Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?
    Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience? Forex trading may acha Kam karnay Kaye liye haumay learning say zayada importance experience ko dayni chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

    G dear learning zayda zaroori hai kiyu kay ap nay ager mahnet kay sath kam karna hai tu ap learning pay mahnet kay sath kam.karain kiyu kay forex mai hamesha acha kammahnet aur lagan kay sath kiya jata hai aur ap kay pass ager achi oearning ho gaye tu ap ko es mai auto pay he achi earning mil jatye hai tu apna kam mahnet kay sath kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai achi aur zayda kosesh learning mai liya karain jub ap kay pass es mai achi learning ho gaye tu ap kay pass es mai kafi acha expernce mil jata hai tu apna kam acha karain mahnet kay sath kam kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho patye hain tu kamyabi kaliye sub say zayda zaroori kam hai kay ap kay pass achi learning ka hona ager ap kay pass hai tu ap es kai hamesha he kamyab ho jatye hain aur ap ka kam acha ho jata hai tu hamesha mahnet kay sath learning pay he zoar diya karain ta kay bad mai ap es mai acha expernce kay sath acha kam kar kay kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

      forex main kam karnay kay ley humain es main ache learning hasl karnay kay ley humain es main ache earning be boht zrure hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our learning pr hum mahant karain gain to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain our hum es main acha experience ka our humain es mian acha knowledge ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho gfa our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es mian ache earning be gan kar skty hain our agar hum bgir experience kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho skta hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

        hamy is mai knowledge or experience hail kar ky mehnat or laga sy kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai hum is main aik din mai aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par kam ko pora karna chahey hum is mai aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty han hum is main live kam karty hai hum is mai sada urdu main kam karty hai hamy market ky up or down ko watch kar ky is main pasia be invest karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai agar hamara experience hai to hamy practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is main kam karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

          Basic Learning

          Forex Forex trading market main aapko basic learning ke sath start lena hota hai initial stage per Forex trading market mein Pakistan Forex forum mein kam karna sabse best hai trading ke liye ji ko samajh lete ho aapke liye aapke liye trading member banne mein aata nahin ho sakti hai aur aap Forexaapke liye trading member banne mein aata nahin ho sakti hai aur aap Forex trading market mein intellectual and intelligent approach ke sath positive psychological behaviour ke sath kaam karoge to kamyabi mil sakti hai aapko forum ma sary sections ma kam kam krna chue qor ccontest ko bhi join kren

          Experience of Forex trading

          ​Trading ky leay jitna knoknow important aor zarori hai ututna he experience bhi zarori hai is ky leay sub sy acha source demo account hai jis ma apko demonstration ky lealeay aik best real type serve dia gia hai ap wahawahan py practical work kr skty ho.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

            hamy forum mai kam karny ky liye sub sy pahly learning gan kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hsal ho jyge hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han is ko samjna aik din ka kam naui han hum is mai agar laalch ban ky kam karty han to hamara account band ho jy ga hum isy apna life tme career be bana sakty han hum is mai apn y boss ap he hoty hain hum is mai pairs ma or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga is jasa koi or business nahi han
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Doston Forex forum Mein kam karne ke liye sirf experience or knowledge ki jarurat Nahin Hoti is Mein knowledge experience quality quantity or zyada se zyada confidence ki zroorat hoti hai is se behter kam ker sakte hain. Forex forum mein Hamari Itni Jyada knowledge Hogi utna hi Ham ismein Achcha kam karte hain jitna hmari knowledge mein izafa Hoga utna hi Hamare experience Mein bhi izafa Hoga ismein only knowledge ki jarurat Nahin Hoti ya sirf experience ki zroorat Nahin Hoti is mein dono ki zroorat hoti hai tabhi ham zyada earning hasil ker sakte hain.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience? Forex trading may acha Kam karnay Kaye liye haumay learning say zayada importance experience ko dayni chahiye?
                Dear brother aapne learning aur experience Mein comparison yah hai aur unke bare Mein Kuchh Achcha hai ki Ham Ko Jyada learning per focus karna chahie ya FIR experience per focus karna chahie to aapko main is question Ka Jawab Dene Se Pahle learning aur experience ki definition Karke Uske bad uski importance aapko batata hun.

                Learning:
                Learning se Murad Hota Hai Jab aap daily basis per Kuchh nai chijen learn karte hain aur uski different sources Ho Jaate Hain Jahan se aap new things ko Hasil Karte rahte hain aur kuchh chijen sikhte rahte hain is process ko learning kahan jata hai.

                Experience:
                Dear jab aap apni education aur information Ko Kisi chij per apply karte hain aur uske against aapko Kuchh results Milte Hain To vah aapka experience ban jata hai aur job aap Yahi education aur knowledge Bar Bar apply Karte rahte hain to vah Aapka experience banta rahata hai

                Experience and learning interconnected
                :
                Dear brother aapane question kiya tha ki Ham Ko Jyada focus learning per karna chahie ya experience per karna chahie to main aapko yah batana chahta hun ki agar aapki learning acchi Hogi to aap ka experience we automatically Achcha ho jaega aur Agar aapki learning effective nahin hai to aap kabhi bhi achcha experience gain nahin kar sakte isliye experience aur learning aapas Mein inter-connected Hote Hain.

                Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	7
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12328045
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                  G han bilkul Forex trading Mein learning bahut zyada important zaruri hy learning ke bagair Ham Kuch Bhi Nahin kar sakte isiliye sabse pahla kam Forex main join hone ke bad Hamen use per Jitna zyada ho sake time dekar learning ko develop karna hoga hamare pass knowledge hoga to hi ham Forex kuch kam kar sakte hain learning ke bad hi humra experience increase hoga experience tab hi Hota Hai Hai Jab Hamry pass Achcha knowledge Hota Hai Mukammal information Hoti Hai Ham aasani ke sath demo pay work kr sakte hain bagair learning ke Hum forex Kuchh Bhi Nahin kar sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience? Forex trading may acha Kam karnay Kaye liye haumay learning say zayada importance experience ko dayni chahiye?
                    dear brother is market mein aapane agar kam karna hai to aapko is market mein experience ki jarurat hoti hai agar aap is market mein learning karte Hain to uske bad yad kis market mein experience hota hai isliye aapko chahie kya aap use market mein apne aadmi ko complete Karen Taki aapko is market mein kam karne ka sahi tarika ek kar pata chal jaaye uske bad aap is market mein kamyab Ho jaate Hain agar aap is market mein Koi aisi mistakes karte hain Jin se aapko nuksan hota hai to aap is market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aapko chahie ki aap is market mein experience hasil Karen uske bad is market mein can start karen uske bad aapko is market mein kamyabi mil jaati hai agar aap is market mein experience ke bare kam start karte hain to ismein aapko kuchh time lagana padta hai tab aapko is market ke samajh aati hai aur aap is market mein acchi trade laga sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                      knowledge or experience sy he hum is mai trading kar sakty hai yai asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hai hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai agar hamara experience kam hai to hamy practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta han hamy is mai meyare or information wala kam karna chahey yai aik asa karobe hai jo ky kabe be band nahe ho sakta is mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai har tarha ky logo k kam karny ka moka dyta hai is mai pakistan ky log be kam kar rahy hai hamy is mai daily kam karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                        Forex business me experienced traders banny key ley hi learning ki jati hay mera opinion es bary me ye hay key hamari learning without experience key complete hony ka sawal hi peda nahi hota hay, learning karny me trading experience aur knowledge key sath Forex market updates hasil karny key sath trading tools ka use karna ye sab hi include hota hay, agar complete learning ki bat ki jaye to es me trading experience ka hona bahot zarori hota hay, baghir trading experience key ham market me siraf andazy aur tuky ki trading kar sakty hey aur jab ham experience key sath aur learning complete hony key base par trading karen gey to ye conform trading hoti hay jes me profit baghir loss key be mumken ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                          Dear is market mein aapke pass learning Hogi to Uske bad hi aapko is market mein experience bhi Hasil ho jaega agar aap is market Mein learning complete Nahin Karte aur Aise Hi Kam start kar dete Hain To aapko Itna Achcha experience Nahin Hoga yah aap experienced karne ke liye Aisi mistakes karte rahenge Jin ki vajah se aapko Kafi Jyada nuksan Bardaasht karna hoga aapko chahie ki aap is market Mein sabse pahle Apne experience Koi use Karen agar aap ko ya lag raha hai ki aapka skill level abhi tak Achcha nahin hai aap demo account per practice Karle isase aapko is market ka acche experience Asik ho jata hai agar aap is market Mein learning per procus Karte Hain To aap ka experience auto per Achcha ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                            Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience? Forex trading may acha Kam karnay Kaye liye haumay learning say zayada importance experience ko dayni chahiye?
                            Learning aur knowledge say he experience kay liye raah hamwaar hoti hai. Agar learning he nahi hogi tou experience gain kernay kay liye ground he nahi bann sakey ga. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay woh apnay liye aik bohat acha source of income generate ker sakain. Forex trading mai her trader ko bohat achi earning ho sakti hai laikin uss kay liye sub say ziada zaruri learning aur aur knowledge hain uss kay baad uss learning aur knowledge ki base pay he bohat acha aur solid experience zaruri hota hai. Forex mai aksar traders trading ko bohat shoq say join tou kertay hain laikin unhain yeh bhi dusray online businesses ki Tarah sirf invest ker kay profit lainay wala online business model he lagta hai laikin jab iss business mai inn hotay hain tou chore bhi jatey hain laikin jo traders mehnat kerna chahtay hain unn kay liye yeh aik bahtreen business hai. Experience aur learning dono he bohat zaruri pillar hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                              Asslam o Alaikum bhi jan umeed kar hu ap sab khariyat sa hung,forex jasa karobar koi nai ya apni msal ap ha sab sy zyada ham es karobar ma kam sakta han jis ka liya hamy aik achi mehnat ki zarort huti ha ya aik lajawb karobar ha es jasa koi nai ha es ma hamy bohat hi samjdari sa kam karna hu ga asi aik online markit ma kam karna ka liya hamy bohat zyada learnng ki zarort huti ha asi markit ma kam karna ha ton sab sa pahly hamra pas aik acha knowldge hona chahiya agr ham es ko hasl karta han to es ko ham apni pratice ma la ka ay ga or waha sa ham aik acha exprience gain kara ga ya aik bohat hi bara karobar ha jo pori duniya ma phla huwa ha es ko har koi kar raha ha es markit ma kamyabi ka liya hamy dono ka hona zarori ha agr learning ha to ham es ma mistak kar sakta han q ka hamry pas exprience nai ha jab hamra pas asi markit ma kam karna ka liya exprience a jata ha to hamra pas learning huti ha es liya markit ma hamy har chiz ka pata hona zarori ha es ma hamri koi bi mistak maf nai huti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X