Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

    Forex trading mein learning or experience donon hi important hai agar aap learning ke sath sath experience game karna chahte hain to aapko CO2 more account per practis karna bahut jaruri hai learning ke liye aap bahut se platform ko istemal kar sakte hain jaisa ke pass forex forum Google search engine YouTube search engine aur ISI tarike se bahut si websites maujud hai jo ki aapko forex trading ke hawale se bahut jyada learning per Ham karte Hain experience ke liye aapko demo account per apni strategies ko implement karna hai aur on strategies mein Jo bhi rah do badal karna jaruri Ho vah Karen aur dekhen ki aapki strategies kam kar rahi hain to aap strategies ko apne real account par istemal Karen aur unse profit hasil Karen without learning aap ka experience nahin ho sakta hai first learning then you can track experience after this you can earn in forex trading without these things you can't earn at all so please be careful take learning and experience from dam account and Pak forex forum it will help you inquiring any question about forex trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

      Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea hy forex trading aik asa business hy jis m humy both ziada mehnat ki zarorat hoti hy forex trading m humy learning or experience dono ki both ziada zarorat hoti hy hum na to learning k bagar sirf experience ki bna per trading kar sakty han or na hi experience k bagar sirf learning sy trading kar k kamyabi hasil kar sakty han agr humary pass sirf learning hy or trading k mutaliq koi experience ni to hum kbi b kamyabi hasil ni kar sakty humary pass trading main kamyab hony k leay experience bot zyada zarori hy isi tahra learning k bagar b hum earning ni kar sakty humary leay zrori hy k hum learning or experience dono m expert hon humy trading start karny sy pehly chaey k learning hasil karan jis easy ways sy him chahan learning hasil kar sakty han hum different websites sy search kar k b learning hasil kar sakty han or hum forex forum main posting kar k b learning hasil kar sakty han isi tahra learning k baad humy trading start ni karni chaey balky us k baad humy experience hasil karna chaey or experience k leay sab sy best platform demo account hy demo account trading sekhny or trading ki practice karny ka aik bahtreen zriya hy humy demo account main ziada sy ziada practice karni chaey or forex forum main kam kar k ache learning karny k baad real account main trading start karni chaey tbi hum kamyabi tk ponch sakty han
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

        agr hum forex me new han to hum ko chahye hota hye ke as ka knowladge hasl kr ke apna experince zayda se zayda kr sakte han and as se hum ko acha earn hota jata hye as lye hum ko agr as ke theak se samj nahi aa rahe hye to hum as me demo pr tradeing start kr ke as se acha earn krne ke try krne chahye hum ko agr hum as me apne tradeing ko behter kr lain ge to as se hum ko acha fayda ho sakta hye agr hum zayda mehant karan ge to as bussines me hum ko acha fayda hota jata hye agr jo log as me zayada practice krte han wo as markt se zayda earn krte han
        Sab sy pehly hamain forex ki basics ko learn kerna hota hai ky ham forex market main trade ker sakain jab ham basics ko learn ker lety hain tou hamain phir demo account sy trade continue rakhny per trading ka acha experience hasil ho jata hai
        Jab ham basics aur money management learn ker lety hain tab hamain zarurat perti hai ky ham trade open kerny sy pehly market ky achy analysis ker sakain taky jab ham trade open kerain tou market same direction main hi move kery jis ki ham achy analysis kerny ky bahd prediction kerty hain
        • #34 Collapse

          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

          Assalamu Alaikum Forex Mein learning bahut jyada Jaruri Hoti Hai To Ke Jab tak hamare pass learning Nahin Hoti Hai hamare pass koi experience Nahin hota hai agar Ham Forex trading mein bahut acchi Tarah Se kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen pahle learning par focus karna chahie Kyunki Hamari learning itni acchi Hogi Hamara experience bhi utna achcha Hoga learning Ham Khud karte hain Hamen mehnat karne se aati hai aur experience Hamen practical karne se aata hai aur practical Ham Forex trading Mein kar sakte hain Ham Dam account bhi kar sakte hain bus Hamen sirf learning par focus karna chahie learning ko Valu Deni chahie to kya learning ko Valu Dekh Kar Hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur bahut acchi Tarah Se aadami game kar sakte hain Hamen Hamesha hi bahut acchi quality ke sath kam karna chahie aur Hamen bahut acchi quality ke sath kam karke hi Apne kaam par focus karna chahie Hamen Forex trading Mein Hamesha hi bahut acchi learning aur bahut acchi experience ke sath kam karna chahie jab tak hamare pass Achcha experience Nahin hota hai Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain Agar Hamen isliye Sabhi focus karna chahie aur learning Fir Bhi focus karna chahie Hamare liye Forex mein bahut jyada chances Hai kamyabi Ke Agar Ham forex market ko ek dafa acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Ham samajh lene ke bad hi kamyabi Hasil kar sakte hain aur bahut acchi hai
          • #35 Collapse

