Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Jaiz; Forex mein "Hedging Strategy" ko Use krna

    walekum assalam ji bhai ummid hai aap hariyath se honge aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai headlining strategi mein Ham apne market ko handle karte Hain agar aapko is statutory ke bare mein nahin pata to aap kabhi bhi Kamyab nahi ho sakte isiliye jyada se jyada market information hasil Karen market analysis ko dekhen market indicators ko dekhen kyunki jab tak aap market analysis nahin karenge aur unko dekh Kar trading nahin karenge to aap kabhi bhi Kamyab nahin ho sakte isiliye koshish karen ke market ko jyada se jyada time den market analysis ko dekhen market indicators ko dekhen aur market ke mutabik hi trading Karen agar aap market ke against jakar trading karenge to aap kabhi bhi accha profit nahin Kama sakte isiliye mehnat ke sath kam kariye hard work ke sath kam karke aur market ko samajh Kar kam Karen Taki aap kam waqt mein acche se accha profit Kama sake isiliye mukt candlesticks ke patton ko samjhaie statutory ko samjhaiye aur in ko dekh kar hi trading Karen Taki aap kam waqt mein acche se accha profit Kama sake ek achcha trader vahi hai jo market ko samajh Kar kam karta hai aur acche se accha profit kam aata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Jaiz; Forex mein &quot;Hedging Strategy&quot; ko Use krna

      Dear Forex trading Me Hum Jab kam Karte Hain To usmein kam karne ke liye hamare pass Different techniques hoti hain jinko use Karke Ham trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain real Agar Ham on techniques ka istemal acche se karte hain aur ham usmein trading indicators aur trading tools ko use Karke apni trading co perform karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai aur ham trading Mein Achcha profit Hans kar sakte hain Agar Ham iska istemal Karenge aur Market ka hamare pass knowledge Hoga To Hamen usmein kamyabi milegi.

      Dear forex market Mein kam karte waqt Jab aap kam Karte Hain To aapke pass Ek strategy Aisi hoti hai jisse aap apne account ko saaf kar sakte hain usko hedging strategy ka naam Diya jata hai dear jab aap koi bhi trade open Karte Hain To Agar aapki trade loss Mein Chali jaati hai aur aapka account wash hone ke chance hote hain to aap ismein apne account ko hedging strategy ko apply Karke save kar sakte hain aap ek hi account per bye aur sale ki trade Laga sakte hain Jiska aap ko ya fayda hota hai ki aapka account safe rahata hai aapko iske liye same Laut ko use karna Hota Hai.

      Dear jab market aapke against moment karti hai to aap ismein ek Uske against trade Laga Dete Hain jisse aapka account has ho jata hai aur aapka account safe rahata hai jisse aapko fayda hota hai ki aapka account wash Nahin Hota market dekhni Jyada movement karti hai aapko aapka account se hota hai aur jab market apne friend ke mutabik aur Market Jab technical movement Karte Hain To aap Uske against trade co close kar dete hain aur aap ki starting wali trade open hoti hai jisse aapko profit ho jata hai aur aapka account bhi safe rahata hai aisi strategy ko hedging strategy ka naam Diya jata hai.
       
      • #63 Collapse

        Re: Jaiz; Forex mein &quot;Hedging Strategy&quot; ko Use krna

        Assalamu Alaikum dear friends strategy ka istemal Hamen Kamyab trader banaa sakta hai strategy banane ke liye hamare pass Achcha knowledge aur Achcha experience Hona chahie acchi strategy Hamen Achcha profit Lene Mein madad deti hai agar Ham market Mein trade open karna chahte hain ji Ne Agar Ham orders please karna chahte hain to hamare pass acchi strategy honi chahie hamare pass acchi planning honi chahie Hamen Uske mutabik market Mein trade open Karni chahie iska Hamen fayda Hoga Hamen Achcha profit mil Jaega aur ham nuksan se bache Sakenge dear friend Agar Ham nuksan Ko hundred percent Khatam karna chahte hain To Hamen karna yah hai ki Hamen sabse pahle demo account mein account open karna hoga Hamen apni new strategy Banakar kis demo account per test karna hoga Agar Hamari strategy demo per Hamen profit de rahi hai To Hamen is strategy ko real account mein istemal kiya karte hue trading Karni Hogi iska Ham bahut fayda Hoga ya nahin iska Hamen sirf aur sirf profit Hasi Hoga dear friend demo Hamara teacher Hai To Hamen Ghar kis kisam ki help ke liye apni planning score test karne ke liye demo account Ka istemal Karna chahie aur Hamen heading strategy istemal karne ke liye demo ko use karna chahie demo Mein istemal karne ke bad Hamen apni status Ji ko heading ko Apne real account mein istemal karna hoga iska Ham Paisa Kama sakte hain kuch log market Mein strategy ko ignore karti hai aur apne andaza lagakar trade open Karte Hain To Inko sirf aur sirf nuksan hota hai is nuksan Mein market ka koi bhi Kasur Nahin Hota nuksan kg Mein Dal Ham Khud hote hain Agar nuksan ko Khatam Karna Hai To Hamen proper strategy Banani Hogi aur iska istemal Jarur karna hoga
         
