Emotions pay kaisay control kia jaey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions pay kaisay control kia jaey?
    Forex trading mai kuch aisay matters hain jinn pay traders bohat ziada work kertay hain laikin phir bhi qaabu paaney mai puri tarah kaamyab nahi ho patey hain. Iss liye emotions kay barey mai her waqt baat hoti hai. Emotions pay kaisay control kia jaey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

    emotions par control karna ziada mushkil kam nahi hai ap ko forex mai sirf aik rules ky mutabik kam karna hota hai aur ap ko aik plan bana kar kam karna parta hai ap ky emotions khud he control main ho jaty hain ap ko aik din ka aik target rakh kar kam karna chahye ager ap ka target 20 doller ka hai ju ap nay dialy earn karny hain tu ap 20 doller earn ky bad market ko dekhain he na ap ko koi other kam kar laina chahye kyon ky jab ap market ko watch karty rahain gay ap ko forex mai profit hota rahy ga is lea forex main ap ko ager aik plan ky sath kam karty hain tu ap ky emotions bhi control main rahain gay aur ap forex main regular profit bhi kar skain gay aur loss sa bach sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex trading mai kuch aisay matters hain jinn pay traders bohat ziada work kertay hain laikin phir bhi qaabu paaney mai puri tarah kaamyab nahi ho patey hain. Iss liye emotions kay barey mai her waqt baat hoti hai. Emotions pay kaisay control kia jaey?
      Ji ap nay acha sawal kia hay. Emotions pay control karnay kay baray main bat karnay say pehlay yeh arz karna chahoon ga k koi bhi trade start karnay say pehlay ham ko achi taran Forex trading kay related knowledge gain karna chahiay aor achi taran Forex trading ki learning karni chahiay es kay bad Forex trading ki bohat ziada practice kar kay experience hasil karna chahiay jab trader kay pas bohat ziada knowledge ho jay ga aor strong learning ho gi aor ziada say ziada experience ho ga yehni trader bohat ziada Forex trading main expert ho ga to woh khud ba khud apnay emotions pay control kar pay ga kun k woh Forex kay faiday aor nuqsan achi taran understand kar pata ho ga aor woh esi wajah say apnay emotions pay control bhi kar laita hay es liay maira mashwara yahi hay k pehlay knowledge, learning and experience gain kar lia jay es kay bad trading start ki jay.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Forex trading mai kuch aisay matters hain jinn pay traders bohat ziada work kertay hain laikin phir bhi qaabu paaney mai puri tarah kaamyab nahi ho patey hain. Iss liye emotions kay barey mai her waqt baat hoti hai. Emotions pay kaisay control kia jaey?
        Yes dear brother aapane bahut hi important question Kiya Hai Kyunki Forex trading Mein Aksar Ham emotion ki vajah se nuksan kar Jaate Hain aur Humko chahie ke Ham emotion ko control karne ki puri koshish karen aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai ismein Main Apne experience ke hisab se aapko Kuchh important baten identify kar deta hun Jis ko base Banakar aap apne emotion per control kar sakte hain.

        Reviews loss due to emotions:
        Dear brother aapane Jo last time Apna nuksan Kiya hota hai just emotion ki vajah se to aap Jab FIR ISI Tarah demotion se kuch soch rahe hote hain aur decision dene Lagte Hain to use nuksan ko ek dafa Yad kar liya Karen ki Ham Ko pahle bhi ISI vajah Se Kitna nuksan ho chuka hai isase aapko emotion per control karne mein Kafi madad mil sakti hai.

        Lectures of good speakers:
        Dear emotion control karne ke liye aapko bahut hi behtarin lectures available ho sakte hain Jo ke bahut acche speakers ki taraf se aapko internet par mil sakte hain agar aap an lecture ko carefully Sun Lenge to aap ko Apne emotion control karne mein bahut help mil Jayegi.

        Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	5
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12328032
        • #5 Collapse

          Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

          Dear is market mein aapane agar kamjor Driver Ki Tarah kam karna hai to aapko chahie ki aap is market Mein Apne patient Katol Karen usse aapko kya fayda hoga ki aap is market Mein jakar Motion Control kar ke liye kam karte hain to aapko smart mein fayda ho jata hai aise hi is market Mein Jitne Bhi trater Aam kar rahe hain unko chahie vah Apne missions per control karte hue kam Karen Taki is market mein agar unko kis wajah se nuksan ho jata hai to vah emotional hokar Aisi mistake na Karen Jiski vajah se unko nuksan Ho Jaaye Jab aap apne motion per control kar lete hain to Uske bad aap is market Mein Sadar ke sath kam kar sakte ho Reshma covid Mein Kamyab Ho Jaate Hain Is Tarah aapko smart phone mein aasani se kam Yaha bhi mil Jati Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex trading mai kuch aisay matters hain jinn pay traders bohat ziada work kertay hain laikin phir bhi qaabu paaney mai puri tarah kaamyab nahi ho patey hain. Iss liye emotions kay barey mai her waqt baat hoti hai. Emotions pay kaisay control kia jaey?
            dear brother is market mein aap jab bhi Koi train lagate Hain to usmein aap ko emotion per control karne ke liye is market mein apna target set karke maarpeet se dur ho jana chahie agar aap market mein har time active rahenge to aap is market mein mistakes karte rahenge jiski vajah se aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie ki aap is market mein Jo bhi trade open Karen usmein aap soch samajh Kar trade lagaen aur usmein tab tak dobara trade ke sath target ko disturb na Karen jab tak aapka takat nahin ho jata agar aap is market mein apna target aasani se achieve karna chahte hain to uske liye aapko sabar karna hota hai aise hi is market mein agar aap bar bar market ko dekhte rahenge to aap usse emotional Ho jaenge aur aap kabhi bhi is market mein kamyab nahin ho sakte isliye aapko chahie ki aap apne emotions ko control karne ke liye market mein sirf ek time table banakar kam Karen Taki aapko kis market mein kisi kishan ka masala Na aaye.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