            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

            Dear frend jesa k ap log janty hai k kisi kam ko start karny sy pehly os ki mukamil learning hona bhot zaruri hai jab tak hmy kisi kam k bary mai lerning nai hoti tab tak hm os ko mukamal tour py seekh nai sakty or jab hm kisi kam ko mukamil learning k bad seekhty hai tab he os sy faida b hasil kar sakty hai es liye hmy chaye k forex ko achy sy learn kary or forex aik lenthy work hai jis ko seekhnh mai bhot tym lg jata hai ye aik din ya aik maheny ka kam nai hai bilky salo lg jaty hai es ko seekhny mai tab ja kar hmy forex ke samjh lgti hai forex mai har din k sath hmy kuch na kuch seekhny ko milta hai hm jitna forex mai servive kary gy hmari learning itne he zayada improve ho gi ye aik aisa kam hai jis mai hm student b hoty hai or teacher b hmy dosro sy seekhna parta hai or hmara pass jo knowlage hota hai wo hm dosro tak pounchaty hai ta k hmrai information sy kisi or ki learning ho saky es liye ye kaha jata hai k forex mai jitne zaruri learning hai itne he zaruri hmara experions hai or experions hmara tab he gain hota hai jab hm kksi kam mai proper kam karty hai to os kam k bad hmy tajubha ata hai wo hmara experioms hota hai jab hm apne kam mai kamyab hoty hai to wo hmara acha experions hota hai or jab hm kisi kam mai nakam hoty hai to wo hmara bura ecperions hota hai laken experions chaye acha ho ya bura dono he hmary liye faida mand sabit hoty bai es liye mai yahe kaho gi k forex treading mai hmari lerning k sath sath hmara experions b bhot zaruri hai.
            • #36 Collapse

              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

              forex business ho ya koi bhe business us main dono acha experience or knowldge required hota hae agar hamare pas acha knowledge or experience hota hae tab he to hum is main kamayb ho jate hain bas is liye hamen cahiye ke hum is main dono ko jitna ho saken hasil karne ke koshish kiya karen tab he to hum is main success hasil kar lete hain
              1:Learning
              Forex ke learning ke liye ap zayada kuch na karen ap bas pak forex forum main daily basis par 50 posts karte rahen apko is main basic pata chal jae ga or forex ke bare main acha knowledge bhe hasil ho he jae ge or is ke ilawa koi bhe esa platform nhe ho ga jo apko itna acha knowledge de sake ga or iska hamen bahut faida hota hae q ke is tarah se hamen pak forum main kam karne se acha knowledge bhe mil jata hae or bonus bhe mil jata hae jis par hum trading kar sakte hain
              2:Experience
              experience bhe bahut zarori hon har business ke tarah se forex main bhe lakin is ke liye bahut mehnat or time lagta hae lakin hamen apni taraf se to pore koshish karne cahiye or hamesha he is main mehnat karte rehna cahiye or sath ke sath demo account ko bhe use karte rehna cahiye take hum is main acha experience hasil kar sakne or phir hum real account main is tarah se ache trading kar saken jese hum demo main karte hain
              3:According to me learning is more important than experience
              bilkul learning zayada important hae experience se is se yeh hota hae ke is main agar learning ho ge apke pas to he to acha experience ho ga to is se yeh zahir hota hae ke learning ho ga to he experience ho ga to sab se pehle or zayada focus ap learning par focus karen
              • #37 Collapse

                Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                hamy is mai expertise or enjoy hail kar ky mehnat or laga sy kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai hum is primary aik din mai aik account primary 50 posts or 4 threads karty hain hamy every day base par kam ko pora karna chahey hum is mai aik din important aik account important 24 ganty he kam kar sakty han hum is most important live kam karty hai hum is mai sada urdu essential kam karty hai hamy market ky up or down ko watch kar ky is fundamental pasia be invest karna chahey pher he hum is mai acha earnings hasil kar sakty hai agar hamara experience hai to hamy exercise karne chahey hamy exercise ky liey demo account ko chose karna chahey yai aik aam task ke nisbat bohat ache task hai hum gar bath kar is foremost kam karty hain
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                  Forex business is traha ka business hai jab tak hum is business ko sekh kar samjh kar aur soch kar nahin karain gey is business se is market se kuch hasil nahin
                  Kar saktay kiok is business ko samjhna aur sekhna zaroori hota hai aur forex ki learning sab se ziada zaroori hoti hai kiok agr forex business ki forex market ki