        • #64 Collapse

          Re: Jaiz; Forex mein &quot;Hedging Strategy&quot; ko Use krna

          Dear members Forex mein hedging stregty kafi dangerous hoti he Aur Hedging lagane mein aksr Hamari trades phns jati hain forex mein Boht dfaa aisaa htaa haii k humare tradee bhot ziada loss mein chall rhee hotee haii aorr hmaraa accnt near too washh htaa haii too hmare kohsish yeh he hote haii k kis traah se hum thraa saa balance bchha lyaain taa k loss recover hojaii aor kch balancee bachh jaii jiss pyy kaa kr k bd mein recover kia jaa skai too is stratrgy mein aisa hotaa k jo b trade lagee hwe hotee haii hum uss k opposiyee ak tradde lgaa detaii haiin jis pyy hmaiin profit hotaa haii aorr hum kch na kch balancee bchaa sktaii haiin is strategy kaa yeh faidaa haiii mgaar haar dfaa yeh kaamyaab nhe hotee haii is uss suraa mein kamyab hotee haii jb market ak hee sidee pyy movee hoo agar aisaa nhee hogaa too market ak jagah pyy kafii time chlnaii lag parg jatee haii jiss se hmare saree tradess phanss jatee hainn yeh ak kamyaab strategy nhee haii haar baar kamyaab nhe hotee haii Tu is see acha yehi he is stregty ko na azmain aur soch smjh ke trade laga Kar time per close Kar dain chahye profit mein houn ya chahy loss mein kyun na ho hedging se acha trade see time per nikal Jana he
          • #65 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Hedging Trading Strategy&quot; in forex trading...l

            Hedging strategy.


            Je dear hedging strategy unko measures ka name hai jin sy ham apny account ko adverse movement k risk ko minimize jar sakty hain. Currencies ma hedging asy hoti hai k ham same lot ki trade opposite side par open kar lety hain. Asi countries jo internationally operate karti hai or currency ma apni trade open karti hai to apny risk ko minimize karny k lae hedging technique ko use karti hai. Risk ko better tareeky sy manage karny k lae b ye technique use ki jati hai. Hedging karny sy account ka risk to kam ho jata hai but hamara profit b kam ho jata hai. Trader ko hedge ka option tb he use karna chahe jb uska mood mazeed risk leny ka na ho. Kiu k risk leyn gy to he profit b mele ga. Agr risk ni lena chahty to profit b kam sy kam ho jae ga. Hedging har jaga kisi b stage par ki ja sakti hai. But forex ma hedging us waqat hoti hai jb account ma kuch ma kuch margin baki hai. Ap ka margin jb negative figure ma ho to phr hedge ko use ni kar sakyn gy.


            Understanding hedging.


            Hedging technique ma normally financial instruments involve hoty hain. Jin ko ham derivaties k name sy janty hain. En ma 2 bhot zayada common derivaties ye hain ik option or dosra futures. Derivaties sy ham trading strategies ko build karty hain or loss sy apny capital ko safe rakhny k lae ye trick use ki jati hai. But ik bat zehan ma zarur rakhni chahe k hedging ka har giz ye goal ni hota k ham money ya big profit hasil kar leyn. Hedging sy ham serf market ki false movement sy bachny ki khosis karty hai or es k lae b bhot experience chahe hota hai. Kiu k hedging or dehedging ki timing bhot matter karti hai.
             
