Emotions pay kaisay control kia jaey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

    Hmen apny imotions py control pany k liy apny mind set ko hmesha cool rakhna chahey or is bunyad py trading krni chahey k agar aik trading me hmen losses b ho gay hen to hmen agki trading zyada sy zyada faeda b dy skti hy agar hmen farz kren k pehly week 100$ ka nuksaan hua hy or ham disappointment ho gay hen to hmen is chez sy nikalna chahey or dobara cool mind k sath trading krni chahey or is umeed k sath trading krni chahey k is baar hmen zroor profit hi ho gi or ap 200$ ka profit hasil krny me kamyab ho jaty hen to ap ka pichla loss ap aesy gain kr skty hen is liy ap ko hmesha hi cool minded k sath hi trading krni chahey agar ap pehly loss py hi dil haar den gy to ap ko dobara profit hony ka khatra zyada ho ga is liy dobara aik nae strategy apnae or trading me kamyab ho jaen jo ap ko misal di gaen hen inhe bunyad py agar ap kaam kren gy to ap ko profits k zyada sy zyada chances milen gy ap apny mind k mutabik kaam kren or imotions ko zroor control kren.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

      Assalam o alikum!dear forex members umeed ha kay ap sab theek hon gay forex he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut he knowledge ki zarort hoti ha forex markit ma market ma kam karna ha to apna emotion ko har surat ma control ma rakhna ho ga q ka jo emtion ka sath trading karte ha osy loss huta ha es liye es sa hamy bachna ho ga trading ka darmyan emtion pa jo kabo nai pata wo kabi kamyab bai huta q ka jab market ma hamy loss ho jata ha to wo emtion ma kar aik large lot sa trade lga data ha jis sa osy bohut zyada nuksan ka samna karna parta ha hamy relax hu ka ya kam karna ho ga koi asa emtion nai rakhna hu ga jo hamy loss hu es liye market ma kam ka liya khud ko prepar karna ho ga taky ham trading karta wakt kisi kisam ka koi emtion na rakhy jo in pa contral kar lata ha wo market ma kamyab hu jata ha.
      • #18 Collapse

        Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

        Asalam o alikum bhai ap ny bot acha swal pocha hy ji han friend forex trading jasy mushkil karobar m emotions par qabo pana b utna he ziada mushkil hy or myry khayal sy to trading karty hoay har trader emotional ho jata hy har new trader or kamyab professional trader b emotions m b kabi na kbi a jata hy or emotional trader's kbi b forex trading m kamyabi hasil ni kar sakty yahan emotional ho kar kam karny walon ki koi jaga ni har trader koshish karta hy k wo emotions py qabo paiay or kamyabi sy earning kary mgr bot km traders apny emotions par qabo paty han or emotional hony ki bari waja lalich hy ham jab forex trading join karty han to hum samjty han k forex asan karobar hy is m ham asani sy bot sa pasa kma kr jaldi sy ameer ban sakty han is leay hum emotional ho kar trading karty han or bary nuqsan ka samna karty han ham chahan to koshish kar k apny emotions par qabo pa sakty han is tahra k hum daily k profit ka aik target bna lan jis ko pora kar k hamy trading stop kar dyni chaey is tra humary andar na to lalich pyda ho ga or na hi ham emotional ho kar trading karan gy or nuqsan sy bach saken gy forex jasy mushkil karobar m ham emotions par qabo pain gy to hi forex hamy earning frahm kary ga
        • #19 Collapse

          Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

          Aoa members. market mein aap jab bhi Koi train lagate Hain to usmein aap ko emotion per control karne ke liye is market mein apna target set karke maarpeet se dur ho jana chahie agar aap market mein har time active rahenge to aap is market mein mistakes karte rahenge jiski vajah se aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie ki aap is market mein Jo bhi trade open Karen usmein aap soch samajh Kar trade lagaen

          Reviews loss due to emotions:
          Dear brother aapane Jo last time Apna nuksan Kiya hota hai just emotion ki vajah se to aap Jab FIR ISI Tarah demotion se kuch soch rahe hote hain aur decision dene Lagte Hain to use nuksan ko ek dafa Yad kar liya Karen ki Ham Ko pahle bhi ISI vajah Se Kitna nuksan ho chuka hai isase aapko emotion per control karne mein Kafi madad mil sakti hai.