                  Learning Achi hoti hai tu forex market ka experience bhi tab hi hota hai kiok Achi learning se acha experience hota hai kiok learning karain gey tu hi forex ka experience hota hai forex business mein hum ko learning par ziada foucs karna cahaiye kiok Achi learning karain gey tu forex ka experience waqt kay sath sath khud hi ho jata hai
                  Kiok forex market mein profit earn karne kay leye Achi learning aur experience ka hona zaroori hota hai kiok experience ho ga tu hi forex market ki movement ko samjh saktay han aur experience waqt kay sath hi hota hai learning se hi acha experience hota hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                    learning kraingay to apko experience milnaa shuru hojaayga laina kehty hain aur foreign exchange number one ap kitna praise humans hain matlub kitna gain karty hain wo ap ka praise hota hai aur foreign exchange precept hamesha ap ka praise ap ky praise say ziada hona chaheay ya least equal hona jitny bhi r specialty Aati Hai To yah request aur rahi HotiOver replacing her broking ka aik bohat Bara masla hai. Hit tak traders over replacing ko manipulate nahi kia jaa sakta americawaqt tak achi replacing bhi nahi ki jaa sakti. Merchants ko over replacing ka undaza bhi nahi ho pata kiyu kay poke tak agents ko over replacing badh sakte hain Varna Ham Piche Rah Jaenge Agar Ham wathre Lagate Hain To Hamen misfortune howdy hoga yah Ek bahut hi there Achcha enterprise hai Ham ismein Ghar baithkar kam bhi kar sakte hain Agar Ham usmein mastering Nahin Karenge To Hamen misfortune greetings hoga agar aap Clamor Mein Ek Ya Do braid open karte hain aur usmein hi there bahut accha Kamal Lete Hain To yah aapke liye bahut hi there Achcha step oga aap ismein aur time Aur Dil lagakar Agar mebig apple bilkal tek kaha hy m ap ki hon foreign exchange aik bot bara or famend enterprise hy mgr ye utna hi there difficult b hy hamy is m over replacing sy bachna chaiy hamy over replacing ko nzar andaz krna ho ga tbi ham foreign exchange replacing precept agy brh skty han or foreign exchange m hr broking lazmi over replacing
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                      Achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko jitna ho sake increased karna chahie kyonk forex mein jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se forex mein ham loss se bhi bach sakte hain jisse forex main hamara bonus account mehfooz ho jata hai aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye daily base per hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie aur forex mein kam experience our knowledge ki wajah se hum acha work aur achi trading nahin kar sakte hain jisse forex main hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri isliye forex main trading money management ke sath karni chahie aur forex main achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                        Assalamu alaikum dear friend Forex trading Mein learning bahut zyada important zaruri hy learning ke bagair Ham Kuch Bhi Nahin kar sakte isiliye sabse pahla kam Forex main join hone ke bad Hamen use per Jitna zyada ho sake time dekar learning ko develop karna hoga hamare pass knowledge hoga to hi ham Forex kuch kam kar sakte hain learning ke bad hi humra experience increase hoga experience tab hi Hota Hai Hai Jab Hamry pass Achcha knowledge Hota Hai Mukammal information Hoti Hai Ham aasani ke sath demo pay work kr sakte hain bagair learning ke Hum forex Kuchh Bhi Nahin kar sakte market mein aapane agar kam karna hai to aapko is market mein experience ki jarurat hoti hai agar aap is market mein learning karte Hain to uske bad yad kis market mein experience hota hai isliye aapko chahie kya aap use market mein apne aadmi ko complete Karen Taki aapko is market mein kam karne ka sahi tarika ek kar pata chal jaaye uske bad aap is market mein kamyab Ho jaate Hain agar aap is market mein Koi aisi mistakes karte hain Jin se aapko nuksan hota hai to aap is market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aapko chahie ki aap is market mein experience hasil Karen uske bad is market mein can start karen uske bad aapko is market mein kamyabi mil jaati hai agar aap is market mein experience ke bare kam start karte hain to ismein aapko kuchh time lagana padta hai tab aapko is market ke samajh aati hai aur aap is market mein acchi trade laga sakte hain.