            • #66 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Hedging Trading Strategy&quot; in forex trading...l

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
              Assalam o Alaikum! Dear man apna tamam "Senier" aur "Junier" members ye sawal ha k "Hedging Trading Strategy" kia ha aur ye hamen forex trading man kasa zyada effectively work kerti ha. Umeed ha k sab senier members lazmi "Hedging Trading Strategy"per mera sath acha knowledge share karen ga....
              Hedging stretigy forex market main trading ky liay best stretigy hai jis per agar ham forex market main trade kerty hain tou hamain bahot acha result hasil hota hai agar ham hedging stretigy use ker sakty hain tou phir ham forex market main loss experience ky sath trade kerty huey bhi bahot achi earning ker lety hain hamain forex market main successful trading ki zarurat hoti hai ky hamain profit hasil hota rehy lekin jesy hi ham kisi pair main trade enter kerty hain hamain loss hona shoru ho jata hai agar ham chahty hain ky ham jab bhi trade enter kerain tou hamain loss na hona shoru ho jaey tou hamain same hedginf stretigy ko apply ker ky her trade continue kerni chahiay ky kabhi aesa nehi hoga ky ham trade open kerain gy aur trade ky open hoty hi hamain loss hona shoru ho jaey

              Hedging stretigy use kerny ka best time woh hota hai ky jab market sideways trend main move ker rehi hoti hai jab bhi ham trade open kerty huey hedging stretigy ko apply kerty hain tou jesy hi market support ya resistance per ponchti hai tou ham profit wali trade ko close ker ky loss wali trade ko continue kerty hain jis sy hamain kuch hi time main loss kam hona shoru ho jata hai jo actual main hamara prodir hoes hai ky jesy jesy loss kam hota jaey ga hamara profit increase hota jaey ga tou ham same loss ko kam hony per jab reasonable profit ban chuka ho tou ham trade close ker ky profit ko secure ya save ker sakty hain hedging stretigy ka use agar hamain ata hai tou phir aesa bhi possible hai ky hamara account kabhi bhi wash na ho aur hamari trade forex market main chalti rehy jis sy hamain continue profit bhi hasil hota rehy
               
              • #67 Collapse

                Re: Sawal: &quot;Hedging Trading Strategy&quot; in forex trading...l

                Forex market main hedging trading strategy ik bahut common trading strategy hay. Jis ka use aur maqsad market ki zigzag movement say faida laina hay aur apny account ki safety ko ensure karna hota hay.

                Forex market main har trader apny knowledge and experience kay mutabiq he trade karta hay aur uski koshish hoti hay keh usko beshak kam profit ho laikin loss na ho aur na he iska account balance kam ho. Q keh invested amount easy generate nai hota.

                Effective use of strategy.

                Hedging strategy kay use kay liye aur is say faida lainy kay liye kafi experience ki zaroorat hoti hay. Jab tak demo per is strategy per kafi practice na ki jaye is say faida laina mumkin nai hay. Although market ki movement zig zag main hoti hay laikin phir bhi trading aur hedging kay liye entry point talash karna bahut mushkil kam hay. Hedgers ka maqsad aisa apoint talash karna hota hay jahan per price bar bar hit, reject and cross ho. Is liye woh at a time same security main buy and sell ki trade laga daity hain. Dono sidon per wo take profit lagaty hain. Aur aksar isko stop loss kay baghair he run karty hain. Hedging main do trades per margin double hony ki bajaye half ho jata hay. Jis say trader reversal main aik aur trade bhi open kar sakta hay.

                Safety measures during hedgings.

                Hedging main safety bahut zaroori hay jis kay liye market analysis aur technical analysis bahut zaroori hayn. Q keh hamain is main bahut patience rakhna parta hay. Aur daily basis per is ki aik he security per kafi tayari karni hoti hay. Q keh ager hedging main trade phans jaye to isko recover karna bahut mushkil ho jata hay.

                Used for account safety.