          Lectures of good speakers:
          Dear emotion control karne ke liye aapko bahut hi behtarin lectures available ho sakte hain Jo ke bahut acche speakers ki taraf se aapko internet par mil sakte hain agar aap an lecture ko carefully Sun Lenge to aap ko Apne emotion control karne mein bahut help mil Jayegi.
          • #20 Collapse

            Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

            Agar Ham Apne emotions ko control Mein Rakhna Chahte Hain To Hamen Fox Mein kam karne ke liye ek takat Bana Lena chahie aur Hamen strategy Banakar kam karna chahie Agar Ham rojana ke kam ki limit ko pura Karte Hain To Ham emotional bhi nahin Ho Sakenge aur Hamara takat bhi complete ho jaega Is Tarah Ham kam kar ke behtarin bonus Hassan kar Sakenge Forex 1 online business hai yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta ismein UK or USA Jaise countries involved Hain forex business Pakistan mein bahut Teji se famous ho raha hai agar Ham ismein struggle Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil ho jati hai agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jata hai Hamen market Mein Aati aath ke sath kam karna chahie Forex Ek real business hai ismein students bhi kam kar sakte hain aur ismein womens bhi kam kar sakti hain Forex Mein kam karne ke liye Hamen well education ki jarurat Nahin Hoti Agar Ham Forex ko join karna chahte hain To Hamen first of all Achcha knowledge aur Achcha hai cancel karna chahie Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein trading Karni chahie FIR hi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge yah Ek aisa karobaar hai jo Pakistan mein bahut AC se mashhur ho raha hai yah Ek legal business hai yah Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham ismein lifetime ke liye kam kar sakte hain Agar hamare pass koi bhi job nahin hai aur ham berojgar Hai To Hamen Forex ko aaj hi join kar lena chahie Kyunki Forex Ek accha business hai Ham ghar mein baith kar iska kam laptop per kar sakte hain Agar Ham ismein mehnat se aur Lagane se kam Karte Hain To yah business Hamen acchi earning rahata hai
            • #21 Collapse

              Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

              Assalamu Alaikum Pyare dost.. Forex me emotions control karna bahut Aasan hai agar Ham trading mein emotional hokar trading Karenge Hamen loss ho sakta hai Jab Ham yah Sochenge ki Hamen loss Se Bachana Hai To Apne emotions ko control kar Sakenge Hamen chahie ki Jab Ham Forex trading Karen To Ham usse pahle Forex ki learning Karen Taki hamare pass Forex ko experience ay r us experience ko use karte hue trading Karenge To Ham trading mistakes Nahin Karenge aur jab Ham mistakes Nahin Karenge to ham loss se bach Sakenge Aur Is Tarah Se Ham emotional Nahin Honge ki Jab Ek Dafa hmain loss Ho Jata Hai To Ham next Mayus Ho Jaati Hai Aur bahut imotional hote hain Hamen chahie ki Ham Apne emotions ko side rakhen emotions per lectures Dekhen Google se lectures search Karen un Ko Dekhe samjhe Aur Is Tarah Se hmein Apne motions ko control Mein help. Mily gi... Hmain Pata Hona chahie ki jab tak Ham apni emotions control me rakhkar trade Nahin lagaenge profit ki taraf Nahin Ja Sakenge Jab Ham yah Sochenge ki emotions Hamen Forex me nakami ki taraf Lekar Jaate Hain To Ham Khud BA Khud apni emotions ko control karna Sikh jaenge... Dear member bus Hamen Forex k rules follow karna hoga Forex mein mehnat se kam karna hoga Is Tarah Ham Khud BA Khud emotions ko side rakhkar Jahan Se Achcha kam kar Sakenge
              • #22 Collapse

                Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                Assalamu Alaikum Forex per kam karte hue Hamen Apne emotions per control Rakhna chahie Taki Ham Kisi bhi mistake ko avoid kar sake lekin Hamare liye emotions ko control karna Mushkil hota hai Kyunki Jab Hamen loss hota hai To Ham Khud Ko compose nahin kar paate Aur Is Tarah Ham Kuchh mistake kar lete hain isliye Hamen Khud per control Hona chahie Kyon Ke emotions ka Forex per Koi Kam Nahin Hai Agar Ham Apne emotions ko follow Karenge To Ham Apna nuksan Karva baithenge isliye Aisa nahin karna chahie loss or profit to hr Business mein ho sakta hai isliye Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Agar Hamen loss Ho Raha Hai To Sab Se Pahle Humne apni mistakes ko theek karna hai aur FIR unko avoid karte hue kam karna hai Humne loss hony par main use Nahin Hona Bal Ke Apne full potential ke sath come back karna hai Taki Ham bhi dusre Mein bus Ki Tarah acchi earning kar sake aur profit Hua Hai To Humne excited hokar jaldbaji Mein soche samjhe next trade Nahin Lagani Is Tarah Hamara bahut loss Hoga aur Hamare account bhi risk per Hoga isliye jaldbazi mein Na Karen Bal ke market ki situation ke mutabik favourable situation Dekhkar trade open Karen takat aapka profit ho aur aap acchi earning kar sake isliye emotions per control karke hi Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                  Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan Forex trading Mein kam karte hue Hamen Apne emotional ko control Mein rakhte Hue trading Karni chahie Jab traders trading loss ka face Karte Hain To Unka mind disturb hota hai jo ISI solution Mein unko trading se Ganesh karna chahie Varna aur Jyada nuksan uthana padta hai Forex trading Mein emotional traders Jyada Kamyab Nahin hote hain Forex trading Mein Hamen kam karne ke liye Khud Ko mentally prefer karte hue Sach full training Karni chahie aur apne emotional ko control Mein rakhte Hue trading karne mein hi kamyabi hai frocks Karenge Ek Aisa business hai jis mein Ham loss aur profit donon ko hi face karne padte Hain Magar lazmi hai ki Hamen donon certain Mein Apne a emotional ko control Mein rakhte Hue face karne chahie aur acche traders Kabhi Bhi Apne emotional ko Apne Upar heavy Nahin hone Dete Hain balke relax mind ke sath training karte hue training mein jyada kamyabi Hasil karte hain Hamen Apne emotional ko control karne ke liye Moti vacation speaker ki Safed ko apne liye faydemand banate Hue Apne emotional ki Baithe Hue Mein kar sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham Apne emotional ko acche se control Karen Kyunki Agar Ham Apne emotional ko acche se control Karenge To Ham kamyabi Ho Sakenge Ho Achcha bonus bhi Hasil Karke kamyabi Hasil kar Payenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                    Emotions ko different techniques key base par ham control kar sakty hey Forex business me agar ham ne emotions se bachna ho to hamy es key ley en tips aur techniques ko follow karna chaye,

                    1. Profit targets ki setting: agar ham profit targets ki setting har trade me kia karen gey to hamari ye koshish hamy emotional hony se bacha sakti hay hamara profit target ka set hona ya na hona hamary experience aur knowledge par zaror depend karta hay magar profit target ko set karny ki waja se ham mazeed profit earn karny ka risk nahi le saken gey,



                    2. Risk management: Agar ham risk ko be trading me manage karen gey to ye risk management trading strategy hi hamy emotional nahi hony deti hay, without risk management ki trading hamy loss be de sakti hay aur hamy emotional be bana sakti hay,

                    3. Over trading: Traders loss ki waja se emotional hoty hey aur over trading ki waja se agar quickly loss ho jaye to 100% hi esy traders emotional ho sakty hey, emotional se bachny ka tareeqa yahi hay key over trading kar key kabi be trading na ki jaye, jab tak traders over trading karny ki adaad ko apny mind aur dil se remove nahi karen gey traders har bar hi emotional ho jaya karen gey,