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                          assalamu alaikum dear friend Forex trading mein kamyabi ke liye hamen ismein learning bhi karni chahie aur iska acha experience bhi hasil karna chahie hamare pass acchi learning hogi aur acha experience hoga to Ham ismein kamyabi hasil kar sakenge Forex trading ek behtarin online business hai jis mein Ham apni mehnat aur hard-working se Hi kamyabi hasil kar sakte hain Ham is mein jitna acha iska knowledge hasel karenge iska acha experience hasil karenge Ham ismein kamyabi hasil karenge hamen hamesha mehnat se kam karna chahie iska acha knowledge hasel experience hasil karna chahie hamara ismein acha time Dena hamen Forex main kamyabi deta hai hamen hamesha mehnat karte rahana chahie Jo Ham ismein apni mehnat sey say knowledge ko hasil karenge to Ham usse profit bhi acha hasil Karen ge hamen Forex trading mein apne knowledge ko improve karna chahie aur isase acchi earning hasil karni chahie Ham apni mehnat per Forex ka acha knowledge aur acha experience aasan karte Hain aur hamen is behtarin profit apne experience se Hi milta hai aap Forex mein zyada se zyada learning Karen iska acha knowledge aur acha experience hasil Karen Jo aap ke liye Forex mein kamyabi hai Ham ismein mehnat karenge to aise kamyabi hasil karenge yah ek behtarin business hai aur hamen ismein mehnat karte rahana chahie
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                            pehly to ap apny mind me yeh bat bitha kar rakhen keh kisi bi business ko aagy barhana aur is me se profit hasil karna koi asan bat ni hy .har business kuch na kuch experience ki demand karta hy takeh apkamyab ho saken . apne jo bat ki hay keh experience ka hona ziada zarori hy ya learning ka . mery khial me ap learning ki taraf ziada tawajeh den to apka experience bi barhta chala jay ga . agar ap learning ki taraf dhian ni den gy to apka experience bi ni ho pay ga. to pehli bat to yhe hy keh learning ki taraf tawajeh den. learning karny klye apko chahye keh forex ka ilm hasil karny ki kosish karen . start me ilm hasil karny klye ziada mehnat bi karna hoge . laken agar apka janoon hy aur apny mind bana lia hy keh forex me e kamyab hona hy to ap ek din zaror ilm hasil kar paen gy laken agar apka shoq ni hy , apki manzil ni hy to ap thek tarah se forex ka ilm hasil ni kar saken gy . jab ap ko lagy keh forex ke bary me ab ap bht kuch theory me jaan chuky hain to ab apko practical me ana chahye . ap apny ilm ko demo account me istimal karen . apny ilm ko live trading me istimal karen aur har tarah ke indicators ki mdad se apni trading ko open karen aur close karen . apko mukhtalif result show hn gy . phr ap in result aur values ko compare karen keh kis time me ja kar market me hamen profit hwa hy . to yeh chez apka experience kehlati hy . ap aesy samaj len keh learning pehla stage hy aur experience iska akhri stage hy .
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                              Assalamu Alaikum Forex friends Dosto Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading 1 online business hai Hamen ismein kam karke bahut jyada benefit Hasil ho sakte hain to doston Hamen Yahan per bahut hi mehnat Se Dil Laga kar kam karna chahie Taake Ham is opportunity se fayda Utha sake doston Forex trading business mein Main join hone ke bad agar aap knowledgehut se nahin Karenge to aapke pass experience Nahin aaega to knowledge Hasil karne ke liye hamare pass different way of opportunity Hai Hamen YouTube se Forex ke bare mein bahut jyada information Hasil ho sakti hai aur be different site per Ham Forex se related information Hasil kar sakte hain Jo ke Hamare knowledge ke liye bahut hi acchi aur kara mat sabit hoti hai Doston agar aap Forex trading business ko join karna chahte hain to aapko learning ki taraf Dhyan Dena chahie aapka experience Nahin hoga to aapko Yahan per kamyabi Nahin milegi aapko Yahan per learning Hasil karne ki bi facility provide hai aap different tarike se apni senior ki help Lekar demo Kaun per kam Karke a aur thread aur posting ko submit Karke a aur dusre members ke review per Kar Bhi Aap Yahan per bahut jyada knowledge Hasil kar sakte hain jo ki aapke liye experience bhi ban raha Hota Hai Jab aap khud practically is per kam Karte Hain To Aap Ko Kisi Ki sim ki Mushkil pesh nahin aati isliye Forex trading learning ka bhi platform hai aur experience Hasil karne ka bhi bahut hi Jabardast Mor Ka fraham Ham karta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                                STR Forex trading mein learning is truly hai jitna experience re hai agar aapke pass sab experience hoga to aap successful ho sakte hain aur running karke hi aap ek achcha experience kar sakte hain agar Nahin karenge to learning Nahin karenge to aapke pass experience hi achcha Nahin hoga to isliye zaroori hai kya aap padam account per kam Karen expenses Karen Karen aur kya aapko aapke earning me izafa ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X