                Hedging ka use baz dafa account ki safety kay liye bhi kia jata hay. Yani jab koi trade open ho yani is main no stop loss ho to woh itny down chali jati hay keh account bachany kay liye reverse main trade laga kar account balance ko lock karna parta hay. Aisi surat main musalsal trade ko watch karna parta hay and market main live rehna parta hay. Ta keh timely second trade ko close kia ja saky. Second ya reversal trade ka basic goal earning nai balkeh account ki safety he hota hay.
                • #68 Collapse

                  Re: Sawal: &quot;Hedging Trading Strategy&quot; in forex trading...l

                  forex main hamen cahiye ke hum is main kam karen is main hedging kara karen yeh tab he hota hae ke jab hamara account wash hone wala ho is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kiya karen or kabhe bhe is main hegding normal condition main na kiya karen agar hum is main hamara account wash hone wala ho tab he to hamen is main hedging karne cahiye tab he to hum is main kamyab ho sakte hain apne account ko safe karne main nhe to hamara account wash ho sakta hae bas hamen cahiye ke hum is main jo bhe kam kara karen sahe tarah se kara karen take hum is main se faida hasil kar saken jitna ache tarah se hum is main success hasil kar he jate hain hum is main se kuch na kuch hasil kar he jate hain bas hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye is ke liye hamen cahiye ke hum is main hamesha he ache tarah se kam karte rehna ho ga jitna zayada hum is main kam kar jate hain hum is main ho jate hain kamyab to bas dil se ache tarah se kam karen jitna zayada hum is main dil se kam karen tab he to hum is main success hasil kar he jate hain lakin hamen ache tarah se kam karte rehna ho ga is tarah se he to hum is main success hasil kar jate hain is main or ache earning bhe hum tab he to hasil karte hain jab hum is main kam acha karte hain
                  • #69 Collapse

                    Re: Sawal: &quot;Hedging Trading Strategy&quot; in forex trading...l

                    Dear forex me hedging trading bhttt dangerous Hy aur ap ko ye nahi krni chye jab tak acha experience na hi aur maximum capital na hi hedging bohot he popular aur common trading stategy hai. Lakin Hedging har trader’s kay lkye mazoon nai hai aur new traders ko hedging mai kafi mushkilat ka samna b karna parh sakta hai. instaforex per bonus accunt per bilkul hedging ke ja sakti ha aur istaforex ke janab say iss per koi b pabandi nai hai Jo trader’s routine mai hedging nai b karty hain woh b aksar loss hony per loss ko kam karny ke liye iss trade kay opposite trade laga daite hian. Hedging say bohot achy experience rakhny walay traders kafi earning karty hain jin ko market kay key prices level ka acha idea hota hai woh hedging ko bohot achi trah say use kar laite hain Hedge kar k loss rokna ye hedge jab hum karty hai to aus time hum same lot se hedge kar lety hai aor ais mai ye hai k hum ne sirf account safe karna hota hai aor ais mai ye hai k hum ne ais mai hedge wali trade ka stop loss entry point par lagana hota hai aor aus ko profit mai close ni karna hota Hedge se Profit banaan ais mai ye hai k humri trades jab loss mai ho to waha se bari lot laga k loss ko khatam karty hai aor account mai jab profit ho to aus time ais mai close karty hain agr ham apni trade lga dyty hy to ham phr us my na hi loss hota hy our na hi ham ko us my profit hota hy agr ham apni trade hadgig krty hy to us my ayk buy our ayk sell trade lga di jati hy jo market jis sid pr bhi jati hy hy hamri equanity ayk hi jaga rok jati hy our who phr ayk trade close kry gy to phr hamary balance pr koi asar pry ga wasy dono trade lgi ho to koi asar nai prhta hy ahdging sy nikalna mushkil ho jata hybnda counfuse ho jata hy ya nai krni chiya hamy is sy acha hota hy k ham apni trade ho close kr dy
                     
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #70 Collapse

                      Re: Hedging kiya ha aur is kay faiday/nuqsan kiya hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                      Hedging ka lafz forex market mein bohot suna jata ha, ye kiya ha aur is kay faiday aur nuqsan kiya hain? Hedging aur Scalping kiya aik hi cheez hain ya different hain?