                    Traders ko bahot zeyada risk es ley be Forex market me nahi lena chaye key wo greed karny aur emotional hony se bach saken, greed kar key aur emotional ho kar trading karny se Forex business me kamyabi nahi mil sakti hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                      Studying metrade Lagate Hue Hamen Hamesha Apne emotions ko control Mein Rakhe aur relax mind ke sath trading Karni Hoti Hai Kyunki Agar Ham depressed Hai To Hamen trading Nahin Karni chahie is ham bahut jyada loss Karva sakte hain aur Jalpari hi Mein Lagai Gai trade Hamesha loss male a Jaati Hai To Hamen bataya Ki Soch Samajh Kar aur trading per focus Karke Hamen trade Kenal isase karne ke bad relax mind se trading open karne chahie aur positive planning ke sath apni trading ko open Karen takat Ek profitable trading ho sake aur Hamesha indicators aur signals ko Dekhte Hue hi trade open Karen jisse Hamen bahut jyada fayda hota hai aur Hamare loss ke chances kam ho Jaate Hain aur profit Jyada hota hai Hamesha Jal Basti main or depressed hokar kabhi bhi trade na open Karen Aisi trade open karne se bahut bada loss hota hai aur mostly account bhi voice ho sakta hai To Hamen chahie Ki Soch Samajh Kar Hi trading Karen Taki 8 profitable trading ki Ja sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                        Emotion per controll sub ka liaya bohata hi zarory hy jo loog proper triky sy forex my mehanat sy kam karaty hayana who loog zaroor kamyaba ho sakty hayan is liaya humy koshis karany chiaya ka hum.forex my proper triky sy mehanat sy kam karayan agara hum forex my mehanata dy kama karayan gy to tab hi hummkamyabai hasail lar sakaty hayan.or achi earaning kar sakty hayan forex my kamyqb hony ka liaya humy zayada sy zayada mehanat ksrana prty hy.humy koshis karany chiaya ka hum apny emotion per controll karayn .emotions percontroll sy murad ya hy ka hum jab forex market my trading karaty hayan to us waaat humy apny emotion per controll karana chiay q kahbohat dy loog forex my ksm kara rahay hoty hayan jab market un ko oppose karaty hy to who mazeed lot size ka sath mazeed trades open karty hayn.or agara market un ko mazeed oppose karty hy to un ko zayada sy zyada lose hota hy agar hum.lose sy bachna chaty hayan.to humy is my mehanat sy proper work karana chiaya jo loog properly working krty hayn who loog zaroor kmayb ho jaty hayan is liaya humu is my mehanat sy kam karana chiay.jo loog mehanat sy kam.karty hayan who loog zaroor achi earaning kar sakty hayanis laiay humy forex my kabi bi over trading ni karny chiay agar hum.over trading karayn gy to humy lose ho sakta hy is liaya humy koshis karny chiaya ka hum.over tradaing sy bachayn tab hi hum.achi earaning kar sakayn gy .forum ka anadar bohat sy loog asy hoty hyan jo over tradaing laratay hayan over tradaing sy humy jab tk profit hota hy to profit bi acha hoata hy lakain jab over tradaing my market humy oppose karty hy to phir humary account bi wash ho jaty hayn is liaya humy over trading syavoid karana chiaya taba hi hum kamyabi hasail kar sakty hayn or achi trading kar sakty hayn or is ka bagair humary liayakamayabi hasail karana bohata hi mjshkil ho kay ga.
                        • #27 Collapse

                          Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                          G bahi forex ik buth hi acha business hai is market mein aap jab bhi Koi trade ko close karta hai tu to us mein humhy apny emotion per control karne ke liye is market mein apna target set karke maarpeet se dur ho jana chahie agar aap market mein har time active rahenge to aap is market mein mistakes karte rahenge jiski wajah se aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chayie k aap is market mein Jo bhi trade open Karen us mein aap soch samajh Kar trade lagaen aur us mein tab tak dobara trade ke sath target ko disturb na Karen jab tak aapka target nahin ho jata agar aap is market mein apna target aasani se achieve karna chahte hain to uske liye aapko sabar karna hota hai aise hi is market mein agar aap bar bar market ko dekhte rahenge to aap usse emotional Ho jaenge aur aap kabhi bhi is market mein kamyab nahin ho sakte isliye aapko chahie ki aap apne emotions ko control karne ke liye market mein sirf ek time table bana kar kam Karen Taki aap ko kis market mein kisi tara ka masala Na ho ku k forex mian humhy losso rprofit dono ik sath sath hai agr hum apny emotion pay control nahi karty tu wo loss ka shakr ho jaty hai yah b unka sara ka sara account hi wash ho jata hai is liye humhy trade lagty waqt khud pay control karna ho ga taki hum loss say bach sky or humhy acha profit hasil ho sky
                          • #28 Collapse

