hai jo bhi kam karna hai tu ap es mai acha kam kar saktye hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai tu kam ager dil say kiya jata hai tu anylsis mai ap kaliye kafi asniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hai tu kam ager acha karna hai tu ap es mai hedging trade mai zaroor kam karain ta kay ap kay kam mai kafi asniya ban jati hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kam karna hai tu ap es mai dil laga kay acha kam kartye hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai aur ap ka kam kafi acha jo jata hao tu sara kam mahnet ayr lagan kay sath acha kam karnye mai hai tu ap mahnet aur lgan kay sath acha kam karteye hai tu pher ap kaliye kafi asni ban jati hai tu acha kam karain mahnet karain ta ksy bad mai ap kaliye masla kam banta hai tu ap acha kam kartye hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai aur ap ka kam bhi achs ho jata hai jis kay bad ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kam hamesha acha karain
                                 
                                $$$ Never Give Up $$$

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X