                      Salam g apny bhut acha Point dia hai mai thora iss ko mazeed brief kr dyta hun.
                      Hedging basically aik hi currency ki khareed o farokht ka naam hai. Silver copernmai deal krny waly log apny profit ya qeemat ko lock kr dyty hain iss leay Hedging used hota hai .
                      Currency market mai broker hedging dyta ha dono taraf sy yani for Example EUROCHF OR EUROUSD dono ko aik hi jaga py khareed bhi sakty hain or usi jaga Farookht bhi skty hain
                      usy Hedging kehty hain.Yani aik hi Currency Pair mai aik currency ko Buy bhi kr skty hain or usi ko sell bhi kr skty hain.Trading mai yh amal ka koi khas faida nhi hota iss mai hamara kisi
                      aik side py nuqsan zarrooor hota hai yani ager hum ny sell lagaya hai or buy bhi lagaya hai tu market hamesha aik side py move krti hai ya upper ya nechy tu ager upper mover krny gi
                      tu buy mai profit jay ga or sell loss mai jaa rha ho ga same usi trha jab market down jaye gi tu sell profit mai jaye ga or buy loss mai, iss trha slow slow hamara account wash hony lgta hai
                      or hum slowy slowly apna account wash krwaa bethty hain.Hedging ka amal zyada faida mand nhi hota.Thanks.
                      • #71 Collapse

                        Re: Hedging kiya ha aur is kay faiday/nuqsan kiya hain?

                        Hadging my ham esy krty hy k jb ham aoanai trade ko dekhty hy hamaya smjh muly kuch nai arha hy k ya kis sid jaye gi to ham hadging kr lyty hy is my sell b lgi hoi hy trade our buy b lgi hoti hy jitni lot siz sy hamari trade sell ki hoti hy utni hi lot siz sy hamari trade buy my lgi hoti hy to ham ko is my sab kuch dekhna chiya sakonnk sath hamay kam krna chiya our ya tb hi trika use krna chiya jbloss hhot zeada ho rha ho wrna hamaya apni trade ko sahi trha sy krna chiya jhsa k ham ko krna hota hy agr ham har taime ya trika us e krty hy to loss k ilawa hamaya kuch b nai mil sgy ga is liya bhter yahi hota hy k ham js my sahi acahi trha sy ham apna kam kia kry

                        hadging k nuksan

                        is my
                        hambhot zeada nuksna bhi kr dyty hy kur ham js my tention bhot zeada lyty hy hamay is my hhot zeada tention goti rehti hy is liya ya hamaya bhot juksna dyti hy ki dli tor py b is waja sy ya sahi ania hy kio k is syinsan coufuse ho jata hy k hamny buy wali lgi rehny deni hy ya phr hamny sell wali lgi rehny deni hy our is sab sy ham bhot zeada juksna kr k bho sahi acha nai dekh paty hy ya har trha sy juksna deti hy is sy dor hi rehna chiya hamay our is k chakr my hamaya jaia ana chiay nai to ham is my bhot zeada nuksna hi kry gy
                        • #72 Collapse

                          Re: Hedging kiya ha aur is kay faiday/nuqsan kiya hain?

                          Dear forex members hamra aaj ka topic hea hedging kia hoti hea ye bhi forex main aik bahut aihm roll rakhti hea Hedging yeah hoti hai ky ap kisi bhi pair main kisi bhi point per both sell aur buy ki trades open ker lety hain tou market kisi bhi direction main move kerti rehy aik open trade main profit hasil hota rehta hai aur aik main loss tou ap kisi bhi waqat profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main aany tak continue rakhty hain so hedging ky faidy bhi hain aur nuqsan bhi jesy agar market continue one direction main move kerti hain tou hedging sy bahot bary loss sy bacha ja sakta hai but iska nuqsan yeah hai ky jab tak hedging continue rehti hai tou spread wala loss bhi pura nehi ho sakta aur jab ham profit wali ko kisi point per close ker dety hain tou yeah pata nehi hota ky market kitni aur movement kery gi same direction main so jab tak market reverse move nehi kerti tou loss ka darr hi laga rehta hai aur Agher hum koi trade open karty hai aur us pay boht zyda loss ho jata hai to pher hum apnay account ko hedge karty hai ta kay humra account aur loss say bach saky aur hum apna account recover kar saky lakn apnay account ko hedge karny ka bi ap tarka hai kuch log ya sajty hai ka hum nay hedge laga dya hai aur pher jo humri trade profit main hai us ko close kar ka pher humri trade ko loss main hai us ko jab profit main aa gi close kar dia gay lakn ya galt hai agher hum as trah karty hai ka profit wail trade close karny ka bad market humri favour main jati hai ka nai ya galta hai agher hum jah say hedge lagta hai aur wait karty hai ka market humri hedge potion pay aa to humra hedge close ho to us say humy fyda ho ga humy hedge wali trade profit main close nai karni chahaya baly waite karna chahayaur thek potion ka intzar kar ka apny account ko reciver karna chahay
                           
                          • #73 Collapse

                            Hedging Kia ha?