                            Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                            Forex Mein Apne emotions control karna Ham sab ke liye important kam hai you form Yahan per Apne emotions control kar lenge To Ham apni trading co Kamyab Bana Lenge because emotion control karne se positive ideas develop Hote Hain Jo hamari help karte hain aur forex marketmarket hamesha kisi na kisi pattern ki base per movement ker rehi hoti hai agar Ham tamam patterns ko achi terha samajh lain tou forex market main hamari liay trade kerna asan ho jata hai ky jab pattern ki base per market movement ker rehi hoti hai tou aesy time per Ham pattern ky knowledge ky mutabiq trade open ker ky bahot achi earning ker sakty hain isi terha piercing line bhi market movement chart main creat hony wala pattern hai jo market ki support per banta hai aur jab yehi pattern complete hota hai tou iska matlab hota hai ky ab market trend change kerty huey upward direction main bari movement kerny ja rehi hai tou piercing line pattern per trade kerny ky liay hamain piercing line pattern ko samajhna zaruri hai ky yeh pattern Kis terha banta hai aur is per kis terha sy trade open ker ky ham achi earning ker sakty hain tou sab sy pehly ham is pattern ki penchan ko discuss kerty hain

                            Piercing line pattern

                            Piecing line pattern is waqat creat hota hai jab market continue downward movement kerty huey jah aik bearish candle complete hony ky bahd next candle kuch gap ky sath down sy start ho ker bullish candle is terha sy creat ho ky last bearish candle ky more than fifty percent per close ho jaey tou aesy main jo pattern creat hota hai usko piercing line pattern kerty hain aur jab yeh pattern complete hota hai tou usky bahd market ki hundred percent movement ka uptrend start ho jata hai aur wahan per buy ki trade open ker ky ham bahot achi earning ker sakty hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                              dear member humty agr apny emotion py contol krna agr nhi ata to hum kabi kamyab nhi ho sakty hain humy sub sy pahly apny emotion py control krna cahiyay qu k humara jtna b loss hota hai wo humary emoation ki waja sy he hota hai hum apny emoation ki baddlat apny jazbat ko kaboo nhi kr sakty jis ki waja sy hum apna loss kr daty hain emotion ka matlb asy k hum agr dahkty hain k humy tora profit mila hai aik trade sy to hum lalch kr k usi pair main phr sy usi jaga tade lagea daty hain jahan sy humny trade ko close kea hota hai ya souch kr k hota sakta haain k yahan sy trade waps jahy magr hum apny emotion py qabo na paty hoya phrtrade laga daty hai to jo trade waps oposite move krny lag jati hai to humy big lss ho jata hai humy asa kabi b nhi krna cahiyay zayada k cahkron main agr hum humara big losss ho jahy to phr kia hhota hai ya sb member ko achi tra pata hai es lya bad k pahctaway sy acha hai hum pahly he kud k emotaion ko control kryn aur mind sy kam lyan na to loss ho ga aur na he koi aur problm.
                              Mehnat Me Azmat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                                dear friends hamare emotions market analysis and performance par buhat asar andaz hote hai agar ham emotions k sat trading karte hai to ham kabhi bhi kamyab nahi ho sakte ku k emotions hame hamesha wrong trades ki ijazat dete hain jab tak hamara mind fresh nahi ho ga ham achi trading nahi kar sakte hain drasal emotions insan ki natire main shamil hain ham in ko leave nahi kar sakte hai lekin agr ham try karen to ham in ko apni marzi se control kar sakte hai our acha profit hasil kar sakte hain misaal k toor par greedy hona trading business main nuqsan da hota hai lekin agar ham learning our experience k liye greedy ho jaye to ye hamre liye success ban jata hai our ham acha experience use kar k acha profit hasil kar sakte hain

                                How to control emotions :
                                dear friends emotion ko control karna asaan nahi hai sab se pehle aap ko trading ko mukal toor par samjhan ho ga properle trading ko smajh jaen koshish karen k daily kam se kam aik trading ka topic select karen us ko rad karen researh karen our demo trading account par us ko analyse karo our experience hasil karo our koshish karen k khud strategy create karen ap jab tak dosroin par depends rahe ge aap emotins se jan ne churwa paye ge aap ko greed ko sirf learning k liye use karen jab aap live account par trade karen to greedy na bane na hi blind trading karen small lot size k sat market main enter ho jaye ku k kam profit zayda nuqsaan se behtar hai jab aap ka experience acha ho jey ga tab aap high risk b le sakte hain
                                Ayisha Cutey's Trading Journal
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X