              G han dear trading mai emotional hona mamoli bat hao kiyu kay es mai ap ko lose hota hai aur ap es mai kafi had tak emotional bhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai emotional bhala he hun per ap ka kam hai kay ap es mai apna kam daikh kay aur soch kay karain aur ap ka kam hai kay ap apnye kam mai mahnet aur lagan kay sath acha kam jari rakhain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur acha kam tu kamyabi daita hai per emotional hona bhi theak nhi hai emotional hotye hain tu ap ka kafi nuqsan ho jata hai tu ap nay kam karna hai tu ap apna kam mahnet kay sath jari rakha karaina aur es mai ap kam emotional ho kay kam kiya karain ap es mai jitna zayda mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain ap ka atna he faida ho jata hai jis kay bad ap es mai emotional kam hun gaye tu ap ka faida hai warna tu ap ka lose he lose hai tu acha kam karain aur daikh kay karain ta kay ap ka es mao faida he faida ho jata hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                forex market mai emotions hamra dusman hain hamy is ko katem karna ho ga hamy apne all bad feelings ko kaabu mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy or hum apne life time career be bana sakty hain hum is mai agar kamayb hona chaety hain to hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar lalachi ban ky kakm karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar kam karty howe aik mistake kar dety hain to hamara account bannd ho jy ga hamy soch samj kar market mai kam karna ho ga yai aik best business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                  Forex trading may Kam kartay hoye haumay apney emotional ko control may rakhtay hoye trading karni chahiye.jab traders during trading loss ko face kartay hay to unka mind distrub hota hay to esi situation may unko trading say gureaz karna chahiye warna aur zayada nuksaan uthana parta hai.forex trading may emotional traders zayada kamyab nai hota hay.forex trading may haumay Kam karnay Kaye liye khud ko mentally prepare Kartay hoye successful trading karni chahiye aur apney aggressive aur emotions ko control may rakhtay hoye trading karney may hi kamyaabi hay forex trading ake aysa business hay jiss may haumay loss aur profit dono ko hi face karna parta hay magar Lazmi hay Kay haum dono soorto may apney emotions ko control may rakhtay hoye face karay.achay traders kabhi bhi apney emotions ko apney oper havi nai honey daytay hay balkay relax mind Kay sath trading kartay hoye trading may zayada kamyaabi hasal kartay hay.haum apney emotional ko control karney Kay liye motivational speaker ki speach ko apney liye faida mand bnatay Hoye apnay emotions ki better way may Kar saktay hay aur kamyaabi hasal Kar saktay hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                    Asalam o Alikum dear forex members umeed ha kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut he knowledge ki zarorat hoti ha forex markit ma kam karna ha to apna emtion ko har surat ma control ma rakhna hu ga q ka jo emtion ka sath tarde karta ha osy losse huta ha es liya es sa hamy bachna hu ga tarding ka darmyan emtion pa jo kabo nai pata wo kabi kamyab nai huta q ka jab markit ma hamy losse hu jata ha to wo emtion ma a kar aik large lot sa trade lga data ha jis sa osy bohat zyada nuksan ka samna karna parta ha hamy relax hu ka ka karna hu ga koi asa emtion nai rakhna hu ga jo hamy losse hu es liya markit ma kam ka liya khud ko prepar karna hu ga taky ham tarding karta wakt kisi kisam ka koi emtion na rakhy jo in pa control kar lata ha wo markit ma kamyab hu jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                      bhai jan forex trdaing aik best business hony k sath sath aik risky business bhi hai es liye aghr hum es main or risk k sath apna kam karengy tu wo apka loss he hoga tu yah baten ap k mind main hongi tu he ap apny emotions ko control main rakh skty hain or os main achi trading kar skty hain forex main har member alag alag apny emotions par apni trading karty hain or os main trdaing kar k apny loss ko face karty hain tu apko har hal main apny meotions ko contrl krna hoga jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain boht se members jub loss hota hai tab he apny emootions ko control nahi rakh paty jis se ap forex main loss ko face karty hain tu ap aghr chahty hain k apko loss na ho tu apko apny emotions par control rakhna hoga or kbhi bhi jald bazi main trading nahi karni jub ap jald bazi main apni trading karty hain tab he apko loss hota hai or ap nakam ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                        Dear is market mein agar ap ne kamyabi hasil karni hai tu apko apny emotions par control karna hoga kyun k apko emotions se loss ho sakta hai aur apko emotions par control karny k liye apko bahut mehnat karni parti hai jab ap k pass market k bary acha knowledge hoga aur ap aik achy trader hon gy tu ap apny emotions par control kar sakyn gy aur ap agar apni trading ko safe karyn aur dil laga kar kam karyn aur over trading mat karyn tu apko loss ni hoga aur ap emotional sirf us time hoty hain jab ap ko loss hota hai aur ap loss ko recover karny k liye double lot lagaty hain aur emotional ho jaty hain agar ap loss ko accept karyn aur loss se sabaq seekhyn tu ap loss sabar se trading kar sakty hain aur emotions se bach sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                          hamy apny emotion ko control kar ky kam karna chahey hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey hamy is mai aik time table bana kar confidence sy kam karna chahey agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum market mai agy bar sakty hai or pasia kama sakty hai yai business pory pakistna mai be pahl cuka ha is mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hain hum is man sada urdu main kam karty han hamy kam karny ky har aik rules ko proa karna chahey yai aik world wide karobar hai hum is mai as a job be kam kar sakty hai hamy aik time mai aik he pair mai kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                            emotions mai kam karny sy hamy loss ho jy ga hamy loss sy bachana ho ga hamy emotions ko qabo mai rahk kk kam karn ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi han hum is mai agar kam karty howe lalch karty hain to be hamy loss ho jy ga hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai agar market k analysiz kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge yai aik bahtren business hain hum is mai part time be km kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain is jasa koi or business nahi han is mai hum apny boss ap he hty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions pay kaisay control kia jaey?

                              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                              Ji han dostoforex market mai emotions hamra dusman hain hamy is ko katem karna ho ga hamy apne all bad feelings ko kaabu mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy or hum apne life time career be bana sakty hain hum is mai agar kamayb hona chaety hain to hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar lalachi ban ky kakm karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X