                            Main ap ko btaoun ga k trading main hedging kia hoti hy,or meri request hy k expert bhe apna opinion share karein,agar trading k doraan ap sy ghalte sy 1 lot size ki trade lag gai or ap ka trade musalsal loss main ja rahe hy,to ap is k against phelay buy kia hy to phr ap 1 lot size ki sell laga dain,thats mean you hedge your acount no profit na loss.
                            • #74 Collapse

                              Re: Hedging Kia ha?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
                              Main ap ko btaoun ga k trading main hedging kia hoti hy,or meri request hy k expert bhe apna opinion share karein,agar trading k doraan ap sy ghalte sy 1 lot size ki trade lag gai or ap ka trade musalsal loss main ja rahe hy,to ap is k against phelay buy kia hy to phr ap 1 lot size ki sell laga dain,thats mean you hedge your acount no profit na loss.
                              Hedging kya hai apne acha bataya hai hedging ke bare me hedging karne ka nuqsan hai ya faida kya hum hedging kar sakten hai?

                              Hedging Kya Hai?

                              Hedging aik hi time per same lot sell or buy karna yani 0.01 ki sell ki trade open kar lena or sath hi 0.01 ki buy ki trade laga lena is ko hedging kahte hai

                              Hedging kuch trader apna account save karne ke liye b use karte hai yani agr kisi ki trade loss me ja rahi hai tu wo against trade open kar lete hai jis ko froex me hedging kahte hai jub aik trade profit de rahi hoti hai tu us ko close kar dete hai or loss wali trade ka wait karte hai ke wo profit me aa jaye tu close kare lakin aisa karna koi achi trading planning nahi hai is se humara loss zaida ho sakta hai.

                              Me agr apni bat karo tu me kabi bhe hedging karne ka mashwara nahi dete hume apni trading hud karni chahiye or achi planing ke sath karni chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Hedging Kia ha?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
                                Main ap ko btaoun ga k trading main hedging kia hoti hy,or meri request hy k expert bhe apna opinion share karein,agar trading k doraan ap sy ghalte sy 1 lot size ki trade lag gai or ap ka trade musalsal loss main ja rahe hy,to ap is k against phelay buy kia hy to phr ap 1 lot size ki sell laga dain,thats mean you hedge your acount no profit na loss.
                                Hedging
                                Forex trading main hedging hum log tab karty han jab humara account pahns jay means humy masalsal loss ho raha ho or humara account wash hony k qareeb ho to humy apny account ko safe karny k ley hedging karni parti ha jis ay humara account safe ho jata ha or mazeed loss ni hota or jab market wapis hoti ha to hum log ahsani sy apna account bi safe kar laty han or acha profit bi hasil kar sakty han is ley humy chae ha market pe har waqat nazar rakheny jab bi kuch ziada movement or humy loss ho to hum log apny account safe karny k ley hedging karni ho ge ta k account bi safe ho or wapisi pe humy acha profit bi ho jay is ley humy ache analysis karny aany chae han ta k hum log behtar planning or strategy sy trading karty hedging karny k bad humy strong support ya resistance level pe trade close karni ho ge jahan sy market wapis ho ge to humy ziada fayda hasil kar saken gy
                                Deme account main hum log hedging ki practice karni ho ge different planning or strategy banani hon gy jab tak hum log ache tahra hedging ko seekeny gy ni to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy chae ha k forex trading sirf zarorat k waqat hedging karny agr normal trading main hum log hedging karny gy to humy is sy ziada loss bi ho sakta ha agr humy sahe hedging ni karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy hedging sirf or sirf usi waqat karny jab humara account phans gea ho or humy apna account safe karna ho or humy account wash hony sy bachena ho ga normal trading main kab bi hedging na karny is ley humy proper analysis karny hon gy or proper money management k sath har trade lagany main humy stop loss or take profit ka istamal karna ho ga ta k hum log ziada behtar trading kar saken jab tak hum ache tahra seek or samj k trading karni ho ge ta k hum log normal trading kar k kamyab ho saken or behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho or ache earning kar saken
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X