Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

    Aoa dear member forex pe failure ki kai wajoohat hy jis men se kch ka men yahan zikr krna chahta hun
    Lalach
    Dear member lalach krny se bnda forex men nakaam ho skta hy is liye kbhi b lalach na kren hamesha thory se profir pe guzara krlen ziada k lalach men kbhi nuqsan na kren.
    Experiance ki kami
    Experiancw ki kami ki wjha se b trading men kafi loss hota hy is liye hamesha pehly achi trha demo account pe kam kren ta k achi trha kam seekh len
    Jald bazi
    Jald bazi ki wjha se hamesha loss hota hy hamesha jald bazi se bchen pur skn reh k kam kren.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

      dear trading mein traders k fail honay ki bihat si reasons ho sakti hain aur koi aik reason speceify nahi ki ja sakti.aik survey k mutabiq forex mein sirf 10 percent log kamyab hotay hain aur baqi 90% fail ho jatay hain.meri apni soch ye hay k forex trading mein nakami ki sb se barri wajah ye hay k jo bhi isko join krta hay woh isko samjhta nahi hai aur shayd ye sochta hay k join krny k kuch ersa baad he woh perfect trader bn jaye ga aur profit wasool krnay lag jaye ga magar haqeeqat iskay bilkul against hai aur aisy log forex trading ki proper learning hasil nahi krtay aur bina learning k aisay he tukkay se trading krtay hain aur phir jiska nateeja yeh nikalta hay k apni sari invest zaya kr jatay hain aur trading forum ko good bye bol detay hain aur phir forex business ko he bura bhalla kehtay hain.
      forex mein kuch traders aisy bhi hotay hain jinki nakami ki wajah jald baazi hoti hay woh right time pe right entry nai letay aur yeh sochtay hain k hum jis time pe bhi market mein entry lengay hamein profit milay ga magar market mein aisay kisi ko profit nahi milta aur market os vaqt tak kisi trader ko profit nahi deti jb tak market ko observe kr k oroper time pe entry aur exit na liya jaye.
      boht se aisay traders hain jo nakam ho jatay hain aur unka concept ye hota hay k forex trading aik gambling hay aur woh is mein as a gambeler work krtay hain aur continue nuqsan uthatay rehtay hain.

      conclusion.
      ​forex trading ko aik personal business smjh k treat kiya jaaye aur iaki proper learning hasil krnay k baad right time pe agar right decision leye jayin to hum kamyabi se hamkinaar ho saktay hain.
      • #48 Collapse

        Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
        heyy all dear forum members main ap sab say apnay view say kuch share karna chahti hon kay bohat sary log trding main fail hojaty hian un kay pechy bohat sary reasons hain kyun kay agar ham un reason koo gor na kiya tu ham kabhe bhe is main kamyab nahi ho skaen gay is aea hamen chaea kay ham in reason ko follow karen or kabhi forex ko na choren hamen chaea ham is main jitna ho skay patience k a muzahra karen jitna saber hofga utna kamyab hongy jo log saber nahi karty kamyab nahi hoty jitna ho skay kam say kam lot size par kam karen agar ham bari lot lgaty hain tu hamen nusksan bhe bhra hota hai is lea hamen in rules ko follow karty hoy kam karna chaea.or trading main best bannna cahea or achi earning karni chaea.
        G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main ziada tar traders ko nuqsan hota hy bot km log forex trading m kamyabi hasil kar paty han or asy traders apny loss k reasons ko ni dhond paty or unan ignore karty hoay forex trading business ko fruad samjty han is liay zrori hy k hamy forex trading business m jab b loss ho to hamy pahly loss k reasons ko dhondna chaiy q k jab ham loss k reasons ko dhond lyty han to unan khtam karny ki koshish karty han us k liay ham mehnat karty han or kamyabi hasil karty hoay dobara trading start karty han
        Forex trading m hamy loss k jo sab sy bary or main reasons han wo han patience na rakhna sabar or hosly sy soch samj kar kam na karna ham jab emotional hoty han to ziada loss karty han to hamy kabi b emotional or lalichi ban kar forex trading business m kam ni karna chaiy q k forex trading aik difficult or risky business hy is m lalichi or emotional traders ki koi jaga ni forex trading m hamy agr kamyab trader ban kar earning karni hy to hamy sabar sy kam krty hoay thori thori earning karni chaiy

        Is k alawa forex trading m loss ki jo dosri sab sy bari waja hy wo hy big lot size trade open kar k trading karna ham jab tak small lot size trade open kar k earning ki koshish karty han to ham thori thori earning hasil karty rehty han or hamy loss k chances b km hoty han mgr jasy hi ham big lot size trade open karty han to hamy loss hota hy q k ham lalich karty han k ham jaldi sy bot sa pasa kma kar ameer ban jain mgr ham asa ni kar sakty hamy forex trading business m aista aista earning hasil hoti hy or b tab hasil hoti hy jab ham market ko wach kar k anylyses ko study kar k or trade confirm karny k baad open karty han to hamy profit hasil hota hy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #49 Collapse

          Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

          Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik international business ha jo pori duniya ma phail chuka
          ha forex trading ma bohat hmary pas knowledge or experience hona bohat zyada zrori ha hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py
          practice kry jitni zyada ham demo account py practice kry gy hmay otna zyada knowledge or experience hasil ho ga or hmari mistakes bhi khtam
          ho jay gi...
          forex ma bohat zyada mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otna zyada faida hasil ho ga hmay bhi chhaiy k ham zyada sy zyada
          mehnt kry ta k ham acha bonus hasil kr sky q k mehnt sy hi kmyabhi hasil hoti ha forex ma hmay loss is liay bhi hota ha k ham market ko achy
          sy analysis nhi krty q k jab ham market ko achy sy analysis nhi kry gy to hmay market ki movement ka pta ni chly ga or ham bina sochy smjhy
          trade lga ly gy jis sy hmay loss ho ga or hmara account bhi wash ho jay ga forex ma hmay soch smjh k trade lgana hota ha or rules ko follow
          krty howy kaam krna chhaiy wrna hmay loss ho skta ha or hmara account bhi band ho skta ha

          اب آن لائن

          Working...
          X